Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Mat pooch hisaab mere dard-o-gam ka...
Old
  (#1)
Tanha_Dil
Na jaane kab tak....
Tanha_Dil has a spectacular aura aboutTanha_Dil has a spectacular aura about
 
Tanha_Dil's Avatar
 
Offline
Posts: 114
Join Date: Jun 2009
Location: Mumbai
Rep Power: 16
Mat pooch hisaab mere dard-o-gam ka... - 22nd June 2009, 02:14 PM


Mat pooch hisaab mere dard-o-gam ka,
Wo to behisaab hain.

Hanste hain log padh kar, meri jindagi to ab,
Ek khuli kitaab hai.

Tera masoom chehra, lagta hai kitna dilkash,
Par wo to ek naqaab hai.

Ankhon mein reh reh kar chubhta hai kyon,
Toota jo Khwaab hai.

Ab dhal chuki hai wo gam ki raat yahan,
Nikla phir aaftaab hai.

Kya kya na diya tune mujhe ae jindagi,
Tujhe mera “aadaab” hai.

Aur aakhri sher par khaas daad chahunga….

Ye jalaa sa kya banaya hai tune naashte mein?
Are ye to ‘kabaab” hai.

Mazaak ke liye maafi chahunga doston par kya karun… mujhse raha nahi gaya aur ye likh dala.Ummeed hai aap log bura nahi manenge aur meri rachnaye padhte rahenge…Dhanyawaad.


Thanks & Regards
Aapka
Tanha _dil



Duniya mein dard-e-dil ki dawa hoti to pee gaye hote
Zindagi itni aasaan hoti .....to jee gaye hote.
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Praneeta
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Praneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Praneeta's Avatar
 
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
Love 22nd June 2009, 02:21 PM

Quote:
Originally Posted by Tanha_Dil View Post
Mat pooch hisaab mere dard-o-gam ka,
Wo to behisaab hain.

Hanste hain log padh kar, meri jindagi to ab,
Ek khuli kitaab hai.

Tera masoom chehra, lagta hai kitna dilkash,
Par wo to ek naqaab hai.

Ankhon mein reh reh kar chubhta hai kyon,
Toota jo Khwaab hai.

Ab dhal chuki hai wo gam ki raat yahan,
Nikla phir aaftaab hai.

Kya kya na diya tune mujhe ae jindagi,
Tujhe mera “aadaab” hai.

Aur aakhri sher par khaas daad chahunga….

Ye jalaa sa kya banaya hai tune naashte mein?
Are ye to ‘kabaab” hai.

Mazaak ke liye maafi chahunga doston par kya karun… mujhse raha nahi gaya aur ye likh dala.Ummeed hai aap log bura nahi manenge aur meri rachnaye padhte rahenge…Dhanyawaad.
achchi gazal hai .... bahot khubsurat especially the first 4 lines

and and....


Ye jalaa sa kya banaya hai tune naashte mein?
Are ye to ‘kabaab” hai.

iske liye kuch likhna chahungi....hope u dont mind

Naa kar bewaqt ka naashta dost, warna kahoge
Haaye mera peth kharaab hai


good work keep writing
God bless
Regards
Praneeta


_______________________________________________
PRANEETA

Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
  Send a message via Yahoo to Praneeta Send a message via Skype™ to Praneeta 
Reply With Quote
Old
  (#3)
Tanha_Dil
Na jaane kab tak....
Tanha_Dil has a spectacular aura aboutTanha_Dil has a spectacular aura about
 
Tanha_Dil's Avatar
 
Offline
Posts: 114
Join Date: Jun 2009
Location: Mumbai
Rep Power: 16
22nd June 2009, 02:27 PM

Quote:
Originally Posted by Praneeta View Post
achchi gazal hai .... bahot khubsurat especially the first 4 lines

and and....


Ye jalaa sa kya banaya hai tune naashte mein?
Are ye to ‘kabaab” hai.

iske liye kuch likhna chahungi....hope u dont mind

Naa kar bewaqt ka naashta dost, warna kahoge
Haaye mera peth kharaab hai


good work keep writing
God bless
Regards
Praneeta
bahot khoob Praneeta ji...maan gaye aap ke "Humour of Sense" ko...


Thanks & Regards
Aapka
Tanha _dil



Duniya mein dard-e-dil ki dawa hoti to pee gaye hote
Zindagi itni aasaan hoti .....to jee gaye hote.
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com