Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
tum ho...
Old
  (#1)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
tum ho... - 21st May 2008, 01:56 AM

kafi arsa pehle likhi thi jis main kuch changes dhaval ne ki thin moqa hi nahi mila post kerne ka aaj mila to yahan paish ker rahi hoon umeed hai doston ka saath milega pata nahi rules ko follow kia ya nahi mager bas ahsasaat paish kiye hain .. aur dear dhaval bohat shukriya wesay main janti hoon shukriya kehne pe naraz hojaoge per kia keroon adat se majboor hoon


meri aankhon main jo chamakte sitare hain
unki roshni ka merkaz sirf tum ho

ees dil meiN jo jage armaaN haiN
uN meiN har pal basey sirf tum ho

chaahat sey bhari muskuraahat ke
sachche haqdaar sirf tum ho

mere dil ki her ik dharrkan main
her pal bajta saaz sirf tum ho

jis ki khuwahish thi jeevan main
us intezar ka mehkta inaam tum ho

main jin socho main gum rehti hoon
un khayalat ka mehwar sirf tum ho

wo KhuShbu jo ziNdagi ko mehaka jaaye
wo dil pazeer sa ehsaas sirf tum ho


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
dineshdharvi
ek dost
dineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud of
 
dineshdharvi's Avatar
 
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
21st May 2008, 09:41 AM

Quote:
Originally Posted by koi to ho View Post
kafi arsa pehle likhi thi jis main kuch changes dhaval ne ki thin moqa hi nahi mila post kerne ka aaj mila to yahan paish ker rahi hoon umeed hai doston ka saath milega pata nahi rules ko follow kia ya nahi mager bas ahsasaat paish kiye hain .. aur dear dhaval bohat shukriya wesay main janti hoon shukriya kehne pe naraz hojaoge per kia keroon adat se majboor hoon


meri aankhon main jo chamakte sitare hain
unki roshni ka merkaz sirf tum ho

ees dil meiN jo jage armaaN haiN
uN meiN har pal basey sirf tum ho

chaahat sey bhari muskuraahat ke
sachche haqdaar sirf tum ho

mere dil ki her ik dharrkan main
her pal bajta saaz sirf tum ho

jis ki khuwahish thi jeevan main
us intezar ka mehkta inaam tum ho

main jin socho main gum rehti hoon
un khayalat ka mehwar sirf tum ho

wo KhuShbu jo ziNdagi ko mehaka jaaye
wo dil pazeer sa ehsaas sirf tum ho
apne ummid ki thi na to ummid kabhi fail nahi jaati hai apkne gazal bahut achi tarah se pesh ki hai kash jitna apne kisi ke liye liha hai vo bhi apko itna pyar kare yahi dua karua me.

dinesh


AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam
Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
rizi_humtum
mahfil-e-tanhai
rizi_humtum has a spectacular aura aboutrizi_humtum has a spectacular aura aboutrizi_humtum has a spectacular aura about
 
rizi_humtum's Avatar
 
Offline
Posts: 270
Join Date: Feb 2008
Location: Saudi Arabia (Riyadh)
Rep Power: 19
21st May 2008, 01:33 PM

Quote:
Originally Posted by koi to ho View Post
kafi arsa pehle likhi thi jis main kuch changes dhaval ne ki thin moqa hi nahi mila post kerne ka aaj mila to yahan paish ker rahi hoon umeed hai doston ka saath milega pata nahi rules ko follow kia ya nahi mager bas ahsasaat paish kiye hain .. aur dear dhaval bohat shukriya wesay main janti hoon shukriya kehne pe naraz hojaoge per kia keroon adat se majboor hoon


meri aankhon main jo chamakte sitare hain
unki roshni ka merkaz sirf tum ho

ees dil meiN jo jage armaaN haiN
uN meiN har pal basey sirf tum ho

chaahat sey bhari muskuraahat ke
sachche haqdaar sirf tum ho

mere dil ki her ik dharrkan main
her pal bajta saaz sirf tum ho

jis ki khuwahish thi jeevan main
us intezar ka mehkta inaam tum ho

main jin socho main gum rehti hoon
un khayalat ka mehwar sirf tum ho

wo KhuShbu jo ziNdagi ko mehaka jaaye
wo dil pazeer sa ehsaas sirf tum ho




bohat acha likha hai janab kafi dino baad acha laga hai parh ker.khush rahoo.app ne umeed ki hum ne appki umeed puri ker di.


EK SITAM AUR MERI JAAN ABI JAAN BAKI HAI,DIL MAIN AB TAK TERI ULFAT KA NISHAN BAKI HAI.
  Send a message via Yahoo to rizi_humtum Send a message via MSN to rizi_humtum  
Reply With Quote
Old
  (#4)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
22nd May 2008, 09:42 AM

Baaaaaaaaaaaaahhhhhhhhhhhhhhhhhhhuuuuuuuuuuuuuuuuu uuuuuuuuuuuttttttttttttttttttt Khooooooooooooooooooooooobsoooooooooooorat!

Shabd nahi mere paas bayan karne ko, ki kitni pasand aayi tumhari yeh rachna mujhe.

Apne dil ke bahut kareeb lagi.......

Khush raho!



"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
24th May 2008, 09:58 PM

Hamein bhi aap ki yaha rachna pasand aayi, Mani Ji...!

jis ki khuwahish thi jeevan main
us intezar ka mehkta inaam tum ho


Shayad upar wale sher main sirf ki kami reh gayi hai...!

Yunhi likhti rahein

Duaaon ke saath



Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Old
  (#6)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
28th May 2008, 02:53 AM

Quote:
Originally Posted by dineshdharvi View Post
apne ummid ki thi na to ummid kabhi fail nahi jaati hai apkne gazal bahut achi tarah se pesh ki hai kash jitna apne kisi ke liye liha hai vo bhi apko itna pyar kare yahi dua karua me.

dinesh

bohat bohat shukriya dinesh ji aapka behad shukriya aapne pasand ki meri koshish aur saraha .... ji haan unka pyar mujhse kahin ziada hai bas allah ka saath humare sath rahe ameen aur aap doston ki duayain yunhi sath rahin to inshallah sab theek rahega


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
28th May 2008, 02:54 AM

Quote:
Originally Posted by rizi_humtum View Post
bohat acha likha hai janab kafi dino baad acha laga hai parh ker.khush rahoo.app ne umeed ki hum ne appki umeed puri ker di.

Bohat nawazish janab sarahne ke liye


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
28th May 2008, 02:56 AM

Quote:
Originally Posted by chaahat View Post
Baaaaaaaaaaaaahhhhhhhhhhhhhhhhhhhuuuuuuuuuuuuuuuuu uuuuuuuuuuuttttttttttttttttttt Khooooooooooooooooooooooobsoooooooooooorat!

Shabd nahi mere paas bayan karne ko, ki kitni pasand aayi tumhari yeh rachna mujhe.

Apne dil ke bahut kareeb lagi.......

Khush raho!

thank u soooooooooooooooooo much priya dear bohat acha laga tumhe yahan dekh ker tumbhi humesha khush raho ameeeeeeeen


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
28th May 2008, 02:58 AM

Quote:
Originally Posted by Mushkil View Post
Hamein bhi aap ki yaha rachna pasand aayi, Mani Ji...!

jis ki khuwahish thi jeevan main
us intezar ka mehkta inaam tum ho


Shayad upar wale sher main sirf ki kami reh gayi hai...!

Yunhi likhti rahein

Duaaon ke saath



danny ji aapka yahan aana hi mere liye bohat maa'ni rakhta hai behad shukriya aapne apna qeemti waqt yahan serf kia aur aapne bilkul baja fermaya waqai sirf likhna bhool gaye bohat shukriya is ki taraf tawajuh dilaye aapne apna khayal rakhiyega


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
30th May 2008, 09:34 AM

Quote:
Originally Posted by koi to ho View Post
kafi arsa pehle likhi thi jis main kuch changes dhaval ne ki thin moqa hi nahi mila post kerne ka aaj mila to yahan paish ker rahi hoon umeed hai doston ka saath milega pata nahi rules ko follow kia ya nahi mager bas ahsasaat paish kiye hain .. aur dear dhaval bohat shukriya wesay main janti hoon shukriya kehne pe naraz hojaoge per kia keroon adat se majboor hoon


meri aankhon main jo chamakte sitare hain
unki roshni ka merkaz sirf tum ho

ees dil meiN jo jage armaaN haiN
uN meiN har pal basey sirf tum ho

chaahat sey bhari muskuraahat ke
sachche haqdaar sirf tum ho

mere dil ki her ik dharrkan main
her pal bajta saaz sirf tum ho

jis ki khuwahish thi jeevan main
us intezar ka mehkta inaam tum ho

main jin socho main gum rehti hoon
un khayalat ka mehwar sirf tum ho

wo KhuShbu jo ziNdagi ko mehaka jaaye
wo dil pazeer sa ehsaas sirf tum ho
Maanii didi:

aadaab!!

ees kavviSh ko fir se paRh ke be-Had KhuShii hu'ii.. aapne bahot hi mehnat kii thee ees kavviSh par.. bas YuuNhi liKhate rahiYe.. merii duaaeN aapke saath haiN.. daad!!

KhuSh raheN.. apnaa Khayaal raKheN

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

~ Dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
2nd June 2008, 12:19 PM

Quote:
Originally Posted by dhavalrami4you View Post
Maanii didi:

aadaab!!

ees kavviSh ko fir se paRh ke be-Had KhuShii hu'ii.. aapne bahot hi mehnat kii thee ees kavviSh par.. bas YuuNhi liKhate rahiYe.. merii duaaeN aapke saath haiN.. daad!!

KhuSh raheN.. apnaa Khayaal raKheN

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

~ Dhaval

Dear chottu bohat bohat shukriya yahan aye tum aur meri is koshish ko behter banane main saath diya khush raho


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
Lovely_yaadein
Guzre huai lamhe
Lovely_yaadein is on a distinguished road
 
Lovely_yaadein's Avatar
 
Offline
Posts: 34
Join Date: May 2008
Location: Delhi
Rep Power: 0
Smile 2nd June 2008, 12:32 PM

Quote:
Originally Posted by koi to ho View Post
kafi arsa pehle likhi thi jis main kuch changes dhaval ne ki thin moqa hi nahi mila post kerne ka aaj mila to yahan paish ker rahi hoon umeed hai doston ka saath milega pata nahi rules ko follow kia ya nahi mager bas ahsasaat paish kiye hain .. aur dear dhaval bohat shukriya wesay main janti hoon shukriya kehne pe naraz hojaoge per kia keroon adat se majboor hoon


meri aankhon main jo chamakte sitare hain
unki roshni ka merkaz sirf tum ho

ees dil meiN jo jage armaaN haiN
uN meiN har pal basey sirf tum ho

chaahat sey bhari muskuraahat ke
sachche haqdaar sirf tum ho

mere dil ki her ik dharrkan main
her pal bajta saaz sirf tum ho

jis ki khuwahish thi jeevan main
us intezar ka mehkta inaam tum ho

main jin socho main gum rehti hoon
un khayalat ka mehwar sirf tum ho

wo KhuShbu jo ziNdagi ko mehaka jaaye
wo dil pazeer sa ehsaas sirf tum ho
kya baat hakikat mai bahut achi hai agar koi bhi padega to sidi dil ko choo jayegi usi tarah humare dil ko bhi choo gayi very well bahut achi lagi isi tarah likhte rahiay



Inder
Din beet jate hain suhani yaadein bankar,
Baate rah jati hai kahani bankar,
Par chahat to humesha dil ke pass rehegi,
kabhi muskan to kabhi ankhon ka pani bankar.
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
mausam
Yaadon ka!
mausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant future
 
mausam's Avatar
 
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
2nd June 2008, 12:45 PM

Bahut khub mani.............

maine to isse pehle padha hi nahin tha................

sarre ke saare ashar bahut khub.....................

yunhi likhti raho...........

mausam


Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN

Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
3rd June 2008, 08:51 PM

Quote:
Originally Posted by Lovely_yaadein View Post
kya baat hakikat mai bahut achi hai agar koi bhi padega to sidi dil ko choo jayegi usi tarah humare dil ko bhi choo gayi very well bahut achi lagi isi tarah likhte rahiay
maaf kijiyega aapka naam nahi maloom aapka behad shukriya ke aap ne meri hosla afzai ki bohat nawazish...


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
3rd June 2008, 08:53 PM

Quote:
Originally Posted by mausam View Post
Bahut khub mani.............

maine to isse pehle padha hi nahin tha................

sarre ke saare ashar bahut khub.....................

yunhi likhti raho...........

mausam

thank u sooo much didi apka saath mila bohat acha laga


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
3rd June 2008, 09:05 PM

Good


Keep Writing

Mujeeb
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#17)
Lovely_yaadein
Guzre huai lamhe
Lovely_yaadein is on a distinguished road
 
Lovely_yaadein's Avatar
 
Offline
Posts: 34
Join Date: May 2008
Location: Delhi
Rep Power: 0
5th June 2008, 01:57 PM

Quote:
Originally Posted by koi to ho View Post
maaf kijiyega aapka naam nahi maloom aapka behad shukriya ke aap ne meri hosla afzai ki bohat nawazish...

Muje Inder kahte hai muje aap sab dosto ko sath ye apki shayri padna aur game khelna bahad pasand hai kafi acha lagta hai



Inder
Din beet jate hain suhani yaadein bankar,
Baate rah jati hai kahani bankar,
Par chahat to humesha dil ke pass rehegi,
kabhi muskan to kabhi ankhon ka pani bankar.
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
6th June 2008, 05:53 PM

Quote:
Originally Posted by eyesflicker View Post
Good


Keep Writing

Mujeeb
thank u so much mujeeb ji


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
6th June 2008, 05:55 PM

Quote:
Originally Posted by Lovely_yaadein View Post
Muje Inder kahte hai muje aap sab dosto ko sath ye apki shayri padna aur game khelna bahad pasand hai kafi acha lagta hai

hmm thanks inder ji


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#20)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
24th March 2009, 12:21 AM

bohat Khoobsurat Ehsaas Hain Mani Ji..............per Aajkal Kahan Ghayab Hain Aap, Kuch Likhe Huye To Ek Arsa Ho Gaya Hai, Laut Aayiye Mehfil Me, Aapki Bohat Yaad Aati Hai............bohat Jald Aapki Jaanib Se Kuch Naye Kalaam Ka Intezaar Rahega ......

Duaon Ke Saath

Zainy




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#21)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
3rd September 2009, 05:34 PM

Thank you so much zainy ji aapki hosla afzai se behad khushi hoi aaj kal kuch masroofiyat hai aur jahan hoon wahan filhal net ki sahoolat nahi hai so jald hi regular aaongi INSHALLAH aaj bhi bas itefaq se moqa mila to aagayi hoon online apna khayal rakhiyega khush rahain


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#22)
abed_farooqui
Registered User
abed_farooqui will become famous soon enoughabed_farooqui will become famous soon enough
 
abed_farooqui's Avatar
 
Offline
Posts: 166
Join Date: Aug 2009
Location: Duniya ki gehrai me
Rep Power: 16
4th September 2009, 03:49 PM

Quote:
Originally Posted by koi to ho View Post
kafi arsa pehle likhi thi jis main kuch changes dhaval ne ki thin moqa hi nahi mila post kerne ka aaj mila to yahan paish ker rahi hoon umeed hai doston ka saath milega pata nahi rules ko follow kia ya nahi mager bas ahsasaat paish kiye hain .. aur dear dhaval bohat shukriya wesay main janti hoon shukriya kehne pe naraz hojaoge per kia keroon adat se majboor hoon


meri aankhon main jo chamakte sitare hain
unki roshni ka merkaz sirf tum ho

ees dil meiN jo jage armaaN haiN
uN meiN har pal basey sirf tum ho

chaahat sey bhari muskuraahat ke
sachche haqdaar sirf tum ho

mere dil ki her ik dharrkan main
her pal bajta saaz sirf tum ho

jis ki khuwahish thi jeevan main
us intezar ka mehkta inaam tum ho

main jin socho main gum rehti hoon
un khayalat ka mehwar sirf tum ho

wo KhuShbu jo ziNdagi ko mehaka jaaye
wo dil pazeer sa ehsaas sirf tum ho
सलाम
आपके अहसास पढ़े और दिल की गहराई में उतार गये बहुत बहुत अछा लिखा है अपने.


PARWANA
Abed Farooqui

Jalegi shammaye tere naam se qamar
Parwaana hun tera naam jo liya karun
   
Reply With Quote
Old
  (#23)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
5th September 2009, 11:43 AM

Quote:
Originally Posted by koi to ho View Post
kafi arsa pehle likhi thi jis main kuch changes dhaval ne ki thin moqa hi nahi mila post kerne ka aaj mila to yahan paish ker rahi hoon umeed hai doston ka saath milega pata nahi rules ko follow kia ya nahi mager bas ahsasaat paish kiye hain .. aur dear dhaval bohat shukriya wesay main janti hoon shukriya kehne pe naraz hojaoge per kia keroon adat se majboor hoon


meri aankhon main jo chamakte sitare hain
unki roshni ka merkaz sirf tum ho

ees dil meiN jo jage armaaN haiN
uN meiN har pal basey sirf tum ho

chaahat sey bhari muskuraahat ke
sachche haqdaar sirf tum ho

mere dil ki her ik dharrkan main
her pal bajta saaz sirf tum ho

jis ki khuwahish thi jeevan main
us intezar ka mehkta inaam tum ho

main jin socho main gum rehti hoon
un khayalat ka mehwar sirf tum ho

wo KhuShbu jo ziNdagi ko mehaka jaaye
wo dil pazeer sa ehsaas sirf tum ho



bahut khoob dear ........!

arse baad nazar gaye tumhari es poetry par.............bahut accha likha hai, tum dono ko daad hazir hai.

pyar ke saath
diiii


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#24)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
29th September 2009, 11:53 PM

Maani Ji,

Boht hi khobsorat ehsaasat pesh karnay
ke liye daad qabool kijiyee

Aisay hi likhtay rahiye,

GOD BLESS YOU


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#25)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
4th October 2009, 10:57 AM

Quote:
Originally Posted by abed_farooqui View Post
सलाम
आपके अहसास पढ़े और दिल की गहराई में उतार गये बहुत बहुत अछा लिखा है अपने.
sorry farooqui sahab mujhe hindi nahi aati


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#26)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
4th October 2009, 10:59 AM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
bahut khoob dear ........!

arse baad nazar gaye tumhari es poetry par.............bahut accha likha hai, tum dono ko daad hazir hai.

pyar ke saath
diiii
thank u so much dii aapki hosla afzai se humesha khushi milti hai


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#27)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
4th October 2009, 11:00 AM

Quote:
Originally Posted by Hassan Rasheed View Post
Maani Ji,

Boht hi khobsorat ehsaasat pesh karnay
ke liye daad qabool kijiyee

Aisay hi likhtay rahiye,

GOD BLESS YOU
Bohat shukriya hassan sahab


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com