Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
mujhe sataati hai teree judaayi har lamha
Old
  (#1)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
mujhe sataati hai teree judaayi har lamha - 16th November 2010, 08:07 AM



aadaab yaaraane mahfil


aaj yahaan eid hai ajeeb si dil ki haalat ho rahee hai usee kaifiyat ki ek taazah ghazal shaayad aap ko pasand aaye meree tarf se tamaam chaahne waalon ko eid mobaarak



mujhe sataati hai teree judaayi har lamha
meraa naseeb teree kaj adaayi har lamha

kaj adaayi ….. munh pherne ki adaa ... lamha ...... pal

merey wajood pe gar che ghamon ki hai yurish
merey khayaal me kangan kalaayi har lamha

yurish…… hamlah

merey sho”oor ko ban ban ke naag dastee hai
wo teri saanson ki ouqdah kushaayi har lamha

so”oor ………ehsaas
ougdah kushaayi ….. gaanth (girah )kholnaa

ai kaash aaye koi din meree bhi qismat me
labon ki howe labon tak rasaayi har lamha

lab … lips ,,,,,,,,, rasaayi …….. pahonch

kabhi to gaisuye khamdaar the kabhi aariz
jo yaad aayi to saoghaat laayi har lamha

gaisuye khamdaar ….. lahraati zulf
aariz ….. gaal

tumhen jo sochun to dhadkan thehar si jaati hai
hai merey saath meree ye kamaayi har lamha

kabhi to darde jigar thaa kabhi hesaar e gham
nawaaderaat se mahfil sajaayi har lamha

hesaare gham …. Ghamon ka gheraa
nawaaderaat …… anmol cheezen

zaraa si baat pe Hassaas ho gaye barham ?
zaraa si baat pe itnee dohaayi har lamha ?

barham ……. Gussa

Last edited by masoodhassas; 16th November 2010 at 08:14 AM..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 86
16th November 2010, 08:35 AM

tumhen jo sochun to dhadkan thehar si jaati hai
hai merey saath meree ye kamaayi har lamha

kabhi to darde jigar thaa kabhi hesaar e gham
nawaaderaat se mahfil sajaayi har lamha

zaraa si baat pe Hassaas ho gaye barham ?
zaraa si baat pe itnee dohaayi har lamha ?


Bahut Hi Umdaa Khayal Rahe ... Masood Sahab !

Tamaam Ghazal Ke Ashaar Qabile Taareef kahe jayenge ... bahut accha likha hai aapne... Tahe dil se daad hazir hai ..

yunhi likhte rahen aage bhi ... khush rahen ...

duaaon ke saath ...




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#3)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
16th November 2010, 10:48 AM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
tumhen jo sochun to dhadkan thehar si jaati hai
hai merey saath meree ye kamaayi har lamha

kabhi to darde jigar thaa kabhi hesaar e gham
nawaaderaat se mahfil sajaayi har lamha

zaraa si baat pe Hassaas ho gaye barham ?
zaraa si baat pe itnee dohaayi har lamha ?

Bahut Hi Umdaa Khayal Rahe ... Masood Sahab !

Tamaam Ghazal Ke Ashaar Qabile Taareef kahe jayenge ... bahut accha likha hai aapne... Tahe dil se daad hazir hai ..

yunhi likhte rahen aage bhi ... khush rahen ...

duaaon ke saath ...

aadaab
naresh saahab
aap jaise sukhan daan sukhan fahm sukhan shanaash sukhan war ke qalam se daad ka milnaa aashirwaad se kam nahi ham khush naseem hain ki aap jaise buzurgon ki chhatr chhaaya me pal rahe hain main tahe dil se aapke kholoos ka shukriya adaa kartaa hun
haan jin ashaar ko aap ne pasand kiyaa hai taqreeban wahi meree bhi pasand hain
mukhlis
masood hassaas
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
Love 16th November 2010, 12:10 PM

bahut khoob.........................................


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
Smile 16th November 2010, 08:34 PM

Quote:
Originally Posted by masoodhassas View Post

aadaab yaaraane mahfil


aaj yahaan eid hai ajeeb si dil ki haalat ho rahee hai usee kaifiyat ki ek taazah ghazal shaayad aap ko pasand aaye meree tarf se tamaam chaahne waalon ko eid mobaarak



mujhe sataati hai teree judaayi har lamha
meraa naseeb teree kaj adaayi har lamha

kaj adaayi ….. munh pherne ki adaa ... lamha ...... pal

merey wajood pe gar che ghamon ki hai yurish
merey khayaal me kangan kalaayi har lamha

yurish…… hamlah

merey sho”oor ko ban ban ke naag dastee hai
wo teri saanson ki ouqdah kushaayi har lamha

so”oor ………ehsaas
ougdah kushaayi ….. gaanth (girah )kholnaa

ai kaash aaye koi din meree bhi qismat me
labon ki howe labon tak rasaayi har lamha

lab … lips ,,,,,,,,, rasaayi …….. pahonch

kabhi to gaisuye khamdaar the kabhi aariz
jo yaad aayi to saoghaat laayi har lamha

gaisuye khamdaar ….. lahraati zulf
aariz ….. gaal

tumhen jo sochun to dhadkan thehar si jaati hai
hai merey saath meree ye kamaayi har lamha

kabhi to darde jigar thaa kabhi hesaar e gham
nawaaderaat se mahfil sajaayi har lamha

hesaare gham …. Ghamon ka gheraa
nawaaderaat …… anmol cheezen

zaraa si baat pe Hassaas ho gaye barham ?
zaraa si baat pe itnee dohaayi har lamha ?

barham ……. Gussa

Hassaas sahab,
sabse pehle ... aapko aur aapke pure pariwaar ko LAMHA ki aur se Eid ki bahut bahut bahut mubarakbaad......
rahi baat aapke kalaam ki..... to kya kehna aapka ! aapki kalam to har baar ghazab dhaati hai... aapki kalam se nikla har lafz jaise koi jaadu sa kar jata hai... ye kalaam be-shaq kaabil-e-tarif hai.... dilse daad hazir hai janab.... yuhi is mehfil ko roshan rakhiye.... khush rahiye.....


"LAMHA"

mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote
aadaab
Old
  (#6)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
aadaab - 17th November 2010, 02:25 AM

[QUOTE=ISHK EK IBADAT;415627]bahut khoob.........................................

bahot shukriya janaab aap kaa
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
17th November 2010, 02:28 AM

Quote:
Originally Posted by LAMHA View Post
Hassaas sahab,
sabse pehle ... aapko aur aapke pure pariwaar ko LAMHA ki aur se Eid ki bahut bahut bahut mubarakbaad......
rahi baat aapke kalaam ki..... to kya kehna aapka ! aapki kalam to har baar ghazab dhaati hai... aapki kalam se nikla har lafz jaise koi jaadu sa kar jata hai... ye kalaam be-shaq kaabil-e-tarif hai.... dilse daad hazir hai janab.... yuhi is mehfil ko roshan rakhiye.... khush rahiye.....


aadaab
lamha saahibah
khudaa barkaton se nawaaze
aap ke alfaaz soroor bakhsh hote hain jin se roonaroo hone ke baad ehsaas ke athaah samundar me sokoon ki kaifiyat paidaa ho jaatee hai
aap jis khollos se nawaaztee hain wo bhi taqreeban aaj kal naa paid hotaa jaa rahaa hai
allah aap ko oumre khizr ataa kare
doa go
masood hassaas
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
Radhika_2
RooH Se RooH Tak
Radhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Radhika_2's Avatar
 
Offline
Posts: 1,247
Join Date: Feb 2010
Location: Delhi
Rep Power: 53
17th November 2010, 03:42 PM

Quote:
Originally Posted by masoodhassas View Post

aadaab yaaraane mahfil


aaj yahaan eid hai ajeeb si dil ki haalat ho rahee hai usee kaifiyat ki ek taazah ghazal shaayad aap ko pasand aaye meree tarf se tamaam chaahne waalon ko eid mobaarak



mujhe sataati hai teree judaayi har lamha
meraa naseeb teree kaj adaayi har lamha

kaj adaayi ….. munh pherne ki adaa ... lamha ...... pal

merey wajood pe gar che ghamon ki hai yurish
merey khayaal me kangan kalaayi har lamha

yurish…… hamlah

merey sho”oor ko ban ban ke naag dastee hai
wo teri saanson ki ouqdah kushaayi har lamha

so”oor ………ehsaas
ougdah kushaayi ….. gaanth (girah )kholnaa

ai kaash aaye koi din meree bhi qismat me
labon ki howe labon tak rasaayi har lamha

lab … lips ,,,,,,,,, rasaayi …….. pahonch

kabhi to gaisuye khamdaar the kabhi aariz
jo yaad aayi to saoghaat laayi har lamha

gaisuye khamdaar ….. lahraati zulf
aariz ….. gaal

tumhen jo sochun to dhadkan thehar si jaati hai
hai merey saath meree ye kamaayi har lamha

kabhi to darde jigar thaa kabhi hesaar e gham
nawaaderaat se mahfil sajaayi har lamha

hesaare gham …. Ghamon ka gheraa
nawaaderaat …… anmol cheezen

zaraa si baat pe Hassaas ho gaye barham ?
zaraa si baat pe itnee dohaayi har lamha ?

barham ……. Gussa
ji very nice creation................................



Radhika

Seene Me Zakham Utarey Chale Gaye
Jo Humpe Guzari Guzarey Chale Gaye

Woh Aayega Ek Din Milne Humse
Naam Uska Hi Pukarey Chale Gaye


E-mail : radhika.nm2@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
17th November 2010, 04:08 PM

Quote:
Originally Posted by Radhika_2 View Post
ji very nice creation................................

aadaab
aap ka behad shukriyah
masood hassaas
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
abdulqadeert
Registered User
abdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud of
 
Offline
Posts: 289
Join Date: Jun 2010
Rep Power: 0
26th November 2010, 01:03 AM

masood bhai aadab ,,

apki ik ghazal se mustafeed howa hi tha ke .. is shandar ghazal ne apne hisar me le liya ....bhai yaar kya kaha jaaye ......apki shaan khuch kaha jaaye aise koi lafz nahi gareeb ke paas ...bus itna kahe sakta hun ke ap is fun ke ustad maloom padte ho ..allah apko mazeed barkaton se nawaze bhai ...kaunse sher ki tareef ki jaye ......ghazal kya hai gazab hai gazab ...allah apko hamesha khush rakhe ...

dad o mubarak khubool kijiye ...


reps added ....ye reps ka majra aaj hi pata chala sahab ....to suncha issi shandar ghazal se aghaz kiya jaye ..


talib e ilm

qadeertoopchi
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
27th November 2010, 06:46 AM

Quote:
Originally Posted by abdulqadeert View Post
masood bhai aadab ,,

apki ik ghazal se mustafeed howa hi tha ke .. is shandar ghazal ne apne hisar me le liya ....bhai yaar kya kaha jaaye ......apki shaan khuch kaha jaaye aise koi lafz nahi gareeb ke paas ...bus itna kahe sakta hun ke ap is fun ke ustad maloom padte ho ..allah apko mazeed barkaton se nawaze bhai ...kaunse sher ki tareef ki jaye ......ghazal kya hai gazab hai gazab ...allah apko hamesha khush rakhe ...

dad o mubarak khubool kijiye ...


reps added ....ye reps ka majra aaj hi pata chala sahab ....to suncha issi shandar ghazal se aghaz kiya jaye ..


talib e ilm

qadeertoopchi

aadab
janaab kaise hain kiyaa ho raha hai
aap ki daad qabool ki gayee janaab aapne jis andaaz me daad dihai bhalaa kiyaa majaal ki aap ki daad dil se na wasool ki jaaye
aap mukhlis hain aor aise doston ka kal para huwa hai aise me aap ka mil jana dame ghaneemat hai
apnaa khiyaal rakhiye gaa doa me yaad rakhiye ga
masood hassaas
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
Pradhyuman
'Bismil'
Pradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant future
 
Pradhyuman's Avatar
 
Offline
Posts: 773
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 38
28th November 2010, 08:21 PM

Quote:
Originally Posted by masoodhassas View Post

aadaab yaaraane mahfil


aaj yahaan eid hai ajeeb si dil ki haalat ho rahee hai usee kaifiyat ki ek taazah ghazal shaayad aap ko pasand aaye meree tarf se tamaam chaahne waalon ko eid mobaarak



mujhe sataati hai teree judaayi har lamha
meraa naseeb teree kaj adaayi har lamha

kaj adaayi ….. munh pherne ki adaa ... lamha ...... pal

merey wajood pe gar che ghamon ki hai yurish
merey khayaal me kangan kalaayi har lamha

yurish…… hamlah

merey sho”oor ko ban ban ke naag dastee hai
wo teri saanson ki ouqdah kushaayi har lamha

so”oor ………ehsaas
ougdah kushaayi ….. gaanth (girah )kholnaa

ai kaash aaye koi din meree bhi qismat me
labon ki howe labon tak rasaayi har lamha

lab … lips ,,,,,,,,, rasaayi …….. pahonch

kabhi to gaisuye khamdaar the kabhi aariz
jo yaad aayi to saoghaat laayi har lamha

gaisuye khamdaar ….. lahraati zulf
aariz ….. gaal

tumhen jo sochun to dhadkan thehar si jaati hai
hai merey saath meree ye kamaayi har lamha

kabhi to darde jigar thaa kabhi hesaar e gham
nawaaderaat se mahfil sajaayi har lamha

hesaare gham …. Ghamon ka gheraa
nawaaderaat …… anmol cheezen

zaraa si baat pe Hassaas ho gaye barham ?
zaraa si baat pe itnee dohaayi har lamha ?

barham ……. Gussa
Masood sahaab kya kehne..waahh..daad..is tarah ke ehsaas likh paana bahot mushkil hota hai mere hisaab se..


-------------------------------------------------

gore ghareeban hai ye 'bismil', kyun tu naashaad nazar aata hai?
musht-e-khaak hai basi yahan, bata kahan fuwaad nazar aata hai?
--------------------------------------------------
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
30th November 2010, 06:14 PM

Quote:
Originally Posted by Pradhyuman View Post
Masood sahaab kya kehne..waahh..daad..is tarah ke ehsaas likh paana bahot mushkil hota hai mere hisaab se..

aadaab
bas janaab aapjaise logon ki doaayen hain jo itnaa yahaan pe peyar mil raha hai aor yahi mohabbat hi khiyaalaat janam de rahi hai
main shukr guzaar ap ke is khoobsoorat lafzon ka
mukhlis
masood hassaas
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
15th September 2014, 01:23 PM

Quote:
Originally Posted by masoodhassas View Post

aadaab yaaraane mahfil


aaj yahaan eid hai ajeeb si dil ki haalat ho rahee hai usee kaifiyat ki ek taazah ghazal shaayad aap ko pasand aaye meree tarf se tamaam chaahne waalon ko eid mobaarak



mujhe sataati hai teree judaayi har lamha
meraa naseeb teree kaj adaayi har lamha

kaj adaayi ….. munh pherne ki adaa ... lamha ...... pal

merey wajood pe gar che ghamon ki hai yurish
merey khayaal me kangan kalaayi har lamha

yurish…… hamlah

merey sho”oor ko ban ban ke naag dastee hai
wo teri saanson ki ouqdah kushaayi har lamha

so”oor ………ehsaas
ougdah kushaayi ….. gaanth (girah )kholnaa

ai kaash aaye koi din meree bhi qismat me
labon ki howe labon tak rasaayi har lamha

lab … lips ,,,,,,,,, rasaayi …….. pahonch

kabhi to gaisuye khamdaar the kabhi aariz
jo yaad aayi to saoghaat laayi har lamha

gaisuye khamdaar ….. lahraati zulf
aariz ….. gaal

tumhen jo sochun to dhadkan thehar si jaati hai
hai merey saath meree ye kamaayi har lamha

kabhi to darde jigar thaa kabhi hesaar e gham
nawaaderaat se mahfil sajaayi har lamha

hesaare gham …. Ghamon ka gheraa
nawaaderaat …… anmol cheezen

zaraa si baat pe Hassaas ho gaye barham ?
zaraa si baat pe itnee dohaayi har lamha ?

barham ……. Gussa
Masha Allah bohat khoob Hassas sahab. ..aaj achanak nazar padi aapki ghazal per. ..

waqay dil ko chu gaye sabhi ashaar. ..

waise kahaan ghayab hain aap aajkal?

Aate rahiye...khush rahiyr




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#15)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
15th September 2014, 01:29 PM

merey sho”oor ko ban ban ke naag dastee hai
wo teri saanson ki ouqdah kushaayi har lamha


Masood saheb..

Adaab-o-tasleemaat,

Waahhh! wahh! wahh!.. meHfil meiN aap ki ghazal dard ka aik samandar
le kar aati hai..... aur sabhi ko uss meN na chahte hue bhi doobna paRta hai..
kia kehne saheb.... bohat aala-darjay ka kalaam pesh kiya hai...
dherooN daad is nayaab ghazal ke liye....

meHfil meiN aap ki waapisi ka intezaar rahe ga,

DuaooN ke saath,

Khaaksaar,


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
mujib66
Registered User
mujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 409
Join Date: Nov 2006
Rep Power: 26
16th September 2014, 12:11 PM

Wah Hassas Sb.

Kya baat hai
Is damdaar Ghazal ke liye dil se mubarakbaad qubool farmayiye.
Mujeeb Parwaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
17th September 2014, 05:10 PM

Quote:
Originally Posted by masoodhassas View Post

aadaab yaaraane mahfil


aaj yahaan eid hai ajeeb si dil ki haalat ho rahee hai usee kaifiyat ki ek taazah ghazal shaayad aap ko pasand aaye meree tarf se tamaam chaahne waalon ko eid mobaarak



mujhe sataati hai teree judaayi har lamha
meraa naseeb teree kaj adaayi har lamha

kaj adaayi ….. munh pherne ki adaa ... lamha ...... pal

merey wajood pe gar che ghamon ki hai yurish
merey khayaal me kangan kalaayi har lamha

yurish…… hamlah

merey sho”oor ko ban ban ke naag dastee hai
wo teri saanson ki ouqdah kushaayi har lamha

so”oor ………ehsaas
ougdah kushaayi ….. gaanth (girah )kholnaa

ai kaash aaye koi din meree bhi qismat me
labon ki howe labon tak rasaayi har lamha

lab … lips ,,,,,,,,, rasaayi …….. pahonch

kabhi to gaisuye khamdaar the kabhi aariz
jo yaad aayi to saoghaat laayi har lamha

gaisuye khamdaar ….. lahraati zulf
aariz ….. gaal

tumhen jo sochun to dhadkan thehar si jaati hai
hai merey saath meree ye kamaayi har lamha

kabhi to darde jigar thaa kabhi hesaar e gham
nawaaderaat se mahfil sajaayi har lamha

hesaare gham …. Ghamon ka gheraa
nawaaderaat …… anmol cheezen

zaraa si baat pe Hassaas ho gaye barham ?
zaraa si baat pe itnee dohaayi har lamha ?

barham ……. Gussa


bahut khoobsurat ehsaas.....dil se pasand aaye sabhi ashiyaar.


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#18)
ufaq
AN ILLUSION
ufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.com
 
ufaq's Avatar
 
Offline
Posts: 726
Join Date: Oct 2011
Rep Power: 33
18th September 2014, 09:54 PM

Qawaafi ka aisa istemaal.....zauq sahib ki yaad Aa gayii......shukria mohatram.
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com