 |
|
|
|
|
 |
|
|
Registered User
Offline
Posts: 36
Join Date: Jul 2008
Rep Power: 0
|
5th August 2008, 05:29 PM
Har taraf gairahi hai,
Kinaara nazar nahi aata.
Vaada toh kar lete hai bahot mohabbat karlene ke baad,
Par jab musibat pade, toh koi saath nibhaane nahi aata.
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
|
5th August 2008, 05:29 PM
Quote:
Originally Posted by stillalive
KASHTI K INTJAAR MEIN SAARI UMAR KINAARE PAR NIKAL GAYI...
US HAASEN CHEHRE K INTJAAR MEIN SAARI JINDGI TANHA NIKAL GAYI...
|
tanhai main bhi akashr unko sochte hain hum
dil se rooh tak raaz unka hi hai..........
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 36
Join Date: Jul 2008
Rep Power: 0
|
5th August 2008, 05:32 PM
Bikhre hue jazbaat hein
Toote hue khwaab hein
Ye jazbaat meri daulat hai
Yeh khwaab meri saughaat hai
Lamha lamha behlaati rahi
Teri yaad is dil ko
Is liye shaayad aaj bhi
Log Kehte hein "Hum Zinda hein"
****************-----------------------------*****************
shaam say pahlay teri shaam na honay doon ga...
zindagi main tujhay na.kaam na honay doon ga...
lagnay doon ga na hawa tujh ko khizaoon ki kabhi...
phool jaisa tera anjaam na honay doon ga...
|
|
|
|
|
Guest
|
5th August 2008, 05:33 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
tanhai main bhi akashr unko sochte hain hum
dil se rooh tak raaz unka hi hai..........
|
Bichde wo yu ki dobara milne na aaye,
lotkar wo gujre zmane na aaye.
Shikwa nhi jo wo pas nhi,
bus ranj is baat ka h ki 1bar b bulane na aaye,
bhul jata gar wo mujhe to koi gam na tha,
dil me basa kar b wo dilse lagane na aaye.
Hua khat-o-jariya b khtam ab likhne ka,
par wo khawab me b hume manane na aaye
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 36
Join Date: Jul 2008
Rep Power: 0
|
5th August 2008, 05:35 PM
Dil Ki Gehraiyon Se Chaha Hai Tujhe,
Apni Angdaiyon Mein Paya Hai Tujhe..!!
Kehte Hain Jise Raj-E-Mahobbat,
Wo To Humne Hi Sikhaya Hai Tumhe..!!
|
|
|
|
|
mahfil-e-tanhai
Offline
Posts: 270
Join Date: Feb 2008
Location: Saudi Arabia (Riyadh)
Rep Power: 18
|
5th August 2008, 05:36 PM
Quote:
Originally Posted by gajanand_05
jo keh na sake wo fasana yaad aata hai
guzra hua dilkash jamana yaad aata hai
jab husn se ishq takraya tha kabhi
ghayal hua tha ek parwana yaad aata hai
dil se mohabbat ke tufaan uthe the
jab aankhon ka sapne sajana yaad aata hai
kasturi jaise din mehakte the
mere raaton ka gungunana yaad aata hai
aankhon ka mil kar jhuk jana nahin bhula
hothon ka thar_tharana yaad aata hai
mera usko kankhiyon se dekhna
baar baar aur uska wo muskurana yaad aata hai
raaton ko tanha yaad mein kisiki...
dhuan udata ek deewana yaad aata hai
|
bohat khoob janab muje ye post bohat bohat passand ayi hai.mere pass ilfaz nahi hai kehne ko sach main bohat acha laga.khush rahen.
EK SITAM AUR MERI JAAN ABI JAAN BAKI HAI,DIL MAIN AB TAK TERI ULFAT KA NISHAN BAKI HAI.
|
|
|
|
|
Guest
|
5th August 2008, 05:37 PM
Quote:
Originally Posted by gajanand_05
Bikhre hue jazbaat hein
Toote hue khwaab hein
****************-----------------------------*****************
shaam say pahlay teri shaam na honay doon ga...
zindagi main tujhay na.kaam na honay doon ga...
lagnay doon ga na hawa tujh ko khizaoon ki kabhi...
phool jaisa tera anjaam na honay doon ga...
|
Kuch kismat aisi mili thi aisi,
k chain se jiney ki surat nhi hui.
Jise chaha use paa na sake,
jo mila us se mohabbat na hui.
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
|
5th August 2008, 05:38 PM
Quote:
Originally Posted by stillalive
Bichde wo yu ki dobara milne na aaye,
lotkar wo gujre zmane na aaye.
Shikwa nhi jo wo pas nhi,
bus ranj is baat ka h ki 1bar b bulane na aaye,
bhul jata gar wo mujhe to koi gam na tha,
dil me basa kar b wo dilse lagane na aaye.
Hua khat-o-jariya b khtam ab likhne ka,
par wo khawab me b hume manane na aaye
|
Jo ruthe hote hain unko manaya karte hain
dil main rehene waloon ko hum to sataya karte hain
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
|
bahat khoob............ -
5th August 2008, 05:40 PM
Quote:
Originally Posted by gajanand_05
Dil Ki Gehraiyon Se Chaha Hai Tujhe,
Apni Angdaiyon Mein Paya Hai Tujhe..!!
Kehte Hain Jise Raj-E-Mahobbat,
Wo To Humne Hi Sikhaya Hai Tumhe..!!
|
rafta rafta jo tere pyar main bikharne lage
ab to tanhai main bhi tu hume yaad aane lage
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Guest
|
5th August 2008, 05:41 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
Jo ruthe hote hain unko manaya karte hain
dil main rehene waloon ko hum to sataya karte hain
|
...
Kis liye tum mujhe bulaate ho?
Bewajah roj paas aate ho?
Meri mushkil se shaam hoti hai,
tum nayi subah roj laate ho.
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
|
hume yeh pasand aaye ..........hope u like it -
5th August 2008, 05:44 PM
dil ke halaat hain kuch aise ki khud se sawal karti hu
mohabbat ke naam pe tumhe har pal yaad karti hu
Quote:
Originally Posted by stillalive
...
Kis liye tum mujhe bulaate ho?
Bewajah roj paas aate ho?
Meri mushkil se shaam hoti hai,
tum nayi subah roj laate ho.
|
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Guest
|
5th August 2008, 05:46 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
dil ke halaat hain kuch aise ki khud se sawal karti hu
mohabbat ke naam pe tumhe har pal yaad karti hu
|
AAP TO IS FIELD KI EXPERT HO MADAM...
HUM ABHI NAYE HAI..... BAHUT KHOOB... LIKTI RAHIYE...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 36
Join Date: Jul 2008
Rep Power: 0
|
5th August 2008, 05:47 PM
Rehnewalon Se Nahi, Jaanewalon Se Pucho Ki Zindgi Kya Cheez Hoti Hai.
Panewalon Se Nahi, Khonewalon se Pucho Ki Izzat Kya Cheez Hoti hai.
Amiron Ko Kya Dekthe Ho, Zara Garibon Se Pucho Ki Daulat Kya Cheez Hoti Hai,
Arre Jiss Ne Dil Diya Hai Usse Nahi, Jiska Dil Toota Hai Usse Pucho Ki Mohabbat Kya Cheez Hoti Hai ............ ......... ......
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
|
5th August 2008, 05:50 PM
Quote:
Originally Posted by stillalive
AAP TO IS FIELD KI EXPERT HO MADAM...
HUM ABHI NAYE HAI..... BAHUT KHOOB... LIKTI RAHIYE...
|
janab ...hum bhi new hain....bas kabhi kabhi 2/4 labz youn nikal aati hai
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Guest
|
5th August 2008, 05:53 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
janab ...hum bhi new hain....bas kabhi kabhi 2/4 labz youn nikal aati hai
|
A Mohabat tere anjam se rona aaya.
Jane kyun aaj tere naam se rona aya,
Yu to her sham umid me guzar jati hain.
Aaj kuch baatein yaad aayi to sham pe rona aya.
Kabhi taqdir, kabhi matam,kabhi duniya ka gila,
Manzil-e-ishq k har kaam pe rona aya.
Jab hua zamane me mohabat ka zikr.
Mujhe apne dil-e-nakaam pe rona aya
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
|
yeh ishq ke mehefil hai janab ...rona mat ......... -
5th August 2008, 05:55 PM
Quote:
Originally Posted by stillalive
A Mohabat tere anjam se rona aaya.
Jane kyun aaj tere naam se rona aya,
Yu to her sham umid me guzar jati hain.
Aaj kuch baatein yaad aayi to sham pe rona aya.
Kabhi taqdir, kabhi matam,kabhi duniya ka gila,
Manzil-e-ishq k har kaam pe rona aya.
Jab hua zamane me mohabat ka zikr.
Mujhe apne dil-e-nakaam pe rona aya
|
kaisi ye kashish hai tumhare pyaar ki.....
jis me ho kar door...
tumhari har saans ko mehsus kar lete hain....
kar nahi sakte juda khud se tumhare ehsaas ko.......
is liye tanhayi me....
tumhare is ehsaas se hi baat kar lete hain.........
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,197
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
|
5th August 2008, 05:56 PM

"aap yoon baat baat par na roya karo,
2 din jawani hai koi pyari si baat karo"
-sunita virender
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Guest
|
5th August 2008, 06:01 PM
[quote=Diya_Jale;299450] kaisi ye kashish hai tumhare pyaar ki.....
jis me ho kar door...
tumhari har saans ko mehsus kar lete hain....
kar nahi sakte juda khud se tumhare ehsaas ko.......
is liye tanhayi me....
tumhare is ehsaas se hi baat kar lete hain......... dard-a-mohbbat k maro k sahare dub gaye,
kal dubi thi apni kashti aaj kinare dub gaye.
tum tufaan se ghbraye tumne sahil tham liya,
hm tufaan se takraye hm bechare dub gaye.
dil walo ki kismat dekho dil k sahare chal nikle the dil k sahare dub gaye.
jisse subah jag uthti thi,
wahi savera sham bna,jinse chamak uthti thi raat, wahi sitare dub gaye.
kashti k kuch kaam na aayi is hwa ki charagarin,
jo aaye the paar lgane, sath hmare dub gaye.
|
|
|
|
|
Guest
|
5th August 2008, 06:03 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
"aap yoon baat baat par na roya karo,
2 din jawani hai koi pyari si baat karo"
-sunita virender
|
Khushbu ko phool tasvir ko chehra samjhta tha.
Tumhare do ghadi ke sath ko duniya samjhta tha.
Dikha tha bhid me mujhko tamashabeno ki tarah
Ek wo chehra jise main apna samjhta tha,
Ehsaas me zakhm khata rha, muskurata raha.
Dusron ke pyar par apna haq samjhta tha.
Haan sach h tere liye main umr bhar rota raha,
Lekin mujhe shayd hi koi apna samjhta tha.
Dard ko dard hi ke ehsaas se mara gaya,
Aakhir wo zakhm b bhara jise main gehra samjhta tha.
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
|
aapne sahi kaha sunita ji -
5th August 2008, 06:05 PM
kyun na aaj tum bhi ek khata kar do
ketehein ishq gunah to ek gunah tum kardo
Quote:
Originally Posted by sunita virender
"aap yoon baat baat par na roya karo,
2 din jawani hai koi pyari si baat karo"
-sunita virender
|
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Guest
|
5th August 2008, 06:08 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
kaisi ye kashish hai tumhare pyaar ki.....
jis me ho kar door...
tumhari har saans ko mehsus kar lete hain....
kar nahi sakte juda khud se tumhare ehsaas ko.......
is liye tanhayi me....
tumhare is ehsaas se hi baat kar lete hain.........
|
ISHK MEIN HUM AB KHUD KO BADNAAM HONE NAHI DENGE...
TERI ISHK KI MEHFIL MEIN APNI AANKHON KO RONEY NAHI DENGE...
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
|
yeh hui na baat -
5th August 2008, 06:15 PM
Quote:
Originally Posted by stillalive
ISHK MEIN HUM AB KHUD KO BADNAAM HONE NAHI DENGE...
TERI ISHK KI MEHFIL MEIN APNI AANKHON KO RONEY NAHI DENGE...
|
nazar chhupake kab tak baithoge zalim
ek nazar kafi hai ghayal hone keliye
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 26
|

5th August 2008, 06:38 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
kabhi tum bhi humse youn milakaro
itezar ki Diya ab hum jalaye rakhe hain
|
tanhaiyan hon raat ki tu ho mere qarib
dekhun main tere husn ka jalwa diya jale
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
|
janab hume ab tak aapke jawab ka intezar thi -
5th August 2008, 06:43 PM
Meri mohabbat meri zindigi ki ek pehchan hai.......
mujhe apni jaan-e-jaan pe abhimaan hai.......
Quote:
Originally Posted by fezan
tanhaiyan hon raat ki tu ho mere qarib
dekhun main tere husn ka jalwa diya jale
|
kabhi roshni hun shaam ke kabhi tanhai main tere saath hun
tum jahan bhi ho humesha roshan karegi tumhare zindegi ....Diya_Jale
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 56
|
5th August 2008, 07:27 PM
Tere Anjuman mein dastak dena, kya wo meri bhool thi zaalim,
Kaun is duniya mein manzil-e-ishq ki tamanna nahi rakhta..
zainy
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 26
|

5th August 2008, 08:41 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
Meri mohabbat meri zindigi ki ek pehchan hai.......
mujhe apni jaan-e-jaan pe abhimaan hai.......
kabhi roshni hun shaam ke kabhi tanhai main tere saath hun
tum jahan bhi ho humesha roshan karegi tumhare zindegi ....Diya_Jale
|
 Dear Diya ,Apko shayri ka shokh hai lekin shairy ke liye Urdu zabaan janna bahot zaroori hai,jaise intezar thi ki jagha kaho intezar tha,sayri ki jagha kaho shayri, then only you can become a good shaira. i hope you don,t mind.
Aap meri ghazal ki radeef hain, Qafiya badalta rehta hai radeef nahin badalti....................ek aur sher malaheza farmayen..........
Honton se tu pilaye main peeta rahun sharab
Bujhne na paaye, pyaas ka aisa diya jale..........
Last edited by fezan; 5th August 2008 at 08:46 PM..
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
|
5th August 2008, 10:30 PM
Quote:
Originally Posted by fezan
 Dear Diya ,Apko shayri ka shokh hai lekin shairy ke liye Urdu zabaan janna bahot zaroori hai,jaise intezar thi ki jagha kaho intezar tha,sayri ki jagha kaho shayri, then only you can become a good shaira. i hope you don,t mind.
Aap meri ghazal ki radeef hain, Qafiya badalta rehta hai radeef nahin badalti....................ek aur sher malaheza farmayen..........
Honton se tu pilaye main peeta rahun sharab
Bujhne na paaye, pyaas ka aisa diya jale..........
|
aap ke saath rehete rehete bahat kuchh sikh jayenge ...hume achha laga aapne humare galti bataye ...aage se hum sudharne ki koshish karenge ....
tere intezar main aisa kuchh kar jayenge
jab bhi hume chahoge nazar ke samne paoge ....
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,197
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
|
6th August 2008, 10:59 AM
Quote:
Honton se tu pilaye main peeta rahun sharab
Bujhne na paaye, pyaas ka aisa diya jale..........
|
"Abhi kahaN jate ho raat bahut bakki hai,
baithe raho paas mere jab tak diya jale"
-sunita virender
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
|
6th August 2008, 01:02 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
"Abhi kahaN jate ho raat bahut bakki hai,
baithe raho paas mere jab tak diya jale"
-sunita virender
|
Sunita ji bahat bahat sukriya ....aap ne kitna sahi jawab diya ...hum aapko dilse sukriya bolna chahate hain...kaash hum v aise likh pate ...aap ke bahat thread hum dekhe hain ..ek se barh kar ek hain sab...hume khusi hai ki hum is parivaar main samil hue hain ...bahat kuchh sikhne ko mil raha hai yahan.........
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
|
6th August 2008, 01:16 PM
Pehli nazar mein unse mohobbat ho gayi,
aisa laga us din kayamat ho gayi
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Banned
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
|
6th August 2008, 02:12 PM
phool yu hi dali se toota nahi karte
bajah kyu hawaon se poocha nahi karte
tumhare baad koe aur na apnaye jinhe
is tarah se zismo ko jootha nahi karte
__ janumanu 
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,197
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
|
6th August 2008, 02:19 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
Pehli nazar mein unse mohobbat ho gayi,
aisa laga us din kayamat ho gayi
|
"aapse milkar hamari bhi tabiyat kush ho gaye,
yoon laga jaise kisi pari se mulakaat ho gaye"
-sunita virender
shukriya Diya, aap sab ke pyar ki badoult hum bhi yahaN haiN....
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
|
aap to sabse achhi ho Sunita ji ..... -
6th August 2008, 02:26 PM
Mujhse matt pooch ki kyu aankh jhuka li meine,
tere tasveer thi jo tujhse chupaa li meine.....nm
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,197
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
|
6th August 2008, 02:31 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
Mujhse matt pooch ki kyu aankh jhuka li meine,
tere tasveer thi jo tujhse chupaa li meine.....nm
|
"ab nahi rahna Sanam ek pal bhi door tumse,
dekho tumhare naam ki Bindiya saja li maine"
-sunita virender
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
|
6th August 2008, 02:34 PM
Aasaan nahin yeh manzile Ishq ki,
Thokare khaa kar bhi chalte rahe hai!
Tere har sitam ko seh-seh kar bhi,
Umeed ke diye jalte rahe hai!......NM
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,197
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
|
6th August 2008, 02:37 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
Aasaan nahin yeh manzile Ishq ki,
Thokare khaa kar bhi chalte rahe hai!
Tere har sitam ko seh-seh kar bhi,
Umeed ke diye jalte rahe hai!......NM
|
"dost, humne bhi yoon hi nahi paye manzil mohabat ki,
hum bhi har kadam zamane ke sitam sahte rahe haiN"
-sunita virender
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
|
6th August 2008, 02:44 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
"dost, humne bhi yoon hi nahi paye manzil mohabat ki,
hum bhi har kadam zamane ke sitam sahte rahe haiN"
-sunita virender
|
jamane ke har sitam ab hum bhi sahenge
khuda se jyada aapse mohabbat karenge
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,197
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
|
6th August 2008, 02:50 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
jamane ke har sitam ab hum bhi sahenge
khuda se jyada aapse mohabbat karenge
|
"hum bhi chahte haiN aapko dil-o-jaan se,
sanam aapse kaise hum yeh baat kahNge" 
-sunita virender
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Banned
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
|
6th August 2008, 02:52 PM
ye jo chand phool zugnu sitara hai
inme kuch kuch chehra tumhaara hai
janumanu
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
|
6th August 2008, 02:52 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
"hum bhi chahte haiN aapko dil-o-jaan se,
sanam aapse kaise hum yeh baat kahNge" 
-sunita virender
|
jab labzon se tum bayan na kar pao apne dil ki baat
muskurake nazar jhukadena hum samjha jayenge
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is Off
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2023, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
 |