maula sunta to........ -
13th November 2005, 04:48 PM
maula sunta to ye dil intazaar na karta
maula sunta to ye dil intajaar na karta
unki yaad me ye dil bekrar na hota
siskiya leti hai mere dil ki dhadkan
ki koi udas hai mere maula
maula sunta to wo usas na hota
dum ghuta hai in hawao mein
maula sunta to wo mere paas hota
baho ke jhulo me uske rehta
maula sunta to wo mere baho mein hota
maula sunta to dil yu na rota
dhokebaaz sun aab taak na dhadhakta
maula sunta to ye dil na rota
unke pyar me aaj bhi ye banda jeeta
ye aas hai ki wo ab bhi sunega
aye mere allaha ,aye mere maula
tu kab sunega
amaan
|