Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
dil ka dard
Old
  (#1)
vaishali
Registered User
vaishali is a glorious beacon of lightvaishali is a glorious beacon of lightvaishali is a glorious beacon of lightvaishali is a glorious beacon of lightvaishali is a glorious beacon of lightvaishali is a glorious beacon of light
 
vaishali's Avatar
 
Offline
Posts: 137
Join Date: Sep 2005
Location: usa, fullerton ca,
Rep Power: 24
dil ka dard - 31st July 2008, 06:47 AM

ye duniya bhi badi ajeeb jagah hai, jab koi kuch kahta nahin to kahate hain ki tum chup rahate ho , agar bolo to kahate hai ki tum kahate ho, ye kashmakash shayad hum samjh na sake, isliye ye nazm pesh kar rahe hain,shayad yahi kuch samjha sake is duniya ko.

Regards
vaishali

Dil ka dard juban par aa nahin paya
Arzoo to bahut thi kuch kah nahin paya

Wo khush the mere zakhamo ko dekhkar
Main chahkar bhi chupa na paya

Usne kaha tha ki wo phir aayega
Wo gaya aisa ki phir kabhi na aya

Kisko fursat hai jo sune dil ki batein
Kambhakat ye dil chup rah bhi na paya

Waqt ne kar diya is dil ko pathar ,rona
Jo chaha,to ek aansoo aankhon main na aya.
……………………………………………………………………..vaishali
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Prince Jain
Registered User
Prince Jain is a jewel in the roughPrince Jain is a jewel in the roughPrince Jain is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 417
Join Date: May 2008
Location: Gamoo Kay Saath
Rep Power: 19
31st July 2008, 08:49 AM

Vaishali Ji
Vakai Bahut khub Liha hai
Shayad aap bhi es dour se gujar rahi ho jis dou say may gujar raha hu.
" Tute dilo k b sapne hote hai,
Dil milane k b nagme hote hai,
Chahe koi b gum aaye apki Zindagi mai,
Hume yaad karna Kyunki...................
"APNE TO APNE HOTE HAI"
Thanks


"MAY AUR MERI TANHAIA "
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Prince Jain
Registered User
Prince Jain is a jewel in the roughPrince Jain is a jewel in the roughPrince Jain is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 417
Join Date: May 2008
Location: Gamoo Kay Saath
Rep Power: 19
31st July 2008, 08:55 AM

"udas Nazro Me Khwab Milenge,
Kabhi Kaathe To Kabhi Gulab Milenge
Meri Likhi Kitab Ko Kabhi
Apni Nazro Se Padhkar To Dekhna
"kabhi Aap To Kahi Aapki Yaad Dhikhenge


"MAY AUR MERI TANHAIA "
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
irfantak
Registered User
irfantak will become famous soon enough
 
irfantak's Avatar
 
Offline
Posts: 200
Join Date: Jul 2008
Location: balotra(rajasthan)
Rep Power: 16
31st July 2008, 03:20 PM

Ikr-E-Shab-E-Firaaq Se Vahshat Usay Bhi Thi
Meri Tarah Kisi Se Muhabbat Usay Bhi Thi
Mujh Ko Bhi Shauq Thaa Naye Chehroon Ki Deed Kaa
Rastaa Badal Ke Chalnay Ki Aadat Usay Bhi Thi
Mujh Se Bichhar Ke Shahar Mein Ghul Mil Gayaa Vo Shakhs
Haalaanke Shahar Bhar Se Raqabat Usay Bhi Thi
Vo Mujh Se Barh Ke Zabt Kaa Aadi Thaa Ji Gayaa
Varnaa Har Ek Saans Qayaamat Usay Bhi Thi
  Send a message via Yahoo to irfantak  
Reply With Quote
Old
  (#5)
hum_rahi18
Registered User
hum_rahi18 is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 3
Join Date: Jul 2008
Rep Power: 0
31st July 2008, 03:37 PM

Vaishali hum_rahi here mera naam jay hain

mujhe aapki is hasi me dard ka gam mila
aapke hoto se nikla har shabd ek paigaam sa mila

tabhi main aapse
kuch kah raha hu
shayad na acha lage
aap se puch raha hu

dosti to sabhi karte hai haath milakar
main sirf dosti aapse
baaton baton me kar raha hu ------------

Kuch Jane Kuch Pahchane,
Kuch Anjane Se Log Miley,
Shayed Main Deewana Mujhko Deeewane Se Log Miley.
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
31st July 2008, 06:34 PM

Zakhme hazaron mile hain zamane se hai fir bhi ji lete hain
tanhai main akshar aankhon main aasun baha lete hain



Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai


Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
thanks
Old
  (#7)
vaishali
Registered User
vaishali is a glorious beacon of lightvaishali is a glorious beacon of lightvaishali is a glorious beacon of lightvaishali is a glorious beacon of lightvaishali is a glorious beacon of lightvaishali is a glorious beacon of light
 
vaishali's Avatar
 
Offline
Posts: 137
Join Date: Sep 2005
Location: usa, fullerton ca,
Rep Power: 24
thanks - 1st August 2008, 09:18 AM

hello people thanks alot , bahut bahut shukiya aap sabhi ka , jo aapne waqt nikalkar mujhe padha ,ummid hai ki aage bhi app mujhe waqt denge.


shukriya

vaishali

"dil bhi ajeeb hai ,darta hai kabhi dird se,kabhi tarsta hai dird ke liye"
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
stillalive
Guest
 
Posts: n/a
1st August 2008, 09:52 AM

bahut accha likha hai aapne.....
par itna kyun sacha likha hai aapne...
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
stillalive
Guest
 
Posts: n/a
1st August 2008, 09:56 AM

mujhe yaad karke tu mujh par ehsaan na kar,
main to badnaam ho chuka hun tu khud ko badnaam na kar,
ro rokar bhulaye the ye pyar k gam,
ab tu firse rokar to is ujde shehar ko or viraan na kar....
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
aftab e dard
Registered User
aftab e dard is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 1
Join Date: Jul 2008
Rep Power: 0
2nd August 2008, 02:53 PM

aap ki shayri acchi hai
   
Reply With Quote
shukriya
Old
  (#11)
vaishali
Registered User
vaishali is a glorious beacon of lightvaishali is a glorious beacon of lightvaishali is a glorious beacon of lightvaishali is a glorious beacon of lightvaishali is a glorious beacon of lightvaishali is a glorious beacon of light
 
vaishali's Avatar
 
Offline
Posts: 137
Join Date: Sep 2005
Location: usa, fullerton ca,
Rep Power: 24
shukriya - 3rd August 2008, 01:24 PM

shukriya aap sabhi ka .

Regards
Vaishali
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
rijaan
Registered User
rijaan will become famous soon enoughrijaan will become famous soon enough
 
rijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 138
Join Date: Jun 2008
Rep Power: 17
Smile 3rd August 2008, 07:38 PM

Quote:
Originally Posted by Diya_Jale View Post
Zakhme hazaron mile hain zamane se hai fir bhi ji lete hain
tanhai main akshar aankhon main aasun baha lete hain
hai friend mai rejaan hu ajib naam hai par ise bi duniya walon ne hi diya hai muje aap ki ye do line bahot pasand aayi wery nice

mai aap ko kuch rep deraha hu shayad aap ko pasnd aaye
Mahobatt Ki Duniya Hai,Mahobatt Kam Na Karna,
Jiyenge To Milte Rahenge,Mar Jayenge To Gam Na Karna.

Gam Ko Zindgi Ka Nam Buzdilo Ne Diya He,
Humne To Gamo Ka Samna Khushi Se Kiya Hai,
Marte Waqt Bhi In Hotoan Se Hasi Nahi Jayegi,
Humne Ye Wada Zindgi Se Kiya Hai.

mai aap ke rep ka intejar karunga


Usko chaha bhi to iqraar karna na aaya,
Kat gayi umr, hamein pyar karna na aaya,
Usney maanga bhi agar kuch to maangi judaai,
Aur ek hum thay ke inkaar karna na aaya!!!!
   
Reply With Quote
shukriya
Old
  (#13)
vaishali
Registered User
vaishali is a glorious beacon of lightvaishali is a glorious beacon of lightvaishali is a glorious beacon of lightvaishali is a glorious beacon of lightvaishali is a glorious beacon of lightvaishali is a glorious beacon of light
 
vaishali's Avatar
 
Offline
Posts: 137
Join Date: Sep 2005
Location: usa, fullerton ca,
Rep Power: 24
shukriya - 4th August 2008, 10:48 AM

gum maain jo nasha hai wo sharab main nahin,
tanhai main maza hai wo is jahan-e-kharab main nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
4th August 2008, 02:25 PM

aap ka yeh Reply hume bahat pasand aayi....Rejaan aap ka naam bahat achha hai Ajib nehin....insan ke pehechan ek naam se hota hai per akshar bhid main woh benam hota hai ...sabke saath jab log usko dekhte hain ...hai koi ajnabee aise kehete hain......

me umrbhar shikaayat-e-ishq raha,bhatakta raha dar ba dar mujh me hauslaa-e-ishq kam thaa yaa mera yaar thaa sitamgar

Quote:
Originally Posted by rijaan View Post
hai friend mai rejaan hu ajib naam hai par ise bi duniya walon ne hi diya hai muje aap ki ye do line bahot pasand aayi wery nice

mai aap ko kuch rep deraha hu shayad aap ko pasnd aaye
Mahobatt Ki Duniya Hai,Mahobatt Kam Na Karna,
Jiyenge To Milte Rahenge,Mar Jayenge To Gam Na Karna.

Gam Ko Zindgi Ka Nam Buzdilo Ne Diya He,
Humne To Gamo Ka Samna Khushi Se Kiya Hai,
Marte Waqt Bhi In Hotoan Se Hasi Nahi Jayegi,
Humne Ye Wada Zindgi Se Kiya Hai.

mai aap ke rep ka intejar karunga



Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai


Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
Prince Jain
Registered User
Prince Jain is a jewel in the roughPrince Jain is a jewel in the roughPrince Jain is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 417
Join Date: May 2008
Location: Gamoo Kay Saath
Rep Power: 19
5th August 2008, 09:32 AM

Mere Sabhi Dosto Ko es Ajnabhi Dost ka Salam
Aap sabhi Vaki Bahut Achha Likhtey Hai
"Jab Ek-Ek phool uda le gayi hawa,
Us din bahaar ko mera ghar ka pata chala,
OR utha le chale hame jab 4 log,
Us din mere yaar ko mere pyar ka pata chala,
Agar aap sub ko pasand aay ko reply jauar dena,


"MAY AUR MERI TANHAIA "
   
Reply With Quote
hello
Old
  (#16)
vaishali
Registered User
vaishali is a glorious beacon of lightvaishali is a glorious beacon of lightvaishali is a glorious beacon of lightvaishali is a glorious beacon of lightvaishali is a glorious beacon of lightvaishali is a glorious beacon of light
 
vaishali's Avatar
 
Offline
Posts: 137
Join Date: Sep 2005
Location: usa, fullerton ca,
Rep Power: 24
hello - 5th August 2008, 01:21 PM

hello everyone ,

rijaan aapka nam bahut hi pyara hai , aur sher bhi bahut khubsoorat tha, prince sher bahut hi accha hai , bahut accha lagta hai jab sabhi ek doosre ki hausla afzai karte hain .


Vaishali
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
5th August 2008, 01:25 PM

Quote:
Originally Posted by Prince Jain View Post
Mere Sabhi Dosto Ko es Ajnabhi Dost ka Salam
Aap sabhi Vaki Bahut Achha Likhtey Hai
"Jab Ek-Ek phool uda le gayi hawa,
Us din bahaar ko mera ghar ka pata chala,
OR utha le chale hame jab 4 log,
Us din mere yaar ko mere pyar ka pata chala,
Agar aap sub ko pasand aay ko reply jauar dena,
prince ji aap ke sher hume bahat pasand hai ....hum koi sayar to nehin bas jawab main kuchh kehena chahate hain ...sayad aap ko pasand aaye


Kehne ko toh waise laakh alfaaj hai is dil me.....
bayaan karne ke liye magar ek jubaan hi nahi hai....,

gar mil bhi gayi jubaan toh kya hona hai...?
lafzon ko samazhnewala woh meherbaan hi nahi hai...!



Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai


Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
5th August 2008, 01:26 PM

Quote:
Originally Posted by vaishali View Post
hello everyone ,

rijaan aapka nam bahut hi pyara hai , aur sher bhi bahut khubsoorat tha, prince sher bahut hi accha hai , bahut accha lagta hai jab sabhi ek doosre ki hausla afzai karte hain .


Vaishali
Vaishali ji aap ke sare post dekhe hum sab ek se badh kar ek hai ....hum aap ke Dusre fan hain aaj se........aap ko Zindegi main woh sari khusi mile jiske aap haqdar ho .............



Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai


Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
Prince Jain
Registered User
Prince Jain is a jewel in the roughPrince Jain is a jewel in the roughPrince Jain is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 417
Join Date: May 2008
Location: Gamoo Kay Saath
Rep Power: 19
6th August 2008, 06:04 PM

Aap sbhi ko adab araj hai,
aap ney reply deya uskey ley thanks
"Ho skta hai usne anjane me hume rula deya,
Usne duniya k kehne pe hume bhula diya,
Are hum to vese bhi akele hi the,
Kya hua agar kisi ne fir "Ehass " dila diya


"MAY AUR MERI TANHAIA "
   
Reply With Quote
hello everyone
Old
  (#20)
vaishali
Registered User
vaishali is a glorious beacon of lightvaishali is a glorious beacon of lightvaishali is a glorious beacon of lightvaishali is a glorious beacon of lightvaishali is a glorious beacon of lightvaishali is a glorious beacon of light
 
vaishali's Avatar
 
Offline
Posts: 137
Join Date: Sep 2005
Location: usa, fullerton ca,
Rep Power: 24
hello everyone - 8th August 2008, 11:46 AM

hello everyone ,

beshak divya sabhi bahut accha likhte hain , prince umda sher hai likhte rahiye.

"ek tu hi nahin duniya main
samndar ke kinare bahut hain
khawab tha accha dil bahalane ko
waise to duniya main fasane bahut hain."


Regards
Vaishali
   
Reply With Quote
Old
  (#21)
Prince Jain
Registered User
Prince Jain is a jewel in the roughPrince Jain is a jewel in the roughPrince Jain is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 417
Join Date: May 2008
Location: Gamoo Kay Saath
Rep Power: 19
9th August 2008, 11:47 AM

Thanks Vaishali ji
"Koi khawab in aankho ne sajaya hi nahi"
"Hamare dil ki gehrai ko koi samaj paya hi nahi"
"Kisi ko hamari kami mehsus ho"
"Khuda ne hume aisa banaya hi nai..........
prince


"MAY AUR MERI TANHAIA "
   
Reply With Quote
Old
  (#22)
Prince Jain
Registered User
Prince Jain is a jewel in the roughPrince Jain is a jewel in the roughPrince Jain is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 417
Join Date: May 2008
Location: Gamoo Kay Saath
Rep Power: 19
9th August 2008, 12:12 PM

"Ghere rehti hai mujhe ek anokhi khushbu teri,
Yaadon se her ek saans saja li meine,
Jiske sheron ko woh sunke bahut royi thi,
Bas wohi ek ghazal sabse chupa li meine,


"MAY AUR MERI TANHAIA "
   
Reply With Quote
Old
  (#23)
Prince Jain
Registered User
Prince Jain is a jewel in the roughPrince Jain is a jewel in the roughPrince Jain is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 417
Join Date: May 2008
Location: Gamoo Kay Saath
Rep Power: 19
9th August 2008, 12:15 PM

"jaane kya mujhse zamana chahta hai,
Mera dil tod kar mujhe hasana chahta hai,
Jaane kya baat jhalakti he mere chehre se,
Harsaks mujhe aazmana chahta hai


"MAY AUR MERI TANHAIA "
   
Reply With Quote
good one..
Old
  (#24)
jzpassi83
Registered User
jzpassi83 is on a distinguished road
 
jzpassi83's Avatar
 
Offline
Posts: 3
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 0
Thumbs up good one.. - 9th August 2008, 01:32 PM

Nice one..i m new to this forum..read urs..its really too good..


Hats off..
   
Reply With Quote
Old
  (#25)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
Exclamation 9th August 2008, 02:28 PM

Salaam muhtarma,

bashut dino baad yahaaN ka rukh kiya to aapki ghazal pe nazreN gayiN. Kuch savaalaat jehan meN aayeN, aur kuch mashvara dene ka khayal aaya to javaab de baitha. Waise jaan kar ahcha laga ki naye log ghazal likhne ki kosishen kar rahe haiN.

Mere jehan meN ye savaal aaya ki aapne apne mashooq ko v male gender meN dikhaya hai aur khud ko v, jo mere khayal se vaajib nahin hai. dono ke gender different hone chahiye.

doosri baat aapki ghazal meN bahut se fizool alfaaz dikhe, jinhone ghazal ke flow aur khoobsurati dono ko bahut ghata diya hai, jaise aap apne is sher ko dekheN,

Usne kaha tha ki wo phir aayega
Wo gaya aisa ki phir kabhi na aya

is sher meN usne kehne ke baad fir se wo ki koi jarurat nahin hai, fir 2nd line meN kabhi lafz ki jarurat nahin hai. umeed hai aage se aap likhte waqt fizool ke alfaazoN ko hataane ki kosish kareNge, aur ek buniyaadi bata, kosish kareN ki har sher ki lambaai ek si ho, padhne meN ahcha lagta hai...!!

waise agar kahin v jyada keh gaya hunga, ya aapko meri kisi baat ka bura lage, to maafi ka talabgaar rahuNga...!!



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Old
  (#26)
rijaan
Registered User
rijaan will become famous soon enoughrijaan will become famous soon enough
 
rijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 138
Join Date: Jun 2008
Rep Power: 17
Smile 15th August 2008, 05:31 PM

Quote:
Originally Posted by vaishali View Post
hello everyone ,

rijaan aapka nam bahut hi pyara hai , aur sher bhi bahut khubsoorat tha, prince sher bahut hi accha hai , bahut accha lagta hai jab sabhi ek doosre ki hausla afzai karte hain .


Vaishali
thank u 4 rep me vaishali ji...,
muje bahoot khushi hui aap ne muje itna acha rep dia aur, ye jaan kar bi aap ko mera naam pasand aaya thaks vaishali ji.
ho sake to pls muje mere is e-mail, id par rep de dena
my Id rijaan007@yahoo.com
rijaan007@rediffmail.com


Suraj Se Accha Sitara Koi Nahi
Jaisa Rishta Hai Humara Dusara Koi Nahi
Chahe Sari Duniyame Dhundlo
Muj Jaisa Sweet Aur Aap Jaisa Pyaara Koi Nahi

4 My Friends
Diya.........,
Vailshai.....,


Usko chaha bhi to iqraar karna na aaya,
Kat gayi umr, hamein pyar karna na aaya,
Usney maanga bhi agar kuch to maangi judaai,
Aur ek hum thay ke inkaar karna na aaya!!!!
   
Reply With Quote
Old
  (#27)
rijaan
Registered User
rijaan will become famous soon enoughrijaan will become famous soon enough
 
rijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 138
Join Date: Jun 2008
Rep Power: 17
Smile 15th August 2008, 06:01 PM

Quote:
Originally Posted by Diya_Jale View Post
aap ka yeh Reply hume bahat pasand aayi....Rejaan aap ka naam bahat achha hai Ajib nehin....insan ke pehechan ek naam se hota hai per akshar bhid main woh benam hota hai ...sabke saath jab log usko dekhte hain ...hai koi ajnabee aise kehete hain......

me umrbhar shikaayat-e-ishq raha,bhatakta raha dar ba dar mujh me hauslaa-e-ishq kam thaa yaa mera yaar thaa sitamgar
thank u diya ji jo aap to samji is naam ko warna har koi ise ek ajib naam kahe kar hasi udaya karta tha..,thank u diya ji aap ne bahoot bahoot sukriya jo ap ne muje itna khubsurat rep diya warna is naam se hi sab ko dar sa lagta tha...,

Diya ji
ho sake to pls muje mere is e-mail, id par rep de dena
my Id rijaan007@yahoo.com
rijaan007@rediffmail.com

Suraj Se Accha Sitara Koi Nahi
Jaisa Rishta Hai Humara Dusara Koi Nahi
Chahe Sari Duniyame Dhundlo
Muj Jaisa Sweet Aur Aap Jaisa Pyaara Koi Nahi

4 My Friends
Diya.........,
Vailshai.....,

Aye dost teri dosti uss ghadi tadpaayegi,
Jab zindagi kahegi alvida, Aur maut bhi naa aayegi ! .

aap k rep ka muje intejar rahenga....,
ok by see u.......,


Usko chaha bhi to iqraar karna na aaya,
Kat gayi umr, hamein pyar karna na aaya,
Usney maanga bhi agar kuch to maangi judaai,
Aur ek hum thay ke inkaar karna na aaya!!!!
   
Reply With Quote
Old
  (#28)
rijaan
Registered User
rijaan will become famous soon enoughrijaan will become famous soon enough
 
rijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 138
Join Date: Jun 2008
Rep Power: 17
Smile 15th August 2008, 09:06 PM

Quote:
Originally Posted by vaishali View Post
ye duniya bhi badi ajeeb jagah hai, jab koi kuch kahta nahin to kahate hain ki tum chup rahate ho , agar bolo to kahate hai ki tum kahate ho, ye kashmakash shayad hum samjh na sake, isliye ye nazm pesh kar rahe hain,shayad yahi kuch samjha sake is duniya ko.

Regards
vaishali

Dil ka dard juban par aa nahin paya
Arzoo to bahut thi kuch kah nahin paya

Wo khush the mere zakhamo ko dekhkar
Main chahkar bhi chupa na paya

Usne kaha tha ki wo phir aayega
Wo gaya aisa ki phir kabhi na aya

Kisko fursat hai jo sune dil ki batein
Kambhakat ye dil chup rah bhi na paya

Waqt ne kar diya is dil ko pathar ,rona
Jo chaha,to ek aansoo aankhon main na aya.
……………………………………………………………………..vaishali

BAHOOT ACHA LIKHA HAI AAP NE VAISHALI JI
WERY NICE
EK REP MAI BI AAP KO BI PASAND AAYE


Kal Raat Jab Aankh Lagi
Tho Ek Khwaab mein aaya,

Kitne Dino Baad Milne Mujse,
“Wo Shakhas” Aap aaya

Usne Batayi Apni Majboori,
Hmne bhi Apna Dard Sunaya

Kar Yaad Beete Dino Ko,
Wo Khud Roya, Mujhe bhi rulaya

Kuch Diye Dilaase Usne,
Kuch Kosa TaqdeeroN Ko

Phir Jane Ke Liye Usne,
Apna Qadam Uthayaa

Usse Rokne ko Jaise hi
Hmne Apna hath badhaya

Aankh khull Gayi Hmari Aur
Khud ko Phir Tanha Paaya…!!


Usko chaha bhi to iqraar karna na aaya,
Kat gayi umr, hamein pyar karna na aaya,
Usney maanga bhi agar kuch to maangi judaai,
Aur ek hum thay ke inkaar karna na aaya!!!!
   
Reply With Quote
Old
  (#29)
islam anu
Registered User
islam anu will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 40
Join Date: Jul 2008
Location: Farrukhabad (uttar pradesh) INDIA
Rep Power: 0
15th August 2008, 09:09 PM

rijaan .. from whr are you belong
   
Reply With Quote
Old
  (#30)
rijaan
Registered User
rijaan will become famous soon enoughrijaan will become famous soon enough
 
rijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 138
Join Date: Jun 2008
Rep Power: 17
Smile 17th August 2008, 06:40 PM

Quote:
Originally Posted by islam anu View Post
rijaan .. from whr are you belong
hi salam islam i am from bombye u r from

muje rep jarur dena

allah hafiz
rijaan.....,


Usko chaha bhi to iqraar karna na aaya,
Kat gayi umr, hamein pyar karna na aaya,
Usney maanga bhi agar kuch to maangi judaai,
Aur ek hum thay ke inkaar karna na aaya!!!!
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Chithiye ni dard pirak waliye[Dard bahra punjabi Geet] Diggaj_Dave Hindi/Urdu Lyrics 1 20th January 2009 02:48 PM
Dard Hi Dard Likha Hai In Haatho mein Tanha_Sahil Shayri-e-Dard 0 31st October 2008 11:00 PM
Dard badhta hai dard ko dil mein basane se.... Diggaj_Dave Shayri-e-Ishq 4 19th September 2005 11:24 PM
Dara jab jab ik had se gujar jata hai, vo dard dard nahi rehta>>> shayri12345 Shayri-e-Dard 0 16th November 2002 11:49 PM
dard ki davaa paayi, dard bedavaa paaya allahabadrptds Shayri-e-Dard 2 30th October 2002 06:40 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com