Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Chaahat mein Zindagi sazaa
Old
  (#1)
TheDemonPrince
The Demon Prince
TheDemonPrince is a splendid one to beholdTheDemonPrince is a splendid one to beholdTheDemonPrince is a splendid one to beholdTheDemonPrince is a splendid one to beholdTheDemonPrince is a splendid one to beholdTheDemonPrince is a splendid one to beholdTheDemonPrince is a splendid one to beholdTheDemonPrince is a splendid one to behold
 
TheDemonPrince's Avatar
 
Offline
Posts: 295
Join Date: Nov 2008
Location: Germany
Rep Power: 25
Chaahat mein Zindagi sazaa - 27th March 2015, 03:36 AM

Jis Dil ke liye tadpa hoon,
Uss Dil ne iss Dil ko tabah kar diyaa,
Bura bhi main kaise kahoon usko,
Uss Dil se jo Mohabbat hai kar liyaa..

Tod ke mera hi Dil, Mujhse nafrat karti hai wo,
Jaane kis mod pe aake, Mohabbat sa gunaah kar liyaa,
Tanha hi jiyaa karta tha "Mohak" Duniya mein,
Chaahat mein ek Dil ke, Zindagi ko sazaa kar liyaa..
The Demon Prince...


Main toh kab ka marr chuka hoon,
Zinda hai ye Jism mera,
Ki koi phir apni Mohabbat se,
Jeene ki nayi wajah de dein...
The Demon Prince...

   
Reply With Quote
Old
  (#2)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
27th March 2015, 10:31 AM

behad haseen aur dard bharaa kalaam pesh kiyaa hai aapne prince......
kaafi arse baad aap aaye aur aise dhamaakedaar andaaz ke saath ke kyaa kahne....

aapke likhne ka alag andaaz hai , likhte rahiye aurr mehnat karte rahiye....

khush rahen

Shaad....


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
28th March 2015, 12:38 PM

pyaar aur dard bhare ehsaas bahut achchii tarah bayaan kiye aapne prInce jee.
bahut khoob....



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Sabhat khan
Registered User
Sabhat khan will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 122
Join Date: Feb 2015
Rep Power: 10
28th March 2015, 12:42 PM

Wah janab PRINCE Sahab,, bahot achhe,, wahhhhhhhhhhhhh
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Sabhat khan
Registered User
Sabhat khan will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 122
Join Date: Feb 2015
Rep Power: 10
28th March 2015, 12:43 PM

PRince Sahab,, "THEDEMONPRINCE' Ka Maajra samajh me nahi aaya,,
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
TheDemonPrince
The Demon Prince
TheDemonPrince is a splendid one to beholdTheDemonPrince is a splendid one to beholdTheDemonPrince is a splendid one to beholdTheDemonPrince is a splendid one to beholdTheDemonPrince is a splendid one to beholdTheDemonPrince is a splendid one to beholdTheDemonPrince is a splendid one to beholdTheDemonPrince is a splendid one to behold
 
TheDemonPrince's Avatar
 
Offline
Posts: 295
Join Date: Nov 2008
Location: Germany
Rep Power: 25
28th March 2015, 08:08 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
behad haseen aur dard bharaa kalaam pesh kiyaa hai aapne prince......
kaafi arse baad aap aaye aur aise dhamaakedaar andaaz ke saath ke kyaa kahne....

aapke likhne ka alag andaaz hai , likhte rahiye aurr mehnat karte rahiye....

khush rahen

Shaad....
meri poetry ko pasand karne ke liye shukriya shaad bhai.
kuch ehsaas hi hain jo bayaan kar sakta hoon.
aapke pyaar ke liye bahut bahut shukriya..
:-)
Yahan aakar, aap sabhi ke sher-o-shayri padkar kuch accha sa mehsus hota hai.

Aap apne shayri/nazm/bazm likhte rahiye..
Mujhe shayri/nazm/bazm ka difference nahin pata..
Na main poetry likhne ka tareeka jaanta hoon..
Aapke ehsaas mujhe pasand aate hain..
Aap likhte rahein..
Taki hum aapko padd sake..
Dil ko sukuun aur tasalli mil sake..
Shukriya aapka..


Main toh kab ka marr chuka hoon,
Zinda hai ye Jism mera,
Ki koi phir apni Mohabbat se,
Jeene ki nayi wajah de dein...
The Demon Prince...

   
Reply With Quote
Old
  (#7)
TheDemonPrince
The Demon Prince
TheDemonPrince is a splendid one to beholdTheDemonPrince is a splendid one to beholdTheDemonPrince is a splendid one to beholdTheDemonPrince is a splendid one to beholdTheDemonPrince is a splendid one to beholdTheDemonPrince is a splendid one to beholdTheDemonPrince is a splendid one to beholdTheDemonPrince is a splendid one to behold
 
TheDemonPrince's Avatar
 
Offline
Posts: 295
Join Date: Nov 2008
Location: Germany
Rep Power: 25
28th March 2015, 08:09 PM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
pyaar aur dard bhare ehsaas bahut achchii tarah bayaan kiye aapne prInce jee.
bahut khoob....
Madhu ji..
mere ehsaason ko sarhaane ke liye shukriya..


Main toh kab ka marr chuka hoon,
Zinda hai ye Jism mera,
Ki koi phir apni Mohabbat se,
Jeene ki nayi wajah de dein...
The Demon Prince...

   
Reply With Quote
Old
  (#8)
TheDemonPrince
The Demon Prince
TheDemonPrince is a splendid one to beholdTheDemonPrince is a splendid one to beholdTheDemonPrince is a splendid one to beholdTheDemonPrince is a splendid one to beholdTheDemonPrince is a splendid one to beholdTheDemonPrince is a splendid one to beholdTheDemonPrince is a splendid one to beholdTheDemonPrince is a splendid one to behold
 
TheDemonPrince's Avatar
 
Offline
Posts: 295
Join Date: Nov 2008
Location: Germany
Rep Power: 25
28th March 2015, 08:21 PM

Quote:
Originally Posted by Sabhat khan View Post
PRince Sahab,, "THEDEMONPRINCE' Ka Maajra samajh me nahi aaya,,
Poori Duniya acchi rahi..
Ek hum hi bure nikle..

Kehte hain ki shaitaan khuda ka sabse bada ibaadatgar hai.
Khuda ke alawa kissi aur ke saamne sar na jhukane ki zidd ne shaitaan ko khuda ka naafarmaan bana diya.
Waise naam mein kya rakha hai Sabhat Bhai..
logon ke naam acche ya bure hone se, woh unki acchayi ya burayi ki pehchaan thode na karati hai.


Khush rahiye, aur khusiyan baatein.
Nek insaan bane rahiye.
Take Care.


Main toh kab ka marr chuka hoon,
Zinda hai ye Jism mera,
Ki koi phir apni Mohabbat se,
Jeene ki nayi wajah de dein...
The Demon Prince...

   
Reply With Quote
Old
  (#9)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
29th March 2015, 10:04 AM

Quote:
Originally Posted by TheDemonPrince View Post
meri poetry ko pasand karne ke liye shukriya shaad bhai.
kuch ehsaas hi hain jo bayaan kar sakta hoon.
aapke pyaar ke liye bahut bahut shukriya..
:-)
Yahan aakar, aap sabhi ke sher-o-shayri padkar kuch accha sa mehsus hota hai.

Aap apne shayri/nazm/bazm likhte rahiye..
Mujhe shayri/nazm/bazm ka difference nahin pata..
Na main poetry likhne ka tareeka jaanta hoon..
Aapke ehsaas mujhe pasand aate hain..
Aap likhte rahein..
Taki hum aapko padd sake..
Dil ko sukuun aur tasalli mil sake..
Shukriya aapka..


bhai aadaab..... aapka khat padh kar behad khushii haasil huii aur behad sukoon bhii.....

ummeed hai yunhi mulaaqaaten hoti rahengee.... duaaaon me yaad rakhiyegaa.. aapka pyaar sar aankhon par bhai.... khush rahen

Shaad....


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
Sabhat khan
Registered User
Sabhat khan will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 122
Join Date: Feb 2015
Rep Power: 10
29th March 2015, 01:29 PM

Quote:
Originally Posted by TheDemonPrince View Post
Poori Duniya acchi rahi..
Ek hum hi bure nikle..

Kehte hain ki shaitaan khuda ka sabse bada ibaadatgar hai.
Khuda ke alawa kissi aur ke saamne sar na jhukane ki zidd ne shaitaan ko khuda ka naafarmaan bana diya.
Waise naam mein kya rakha hai Sabhat Bhai..
logon ke naam acche ya bure hone se, woh unki acchayi ya burayi ki pehchaan thode na karati hai.


Khush rahiye, aur khusiyan baatein.
Nek insaan bane rahiye.
Take Care.
Tum gawah Rahna meri Shahadth ke
ke Maine wahid ko wahid maana hae
mujhe kaafir to batadiya Tum ne
Kyunke Maene hamara nahi khuda sabka Mana hae,,

Waese aap ki baath sahi bhaijan lekin achche logon ki pahchan bure naam se ho to achcha nahi lagta,,AUR aap jaante ho is dunya mein Hindu muslim sikh isai bahot milenge lekin ACHCHE INSAAN NAHI

Last edited by Sabhat khan; 29th March 2015 at 01:33 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
TheDemonPrince
The Demon Prince
TheDemonPrince is a splendid one to beholdTheDemonPrince is a splendid one to beholdTheDemonPrince is a splendid one to beholdTheDemonPrince is a splendid one to beholdTheDemonPrince is a splendid one to beholdTheDemonPrince is a splendid one to beholdTheDemonPrince is a splendid one to beholdTheDemonPrince is a splendid one to behold
 
TheDemonPrince's Avatar
 
Offline
Posts: 295
Join Date: Nov 2008
Location: Germany
Rep Power: 25
6th April 2015, 01:33 PM

Quote:
Originally Posted by Sabhat khan View Post
Tum gawah Rahna meri Shahadth ke
ke Maine wahid ko wahid maana hae
mujhe kaafir to batadiya Tum ne
Kyunke Maene hamara nahi khuda sabka Mana hae,,

Waese aap ki baath sahi bhaijan lekin achche logon ki pahchan bure naam se ho to achcha nahi lagta,,AUR aap jaante ho is dunya mein Hindu muslim sikh isai bahot milenge lekin ACHCHE INSAAN NAHI
Acche insaan bhi milenge..
par acchai ko samjhe kaun..
logon ko mazhab se lagav hai..
Actually, keh sakte hain ki 99.99% logon ko mazhab ka matlab bhi nahin malum..
Kissi bhi mazhab ke kyun na ho..
Khuda ne sabhi ko Insaan banaya..
aur kuch tareeke diye ki Duniya mein aman rahein..
Log sirf ratt ke kuch mendak ki tarah bolte hain, par koi samajhta nahin..
Agar isse aap log mazhabi kahen, toh main kaafir hi sahi..
Mujhe mazhabon se koi lagav nahin..
Log khuda se zyada Duniya ki Soch se darte hain..
Yeh sochte hain ki log kya sochenge..
koi yeh nahin sochta hai ki Khuda kya sochega..
:-)
Sab ibaadat karte hain taki Duniya wale unhe nek samjhe..
sab dikhawa hota hai..
:-)
Mujhe ab iss Duniya se koi matlab nahin,
Main jo bhi hoon,
khud se hoon, aur Khuda se hoon..

Issiliye main Demon Prince hI sahi..
:-)


Main toh kab ka marr chuka hoon,
Zinda hai ye Jism mera,
Ki koi phir apni Mohabbat se,
Jeene ki nayi wajah de dein...
The Demon Prince...

   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com