Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Anjuman-e-Shayri

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 7 votes, 5.00 average. Display Modes
Old
  (#161)
Afshan
Kadeer ki...
Afshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the rough
 
Afshan's Avatar
 
Offline
Posts: 2,334
Join Date: Apr 2003
Location: In Kadeer's heart.... VERY comfortable place!
Rep Power: 26
1st May 2004, 10:06 AM

Ek kali hans parhi thi bahut din hue
Chaand tha chaandni thi bahut din hue

-Sahil Khan

ab to haath ko haath sujhai nahin daita
yahan bhi kabhi roshni thi buhut din howay

-romance

Sabko milta hai Badla Wafa Karne Ka
Baat yeh bhi suni thi bahut din hue

-Gumnam

Yah baat aure hai, hume mili bewafaaii ,
rasm~E~wafa pahchaanii thii bahut din huai.

-Mayank

khiza ke phool ka dard kisne jana hai
bahaaron ki jab rawani thi bahot din hue

-Manoj

hasrat-e-parwaaz humein bhi thee
jab unki meherbani thi bahot din hue

-paras

7th Sher..

Haathon me haath, nazar me nazar,
Har shay suhaani thi bohat din hue.

- Banno..

Tum chale jaaoge to sochenge... Humne kya khoya, humne kya paaya...
   
Reply With Quote
Old
  (#162)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
1st May 2004, 06:58 PM

- Banno

sunte bhi the naam aapna tha 'maeHbuub'
aapni bhi zindgaani thi bahut din hue

-Mast
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
hi
Old
  (#163)
arvindsony
Rajni
arvindsony is on a distinguished road
 
arvindsony's Avatar
 
Offline
Posts: 399
Join Date: Sep 2003
Location: Boston *USA*
Rep Power: 21
hi - 2nd May 2004, 12:05 PM

pyar kya hai
pyar dukh ka dusra naam
jusse bhi hum pyar kare
wo ek pal kush
phinse se hamesha dukh
hum pyar kyu kare
akele aye hai
akele rahelege
akale thik hai

hai rani betya...kya baat hai..bhut udass ho.....
papa se share nahi karonge....

Love Is Life.
Love Is God.
Love is worship.
Love is Everything......
   
Reply With Quote
Namastey ji!
Old
  (#164)
gumnam
Registered User
gumnam is on a distinguished road
 
gumnam's Avatar
 
Offline
Posts: 143
Join Date: Apr 2004
Location: Delhi
Rep Power: 21
Namastey ji! - 3rd May 2004, 09:29 AM

HI All!

Jaisa ki 'PARAS' ji ne mujhe mashvira diya tha ki GHazal poori hone ke baad hum sabhi apni apni rai ka izhaar kar saktey hain, Main is Ghazal ke puri hone ka badi besabri se intzaar kar raha tha.

Doston Mera is tarah se Dhakhal dena shayad kuch logon ko nagwaar guzre lekin main zaroor kuch apse share karna chahoonga. Aap ye na samjhen ki main apni Ustadgi zahir kar raha hoon. Main to aap logon se kuch share karna chahta hoon Bas.......
If you don't like it then tell me .. I will never mention anyone's Sher who don't want so.. OK??
Kyonki abhi tak keval 'Sanjoo' Ji ne hi meri khilafat ki hai Isliye unke Agar koi sher hoge to mai us baare mein kuch nahi kahoonga..

To Ghazal ki Samiksha kartey hai. ummid hai ki aap sabhi log apni apni rai pesh karenge.
Continued............

----Gumnam
Take care to get what you like,
Or you will be forced to like what you get.
  Send a message via Yahoo to gumnam  
Reply With Quote
Contd Mail...
Old
  (#165)
gumnam
Registered User
gumnam is on a distinguished road
 
gumnam's Avatar
 
Offline
Posts: 143
Join Date: Apr 2004
Location: Delhi
Rep Power: 21
Contd Mail... - 3rd May 2004, 09:33 AM

"Ek kali hans parhi thi bahut din hue
Chaand tha chaandni thi bahut din hue"
-Sahil Khan

...........Bahut khoobsoorat Shuruat hai. radeef Present. (Bahut din hue) Kafiya hai ( 'nEE' thi ki aawaz maslan.. 'Chandni')

"ab to haath ko haath sujhai nahin daita
yahan bhi kabhi roshni thi buhut din howay"
-romance

............This is having both the kafiya and Radeef Like -- roshni thi bahut din hue..

"Sabko milta hai Badla Wafa Karne Ka
Baat yeh bhi suni thi bahut din hue"
-Gumnam

............It's my own sher. SO any one of you can comment on it. Ok??

"Yah baat aure hai, hume mili bewafaaii ,
rasm~E~wafa pahchaanii thii bahut din huai."
-Mayank

Jee haan problem Starts here.. The Writer has changed the Kafiya
the 'aa' has been added. so instead of 'nEE' it becomes 'aanEE'.

"khiza ke phool ka dard kisne jana hai
bahaaron ki jab rawani thi bahot din hue"
-Manoj

Excellent but aapne Matla nahin dekha shayad isliye Kafiya changed wala use kiya hai.

"hasrat-e-parwaaz humein bhi thee
jab unki meherbani thi bahot din hue"
-paras

Same as Manoj...

"Haathon me haath, nazar me nazar,
Har shay suhaani thi bohat din hue."
- Banno

Same as Paras.....

"Sunte bhi the naam aapna tha 'maeHbuub'
aapni bhi zindgaani thi bahut din hue"
-Mast

Same as Banno...

So this is the 'Avlokan' of the Ghazal from me. I would appreciate if anyone Comments on it...

Thanks..........

----Gumnam
Take care to get what you like,
Or you will be forced to like what you get.
  Send a message via Yahoo to gumnam  
Reply With Quote
Re: Contd Mail...
Old
  (#166)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
Re: Contd Mail... - 3rd May 2004, 09:55 AM

hi gumnaam
bahoot acha Avlokan kiya hai aapne,,,,,mujhe dil se acha laga..mann kiya ki aap ko aapki kartavyanishtha par badhai doon....yun hi maarg prashasth karte rahiye,,,,yehi umeed hai....badhai kubool kojiye
take care
-Manoj

apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Old
  (#167)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
3rd May 2004, 10:17 AM

Namaskaar Gumnaam sahib...

I like that! very good! wakai hamne matla dekha nahin dhyaan se..aur sabhi ne yahi galti kee...shukriya yeh sab bataane kaa...aage bhi yoonhi tippani kiya kijiey achha lagega...i m sure auron kee bhi yahi raaye hogi...

paras

nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#168)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
3rd May 2004, 07:07 PM

Bahut Khoob Gumnaam sahab...aap yunhi hum sab ki galtiya humhe bataate rahiye aur mujhe umeed har ek shaqs ko isse kuch na kuch sikhne ko milegaa

Paras ji gusthaaki maaf aapki mehfil mein aanek paunche shaqs hai par phirse mein nayi ghazal ki shuruwaat ki ghusthaki chahta hoon.

*mubham si tasveer mere aaine mein thi
Haajib kahin se kya hata taqdiir ban gayi

mubham - shadow like
Haajib - Curtain

-Mast
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#169)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
5th May 2004, 09:26 AM

sorry anu...

tumne shuruaat theek nahin kee...

*mubham si tasveer mere aaine mein thi
Haajib kahin se kya hata taqdiir ban gayi

main tumse pooche bina zara tabdili kar rahi hoon...kyonki sabko sahi foundation chahiye kuch likhne ke liye

1st sher

mubham si mere aaine mein tasviir ban gayi
haajib kahin se kya hata taqdiir ban gayi
--mast

2nd sher

dil le bhi liya, aur masal bhi diya usne
dil dena bhi unko surat-e-*taqasiir ban gayi

mistake

--paras

nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#170)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
6th May 2004, 06:45 AM

Gumnam Sahib,

Aapse ek guzarish hai...hum aapko iss kuuche kee chaabi diye jaa rahe hain...plz sambhaal ke rakhieyga...malum hai yeh zimmedaari aap bakhubhi nibhayeinge...aur iss bazm ko raushan rakheinge...

ek baat aur...yahan sabko apne jazzbaat kehne ka mauka diya jaana chahiye...koyi professional tau hain nahin...aapse iltaja hai ki pyaar se unko shayri kee bandishein bataayiye..hamare kisi dost ke dil ko thes na pahunche...shukriyaa...

paras

nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#171)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
6th May 2004, 06:47 AM

1st sher

mubham si mere aaine mein tasviir ban gayi
haajib kahin se kya hata taqdiir ban gayi
--mast

2nd sher

dil le bhi liya, aur masal bhi diya usne
dil dena bhi unko surat-e-*taqasiir ban gayi

mistake

--paras

nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
HI all
Old
  (#172)
gumnam
Registered User
gumnam is on a distinguished road
 
gumnam's Avatar
 
Offline
Posts: 143
Join Date: Apr 2004
Location: Delhi
Rep Power: 21
HI all - 6th May 2004, 09:32 AM

Respected PARAS JI!

Zarranawazi ke liye Shukriya.

Apke tahe dil se Shukrguzaar hoon ki aapne mujhe is layak samjha ki main Itni Badi jimmedari Sambhal Sakoon.

Pehli baat to ye bataiye ki aap ja kahan rahi hain?? Hamari duniya ko veeran karke jana chahti ho?

Lekin muafi Chahta hoon yeh kehne ke liye ki main Apne aap ko is layak nahi samajhta. Main to is layak hi nahi hoon ki kisi ko raah dikha sakoon.

Aur waise bhi i think that we should invite all writers of Kuchha-e-Kalam for the opinion. Everyone would suggest a Name.

" Main kya dikhaun tumko ujaalon ke raaste,
Is khoj mein main khud hi andhero mein kho gaya"

I think Talib ji, ya Manoj ji is position ke liye Sabse Achche rahenge.. Please Talib ji, Manoj Ji aap hi kuch kahiye...

ummid hai ki sabhi log apni rai pesh karenge.......

Jawab ke intzaar mein....

----Gumnam
Take care to get what you like,
Or you will be forced to like what you get.
  Send a message via Yahoo to gumnam  
Reply With Quote
Old
  (#173)
maikasH
Birha Tu Sultan
maikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant future
 
Offline
Posts: 1,810
Join Date: Aug 2001
Rep Power: 10
11th May 2004, 07:03 AM

parastaar saheba aur gumnaam sahab

aapke huqm ke mutaabiq haazir huuN....aapki is koshish ki jitni daad di jaaye kam hai....

paras saheba

aapke ash'aar ke muttaliQ kuch arz karna chahta huuN ummiid hai ke aap meri gustaakhi ko nazar-aNdaaz kar deNgii

ye she'r

dil le bhi liya, aur masal bhi diya usne
dil dena bhi unko surat-e-*taqasiir ban gayi

pehla misra khuub kaha hai..daad qabuul farmaayeiN

duusra misra mujh naalaayiq ko khaarij-az-beh'r laga...padhne meiN zara si mushkil pesh aa rahi ......meri haqeer raye meiN agar lafz-e-"bhi" ko nikaal diya jaaye to behtar hai......aap wazan pe ga'ur kijiyega aur kuch wajaahat farmaa deN to mujh tallib-e-ilm ko bhi kuch seekhne ko mil jaayega

khair-aNdesh
maikash

.........................................

is tarhe teri yaad meiN har shaam dhaley hai
goyaa koyi nagin si kalejey pe chaley hai

maikash
...............................
 Send a message via ICQ to maikasH Send a message via Yahoo to maikasH  
Reply With Quote
Old
  (#174)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
11th May 2004, 10:35 AM

Maikash Sahib...

aapne hamare kuuche mein aa kar jo hum sabko nawaaza hai...uske liye bahot bahot shukriya...aur aap tau ek hunar mand shayar hain...hamari kalam ko theek kar izzat hee bakhsheinge...aur kya chahiye...gar aap ghazal kehne mein bhi shirkat farmaate tau aur bhi achha lagta...

aapke kahe mutabiq main phirse pesh karti hoon...

1st sher

mubham si mere aaine mein tasviir ban gayi
haajib kahin se kya hata taqdiir ban gayi
--mast

2nd sher

dil le liya, aur masal diya usne
dil dena unko surat-e-*taqasiir ban gayi

mistake
--paras

Aap sabse guzarish hai ki ab aap aage ke sher likhein...aur maikash sahib aap bhi kabhi kabhaar nazar-e-saani kijieygaa...

nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#175)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
13th May 2004, 10:42 PM

Parastaar Sahibaa,

Kaise haiN aap? Aap ne sher bahut hi achhaa likha hai. Aur mast ji ka likha huaa bhi achhaa laga. MAi uss mai thodi si tabdali kar raha hooN rthyem ke liye. umeed hai aap ko achhaa lagegaa. Agar achhaa na lage to aap usay change kar sakti haiN.

*Mubham si aaiine mein ek tashweer ban gayi
*haajib kahin se kya hata aur taqdeer ban gayi

*mubham = shadow like, Haajib - Curtain

-Mast

dil liya aur bedardi se masal diya usne
dil dena bhi unko surat-e-*taqseer ban gayi

*taqseer= Galti, mistake

-Paras

Bekhudi ke iss aalam maiN jaayeN kahaan?
unhe paane ki chaahat hi abb zanjeer ban gayi

-Mayank
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#176)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
13th May 2004, 10:48 PM

Parastaar Sahibaa,

Kaise haiN aap? Aap ne sher bahut hi achhaa likha hai. Aur mast ji ka likha huaa bhi achhaa laga. MAi uss mai thodi si tabdali kar raha hooN rthyem ke liye. umeed hai aap ko achhaa lagegaa. Agar achhaa na lage to aap usay change kar sakti haiN.

*Mubham si aaiine mein ek tashweer ban gayi
*haajib kahin se kya hata aur taqdeer ban gayi

*mubham = shadow like, Haajib - Curtain

-Mast

dil liya aur bedardi se masal diya usne
dil dena bhi unko surat-e-*taqseer ban gayi

*taqseer= Galti, mistake

-Paras

Bekhudi ke iss aalam maiN jaayeN kahaaN?
unhe paane ki chaahat hi abb zanjeer ban gayi...

-Mayank
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#177)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
19th May 2004, 11:04 AM

chautha (4th)sher

1st sher

mubham si mere aaine mein tasviir ban gayi
haajib kahin se kya hata taqdiir ban gayi
--mast

2nd sher

dil le liya, aur masal diya usne
dil dena unko surat-e-*taqasiir ban gayi

mistake
--paras

3rd Sher

Bekhudi ke iss aalam maiN jaayeN kahaaN?
unhe paane ki chaahat hi abb zanjeer ban gayi...

-Mayank

4th sher

kasam tau lein, par kaise bhula dein hum unko,
jab ashq baari dil-o-nazar kee jaageer ban gayi

-Paras

nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#178)
Afshan
Kadeer ki...
Afshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the rough
 
Afshan's Avatar
 
Offline
Posts: 2,334
Join Date: Apr 2003
Location: In Kadeer's heart.... VERY comfortable place!
Rep Power: 26
19th May 2004, 11:11 AM

5th Sher..

Na ghum e rozgaar, na chaah duniya ki koi,
Ek ulfat unki khwaaboN ki tabeer ban gayi.

-Afshan

Tum chale jaaoge to sochenge... Humne kya khoya, humne kya paaya...
   
Reply With Quote
Old
  (#179)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
19th May 2004, 04:47 PM

6th sher...

Kissi ke ishk ab mere jeewan ki taqdeer ban gayi
dekhlo zamane!mein ek Ranjhe ki Heer ban gayi

Amanush...

Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Old
  (#180)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
20th May 2004, 06:18 AM

1st sher

mubham si mere aaine mein tasviir ban gayi
haajib kahin se kya hata taqdiir ban gayi
--mast

2nd sher

dil le liya, aur masal diya usne
dil dena unko surat-e-*taqasiir ban gayi

mistake
--paras

3rd Sher

Bekhudi ke iss aalam maiN jaayeN kahaaN?
unhe paane ki chaahat hi abb zanjeer ban gayi...

-Mayank

4th sher

kasam tau lein, par kaise bhula dein hum unko,
jab ashq baari dil-o-nazar kee jaageer ban gayi

-Paras

5th Sher..

Na ghum e rozgaar, na chaah duniya ki koi,
Ek ulfat unki khwaaboN ki tabeer ban gayi.

-Afshan

6th Sher

Kissi ke ishk ab mere jeewan ki taqdeer ban gayi
dekhlo zamane!mein ek Ranjhe ki Heer ban gayi

-Amanush...

7th Sher

Haath ki lakeeron mein chaa gayi khushiyaan,
falak kee tere 'shimul' taqdeer ban gayi.......

*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#181)
talib
Registered User
talib is a splendid one to beholdtalib is a splendid one to beholdtalib is a splendid one to beholdtalib is a splendid one to beholdtalib is a splendid one to beholdtalib is a splendid one to behold
 
talib's Avatar
 
Offline
Posts: 775
Join Date: Aug 2001
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 29
20th May 2004, 11:37 AM

8th Sher

mere ghum kuch iss tarah wafaadar bann gaye,
jaise rooh mere
  Send a message via Yahoo to talib  
Reply With Quote
Old
  (#182)
talib
Registered User
talib is a splendid one to beholdtalib is a splendid one to beholdtalib is a splendid one to beholdtalib is a splendid one to beholdtalib is a splendid one to beholdtalib is a splendid one to behold
 
talib's Avatar
 
Offline
Posts: 775
Join Date: Aug 2001
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 29
20th May 2004, 01:01 PM

Mauf kijiyega , najaane kaise aakhri sher adhoora post hua..apni baat dohraata hoon..

1st sher

mubham si mere aaine mein tasviir ban gayi
haajib kahin se kya hata taqdiir ban gayi
--mast

2nd sher

dil le liya, aur masal diya usne
dil dena unko surat-e-*taqasiir ban gayi

mistake
--paras

3rd Sher

Bekhudi ke iss aalam maiN jaayeN kahaaN?
unhe paane ki chaahat hi abb zanjeer ban gayi...

-Mayank

4th sher

kasam tau lein, par kaise bhula dein hum unko,
jab ashq baari dil-o-nazar kee jaageer ban gayi

-Paras

5th Sher..

Na ghum e rozgaar, na chaah duniya ki koi,
Ek ulfat unki khwaaboN ki tabeer ban gayi.

-Afshan

6th Sher

Kissi ke ishk ab mere jeewan ki taqdeer ban gayi
dekhlo zamane!mein ek Ranjhe ki Heer ban gayi

-Amanush...

7th Sher

Haath ki lakeeron mein chaa gayi khushiyaan,
falak kee tere 'shimul' taqdeer ban gayi.......

8th Sher

mere ghum kuch iss tarah wafaadar ho gaye,
jaise rooh mere jism ki *aseer ban gayi

aseer=prisoner/qaidi

Ta- Gor Tumhara

Talib.
  Send a message via Yahoo to talib  
Reply With Quote
Old
  (#183)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
20th May 2004, 01:49 PM

Hello dostoN ,

Mai yahaaN ek nayi ghazal suruaat karne ki gustaakhi kar raha hooN. Umeed hai aap iss gusthak ko maaf karenge……aur iss ghazal ko aage badhayenge..

Ghazal ka pahela sher

Kiya Hai pyaar tum se sada ye nibhaana hai…
Fir tere saath hi hame khuda ke ghar bhi jaana hai..

-MayanK
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#184)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
26th May 2004, 08:36 AM

kaisee baatein kartein hain aap Mayank...

Lijiey hum aaj aage badhaate hain aapki gazal...

1st sher

Kiya Hai pyaar tum se sada ye nibhaana hai…
Fir tere saath hi hame khuda ke ghar bhi jaana hai..

-MayanK

2nd sher

Tum ho meri jaan, meri hansi, mere khwaab
Iss khuubsurat modh pe jaan, tumko bhi aana hai

--paras

nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#185)
Afshan
Kadeer ki...
Afshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the rough
 
Afshan's Avatar
 
Offline
Posts: 2,334
Join Date: Apr 2003
Location: In Kadeer's heart.... VERY comfortable place!
Rep Power: 26
26th May 2004, 11:30 AM

1st sher

Kiya Hai pyaar tum se sada ye nibhaana hai…
Fir tere saath hi hame khuda ke ghar bhi jaana hai..

-MayanK

2nd sher

Tum ho meri jaan, meri hansi, mere khwaab
Iss khuubsurat modh pe jaan, tumko bhi aana hai

-Parastaar

3rd Sher

Bohat bhaati hai mujhhe beqaraari teri,
Parde me muh chupaana to bahaana hai.

-Banno

Tum chale jaaoge to sochenge... Humne kya khoya, humne kya paaya...
   
Reply With Quote
Old
  (#186)
roopali
sifar
roopali is a jewel in the roughroopali is a jewel in the roughroopali is a jewel in the roughroopali is a jewel in the rough
 
roopali's Avatar
 
Offline
Posts: 957
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 24
26th May 2004, 03:36 PM

4th Sher

Tum hi umeed ho tum hi har khushi meri
Girte ashkon ne ye aaj bhi maana hai

Main zakhm zakhm hoon phir bhi tujhe dikhayi na doon
tadap uthoon bhi toh zalim teri duhayi na doon
(NM)
   
Reply With Quote
Old
  (#187)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
26th May 2004, 03:59 PM

Kiya Hai pyaar tum se sada ye nibhaana hai…
Fir tere saath hi hame khuda ke ghar bhi jaana hai..

-MayanK

2nd sher

Tum ho meri jaan, meri hansi, mere khwaab
Iss khuubsurat modh pe jaan, tumko bhi aana hai

-Parastaar

3rd Sher

Bohat bhaati hai mujhhe beqaraari teri,
Parde me muh chupaana to bahaana hai.

-Banno

4th Sher

Tum hi umeed ho tum hi har khushi meri
Girte ashkon ne ye aaj bhi maana hai

5th sher

aankhon se peene ki chahat hai umar bhar
pyase ko mil jaye jaise koi maikhana hai

-MANOJ

apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Old
  (#188)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
Love 27th May 2004, 12:56 AM

6th sher...

douniya main sabse yehi purana hai
jo tera hai wohi mera bhi afsana hai...

Amanush...

Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Old
  (#189)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
27th May 2004, 05:24 AM

1st Sher

Kiya Hai pyaar tum se sada ye nibhaana hai…
Fir tere saath hi hame khuda ke ghar bhi jaana hai..

-MayanK

2nd Sher

Tum ho meri jaan, meri hansi, mere khwaab
Iss khuubsurat modh pe jaan, tumko bhi aana hai

-Parastaar

3rd Sher

Bohat bhaati hai mujhhe beqaraari teri,
Parde me muh chupaana to bahaana hai.

-Banno

4th Sher

Tum hi umeed ho tum hi har khushi meri
Girte ashkon ne ye aaj bhi maana hai

-Roopali

5th sher

aankhon se peene ki chahat hai umar bhar
pyase ko mil jaye jaise koi maikhana hai

-Manoj

6th Sher

douniya main sabse yehi purana hai
jo tera hai wohi mera bhi afsana hai...

-Amanush

7th Sher

Nahin aarzoo mujhe Jannat ki meri Jaan,
Bahon mein teri Jannat ko paana hai.......

-Shimul

*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**

Last edited by Shimul; 27th May 2004 at 05:27 AM..
   
Reply With Quote
Old
  (#190)
khan
Nacheez Shayar
khan will become famous soon enough
 
khan's Avatar
 
Offline
Posts: 225
Join Date: May 2003
Location: New Delhi, INDIA
Rep Power: 21
30th May 2004, 04:56 PM

1st Sher

Kiya Hai pyaar tum se sada ye nibhaana hai…
Fir tere saath hi hame khuda ke ghar bhi jaana hai..

-MayanK

2nd Sher

Tum ho meri jaan, meri hansi, mere khwaab
Iss khuubsurat modh pe jaan, tumko bhi aana hai

-Parastaar

3rd Sher

Bohat bhaati hai mujhhe beqaraari teri,
Parde me muh chupaana to bahaana hai.

-Banno

4th Sher

Tum hi umeed ho tum hi har khushi meri
Girte ashkon ne ye aaj bhi maana hai

-Roopali

5th sher

aankhon se peene ki chahat hai umar bhar
pyase ko mil jaye jaise koi maikhana hai

-Manoj

6th Sher

douniya main sabse yehi purana hai
jo tera hai wohi mera bhi afsana hai...

-Amanush

7th Sher

Nahin aarzoo mujhe Jannat ki meri Jaan,
Bahon mein teri Jannat ko paana hai.......

-Shimul

8th and the last sher

Mehsoos karne walon ko kisi Hasrat se kam nahin
Duniya waalon ke liye to ye bas ek Fasaana hai

-Sahil Khan Sahil
   
Reply With Quote
Old
  (#191)
khan
Nacheez Shayar
khan will become famous soon enough
 
khan's Avatar
 
Offline
Posts: 225
Join Date: May 2003
Location: New Delhi, INDIA
Rep Power: 21
30th May 2004, 05:30 PM

Dear Gumnam,
plzzzz do comment on this ghazal
regards
Sahil Khan
   
Reply With Quote
Old
  (#192)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
30th May 2004, 08:03 PM

Sabko meri taraf se Aadaab, ek nayi gazal ki shuruwat karne ki kowshish hai...umeed karti hun aap sabhi doston aa kar isse age karenge. Tah-e-dilse shukriya aap sabhi ka.Khush rahiye yeh Duwaon ke sath ijaazat chahungi. Take care.

1st Sher

Hasti aankhein Hasta chehra to ek majboor bahana hai,

Chand mein such much noor kahan Chand to ek veerana hai.......

-Shimul

*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#193)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
Love 30th May 2004, 11:29 PM

2nd sher...

"Sine main agar chaahat ke Suraj ka thikana hai
to Chand ko koyi aur dousra basera banana hai"

Amanush...

Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Old
  (#194)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
31st May 2004, 12:44 AM

1st Sher

Hasti aankhein Hasta chehra to ek majboor bahana hai,

Chand mein such much noor kahan Chand to ek veerana hai.......

-Shimul

2nd Sher

"Sine main agar chaahat ke Suraj ka thikana hai
to Chand ko koyi aur dousra basera banana hai"

-Amanush...

Now turn for the 3rd Sher...carry on please...

*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#195)
Afshan
Kadeer ki...
Afshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the rough
 
Afshan's Avatar
 
Offline
Posts: 2,334
Join Date: Apr 2003
Location: In Kadeer's heart.... VERY comfortable place!
Rep Power: 26
31st May 2004, 09:18 AM

1st Sher

Hasti aankhein Hasta chehra to ek majboor bahana hai,

Chand mein such much noor kahan Chand to ek veerana hai.......

-Shimul

2nd Sher

"Sine main agar chaahat ke Suraj ka thikana hai
to Chand ko koyi aur dousra basera banana hai"

-Amanush...

Daagh kahe khudko magar chandni ka deewaana hai,
Apne hi wajood se shayad Chand begaana hai.

-Afshan

Tum chale jaaoge to sochenge... Humne kya khoya, humne kya paaya...
   
Reply With Quote
Old
  (#196)
khan
Nacheez Shayar
khan will become famous soon enough
 
khan's Avatar
 
Offline
Posts: 225
Join Date: May 2003
Location: New Delhi, INDIA
Rep Power: 21
31st May 2004, 12:04 PM

Chandni khili hui hai har taraf Sehan mein
aa bhi jao ki mausam bahut suhaana hai

-Sahil Khan Sahil
   
Reply With Quote
Old
  (#197)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
31st May 2004, 01:03 PM

1st Sher

Hasti aankhein Hasta chehra to ek majboor bahana hai,
Chand mein such much noor kahan Chand to ek veerana hai.......

-Shimul

2nd Sher

"Sine main agar chaahat ke Suraj ka thikana hai
to Chand ko koyi aur dousra basera banana hai"

-Amanush...

3rd sher

Daagh kahe khudko magar chandni ka deewaana hai,
Apne hi wajood se shayad Chand begaana hai.

-Afshan

4th sher

Chandni khili hui hai har taraf Sehan mein
aa bhi jao ki mausam bahut suhaana hai

-Sahil Khan Sahil

5th sher

khili chaandni har suu phir bhi tanha hum
dilkash nazzare, magar yeh desh begaana hai

--paras

nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#198)
roopali
sifar
roopali is a jewel in the roughroopali is a jewel in the roughroopali is a jewel in the roughroopali is a jewel in the rough
 
roopali's Avatar
 
Offline
Posts: 957
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 24
31st May 2004, 03:06 PM

1st Sher

Hasti aankhein Hasta chehra to ek majboor bahana hai,
Chand mein such much noor kahan Chand to ek veerana hai.......

-Shimul

2nd Sher

"Sine main agar chaahat ke Suraj ka thikana hai
to Chand ko koyi aur dousra basera banana hai"

-Amanush...

3rd sher

Daagh kahe khudko magar chandni ka deewaana hai,
Apne hi wajood se shayad Chand begaana hai.

-Afshan

4th sher

Chandni khili hui hai har taraf Sehan mein
aa bhi jao ki mausam bahut suhaana hai

-Sahil Khan Sahil

5th sher

khili chaandni har suu phir bhi tanha hum
dilkash nazzare, magar yeh desh begaana hai

--Paras
6th sher

chaand ke saath jaage saari raat hum
dooriyon ka toh bas ek bahana hai

-Roopali

Main zakhm zakhm hoon phir bhi tujhe dikhayi na doon
tadap uthoon bhi toh zalim teri duhayi na doon
(NM)
   
Reply With Quote
Old
  (#199)
khan
Nacheez Shayar
khan will become famous soon enough
 
khan's Avatar
 
Offline
Posts: 225
Join Date: May 2003
Location: New Delhi, INDIA
Rep Power: 21
2nd June 2004, 01:08 PM

Ek Nayi Ghazal start kar raha hoon, plzzzz Ta-avvun kijiyega......

1st Sher of Ghazal is......

Shuroo shuroo ki baat hai, aaghaaz abhi hone to do
aane ko hosh aajaayega, hosh abhi khone to do

-Sahil Khan Sahil
   
Reply With Quote
Old
  (#200)
Afshan
Kadeer ki...
Afshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the rough
 
Afshan's Avatar
 
Offline
Posts: 2,334
Join Date: Apr 2003
Location: In Kadeer's heart.... VERY comfortable place!
Rep Power: 26
2nd June 2004, 01:35 PM

1st Sher

Shuroo shuroo ki baat hai, aaghaaz abhi hone to do
aane ko hosh aajaayega, hosh abhi khone to do

-Sahil Khan Sahil

Jal gaya hai badan is zindagi ki aazmaaish se,
Pyaar me ise kuchh der mujhe bighone to do.

-Afshan

Tum chale jaaoge to sochenge... Humne kya khoya, humne kya paaya...
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is On

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
mehfil-e-maikashaaN, kuucha-e-dilbaraaN mausam Shayri-e-Mashahoor Shayar 0 2nd July 2008 12:39 PM
Dil Ki Kalam Se.... purab Shayri-e-Ishq 1 7th March 2008 04:23 AM
Kaaba keh do ya Kuucha-e-yaar keh do,,, karan q Anjuman-e-Shayri 10 15th January 2005 05:15 PM
Kalam !!!!! Monal Shayri-e-Ishq 0 19th October 2004 09:56 PM
Kuucha-e-kalam... Parastaar Anjuman-e-Shayri 3 2nd March 2004 01:01 PM

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com