Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Gar yeh Aankhen Kisiki Sifarish na Karti
Old
  (#1)
Purvi
~ Ek Ghazal ~
Purvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant future
 
Purvi's Avatar
 
Offline
Posts: 1,454
Join Date: Dec 2008
Location: London
Rep Power: 32
Gar yeh Aankhen Kisiki Sifarish na Karti - 24th January 2009, 02:15 PM

Gar yeh aankhen kisi ki sifarish na karti..

Dilon.se Mahobbat ki pahechan hoti,
Aur Mohabbat itni aasan na hoti…

Ulfat-e – mohabbat kisi ke didar se na badhti
Dard ki paribhasha roz na badlati

Pyar aur husn ki na koi jang hoti
"Love @ first sight " ki story na banti

Bewafayi ke kisse sare aam na hote
Aajmayish –e-mohabaat na kabhi rang lati…

~*~Kaash Dil ki aawaz mein aisa asar ho jaaye
Jise Hum Yaad karte hai use Khabar ho jaaye ~*~
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
stillalive
Guest
 
Posts: n/a
24th January 2009, 08:17 PM

bahut khoob ghazal ji..bahut khoobsurat aandaaz e bayaan aapka hai..khaas tor par ye lines mujhe achi lagi

Pyar aur husn ki na koi jang hoti
"Love @ first sight " ki story na banti
Gar yeh aankhen kisi ki sifarish na karti

bahut khoob..aise hi likhti rahiye..

god bless u..
keep smiling

vicky..........................
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Purvi
~ Ek Ghazal ~
Purvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant future
 
Purvi's Avatar
 
Offline
Posts: 1,454
Join Date: Dec 2008
Location: London
Rep Power: 32
25th January 2009, 09:41 AM

Quote:
Originally Posted by stillalive View Post
bahut khoob ghazal ji..bahut khoobsurat aandaaz e bayaan aapka hai..khaas tor par ye lines mujhe achi lagi

Pyar aur husn ki na koi jang hoti
"Love @ first sight " ki story na banti
Gar yeh aankhen kisi ki sifarish na karti

bahut khoob..aise hi likhti rahiye..

god bless u..
keep smiling

vicky..........................

Thanks you Vicky...

Aap ko mera likhana pasand aaya jankar bahot accha laga...

koshish karungi ke kuch aur achha likh saku.

Ghazal....

~*~Kaash Dil ki aawaz mein aisa asar ho jaaye
Jise Hum Yaad karte hai use Khabar ho jaaye ~*~
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
25th January 2009, 10:08 PM

Quote:
Originally Posted by Ek Ghazal View Post
Gar yeh aankhen kisi ki sifarish na karti..

Dilon.se Mahobbat ki pahechan hoti,
Aur Mohabbat itni aasan na hoti…
Gar yeh aankhen kisi ki sifarish na karti..

Ulfat-e – mohabbat kisi ke didar se na badhti
Dard ki paribhasha roz na badlati
Gar yeh aankhen kisi ki sifarish na karti..

Pyar aur husn ki na koi jang hoti
"Love @ first sight " ki story na banti
Gar yeh aankhen kisi ki sifarish na karti..

Bewafayi ke kisse sare aam na hote
Aajmayish –e-mohabaat na kabhi rang lati…
Gar yeh aankhen kisi ki sifarish na karti..

good job Purvi jiii...................................ahsaas acche lage

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#5)
Purvi
~ Ek Ghazal ~
Purvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant future
 
Purvi's Avatar
 
Offline
Posts: 1,454
Join Date: Dec 2008
Location: London
Rep Power: 32
26th January 2009, 09:54 AM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
good job Purvi jiii...................................ahsaas acche lage
Sunitaji........

ek koshish ki thi ahsaaso.n ko shabdo.n mein pirone ki.....
aur yeh aapka baddapan hai.. itni kamzor koshish ke bavjjud aap ne hamari hosla afzayi ki hai...... aap ki tahe dil se shukrya guzar hoon....

Isi tarah mera likha huwa padhte rahiyega......

Ghazal..

~*~Kaash Dil ki aawaz mein aisa asar ho jaaye
Jise Hum Yaad karte hai use Khabar ho jaaye ~*~
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
26th January 2009, 10:59 AM

Purvi jee,

Yakeen maaniye mujhe bahut hi confused kalaam laga ye, ya mujhe samjhne me koi galti hui jo maiN aapke ehsashoN ko samajh nahiN paaya, nahiN to sheroN me aapas me koi connection nahiN dhuNdh paaya maiN, aur Ulfat-emohabbat ka matlab v mujhe samajh nahiN aaya, Mohabbat ki mohabbat se aapka kya kehna hua, maiN ye v nahiN samajh sakaa. Agar kuch jyada keh gaya huNga to aapse maafi ka talabgaar huN...!! Umeed karta huN aage isse bahut behtar kalaam padhne ko mileNge aapki kalam se....!!

Aallah Haafeez....!!

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Old
  (#7)
Purvi
~ Ek Ghazal ~
Purvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant future
 
Purvi's Avatar
 
Offline
Posts: 1,454
Join Date: Dec 2008
Location: London
Rep Power: 32
26th January 2009, 11:12 AM

Quote:
Originally Posted by ghayal_shayar View Post

aap ke samaj ne mai koi galti nahi huwi hai...................................... hamari kalam mein woh baat abhi nahi hai... ke aap ki daad mile... ya aap ko samaj aaye....

koshish karungi aaccha likh payun

ghazal

~*~Kaash Dil ki aawaz mein aisa asar ho jaaye
Jise Hum Yaad karte hai use Khabar ho jaaye ~*~
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
26th January 2009, 11:20 AM

Aisi baat nahiN hai muhtarma, dard forum me abhi aapne kaafi ahcha likha hai, bas is kalaam me mujhe aapke thoughts bahut confused lage, aur ulfat-e-mohabbat me ye gadbad hui ki mohabbat aur ulfat dono ka matlab ek hi hota hai, aur yahaaN koi professional nahiN hai, chand logoN ke suvaay hum sab shaukiya shayar haiN, aur maiN to shayad sabso chote shayaroN me se huN, par haaN meri ek buri aadat hai ki maiN jhoothi tareef nahiN karta, aur galtiyaaN dikha deta huN, kyuNki mera maan.na hai ki hum yuNhi seekh sakte haiN....!! par iske kaaran mujhe kayi log talkh mizaz bhi kehte haiN. Waise agar koi baat buri lage to ek baar fir maafi ka talbgaar rahuNga...!!

Allaah Haafeez....!!

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Old
  (#9)
Purvi
~ Ek Ghazal ~
Purvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant future
 
Purvi's Avatar
 
Offline
Posts: 1,454
Join Date: Dec 2008
Location: London
Rep Power: 32
26th January 2009, 11:24 AM

Janab..................

buri lagnewali koi baat nahi hai.... abhi se main bura lagana shuru kar dungi to kaise sikh payungi....??????

aur juthi tarrif se jyada accha hai aap use aur accha banane ke point dikhaye.....

aap ke suzaaw ke liye shukriya.................

~*~Kaash Dil ki aawaz mein aisa asar ho jaaye
Jise Hum Yaad karte hai use Khabar ho jaaye ~*~
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
27th January 2009, 12:07 PM

Quote:
Originally Posted by Ek Ghazal View Post
Gar yeh aankhen kisi ki sifarish na karti..

Dilon.se Mahobbat ki pahechan hoti,
Aur Mohabbat itni aasan na hoti…
Gar yeh aankhen kisi ki sifarish na karti..

Ulfat-e – mohabbat kisi ke didar se na badhti
Dard ki paribhasha roz na badlati
Gar yeh aankhen kisi ki sifarish na karti..

Pyar aur husn ki na koi jang hoti
"Love @ first sight " ki story na banti
Gar yeh aankhen kisi ki sifarish na karti..

Bewafayi ke kisse sare aam na hote
Aajmayish –e-mohabaat na kabhi rang lati…
Gar yeh aankhen kisi ki sifarish na karti..
Ghazal ji,
bahot achha laga hume aapka rachna .........dil ko chhu gayi .......youn hi likhte rahiye ....humesha khus rahiye

aapki Diya

Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai

Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
27th January 2009, 12:11 PM

Quote:
Originally Posted by ghayal_shayar View Post
Purvi jee,

Yakeen maaniye mujhe bahut hi confused kalaam laga ye, ya mujhe samjhne me koi galti hui jo maiN aapke ehsashoN ko samajh nahiN paaya, nahiN to sheroN me aapas me koi connection nahiN dhuNdh paaya maiN, aur Ulfat-emohabbat ka matlab v mujhe samajh nahiN aaya, Mohabbat ki mohabbat se aapka kya kehna hua, maiN ye v nahiN samajh sakaa. Agar kuch jyada keh gaya huNga to aapse maafi ka talabgaar huN...!! Umeed karta huN aage isse bahut behtar kalaam padhne ko mileNge aapki kalam se....!!

Aallah Haafeez....!!
janab Ghayal ji,
Gustakhi keliye muaafi chahati hun.....per itna kahoongi ki ..ehesaas sabka apna apna hota hai....usko gar har koi feel kar pata to lafz ki zaroorat nahin hoti.........ghazal ji new hai SDC mein ....hume unko hosla dena chahiye ...nahin to woh aage jake achhi sayaara kaise banenge...umid hai aap mere baat ko samjhenge

Duao.n ke saath Diya

Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai

Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
Purvi
~ Ek Ghazal ~
Purvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant future
 
Purvi's Avatar
 
Offline
Posts: 1,454
Join Date: Dec 2008
Location: London
Rep Power: 32
27th January 2009, 12:44 PM

Quote:
Originally Posted by Diya_Jale View Post
Ghazal ji,
bahot achha laga hume aapka rachna .........dil ko chhu gayi .......youn hi likhte rahiye ....humesha khus rahiye

aapki Diya
Diyaji....... aapka bahot bahot shukriya....... yunhi hamen padhte rahiye.. aur yakin maniye thode aur bahetar hone ki koshish karti rahungi.......

thanks a lot for your support.....

Ghazal

~*~Kaash Dil ki aawaz mein aisa asar ho jaaye
Jise Hum Yaad karte hai use Khabar ho jaaye ~*~
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
Ek Ehsaas
Couldn't Care Less
Ek Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud of
 
Ek Ehsaas's Avatar
 
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
27th January 2009, 12:53 PM

Hi Purvi,

I am really sorry but maine aapke kalam se kaafi behtar alfaaz padhe aur dekhe hain...

Ye particular poem mujhe sirf tuk bandi lagi. I dont think this came from ur heart. It was more like its been written for the sake of writing it.. Buck up dear.. Aap bahut hi behtar aur umda shayra hain... Kewal ek sujhaav, Dimaag se nahin dil se likhein. Fir dekhiyega. Kavita khud bolegi

Who Cares.....
  Send a message via Yahoo to Ek Ehsaas  
Reply With Quote
Old
  (#14)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
27th January 2009, 07:16 PM

Quote:
Originally Posted by Diya_Jale View Post
janab Ghayal ji,
Gustakhi keliye muaafi chahati hun.....per itna kahoongi ki ..ehesaas sabka apna apna hota hai....usko gar har koi feel kar pata to lafz ki zaroorat nahin hoti.........ghazal ji new hai SDC mein ....hume unko hosla dena chahiye ...nahin to woh aage jake achhi sayaara kaise banenge...umid hai aap mere baat ko samjhenge

Duao.n ke saath Diya

Diya ji aadaab-o-tasleemaat,

Is baat pe bahut purani behas hui hai, bas itna hi kahunga ki jab tak galtiyaan na bataayi jaayen koi likhna nahi seekh sakta, bas main isiliye unki galtiyoN ko nzrzr me laa raha tha, na main jhoothi wah wahi me vishwas karta huN, na yahaan rishtedaari banaane me, mujhe log talk mizaaz kehte par maine purvee ji ko v kaha ki vo isse behtar likh sakti haiN, bas isme ehsash bahut ulajh gaye the. aap khud hi bataaiye ki ulfat-e-mohabbat ka matlab kya hota hai....?? chaliye newayz no issues agli baar se main reply karne me parhez karuNga.

Allah Hafeez....!!

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Jab AAnkhe.n kisi ki sifaarish karti hai
Old
  (#15)
Purvi
~ Ek Ghazal ~
Purvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant future
 
Purvi's Avatar
 
Offline
Posts: 1,454
Join Date: Dec 2008
Location: London
Rep Power: 32
Jab AAnkhe.n kisi ki sifaarish karti hai - 5th March 2009, 11:52 AM

Pyaare Dosto.N

Chand roz pahle is thread par meine kuch pesh kiya tha......... aaj ek baar fir se wohi kavish ko thode changes ke saath aap ke samne rakh rahi hoon..
AAp sabhi ne muje jo bhi suzaav diye the us ke liye mein aap ki shukra guzaar hoon..AAge bhi isi tarah apni raa'ye dete rahiyega............

Jab AAnkhe.n kisi ki sifaarish karti hai
Dil ko dhadhkane ki guzaarish karti hai

Ulzaan-e – mohabbat didar se badhti hai
aansoo.N se dard ki numaaish karti hai

Hus.N ka jadoo jab Ishq par chhata hai
Sunhare khawaabo.N ki khwaahish karti hai

Bewafayi se jab dil zaar-zaar hota hai
Koi nayii Ulfat ki aazmaaish karti hai

Pyaar ka fir ek naya fasana banta hai
‘Ek ghazal’ Banane ki Farmaaish karti hai

~*~Kaash Dil ki aawaz mein aisa asar ho jaaye
Jise Hum Yaad karte hai use Khabar ho jaaye ~*~
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
N@zneen
Banned
N@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud of
 
Offline
Posts: 3,689
Join Date: Jan 2009
Rep Power: 0
5th March 2009, 12:16 PM

Wow! Ghazal..............tum hamesha surprise karti ho.............bht achcha likha hai(ab to ye tareef ki line repetitive hote jarahi hai).........keep it up!!!!!!!!!
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
Purvi
~ Ek Ghazal ~
Purvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant future
 
Purvi's Avatar
 
Offline
Posts: 1,454
Join Date: Dec 2008
Location: London
Rep Power: 32
8th March 2009, 10:13 AM

Quote:
Originally Posted by N@zneen View Post
Wow! Ghazal..............tum hamesha surprise karti ho.............bht achcha likha hai(ab to ye tareef ki line repetitive hote jarahi hai).........keep it up!!!!!!!!!
Hi Naaz................

Tuhari ek comment bhi kaafi hai mera hosla badhane ke liye............

thanks dear.....

~*~Kaash Dil ki aawaz mein aisa asar ho jaaye
Jise Hum Yaad karte hai use Khabar ho jaaye ~*~
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
9th March 2009, 09:49 AM

Quote:
Originally Posted by Ek Ghazal View Post
Pyaare Dosto.N

Chand roz pahle is thread par meine kuch pesh kiya tha......... aaj ek baar fir se wohi kavish ko thode changes ke saath aap ke samne rakh rahi hoon..
AAp sabhi ne muje jo bhi suzaav diye the us ke liye mein aap ki shukra guzaar hoon..AAge bhi isi tarah apni raa'ye dete rahiyega............

Jab AAnkhe.n kisi ki sifaarish karti hai
Dil ko dhadhkane ki guzaarish karti hai

Ulzaan-e – mohabbat didar se badhti hai
aansoo.N se dard ki numaaish karti hai

Hus.N ka jadoo jab Ishq par chhata hai
Sunhare khawaabo.N ki khwaahish karti hai

Bewafayi se jab dil zaar-zaar hota hai
Koi nayii Ulfat ki aazmaaish karti hai

Pyaar ka fir ek naya fasana banta hai
‘Ek ghazal’ Banane ki Farmaaish karti hai

bahut umda...!! ek kahaani ki tarah ghazal aage badhi hai, pehle mohabbat fir bewafaai aur fir mohabbat, kya baat hai..!! maqta bhi kaafi ahcha tha. matla thoda kamjor laga mujhe par wo waqt ke saath nikharta chala jaayega. bas matle me jo aapne 'dhadkano ko' likha hai use 'dhadkano se' kar dijiye kyuNki guzarish humesha kisi se ki jaati hai kisi ko nahiN. aur saare sher ahcha the, padh kar wakaai mazaa aaya...!! yuNhi mehfil sajaati rahiye....!!

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Old
  (#19)
Purvi
~ Ek Ghazal ~
Purvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant future
 
Purvi's Avatar
 
Offline
Posts: 1,454
Join Date: Dec 2008
Location: London
Rep Power: 32
9th March 2009, 10:01 AM

Quote:
Originally Posted by ghayal_shayar View Post
bahut umda...!! ek kahaani ki tarah ghazal aage badhi hai, pehle mohabbat fir bewafaai aur fir mohabbat, kya baat hai..!! maqta bhi kaafi ahcha tha. matla thoda kamjor laga mujhe par wo waqt ke saath nikharta chala jaayega. bas matle me jo aapne 'dhadkano ko' likha hai use 'dhadkano se' kar dijiye kyuNki guzarish humesha kisi se ki jaati hai kisi ko nahiN. aur saare sher ahcha the, padh kar wakaai mazaa aaya...!! yuNhi mehfil sajaati rahiye....!!
Housla Afzaayii ke liye bahot bahot shukriya.

Abhi to koshish jaari hai aur bahetar likh saku... kabhi kabhi ehsaas hote hai aur alfaas nahi milte.. uperse meri urdu to bahot hee kamzor hai to Waqt to zaroor lagega.

AAp jaise doto.N ki duwa saath rahi to woh bhi ho jayega

AAge bhi meri kalam par aapni raa'ye dete rahiye...Khush rahiye

Purvi

~*~Kaash Dil ki aawaz mein aisa asar ho jaaye
Jise Hum Yaad karte hai use Khabar ho jaaye ~*~
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
kisiki kahani, kisiki zabaani chaahat Ghazal Section 9 13th July 2006 12:21 AM
chand sifarish....4bindaas_ashi cuteguy_del Hindi/Urdu Lyrics 1 6th June 2006 05:39 PM
ChAaNd SiFaRiSh..... (Fanaa) kuhulika Hindi/Urdu Lyrics 1 18th April 2006 09:32 PM
na inkaar karti hai, naikraar karti hai... ashiq awara, Humourous Shayri 1 6th February 2006 11:24 PM
Har Kisiki Kahani Hoti Hai, Kisiki ZUBAANI Kisiki BEZUBAANI Hoti Hai roothi_pari Shayri-e-Dard 0 26th September 2005 06:00 PM

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com