Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
bahut dino tak... bahut pyaar kiya
Old
  (#1)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
bahut dino tak... bahut pyaar kiya - 26th March 2006, 04:53 PM

dosto phir ek nai gazal apse ru-b-ru kara rahio hoon mein.umeed hai aap log mujhe jarur batoge ki meine apni feelings ke saath kitna sahi likha hai.

aap logo ka pyaar hi mujhe yahn baar baar kheench ke lata hai.

sakhi with love


bahut dino tak meine tumse bahut pyaar kiyaa
khud ko teri har chahat par hamne nisaar kiyaa

bas ek teri aarzoo mein meri jaan-e-jaa hamne
is bheed bhare shahar mein bas tera intzaar kiyaa

tumne sochaa pyaar ka saudaa bahut hi achaa hogaa
tumne mere pyaar ka kyun is tarah vyaapaar kiyaa

mere daaman mein aap khushiyaa bhare isse pahle
mere daaman ko tumne khud hi taar –taar kiyaa

ek tere siwaa kuch bhi kabhi mujhe yaad naa thaa
tumne phir is kadar kyun jindagi se mujhe bazaar kiyaa

bye takecare
sakhi


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#2)
shrdh
Registered User
shrdh will become famous soon enoughshrdh will become famous soon enough
 
shrdh's Avatar
 
Offline
Posts: 1,474
Join Date: Dec 2005
Location: singapore
Rep Power: 21
26th March 2006, 05:53 PM

DEar sakhi
first to aapka naam hi aisa hai ki smile la deta hai sweet sa
aur aapki ia rachna ne dil ko bhaut achha sa ehsas diya

shrdh


  Send a message via Yahoo to shrdh  
Reply With Quote
Re: bahut dino tak... bahut pyaar kiya
Old
  (#3)
Diggaj_Dave
EK CHAMAKTA HUA SITARA
Diggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to behold
 
Diggaj_Dave's Avatar
 
Offline
Posts: 1,884
Join Date: Jun 2005
Location: Rajasthan,India
Rep Power: 26
Re: bahut dino tak... bahut pyaar kiya - 26th March 2006, 06:27 PM

Dear

aaj apko pehli baar padh raha hu...par bohat acha laga aapko padhkar...aur ishme chhupe jazbaat bhi bohat pyaare lage...

aur gazal kaisi hai mere hisab se to bohat achi hai par main to khud bachha hu kya janu koi bada hi bata sakta hai

Par ek chhota sa change karna chahta hu...aapka galat nahi par mere nazriye se ye theek rahega


"mere daaman mein aap khushiyaa bhare isse pahle
mere daaman ko tumne khud hi taar –taar kiyaa"


Poori gazal mein aapne use tum kaha hai isliye


"mere daaman mein aap khushiyaa bhare isse pahle"

yaha bhi aap ki jagah use tum hi kahiye bohat acha lagega

shukriyah

apka

Diggaj


Quote:
Originally posted by sakhi1909
dosto phir ek nai gazal apse ru-b-ru kara rahio hoon mein.umeed hai aap log mujhe jarur batoge ki meine apni feelings ke saath kitna sahi likha hai.

aap logo ka pyaar hi mujhe yahn baar baar kheench ke lata hai.

sakhi with love


bahut dino tak meine tumse bahut pyaar kiyaa
khud ko teri har chahat par hamne nisaar kiyaa

bas ek teri aarzoo mein meri jaan-e-jaa hamne
is bheed bhare shahar mein bas tera intzaar kiyaa

tumne sochaa pyaar ka saudaa bahut hi achaa hogaa
tumne mere pyaar ka kyun is tarah vyaapaar kiyaa

mere daaman mein aap khushiyaa bhare isse pahle
mere daaman ko tumne khud hi taar –taar kiyaa

ek tere siwaa kuch bhi kabhi mujhe yaad naa thaa
tumne phir is kadar kyun jindagi se mujhe bazaar kiyaa

bye takecare
sakhi


Navard-e-ishq mein kya hua kya bataye hum
kabhi humne yu khud ko harata naa dekha


Kaise Samjhau Dil-e-hasarat-nasiib Ko Apne
K Sab Kuch Milta Nahi Chah Lene Se Ish Zamane Mein..... "Diggaj"
 Send a message via ICQ to Diggaj_Dave Send a message via Yahoo to Diggaj_Dave Send a message via AIM to Diggaj_Dave  
Reply With Quote
reply
Old
  (#4)
karan_s21
Registered User
karan_s21 will become famous soon enoughkaran_s21 will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 128
Join Date: Jan 2006
Location: dehli
Rep Power: 20
reply - 26th March 2006, 07:59 PM

bahut acha likha hai apne dear ase hi likhte rahiya


Sehmi-2 nigahon mein khwab hum saja denge,
Suni suni rahon pe phool hum khila denge,
Aap hamare sung muskura kar to dekho,
Aap har gam bhula denge.
   
Reply With Quote
Veri NIce
Old
  (#5)
vikram8373
Registered User
vikram8373 has a spectacular aura aboutvikram8373 has a spectacular aura aboutvikram8373 has a spectacular aura about
 
vikram8373's Avatar
 
Offline
Posts: 58
Join Date: Mar 2006
Location: Rajasthan
Rep Power: 21
Veri NIce - 27th March 2006, 10:42 AM

Bahut achcha likha aapne, lagta hai bahut dil se likha hai. aisa hi
likhen, taki padne ko dil karen

thanks
  Send a message via Yahoo to vikram8373  
Reply With Quote
Old
  (#6)
cute_ashu
Registered User
cute_ashu will become famous soon enough
 
cute_ashu's Avatar
 
Offline
Posts: 763
Join Date: Jan 2006
Location: Faridabad, Haryana, India
Rep Power: 19
27th March 2006, 11:07 PM

sakshi ji
that is really very nice
bahut pasand aaya aapka likha hua ye kalaam

aese hi likhte rahiyega

aapka apna
Cute sa Ashu


Yun Mile Ke Mulakaat Na Ho Saki,
Honth Kaape Magar Koi Baat Na Ho Saki,
Meri Khamosh Nigahen Har Baat Keh Gayi,
Aur Unko Shikayat Hai Ki Baat Na Ho Saki.... (nm)

*(`'·.¸(`'·.¸*¤*¸.·'´)¸.·'´)*
.....«´¨`·..ASHU...·´¨`»......
*(¸.·'´(¸.·'´*¤*`'·.¸)`'·.¸)*
------------------------------------------------
  Send a message via Yahoo to cute_ashu Send a message via AIM to cute_ashu  
Reply With Quote
Old
  (#7)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
5th April 2006, 06:28 PM

Quote:
Originally posted by shrdh
DEar sakhi
first to aapka naam hi aisa hai ki smile la deta hai sweet sa
aur aapki ia rachna ne dil ko bhaut achha sa ehsas diya

shrdh
shukriya shrdh

apne pada aur saraha mujhe.aapko padke acha lagta hai mujhe. net par kam aana ho pata hai isliye dosto ko kam pad pati hoon mein.
apna khyaal rakhna aur khush rahna.
bye takecare
sakhi with love


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Re: Re: bahut dino tak... bahut pyaar kiya
Old
  (#8)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
Re: Re: bahut dino tak... bahut pyaar kiya - 5th April 2006, 06:33 PM

Quote:
Originally posted by Diggaj_Dave
Dear

aaj apko pehli baar padh raha hu...par bohat acha laga aapko padhkar...aur ishme chhupe jazbaat bhi bohat pyaare lage...

aur gazal kaisi hai mere hisab se to bohat achi hai par main to khud bachha hu kya janu koi bada hi bata sakta hai

Par ek chhota sa change karna chahta hu...aapka galat nahi par mere nazriye se ye theek rahega


"mere daaman mein aap khushiyaa bhare isse pahle
mere daaman ko tumne khud hi taar –taar kiyaa"


Poori gazal mein aapne use tum kaha hai isliye


"mere daaman mein aap khushiyaa bhare isse pahle"

yaha bhi aap ki jagah use tum hi kahiye bohat acha lagega

shukriyah

apka

Diggaj
Diggaj_Dave

apne ek dam sahi baat kahin yahan tum hi thik lag raha hai.
mein apki baat se sahmat hoon aur acha laga ki apne meri gazal ko bade dhyaan se pada.
shukriyaa meri galti mujhe batane ke liye.
aap yahan aaye acha laga yuhi aate rahna.
sakhi with love


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Re: reply
Old
  (#9)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
Re: reply - 5th April 2006, 06:35 PM

Quote:
Originally posted by karan_s21
bahut acha likha hai apne dear ase hi likhte rahiya


Sehmi-2 nigahon mein khwab hum saja denge,
Suni suni rahon pe phool hum khila denge,
Aap hamare sung muskura kar to dekho,
Aap har gam bhula denge.
karan ji
apko mera likha pasand aaya jaankar khushi hui.
apko mein shayd pahli baar apni post par dekh rahi hoon aage bhi aap aate rahoge ye umeed karti hoon.
bye apna khyaal rakhana.
sakhi with love


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Re: Veri NIce
Old
  (#10)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
Re: Veri NIce - 5th April 2006, 06:38 PM

Quote:
Originally posted by vikram8373
Bahut achcha likha aapne, lagta hai bahut dil se likha hai. aisa hi
likhen, taki padne ko dil karen

thanks
vikram ji mein yahi koshish karungi ki yaise hi likhti rahun taki aapko mujhe padna acha lagta rahe.
mein jo bhi likhti hoon dil se likhti hoon kyun ki dil ki baat hoti hai,.
aane ke liye shukriya.
sakhiw ith love


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#11)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
5th April 2006, 06:41 PM

Quote:
Originally posted by cute_ashu
sakshi ji
that is really very nice
bahut pasand aaya aapka likha hua ye kalaam

aese hi likhte rahiyega

aapka apna
Cute sa Ashu
cute se ashu ji

mera naam sakshi nahi sakhi hai.
khair apne mera likha pada aur apko acha bhi laga to hamein bhi acha laga.aur ham likhte bhi rahenge yaise hi.
apna khyaal rakhna taki hamein phir se pad sako ok cute se ashu ji.
sakhi with love and thanx


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Bahut dino se tumhari nazaro me ajay nidaan General Stories 0 14th August 2010 09:29 PM
bahut dino.n kii baat hai Mayank Shayri-e-Mashahoor Shayar 7 3rd January 2009 10:45 PM
Bahut dino se aankheen kuch num hai vaaiz Shayri-e-Dard 5 13th March 2005 11:49 AM
Pyaar toh kiya mainey bahut... ketan_b Shayri-e-Ishq 0 17th June 2004 05:14 PM
bahut dino baad sirf tumhare liye sunil_mitr Shayri-e-Dard 1 14th May 2002 06:46 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com