Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
sukun e dil ke liye kia kia mashagil apnaye
Old
  (#1)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
sukun e dil ke liye kia kia mashagil apnaye - 22nd June 2008, 09:30 PM

aap logon ke saamne aik baar phir apne ahsasaat le kerhazir hoon umeed hai pasand ayegi......





sukun e dil ke liye kia kia mashagil apnaye
bereham waqt ne kia kia zulm nahi dhaye

jinhain apna tha maana unki berukhi dekhi
jinhain anjan samjha wo kandha dene ko aye

chehre pe chehra saja rakha hai logon ne
zara jo aanch lagi khul ke sabhi samne aye

kis se shikwa karoon apne armaan chinne ka
kon hai jo mere bemol aansuu churane aye

ab to ye hai faisla dil e nakaam ka mani
aese khuloos ka khatma acha jo kaam na aye




aapki raaye ki muntazir............


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin

Last edited by koi to ho; 22nd June 2008 at 09:33 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Abrarsworld
Zindagi Ek Tassavvur!!!
Abrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to behold
 
Abrarsworld's Avatar
 
Offline
Posts: 369
Join Date: Mar 2007
Location: Hyderabad,India
Rep Power: 24
23rd June 2008, 01:31 AM

Aadab Maani Ji,

Kaise ho aap??? Ap ki nazm padi... Behad pasand aayi... Aakhri ke do asharoon ne aankhon ko nam kar diya... Dard bhari hai isliye daad nahi doonga... Mashq jaari rakhe... Duaon ke saath Ijazat...

Apka dost...

Abrar...




Hum to pattharon se mohabbat ka hunar rakhte hain,
Tum to phir bhi moom ho "Abrar" ke gale lag kar pighal jaoge...
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
23rd June 2008, 02:12 PM

Quote:
sukun e dil ke liye kia kia mashagil apnaye
bereham waqt ne kia kia zulm nahi dhaye
..............................

Quote:
jinhain apna tha maana unki berukhi dekhi
jinhain anjan samjha wo kandha dene ko aye
...................Aisa hi hota hai

Quote:
chehre pe chehra saja rakha hai logon ne
zara jo aanch lagi khul ke sabhi samne aye
..............Haqiqat hai sher mein

Quote:
kis se shikwa karoon apne armaan chinne ka
kon hai jo mere bemol aansuu churane aye
Koi to Hai ...

Quote:
ab to ye hai faisla dil e nakaam ka mani
aese khuloos ka khatma acha jo kaam na aye
" Maar Daala WaLLAH Maar Dala " bus itna kahon ga ..Fantastic




Wah Wah !!!

kiya baat hai mohterma ...

Bahut hi khoob ... alfazon ko ghazal mein pirona khoob jaanti hain ... likhte rahiye ...


aik achi ghazal per dil se dad kabool kijiye ....

Khush rahiye


Mujeeb
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#4)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
23rd June 2008, 04:36 PM

wakay bahot khoob likha hai......very touching indeed.....aap bahot acchi acchi ghazle likhti hai....

aapke liye ye sher arz hai...

KUCH BIKHRE SAPNO SE AANKHON ME NAMI HAI,

CHOTA SA AASMAA ,UMEEDON KI ZAMEEN HAI,

YU TO BAHOT KUCH HAI KHAYAL-E-ZINDEGI ME,

SIRF JISE CHAHTE HAI,USI KI KAMI HAI,


ZAINY
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#5)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
28th June 2008, 05:49 PM

Quote:
Originally Posted by Abrarsworld View Post
Aadab Maani Ji,

Kaise ho aap??? Ap ki nazm padi... Behad pasand aayi... Aakhri ke do asharoon ne aankhon ko nam kar diya... Dard bhari hai isliye daad nahi doonga... Mashq jaari rakhe... Duaon ke saath Ijazat...

Apka dost...

Abrar...
abrar main bilkul theek hoon umeed hai tum bhi ache ho ge aaj kal bohat kam aate ho tumhe meri poetry pasand aye uske liye mamnoon hoon bohat shukriya apna khayal rakhna khush raho......


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
28th June 2008, 05:53 PM

Quote:
Originally Posted by eyesflicker View Post
..............................

...................Aisa hi hota hai

..............Haqiqat hai sher mein

Koi to Hai ...



" Maar Daala WaLLAH Maar Dala " bus itna kahon ga ..Fantastic




Wah Wah !!!

kiya baat hai mohterma ...

Bahut hi khoob ... alfazon ko ghazal mein pirona khoob jaanti hain ... likhte rahiye ...


aik achi ghazal per dil se dad kabool kijiye ....

Khush rahiye


Mujeeb

mujeeb ji aapka behad shukriya ke aapne parrha saraha aur ghazal to nahi kahoongi ghazal likhna to bohat barri cheez hai mere liye haan mager nazam keh sakti hoon ise bohat bohat shukriya aapne apna qeemti waqt dia ummed hai saath milta rahega apna khayal rakhiyega


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
28th June 2008, 06:01 PM

Mani ji aapka yeh gazal bahut acchi lagi aap jab bhi likhti hai.n bahut dil se likhti hai.n meri daad aapke umda kalaam ke liye qubool kijiye ese hi likhti rahiye


"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"


Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.




  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#8)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
29th June 2008, 10:19 AM

Maanii didi:

asalaam-o-alaikum!

aaj subHaa meN aate hi aapki naYii Ghazal naZar nawaaZ hu'ii.. aik beHteriiN koShiSh kii hay aapne apne dil ke ehsaasoN ko lafzoN ke zar'iiYe peSh karne kii.. waise to sabhee Sher bahot khuub hai.. par yeh Sher dil ke qareeb saa rahaa,!
Quote:
jinhain apna tha maana unki berukhi dekhi
jinhain anjan samjha wo kandha dene ko aye
duaa hay aap YuuNhi liKhate raheN aur Shaa'iiree ke ees safar meN aage baRhte raheN.. Khudaa aapko kaamyaab banaYeN!!

daad hi daad!!

KhuSh raheN... apnaa Khayaal raKheN

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

~ Dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
majnu78
Registered User
majnu78 is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 73
Join Date: Mar 2005
Location: india
Rep Power: 20
30th June 2008, 01:10 AM

subhaan-allah.........................kya khoob kaha hai aap ne.
dinoN baad kisi ki kalam ne zakhmoN ko kureda hai.
bohot khoob............likhte rahiye n take care


my angel lost her wings.......
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
3rd July 2008, 01:43 AM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
wakay bahot khoob likha hai......very touching indeed.....aap bahot acchi acchi ghazle likhti hai....

aapke liye ye sher arz hai...

KUCH BIKHRE SAPNO SE AANKHON ME NAMI HAI,

CHOTA SA AASMAA ,UMEEDON KI ZAMEEN HAI,

YU TO BAHOT KUCH HAI KHAYAL-E-ZINDEGI ME,

SIRF JISE CHAHTE HAI,USI KI KAMI HAI,


ZAINY

zainy ji bohat shukriya aapka ke aapne ise parrha aur sher ka bhi behad shukriya takecare


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
3rd July 2008, 01:45 AM

Quote:
Originally Posted by Mohammad Kashif View Post
Mani ji aapka yeh gazal bahut acchi lagi aap jab bhi likhti hai.n bahut dil se likhti hai.n meri daad aapke umda kalaam ke liye qubool kijiye ese hi likhti rahiye
kashif ji behad shukriya bohat kam aate hain aaj kal aap sdc per ....bohat nawazish umeed hai saath milta rahega takecare


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
3rd July 2008, 02:21 AM

Quote:
Originally Posted by koi to ho View Post
aap logon ke saamne aik baar phir apne ahsasaat le kerhazir hoon umeed hai pasand ayegi......





sukun e dil ke liye kia kia mashagil apnaye
bereham waqt ne kia kia zulm nahi dhaye

jinhain apna tha maana unki berukhi dekhi
jinhain anjan samjha wo kandha dene ko aye

chehre pe chehra saja rakha hai logon ne
zara jo aanch lagi khul ke sabhi samne aye

kis se shikwa karoon apne armaan chinne ka
kon hai jo mere bemol aansuu churane aye

ab to ye hai faisla dil e nakaam ka mani
aese khuloos ka khatma acha jo kaam na aye




aapki raaye ki muntazir............
Bahut khoob Mani..

Dil ka dard bakhoobi bayaan kiya hai tumne.. Bhagwaan kare tumhare dil se yeh dard kahin door chala jaaye, aur dher saari khushiyan aa ke samaaye!!!

Take Care Dear!

~Priya



"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

   
Reply With Quote
Old
  (#13)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
20th July 2008, 01:57 AM

Quote:
Originally Posted by dhavalrami4you View Post
Maanii didi:

asalaam-o-alaikum!

aaj subHaa meN aate hi aapki naYii Ghazal naZar nawaaZ hu'ii.. aik beHteriiN koShiSh kii hay aapne apne dil ke ehsaasoN ko lafzoN ke zar'iiYe peSh karne kii.. waise to sabhee Sher bahot khuub hai.. par yeh Sher dil ke qareeb saa rahaa,! duaa hay aap YuuNhi liKhate raheN aur Shaa'iiree ke ees safar meN aage baRhte raheN.. Khudaa aapko kaamyaab banaYeN!!

daad hi daad!!

KhuSh raheN... apnaa Khayaal raKheN

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

~ Dhaval

dear chottu bohat shukriya ise parrhne ka aur mujhe sarahne ka ye sab tum logon ka pyar aur saath hai jo mujhe kuch yahan post kerne ki himmat deta hai humeshaa khush raho Ameeenn


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
20th July 2008, 01:59 AM

Quote:
Originally Posted by majnu78 View Post
subhaan-allah.........................kya khoob kaha hai aap ne.
dinoN baad kisi ki kalam ne zakhmoN ko kureda hai.
bohot khoob............likhte rahiye n take care
majnu ji aapka naam nahi janti hoon aapka behad shukriya ke aapne ise is qabil samjha bohqat shukriya


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
20th July 2008, 02:02 AM

Quote:
Originally Posted by chaahat View Post
Bahut khoob Mani..

Dil ka dard bakhoobi bayaan kiya hai tumne.. Bhagwaan kare tumhare dil se yeh dard kahin door chala jaaye, aur dher saari khushiyan aa ke samaaye!!!

Take Care Dear!

~Priya
dear priya tumhari duaayen pa ker dil bohat pursukoon hogaya ke jab itne logon ki duaayen saath hain to inshallah zaroor manzil ko pa loongi thanks a lot dear


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
20th July 2008, 05:21 PM

mohtarmaa jee

bahut achhi ghazal likhne ki koshish kari yahaN pe aapne ..

khas taur pe ye ashaar mujhe behad pasand aaye

chehre pe chehra saja rakha hai logon ne
zara jo aanch lagi khul ke sabhi samne aye

ab to ye hai faisla dil e nakaam ka mani
aese khuloos ka khatma acha jo kaam na aye

baki ek ya do misroN meiN kaafiya milane meiN thodi si kasar rah gayi hai ummeed karta huN aage khayaal rakha jayega !

Qalaam behad khoobsorat hai

tareef Qabool ki jaye !


andaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
mausam
Yaadon ka!
mausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant future
 
mausam's Avatar
 
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
25th July 2008, 12:43 PM

hello mani..yeh ghazal pata nahin kyun maine nahin padhi...bahut khub..................................dear,,,,aajk al kam aati ho? kya baat hain net fir se gone kya??????

chehre pe chehra saja rakha hai logon ne
zara jo aanch lagi khul ke sabhi samne aye



sare ke saare ashaar bahut khub!!!!

mausam


Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN

Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
   
Reply With Quote
Tasveer
Old
  (#18)
tanha_dil2002
Registered User
tanha_dil2002 will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 24
Join Date: Feb 2003
Location: Delhi
Rep Power: 0
Tasveer - 25th July 2008, 03:57 PM

Mujhse mat pooch kyon aankh jhukali maine
Teri tasveer thi jo tujhse chupali maine

Jispe likha tha ki tu mere muqaddar mai nahi
Apne mathe ki wo tehreer mitali maine

Har janam sabko yaha saccha pyaar kaha milta hai
Teri chahat mai to umr bitali maine

Mujhko jane kaha ehsas mera le jaye
Waqt ke haatho se ek nazm uthali maine

Ghere rehti hai mujhko ek anokhi si khushbu
Teri yaado se har ek saans sajali maine

Jiske sheron ko wo sunkar bohot roya tha
Bas wohi ek ghazal sabse chupali maine


Salam to everyone ...its been long time ...i did not write anything here ...but hope u people will like this ghazal ....
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
4th September 2008, 05:22 PM

Quote:
Originally Posted by kshitiz View Post
mohtarmaa jee

bahut achhi ghazal likhne ki koshish kari yahaN pe aapne ..

khas taur pe ye ashaar mujhe behad pasand aaye

chehre pe chehra saja rakha hai logon ne
zara jo aanch lagi khul ke sabhi samne aye

ab to ye hai faisla dil e nakaam ka mani
aese khuloos ka khatma acha jo kaam na aye

baki ek ya do misroN meiN kaafiya milane meiN thodi si kasar rah gayi hai ummeed karta huN aage khayaal rakha jayega !

Qalaam behad khoobsorat hai

tareef Qabool ki jaye !
kshitiz ji aapki behad mamnoon hoon ke aap ne yahan nazr e karam fermai aapne theek kaha kasar reh hi jati hai her baar kionki main bohat ziada bareekiyan nahi janti shayri ki aur na hi mujhe itna waqt mil pata hai ke kuch seekh hi loon umeed hai aap ka saath milta rahega bohat bohat shukriya


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#20)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
4th September 2008, 05:30 PM

Quote:
Originally Posted by mausam View Post
hello mani..yeh ghazal pata nahin kyun maine nahin padhi...bahut khub..................................dear,,,,aajk al kam aati ho? kya baat hain net fir se gone kya??????

chehre pe chehra saja rakha hai logon ne
zara jo aanch lagi khul ke sabhi samne aye



sare ke saare ashaar bahut khub!!!!

mausam
hi didi aap yahan ayen aur hosla barrhaya mere liye yeh hi kafi hai aur jahan tak na aane ki baat hai to woh to aap janti hi hain main busy thi aur ab teen char din howe free hoi hoon mager ab net problem hai asusual yunhi sath dete rahiyega di apna khayal rakhiye


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#21)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
4th September 2008, 05:34 PM

Quote:
Originally Posted by tanha_dil2002 View Post
Mujhse mat pooch kyon aankh jhukali maine
Teri tasveer thi jo tujhse chupali maine

Jispe likha tha ki tu mere muqaddar mai nahi
Apne mathe ki wo tehreer mitali maine

Har janam sabko yaha saccha pyaar kaha milta hai
Teri chahat mai to umr bitali maine

Mujhko jane kaha ehsas mera le jaye
Waqt ke haatho se ek nazm uthali maine

Ghere rehti hai mujhko ek anokhi si khushbu
Teri yaado se har ek saans sajali maine

Jiske sheron ko wo sunkar bohot roya tha
Bas wohi ek ghazal sabse chupali maine


Salam to everyone ...its been long time ...i did not write anything here ...but hope u people will like this ghazal ....
bohat shukriya achi ghazal share ki hai aap ne


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
sukun shaikhsahab Shayri-e-Mashahoor Shayar 0 22nd November 2005 06:48 PM
sukun shaikhsahab Shayri-e-Dard 0 22nd November 2005 06:15 PM
Sukun roothi_pari Shayri-e-Dard 0 7th November 2005 09:04 PM
sukun sharabi Shayri-e-Sharaab 1 23rd September 2003 05:03 PM
sukun-e-qalb soul Shayri-e-Dard 0 2nd September 2003 12:29 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com