Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
muskrana hi tha
Old
  (#1)
vaishali
Registered User
vaishali is a glorious beacon of lightvaishali is a glorious beacon of lightvaishali is a glorious beacon of lightvaishali is a glorious beacon of lightvaishali is a glorious beacon of lightvaishali is a glorious beacon of light
 
vaishali's Avatar
 
Offline
Posts: 137
Join Date: Sep 2005
Location: usa, fullerton ca,
Rep Power: 24
muskrana hi tha - 19th September 2008, 10:28 AM

dil tuta,use tut hi jana tha
kasoor mera ,tujhe chahna tha

khud ko dard dene ka shauk hai
mujhe,ye zakham to khana hi tha

parayon se ummid kar rahe the hum
unhe to duniya main kho jana hi tha

kaise koi dabaye apne dil ke dard ko
banake ansoo use chalak jana hi tha

kisko fursat hai sune koi meri dastan
wo to ek fasana hai use chupana hi tha

shayad mit gaya khushi aur gum ka fasla
apne gum ke liye hume, muskrana hi tha.


...................................vaishali
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
19th September 2008, 11:07 AM

Quote:
Originally Posted by vaishali View Post
dil tuta,use tut hi jana tha
kasoor mera ,tujhe chahna tha

khud ko dard dene ka shauk hai
mujhe,ye zakham to khana hi tha

parayon se ummid kar rahe the hum
unhe to duniya main kho jana hi tha

kaise koi dabaye apne dil ke dard ko
banake ansoo use chalak jana hi tha

kisko fursat hai sune koi meri dastan
wo to ek fasana hai use chupana hi tha

shayad mit gaya khushi aur gum ka fasla
apne gum ke liye hume, muskrana hi tha.


...................................vaishali



bahut khoob vaishali ji......acche ehsaas hain....keep sharing..


zainy
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#3)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
19th September 2008, 05:33 PM

Quote:
Originally Posted by vaishali View Post
dil tuta,use tut hi jana tha
kasoor mera ,tujhe chahna tha

khud ko dard dene ka shauk hai
mujhe,ye zakham to khana hi tha

parayon se ummid kar rahe the hum
unhe to duniya main kho jana hi tha

kaise koi dabaye apne dil ke dard ko
banake ansoo use chalak jana hi tha

kisko fursat hai sune koi meri dastan
wo to ek fasana hai use chupana hi tha

shayad mit gaya khushi aur gum ka fasla
apne gum ke liye hume, muskrana hi tha.


...................................vaishali
Vaishali.....aapne bahut acche se apne dil ke ahsaas bayaan kiye haiN....vaise to sabhi sher acche lage, par last wale 2 sher bahut jayada acche lage, yoon hi likhti rahiye.

kush rahiye
duao.n ke saath


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
shukriya
Old
  (#4)
vaishali
Registered User
vaishali is a glorious beacon of lightvaishali is a glorious beacon of lightvaishali is a glorious beacon of lightvaishali is a glorious beacon of lightvaishali is a glorious beacon of lightvaishali is a glorious beacon of light
 
vaishali's Avatar
 
Offline
Posts: 137
Join Date: Sep 2005
Location: usa, fullerton ca,
Rep Power: 24
shukriya - 19th September 2008, 07:05 PM

shukriya aap ka zainy sahab aur sunita ji , jo aap ko mere ye sher bhi pasand aaye , ek shyar ke dil ki bat samjhne ke liye uske alfaz sun na jayda jaruri hai aisa mera manna hai , sunita ji aapne bilkul sahi kaha hai .


bahut khushi hui ki aapne meri ye peshkash bhi pasand ki .


Thanks
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
19th September 2008, 08:14 PM

Quote:
Originally Posted by vaishali View Post
dil tuta,use tut hi jana tha
kasoor mera ,tujhe chahna hi tha

khud ko dard dene ka shauk hai
mujhe,ye zakham to khana hi tha

parayon se ummid kar rahe the hum
unhe to duniya main kho jana hi tha

kaise koi dabaye apne dil ke dard ko
banake ansoo use chalak jana hi tha

kisko fursat hai sune koi meri dastan
wo to ek fasana hai use chupana hi tha

shayad mit gaya khushi aur gum ka fasla
apne gum ke liye hume, muskrana hi tha.


...................................vaishali
vaishali jee !

behad khoobsorat ghazal likhi hai aapne !

padh ke bahhut achha laga !

matle ke doosre misre meiN kaafia milaane meiN kuch kasar rah gayi thi usse durust kiya gaya hai ! nazar kar lijiyega !

aise hi likhti rahiye

daad ke sath !


andaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
mehreen
Registered User
mehreen is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 2
Join Date: Aug 2008
Location: india, hyderabad
Rep Power: 0
19th September 2008, 09:42 PM

hiie vaishalii nice thots very appreciable nad heart touchyy so keep wrting...
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Tahir kkkhan
A SOUL OF LOVE
Tahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to behold
 
Tahir kkkhan's Avatar
 
Offline
Posts: 698
Join Date: Aug 2008
Location: jaipur
Rep Power: 23
19th September 2008, 11:42 PM

Quote:
Originally Posted by mehreen View Post
hiie vaishalii nice thots very appreciable nad heart touchyy so keep wrting...
assalamu alaikum, mehreen mein aapki likhi gazal ka intizaar ker raha hu, ummedd hain, aap meri baat ka bura nahi manengi, or jald se jald aapki khudki likhi gazal humse sab se share karengi, mujhe aapki gazal ka intizaar rahenga,

TAHIR KKKHANN
FE AMAAN ALLAH


shayer mit jaate hain jahaa se magar unka qall fanaah nahi hota,
Tanhaai bhie tanha hoti hain magar,TAHIR tanha nahi hota................./
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
21st September 2008, 02:09 AM

Quote:
Originally Posted by vaishali View Post
dil tuta,use tut hi jana tha
kasoor mera ,tujhe chahna tha

khud ko dard dene ka shauk hai
mujhe,ye zakham to khana hi tha

parayon se ummid kar rahe the hum
unhe to duniya main kho jana hi tha

kaise koi dabaye apne dil ke dard ko
banake ansoo use chalak jana hi tha

kisko fursat hai sune koi meri dastan
wo to ek fasana hai use chupana hi tha

shayad mit gaya khushi aur gum ka fasla
apne gum ke liye hume, muskrana hi tha.


...................................vaishali
Vaishali ji,

Bahot din ke baad fir aapke Qalam padhne ko mila....achha laga .
Daad dilse kabool kijiye ......Younhi likhte rahiye .....


Diya



Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai


Goodbye SDC

Diya

Last edited by Diya_Jale; 21st September 2008 at 02:20 AM..
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
raj_ys
Registered User
raj_ys has a spectacular aura aboutraj_ys has a spectacular aura aboutraj_ys has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 123
Join Date: Aug 2008
Location: keep on changing as working with a company presently in orissa
Rep Power: 18
21st September 2008, 01:16 PM

Quote:
Originally Posted by vaishali View Post
dil tuta,use tut hi jana tha
kasoor mera ,tujhe chahna tha

khud ko dard dene ka shauk hai
mujhe,ye zakham to khana hi tha

parayon se ummid kar rahe the hum
unhe to duniya main kho jana hi tha

kaise koi dabaye apne dil ke dard ko
banake ansoo use chalak jana hi tha

kisko fursat hai sune koi meri dastan
wo to ek fasana hai use chupana hi tha

shayad mit gaya khushi aur gum ka fasla
apne gum ke liye hume, muskrana hi tha.


...................................vaishali
ahsas me bahut pakijgi hai achha laga padkar. pata nahi kiyu laga ki ye shayri apki jindgi ke kisi pahlu ka ek katra hai. apne isse itni shiddat se likha hai ki ise padkar mujhe ek apnapan sa laga. apki agli post ka intjar. best wishes keep writing.

dard ka dard se rishta bahut purana hai, isiliye apno me dard hi sirf begana hai.
   
Reply With Quote
bahut khoob
Old
  (#10)
Chaand
Registered User
Chaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud of
 
Chaand's Avatar
 
Offline
Posts: 2,628
Join Date: Jul 2002
Location: New Delhi
Rep Power: 34
bahut khoob - 21st September 2008, 06:33 PM

vaishali ji aapne bahut achchha likha hai.


Chaand


Sachh bolne ka hausla to, hum bhi rakhte haiN lekin
Anjaam sochkar, aksar khaamosh hi reh jaate haiN.

- Chaand
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Muskrana azam_00007 Shayri-e-Ishq 0 15th January 2004 04:15 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com