Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
marna jo chaha to mar na sake hum (GAZAL)
Old
  (#1)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
marna jo chaha to mar na sake hum (GAZAL) - 24th February 2007, 11:03 AM

sabhi doston ko raj ka salaam ......dosto dil ki gehrai se kush moti aapki khidmat mein hazir hain umeed hai aapko pasand aiynge.......arz kiya hai.....


iss dil ke afsane bahut hai.N
abhi dard ke khazane bahut hai.N.....

bacha ke rakho abhi ashq apne
abhi zakham tumko dikhane bahut hai.N......

marna jo chaha to mar na sake hum
kambakth jeene ke bahane bahut hai.N....

abhi na chalao seene pe khanzar
bharne wale zakham purane bahut hai.N...

bichda to shayad jee na sakunga
tere shahar se mere yarane bahut hai.N......

mat kaato paid tum zara taras khao
shakho.N pe iskii aashiane bahut hai.N.....

nahi baat sab me.N teri nazar jaisee
yu.N to dunia me.N maikhane bahut hai.N.....

na chupao 'veer' tum koii raaz inse
is shahar ke log sayaane bahut hai.N.......

aapki raye ka muntzir..........raj.......... 24/02/2007


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Old
  (#2)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
24th February 2007, 12:32 PM

mere pyaare big B ko chhotu ka pranaam,


wah ji wah kya baat hai...maza aa gaya aaj to paRH ke behtrin se andaaz-e-bayaaN ke sath ehsaasoN ko baRe hi khoobsooraT tarike se pesH kiya hai aapne...


bichda to shayad jee na sakunga
tere shahar se mere yarane bahut hai.N......

nahi baat sab me.N teri nazar jaisee
yu.N to dunia me.N maikhane bahut hai.N.....


big B is ghazal ke liye dil se nikli daad ko kubul kijiyenGaa..apna khaYaal rakheN aur khusH raheN..

duaoN ke sath ijaazaT

aapka chhotu
dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...

Last edited by Dhaval; 24th February 2007 at 12:35 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
dilip200
Adhoori Aas
dilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud of
 
dilip200's Avatar
 
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 31
24th February 2007, 12:55 PM

janab raajveer ji
namaskar janab kaise hain

bhai aaj aapki ye gazal pad ke dil khus ho gaya yaar
bakai main bahut umda gazal likhi hai aapne ek baat sach bataun maine usi andaz main pada ise jis andaz main janab bashir badra sahab gazal sunate hain. to main kya bataun janab bada maza aa gaya. bahut badiya
dili daad kabool kigiyega janab
shukriya


dilip


" Dilip " -Ek Adhoora khwab


Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
  Send a message via Yahoo to dilip200  
Reply With Quote
Old
  (#4)
sukanya
Registered User
sukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the rough
 
sukanya's Avatar
 
Offline
Posts: 1,239
Join Date: Jul 2004
Location: India
Rep Power: 0
24th February 2007, 01:44 PM

marna jo chaha to mar na sake hum
kambakth jeene ke bahane bahut hai.N....

abhi na chalao seene pe khanzar
bharne wale zakham purane bahut hai.N...


Namaskar Rajveer ji

Bahut khoobsurat ghazal likhi hay aapne...mere daad kabul kijeyega....upar quote kiye huay sher dil ko chuu gaye...bharne wale zakham purane bahut hain....very touching note......yuun hi likhtey rahiye

Regards
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
dheer
Registered User
dheer has a brilliant futuredheer has a brilliant futuredheer has a brilliant futuredheer has a brilliant futuredheer has a brilliant futuredheer has a brilliant futuredheer has a brilliant futuredheer has a brilliant futuredheer has a brilliant futuredheer has a brilliant futuredheer has a brilliant future
 
dheer's Avatar
 
Offline
Posts: 875
Join Date: Nov 2004
Location: udaipur
Rep Power: 35
24th February 2007, 04:13 PM

kaise hai Veer Bhai!!
Bahut dino baad aapkaa likhaa naseeb huaa ....

bichda to shayad jee na sakunga
tere shahar se mere yarane bahut hai.N......

mat kaato paid tum zara taras khao
shakho.N pe iskii aashiane bahut hai.N.....

bahut khoob sher kahe hai sahab!!! Daad kabool farmaayiyega!!
  Send a message via Yahoo to dheer  
Reply With Quote
Old
  (#6)
dilkibaat
jaan raj
dilkibaat will become famous soon enough
 
dilkibaat's Avatar
 
Offline
Posts: 126
Join Date: Feb 2007
Location: yaadon me ja loko ke dil me
Rep Power: 18
25th February 2007, 03:01 PM

wah wah rajveer ji apne hbot khub likha hai

bacha ke rakho abhi ashq apne
abhi zakham tumko dikhane bahut hai.N......

marna jo chaha to mar na sake hum
kambakth jeene ke bahane bahut hai.N....


je line to dil ko shu ghi
aise hi likhte rehna
hamari bhi daad kabul kijiye





Us Key Bin Chup Chup Rehna Ab Acha Lagta Hay
Khamooshi Say Ek Dard Ko Sehna Acha Lagta Hay
Us Ka Milna Na Milna Qismat Ki Baat Hay
Pal Pal Us Ki Yaad May Roona Acha Lagta Hay
Us Key Bina Sari Khushyaan Aajab lagti Hain
Roo Roo Kar Us Ki Yaad May Soona Acha Lagta Hay

jann raj
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
25th February 2007, 04:52 PM

Quote:
Originally Posted by dilkibaat View Post
wah wah rajveer ji apne hbot khub likha hai

bacha ke rakho abhi ashq apne
abhi zakham tumko dikhane bahut hai.N......

marna jo chaha to mar na sake hum
kambakth jeene ke bahane bahut hai.N....


je line to dil ko shu ghi
aise hi likhte rehna
hamari bhi daad kabul kijiye




raj ji
bahut khub khyaal hai ismein apke.
sakhi


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
hello
Old
  (#8)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
hello - 26th February 2007, 01:04 AM

Quote:
Originally Posted by rajveeer View Post
sabhi doston ko raj ka salaam ......dosto dil ki gehrai se kush moti aapki khidmat mein hazir hain umeed hai aapko pasand aiynge.......arz kiya hai.....


iss dil ke afsane bahut hai.N
abhi dard ke khazane bahut hai.N.....

bacha ke rakho abhi ashq apne
abhi zakham tumko dikhane bahut hai.N......

marna jo chaha to mar na sake hum
kambakth jeene ke bahane bahut hai.N....

abhi na chalao seene pe khanzar
bharne wale zakham purane bahut hai.N...

bichda to shayad jee na sakunga
tere shahar se mere yarane bahut hai.N......

mat kaato paid tum zara taras khao
shakho.N pe iskii aashiane bahut hai.N.....

nahi baat sab me.N teri nazar jaisee
yu.N to dunia me.N maikhane bahut hai.N.....

na chupao 'veer' tum koii raaz inse
is shahar ke log sayaane bahut hai.N.......

aapki raye ka muntzir..........raj.......... 24/02/2007
hello rajvir ji behad khoobsurat si ghazal par dil se mubaarakbaad haazir hai
aise hi likhte rahiye

regards
manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Frnd 4 Ever
Old
  (#9)
munfairy
Registered User
munfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the rough
 
munfairy's Avatar
 
Offline
Posts: 850
Join Date: Nov 2005
Location: mumbai
Rep Power: 22
Post Frnd 4 Ever - 26th February 2007, 02:48 PM

HI RAJ JI,
KAISE HAIN AAP?


RAJ JI aap to hamesha hi ek alag andaaz main apni aamad karte ho.
aaj bhi aapne...apna ek alag hi andaz pesh kiya hain!

aap jin baato ko...apni nazm main bayan karte hain,wo kahi had tak samaaj per tanz bhi karta hain,
jaise aapne is shair main paid ke baare main kaha hai.

mat kaato paid tum zara taras khao
shakho.N pe iskii aashiane bahut hai.N.....


bas aise hi likhte rahiye.
aapki agli post ka intezaar rahega,,

apna khayal rakhiye
Allah hafiz



**********(¨`·.·´¨) Always *************
`·.¸(¨`·.·´¨) Keep
(¨`·.·´¨)¸.·´ Smiling!
`·.¸.·´



Apki dost
Sweet HASSONI,
( Badrul HaSSaN ki SoNi )

()""""()()""""()
( ,'o' ) ( ,'o' )
(,) (,) (,) (,)
SoNY _ Badrul HASSAN
forever..
and ever and ever!

**********(¨`·.·´¨) Always *************
`·.¸(¨`·.·´¨) Keep
(¨`·.·´¨)¸.·´ Smiling!
`·.¸.·´
   
Reply With Quote
shukria
Old
  (#10)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
shukria - 5th March 2007, 11:48 AM

Quote:
Originally Posted by dhavalrami4you View Post
mere pyaare big B ko chhotu ka pranaam,


wah ji wah kya baat hai...maza aa gaya aaj to paRH ke behtrin se andaaz-e-bayaaN ke sath ehsaasoN ko baRe hi khoobsooraT tarike se pesH kiya hai aapne...


bichda to shayad jee na sakunga
tere shahar se mere yarane bahut hai.N......

nahi baat sab me.N teri nazar jaisee
yu.N to dunia me.N maikhane bahut hai.N.....


big B is ghazal ke liye dil se nikli daad ko kubul kijiyenGaa..apna khaYaal rakheN aur khusH raheN..

duaoN ke sath ijaazaT

aapka chhotu
dhaval
dhaval mere chhotu bhut bhut shukria jo tumne mujhe parha or saraha......yun hii saath dete rehna......raj......


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
shukria
Old
  (#11)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
shukria - 5th March 2007, 11:49 AM

Quote:
Originally Posted by dilip200 View Post
janab raajveer ji
namaskar janab kaise hain

bhai aaj aapki ye gazal pad ke dil khus ho gaya yaar
bakai main bahut umda gazal likhi hai aapne ek baat sach bataun maine usi andaz main pada ise jis andaz main janab bashir badra sahab gazal sunate hain. to main kya bataun janab bada maza aa gaya. bahut badiya
dili daad kabool kigiyega janab
shukriya


dilip
dilip ji aapne is nacheez ki poetry ke liye waqt nikala tahe dil se shukar guzaar hoon........yn hii saath dete rehna........raj........


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
shukria
Old
  (#12)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
shukria - 5th March 2007, 11:51 AM

Quote:
Originally Posted by sukanya View Post
marna jo chaha to mar na sake hum
kambakth jeene ke bahane bahut hai.N....

abhi na chalao seene pe khanzar
bharne wale zakham purane bahut hai.N...


Namaskar Rajveer ji

Bahut khoobsurat ghazal likhi hay aapne...mere daad kabul kijeyega....upar quote kiye huay sher dil ko chuu gaye...bharne wale zakham purane bahut hain....very touching note......yuun hi likhtey rahiye

Regards
sukanya ji aapne jis lehje mein meri gazal ki tareef ki hai or jitne dil se tareef ki hai mere liye shukria bolne ke liye lafaz kam par rahe hain.....phir bhii aapka bhut bhut shukria......yun hii saath deti rehna........raj........


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
shukria
Old
  (#13)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
shukria - 5th March 2007, 11:53 AM

Quote:
Originally Posted by dheer View Post
kaise hai Veer Bhai!!
Bahut dino baad aapkaa likhaa naseeb huaa ....

bichda to shayad jee na sakunga
tere shahar se mere yarane bahut hai.N......

mat kaato paid tum zara taras khao
shakho.N pe iskii aashiane bahut hai.N.....

bahut khoob sher kahe hai sahab!!! Daad kabool farmaayiyega!!
dheer ji aapke reply ka to mujhe hamesha hii intzaar rehta hai....aap jaise parne waale bhut kam hote hain mujhe is baat ka ehsaas hai ki aap bhut dil se parte ho......yun hii apni nazrain hum khaakhsaaron par rakhna.......raj.......


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
bahut khoob
Old
  (#14)
Asif jamil
Registered User
Asif jamil is a jewel in the roughAsif jamil is a jewel in the roughAsif jamil is a jewel in the rough
 
Asif jamil's Avatar
 
Offline
Posts: 46
Join Date: Dec 2006
Location: Aligarh, U.P., India
Rep Power: 0
Thumbs up bahut khoob - 5th March 2007, 08:52 PM

Rajveer ji Aadaab...aapka kalaam padhha bahut pasand aaya,har sher apni tarjumaani khud karta hua nazar aaya,hamari daad aapki khidmat me haazir hai dost


Asif Jamil
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
Dard-e-sush
Registered User
Dard-e-sush is a jewel in the roughDard-e-sush is a jewel in the roughDard-e-sush is a jewel in the rough
 
Dard-e-sush's Avatar
 
Offline
Posts: 605
Join Date: Jul 2003
Location: Moscow, Russia
Rep Power: 23
6th March 2007, 01:10 AM

Rajveer!

You have just flooded my eyes...... I forgive u for digging my pain so deep inside.... I love my pain nevertheless......

How beautiful expression of pain! Hats off!


mere quatil tera mei is tarha insaaf karta hun
Ja bewafa har khata teri mei muaf karta hun

Warm Regards


लब पे मुस्कान को लिए ऐ दोस्त, काँधों पे लाश अपनी ढोते हैं,
इस भरे शहर में हम Dard-e-Sush, जो न पाया उसे भी खोते हैं!

lab pe muskaan ko liye ae dost, kandhon pe laash apni dhote hein
is bhare sheher me ham dard-e-sush, jo na paaya use bhi khote hein
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
mohdyash
Registered User
mohdyash will become famous soon enough
 
mohdyash's Avatar
 
Offline
Posts: 43
Join Date: Oct 2005
Rep Power: 0
6th March 2007, 03:23 AM

bichda to shayad jee na sakunga
tere shahar se mere yarane bahut hai.N......

mat kaato paid tum zara taras khao
shakho.N pe iskii aashiane bahut hai.N.....

nahi baat sab me.N teri nazar jaisee
yu.N to dunia me.N maikhane bahut hai.N.....

Adaab Rajveer ji,

Aapne bahut hi accha likha.......thanks for sharing


~yash~
Yun na dekho nafrat bhari nigahon se,
dil mera kaanch hai toot ke bikhar jayega...
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
aarya
trail of thoughts
aarya is just really niceaarya is just really niceaarya is just really niceaarya is just really niceaarya is just really nice
 
Offline
Posts: 387
Join Date: Sep 2006
Location: in the hopes of my family
Rep Power: 22
6th March 2007, 05:30 AM

veer jee,
aapko paDhna bahut achcha laga.

thanks for sharing your thoughts

regards
aarya


khwaabo.n ke par kabhii kaTne na denaa
inke sahaaron me raahai.n rahe.ngii

lage.nge ye lejaa rahe alag raste
un raston pe bhii kai seekhai.n to ho.ngii

ye seekhai.n hameshaa sameTe rakhnaa
inhii.n se to sabko manzil milai.ngii


regards aarya
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
Merul
Registered User
Merul will become famous soon enoughMerul will become famous soon enough
 
Merul's Avatar
 
Offline
Posts: 1,008
Join Date: Feb 2006
Location: India (Surat)
Rep Power: 21
6th March 2007, 10:30 AM

hi rajveer ji
bhai maaf kar dena deri se padh raha hu aapki ya rachna par aaj aapki rachna ne hamare dil ko chhua hai aapki is rachna mein ek andruni dard jalakta hai jo hamare dil ko bhaya hai
rajveer ji aapki is rachna ka javab shayri ke andaaz mein dena chahta hu gaur farmaiyega...

iss dil ke afsane bahut hai.N
abhi dard ke khazane bahut hai.N.....

bacha ke rakho abhi ashq apne
abhi zakham tumko dikhane bahut hai.N......

Kaun kehta hai dard mein taqlif hoti hai,
Usse to mera ishq aur bhi mauj marta hai,
Zalimo se kehdo ki sitam aur badha dein,
Abhi bhi mere ragoon me ishq ka zanoon daudta hai.


marna jo chaha to mar na sake hum
kambakth jeene ke bahane bahut hai.N....

Pyaar chhupta nahi aankhe jukane se,
Dil rukta nahi kisi ke samjane se,
Hum aapko yaad karte hai jine ke bahane se,
Kyuki ruk jati hai dhadkane aapko bhul jane se.


abhi na chalao seene pe khanzar
bharne wale zakham purane bahut hai.N...

Aandhiyon me bhi jaise kuch chirag jala karte hai,
Utni hi himmat-e-hosla hum bhi rakha karte hai,
Manzilon abhi aur dur hai hamari manzil,
Chand sitare to rahon me mila karte hai,


bichda to shayad jee na sakunga
tere shahar se mere yarane bahut hai.N......

Aankho ki aawaz kuch aur hoti hai,
Aansuo ki aawaz kuch aur hoti hai,
Kaun chahta hai bichdna tumse,
Par kismat ki baat kuch aur hoti hai.


mat kaato paid tum zara taras khao
shakho.N pe iskii aashiane bahut hai.N.....

Dard se dosti ho gayi yaaron,
Zindagi be dard ho gayi yaaron,
Kya hua jo jal gaya aashiyana hamara,
Dur tak roshni to ho gayi yaaron.


nahi baat sab me.N teri nazar jaisee
yu.N to dunia me.N maikhane bahut hai.N.....

Paani se pyaas na buji to maikhane ki taraf chal nikla,
Socha ki siqayat karu khuda se par khuda bhi tera chahne wala nikla.


behad khub dost
ese hi likhte rehna
aapka dost
Merul




Quote:
Originally Posted by rajveeer View Post
sabhi doston ko raj ka salaam ......dosto dil ki gehrai se kush moti aapki khidmat mein hazir hain umeed hai aapko pasand aiynge.......arz kiya hai.....


iss dil ke afsane bahut hai.N
abhi dard ke khazane bahut hai.N.....

bacha ke rakho abhi ashq apne
abhi zakham tumko dikhane bahut hai.N......

marna jo chaha to mar na sake hum
kambakth jeene ke bahane bahut hai.N....

abhi na chalao seene pe khanzar
bharne wale zakham purane bahut hai.N...

bichda to shayad jee na sakunga
tere shahar se mere yarane bahut hai.N......

mat kaato paid tum zara taras khao
shakho.N pe iskii aashiane bahut hai.N.....

nahi baat sab me.N teri nazar jaisee
yu.N to dunia me.N maikhane bahut hai.N.....

na chupao 'veer' tum koii raaz inse
is shahar ke log sayaane bahut hai.N.......

aapki raye ka muntzir..........raj.......... 24/02/2007


!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! !!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! !!!!!!!!





Dhoka diya tha jab tumne mujhe,
Tab dil se me naraz tha,
Phir socha ki dil se tumhe nikal du,
Magar woh kambakth dil bhi tumhare paas tha.


Merul~~~~~~~~~~>
  Send a message via Yahoo to Merul  
Reply With Quote
thx
Old
  (#19)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
thx - 7th March 2007, 11:13 AM

Quote:
Originally Posted by dilkibaat View Post
wah wah rajveer ji apne hbot khub likha hai

bacha ke rakho abhi ashq apne
abhi zakham tumko dikhane bahut hai.N......

marna jo chaha to mar na sake hum
kambakth jeene ke bahane bahut hai.N....


je line to dil ko shu ghi
aise hi likhte rehna
hamari bhi daad kabul kijiye




kamal ji bhut bhut shukria jo tusee aine pyaar naal parhya meri tehreer nu.....umeed karda haan ise tarha thuada saath milda rahega........raj.......


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
thx
Old
  (#20)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
thx - 7th March 2007, 11:14 AM

Quote:
Originally Posted by sakhi1909 View Post
raj ji
bahut khub khyaal hai ismein apke.
sakhi
sakhi ji dil se shukria aada karta hoon housla afzai ke liye.......raj.......


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
thx
Old
  (#21)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
thx - 7th March 2007, 11:16 AM

Quote:
Originally Posted by acharya_mj View Post
hello rajvir ji behad khoobsurat si ghazal par dil se mubaarakbaad haazir hai
aise hi likhte rahiye

regards
manu
manu ji aapka sawagat hai is nacheez ki mehfil mein jab aap jaise umda sukhanwaro ki daad naseeb hoti hai to dil or acha likhne ki soachta hai.....tahe dil se shukar guzaar hoon.....yun hii aapka saath chahta hoon.......raj.......


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Old
  (#22)
Harash Mahajan
MaiN Our Meri Tanhaayii
Harash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud of
 
Harash Mahajan's Avatar
 
Offline
Posts: 984
Join Date: Oct 2006
Location: Delhi
Rep Power: 31
8th March 2007, 07:09 PM

waah raaj saheb.....sabse pehle mera salaam kabool keejiye.....aapki Ghazal padi ..ek sakooN sa mila ek muddat ke baad.....janaab bahoot dil se chali....

Dard ab is kader bahne laga ai 'harash'
yuiN laga teri GhazaloN main rehne laga



Harash
  Send a message via Yahoo to Harash Mahajan Send a message via MSN to Harash Mahajan  
Reply With Quote
Old
  (#23)
Vipinbox
ek shoonya
Vipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to behold
 
Vipinbox's Avatar
 
Offline
Posts: 1,748
Join Date: Jul 2002
Location: दिल्ली व देहरादून
Rep Power: 30
11th March 2007, 02:21 PM

Namaskaar Rajveer Ji
Aako parhna bahaut pasand hai, aapke shabd hamesha parhnewale ko baandh liya kartey hain. Aapki aaj ki peshkash bhi bahaut lajawaab hai.

aabhaar
vipin


विपिन


   
Reply With Quote
shukria
Old
  (#24)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
shukria - 14th March 2007, 10:49 AM

Quote:
Originally Posted by munfairy View Post
HI RAJ JI,
KAISE HAIN AAP?


RAJ JI aap to hamesha hi ek alag andaaz main apni aamad karte ho.
aaj bhi aapne...apna ek alag hi andaz pesh kiya hain!

aap jin baato ko...apni nazm main bayan karte hain,wo kahi had tak samaaj per tanz bhi karta hain,
jaise aapne is shair main paid ke baare main kaha hai.

mat kaato paid tum zara taras khao
shakho.N pe iskii aashiane bahut hai.N.....


bas aise hi likhte rahiye.
aapki agli post ka intezaar rahega,,

apna khayal rakhiye
Allah hafiz



**********(¨`·.·´¨) Always *************
`·.¸(¨`·.·´¨) Keep
(¨`·.·´¨)¸.·´ Smiling!
`·.¸.·´

sony ji ko raj ka salaam......aapne meri bazm mein aakar jo is nacheez ko izaat bakshi hai main uske liye tahe dil se shukar guzaar hoon......umeed karta hoon aage bhi yun hii aapka saath milta rahega......raj........


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
shukria
Old
  (#25)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
shukria - 14th March 2007, 10:51 AM

Quote:
Originally Posted by Asif jamil View Post
Rajveer ji Aadaab...aapka kalaam padhha bahut pasand aaya,har sher apni tarjumaani khud karta hua nazar aaya,hamari daad aapki khidmat me haazir hai dost
asif bhai ko raj ka duaaon ke saath bhut sara pyaar....janaab aapka andaaz-e-tareef humme bhut bhaya.....is zara nawazish ke liye bhut shukria.....yun hii saath dete rehna........raj.........


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
shukria
Old
  (#26)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
shukria - 14th March 2007, 10:53 AM

Quote:
Originally Posted by Dard-e-sush View Post
Rajveer!

You have just flooded my eyes...... I forgive u for digging my pain so deep inside.... I love my pain nevertheless......

How beautiful expression of pain! Hats off!


mere quatil tera mei is tarha insaaf karta hun
Ja bewafa har khata teri mei muaf karta hun

Warm Regards
janaab dard-e-sush sahib aap pehli daffa meri mehfil mein aaye ho sab se pehle to aapka khair maqdam karta hoon....or ab rahi baat mere kalaam ki to janaab aap dosto ki duaa hai jo meri kalam rawaa hai.....warna is nacheez ko kon puchhta hai.......yun hii saath dete rehna........raj.......


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Old
  (#27)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
11th April 2007, 04:47 PM

Quote:
Originally Posted by mohdyash View Post
bichda to shayad jee na sakunga
tere shahar se mere yarane bahut hai.N......

mat kaato paid tum zara taras khao
shakho.N pe iskii aashiane bahut hai.N.....

nahi baat sab me.N teri nazar jaisee
yu.N to dunia me.N maikhane bahut hai.N.....

Adaab Rajveer ji,

Aapne bahut hi accha likha.......thanks for sharing
yash ji aap meri post par aaye.....mujhe parha or saraha aapka bhut bhut shukar guzaar hoon.......raj.......


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
hi
Old
  (#28)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
hi - 11th April 2007, 04:48 PM

Quote:
Originally Posted by aarya View Post
veer jee,
aapko paDhna bahut achcha laga.

thanks for sharing your thoughts

regards
aarya
aarya aapko mere ehsaas ache lage main tahe dil se aapka shukar guzaar hoon......raj........


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
hi
Old
  (#29)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
hi - 11th April 2007, 04:50 PM

Quote:
Originally Posted by Merul View Post
hi rajveer ji
bhai maaf kar dena deri se padh raha hu aapki ya rachna par aaj aapki rachna ne hamare dil ko chhua hai aapki is rachna mein ek andruni dard jalakta hai jo hamare dil ko bhaya hai
rajveer ji aapki is rachna ka javab shayri ke andaaz mein dena chahta hu gaur farmaiyega...

iss dil ke afsane bahut hai.N
abhi dard ke khazane bahut hai.N.....

bacha ke rakho abhi ashq apne
abhi zakham tumko dikhane bahut hai.N......

Kaun kehta hai dard mein taqlif hoti hai,
Usse to mera ishq aur bhi mauj marta hai,
Zalimo se kehdo ki sitam aur badha dein,
Abhi bhi mere ragoon me ishq ka zanoon daudta hai.


marna jo chaha to mar na sake hum
kambakth jeene ke bahane bahut hai.N....

Pyaar chhupta nahi aankhe jukane se,
Dil rukta nahi kisi ke samjane se,
Hum aapko yaad karte hai jine ke bahane se,
Kyuki ruk jati hai dhadkane aapko bhul jane se.


abhi na chalao seene pe khanzar
bharne wale zakham purane bahut hai.N...

Aandhiyon me bhi jaise kuch chirag jala karte hai,
Utni hi himmat-e-hosla hum bhi rakha karte hai,
Manzilon abhi aur dur hai hamari manzil,
Chand sitare to rahon me mila karte hai,


bichda to shayad jee na sakunga
tere shahar se mere yarane bahut hai.N......

Aankho ki aawaz kuch aur hoti hai,
Aansuo ki aawaz kuch aur hoti hai,
Kaun chahta hai bichdna tumse,
Par kismat ki baat kuch aur hoti hai.


mat kaato paid tum zara taras khao
shakho.N pe iskii aashiane bahut hai.N.....

Dard se dosti ho gayi yaaron,
Zindagi be dard ho gayi yaaron,
Kya hua jo jal gaya aashiyana hamara,
Dur tak roshni to ho gayi yaaron.


nahi baat sab me.N teri nazar jaisee
yu.N to dunia me.N maikhane bahut hai.N.....

Paani se pyaas na buji to maikhane ki taraf chal nikla,
Socha ki siqayat karu khuda se par khuda bhi tera chahne wala nikla.


behad khub dost
ese hi likhte rehna
aapka dost
Merul
merul ji ko raj ka namaskaar.....dost aapne jis andaaz mein mere kalaam ki tareef ki hai wo wakiya hi qabil-e-tareef hai.....appko bhut bhut dhanyabaad......umeed karta hoon yun hi aap saath dete rahainge.......raj..........


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Old
  (#30)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
11th April 2007, 09:56 PM

bacha ke rakho abhi ashq apne
abhi zakham tumko dikhane bahut hai.N......

marna jo chaha to mar na sake hum
kambakth jeene ke bahane bahut hai.N....

abhi na chalao seene pe khanzar
bharne wale zakham purane bahut hai.N...

bichda to shayad jee na sakunga
tere shahar se mere yarane bahut hai.N......

mat kaato paid tum zara taras khao
shakho.N pe iskii aashiane bahut hai.N.....

veer kia tareeef karun mujhe to aap ki her ghazal hi itni achi lagti hai haan mager jo ashaar uper quote kiye hain main ne wo itne achae lagey ke dil kiya her her sher per daad dun her sher main itni gehrayee hai aur her sher mukammal hai apni jagah .....bohat acha likha hai khush rahain humesha ... apna khayal rakhiyega rab rakha


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#31)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
12th April 2007, 06:31 PM

Ek aur khoobsoorat ghazal ke liye mubarakbaad dena chaahungi..

Daad kubool keejiye..

Aise hi mehfil ko apne rango se sajaate rahiye..

Take Care..

~Priya



"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

   
Reply With Quote
Old
  (#32)
reena
shayari kisi ke naam ki
reena is on a distinguished road
 
reena's Avatar
 
Offline
Posts: 65
Join Date: Nov 2005
Location: delhi
Rep Power: 19
14th April 2007, 06:26 PM

Rajveerji behad khubsurat ehsaas behad khubsurat alfaaz. vaah mazaa aa gaya padhkar behad pasand aaya


aksar yaad karte hain un guzre hue lamho ko
aksar yaad karte hain un tere diye zakmhon ko
kuch na baaki bacha hai jeevan mein hamaare
jo jeene ko saathi tu na raha
  Send a message via Yahoo to reena  
Reply With Quote
Old
  (#33)
eliyas
Registered User
eliyas will become famous soon enougheliyas will become famous soon enough
 
eliyas's Avatar
 
Offline
Posts: 138
Join Date: Mar 2007
Location: mumbai
Rep Power: 19
16th April 2007, 10:17 AM

assalam Rajveerji apne jo likha hai who to kabile tarif hai.......
umid hai hai apse app aise hi mehfil sajate rahe.....
khuda apki hifazat kare


Allah Hafiz
eliyas shaikh
  Send a message via Yahoo to eliyas  
Reply With Quote
Old
  (#34)
jasdeephere
Registered User
jasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nice
 
jasdeephere's Avatar
 
Offline
Posts: 657
Join Date: Mar 2007
Location: Chandigarh/Jalandhar
Rep Power: 22
18th April 2007, 10:19 AM

hi rajveer
kaafi umda likha hai aapne. kaafi acche lage yeh jazbaat.



Badnaseeb bhi nahi par mera naseeb bhi nahi
Maana ke main ameer nahi par gareeb bhi nahi
Dil ki gehraaiyon mein chhipaya hai jise
Woh door bhi nahi mujhse par kareeb bhi nahi
Chahta to hoon dena usko khushiyan saare jahan ki
par mil jaayein unke gham "Jasdeep" itna khushnaseeb bhi nahi
  Send a message via Yahoo to jasdeephere  
Reply With Quote
Old
  (#35)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
18th April 2007, 11:40 AM

Quote:
Originally Posted by rajveeer View Post
sabhi doston ko raj ka salaam ......dosto dil ki gehrai se kush moti aapki khidmat mein hazir hain umeed hai aapko pasand aiynge.......arz kiya hai.....


iss dil ke afsane bahut hai.N
abhi dard ke khazane bahut hai.N.....

bacha ke rakho abhi ashq apne
abhi zakham tumko dikhane bahut hai.N......

marna jo chaha to mar na sake hum
kambakth jeene ke bahane bahut hai.N....

abhi na chalao seene pe khanzar
bharne wale zakham purane bahut hai.N...

bichda to shayad jee na sakunga
tere shahar se mere yarane bahut hai.N......

mat kaato paid tum zara taras khao
shakho.N pe iskii aashiane bahut hai.N.....

nahi baat sab me.N teri nazar jaisee
yu.N to dunia me.N maikhane bahut hai.N.....

na chupao 'veer' tum koii raaz inse
is shahar ke log sayaane bahut hai.N.......

aapki raye ka muntzir..........raj.......... 24/02/2007
rajveer ji namaskaar

bahut umda gazal se ru-ba-ru karvaya hai aapne, kisi ek sher ki tareef nahi ki ja sakti...har sher pad kar jubaan se "wah - wah" nikalata hai.
yu hi umda likhne ki taqat kudha aapko deta rahey...!

aapki dost


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
shukria
Old
  (#36)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
shukria - 25th April 2007, 10:11 AM

Quote:
Originally Posted by Harash Mahajan View Post
waah raaj saheb.....sabse pehle mera salaam kabool keejiye.....aapki Ghazal padi ..ek sakooN sa mila ek muddat ke baad.....janaab bahoot dil se chali....

Dard ab is kader bahne laga ai 'harash'
yuiN laga teri GhazaloN main rehne laga



Harash
harash ji ko bhi raj ka salaam......janaab kahan rehte hoi aaj kal aap?dikhai hii nahi dete.......aapne itne gaur se is nacheez ko parha bhut bhut shukria umeed karta hjoon yun hi aapka saath bana rahega.......raj.........


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
shukria
Old
  (#37)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
shukria - 25th April 2007, 10:13 AM

Quote:
Originally Posted by Vipinbox View Post
Namaskaar Rajveer Ji
Aako parhna bahaut pasand hai, aapke shabd hamesha parhnewale ko baandh liya kartey hain. Aapki aaj ki peshkash bhi bahaut lajawaab hai.

aabhaar
vipin
vipin ji kahan ho aap bhut dino baad aapse ru b ru ho raha hoon.......is ijajat afzai ke liye bhut bhut shukria......yun hii saath dete rahiyega.........raj........


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
shukria
Old
  (#38)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
shukria - 25th April 2007, 10:18 AM

Quote:
Originally Posted by koi to ho View Post
bacha ke rakho abhi ashq apne
abhi zakham tumko dikhane bahut hai.N......

marna jo chaha to mar na sake hum
kambakth jeene ke bahane bahut hai.N....

abhi na chalao seene pe khanzar
bharne wale zakham purane bahut hai.N...

bichda to shayad jee na sakunga
tere shahar se mere yarane bahut hai.N......

mat kaato paid tum zara taras khao
shakho.N pe iskii aashiane bahut hai.N.....

veer kia tareeef karun mujhe to aap ki her ghazal hi itni achi lagti hai haan mager jo ashaar uper quote kiye hain main ne wo itne achae lagey ke dil kiya her her sher per daad dun her sher main itni gehrayee hai aur her sher mukammal hai apni jagah .....bohat acha likha hai khush rahain humesha ... apna khayal rakhiyega rab rakha
mani ji ko raj ka salaam.......mainb janta hoon aapne kis qadar gehrai mein doob kar meri koshish ko parha hoga or aapko kis qadar sakoon hasil huaa hoga.....yun hi saath deti rehna........raj........


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
shukria
Old
  (#39)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
shukria - 25th April 2007, 10:21 AM

Quote:
Originally Posted by chaahat View Post
Ek aur khoobsoorat ghazal ke liye mubarakbaad dena chaahungi..

Daad kubool keejiye..

Aise hi mehfil ko apne rango se sajaate rahiye..

Take Care..

~Priya
priya jo raj ka namaskaar.......priya aap un mere apno mein se ho jo mere liye dil se duaa mangte ho or yakeen maniye ye sab aapki duaaon ka hii kamaal hai jo main kush likhne ke qabil hoon ......bhut bhut shukria mujhe parne or pasand karne ke liye........raj.......


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
shukria
Old
  (#40)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
shukria - 1st August 2007, 10:19 AM

Quote:
Originally Posted by reena View Post
Rajveerji behad khubsurat ehsaas behad khubsurat alfaaz. vaah mazaa aa gaya padhkar behad pasand aaya
reena ji ko raj ka namaskaar .......aapka bhut bhut shukria jo aapne meri koshish ko parha or saraha...........raj.......


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
jeete jee tumpe marna acha lagta hai...........(gazal) rajveeer Shayri-e-Dard 14 27th September 2006 06:45 PM
maine chaha to yahee chaha masoomshayer Shayri-e-Ishq 14 9th March 2006 02:11 PM
Gazal-Ho sake to dekh loon tujhe surat-e-khwaab hatakar Arnab Shayri-e-Dard 1 10th December 2003 03:44 PM
Gazal- hume marna bhi aata hey; lachar Shayri-e-Dard 0 30th June 2003 03:53 PM
Humne Jisko Chaha, Usne Hame Na Chaha Pyaarisigudiya Shayri-e-Dard 0 26th April 2003 12:27 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com