Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Unki jafaaoN ki daastaan
Old
  (#1)
naadaan
Registered User
naadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud of
 
naadaan's Avatar
 
Offline
Posts: 567
Join Date: Jul 2009
Location: Dubai
Rep Power: 29
Unki jafaaoN ki daastaan - 13th February 2013, 06:27 PM

Mehfil-e Dard ke sabhi dostoN ko Aadaab.

YuuN to dard ka ehsaas har ek ki zindagi meiN aata hi hai magar farq shiddat meiN hoti hai. Mere is adna kalaam meiN kitni shiddat hai ye aap sab bataayeN.

Unki jafaaoN ki daastan, kya kaheN kya nahi,
Ferhisht ba.Di lambi hai, kya saheN kya nahi.

Dar-O-Deewar ghar ke simat ke taabuut huey,
Farq kise hamare jiine se, kya raheN kya nahi.

Dil roya be-awaaz tuutke, intezaar-e-yaar meiN,
Ye chashm par suukh gaye, kya baheN kya nahi.

Aitbaar-O-Yakiin se banaaya tha jo Taaj mahal,
Niklaa faqt taash ka ghar, kya dhahe kya nahi.

Parat dar parat zindagii azaab banti gayi yuN,
Hum Khud ko dhuNdte haiN, kya taheN kya nahi.

(Parat dar parat= layer upon layer,
taheN= Plural of Teh=cover or folds as in clothes)

Apni rai aur rehnumai se ata farmaayeN.
DuaaoN ke saath Ijaazat,
Naadaan


"Wo kaun hai jinhe tauba ki mil gai fursat,
HumeN gunah bhi karne ko zindagi kam hai."
-Anand Narayan Mulla.

वो कौन है जिन्हें तौबा की मिल गई फुरसत,
हमें गुनाह भी करने को ज़िंदगी कम है.
-आनंद नारायण मुल्ला
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
13th February 2013, 07:57 PM

Wah!....bohat khoob naadaan sahab...................




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#3)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
13th February 2013, 08:13 PM

Quote:
Originally Posted by naadaan View Post
Mehfil-e Dard ke sabhi dostoN ko Aadaab.

YuuN to dard ka ehsaas har ek ki zindagi meiN aata hi hai magar farq shiddat meiN hoti hai. Mere is adna kalaam meiN kitni shiddat hai ye aap sab bataayeN.

Unki jafaaoN ki daastan, kya kaheN kya nahi,
Ferhisht ba.Di lambi hai, kya saheN kya nahi.

Dar-O-Deewar ghar ke simat ke taabuut huey,
Farq kise hamare jiine se, kya raheN kya nahi.

Dil roya be-awaaz tuutke, intezaar-e-yaar meiN,
Ye chashm par suukh gaye, kya baheN kya nahi.

Aitbaar-O-Yakiin se banaaya tha jo Taaj mahal,
Niklaa faqt taash ka ghar, kya dhahe kya nahi.

Parat dar parat zindagii azaab banti gayi yuN,
Hum Khud ko dhuNdte haiN, kya taheN kya nahi.

(Parat dar parat= layer upon layer,
taheN= Plural of Teh=cover or folds as in clothes)

Apni rai aur rehnumai se ata farmaayeN.
DuaaoN ke saath Ijaazat,
Naadaan
wah nadaan sahab...aah wah aah wah....

radeef itna poignant hai ki seedhe meloncholia ka sukhanfehm shikaar ho jaaye.....very very wistful.

Aitbaar-O-Yakiin se banaaya tha jo Taaj mahal,
Niklaa faqt taash ka ghar, kya dhahe kya nahi.
.......is sher par to koi ro hi dega...

waise bhi ek rare ghazal hai..jaha do radeef ke beech me qafiya aa raha hai...
kuch qalaam is tarah ke to dekhe hai , magar itna beautiful effect pahle nahi dekha...

regards
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
13th February 2013, 08:57 PM

Dil roya be-awaaz tuutke, intezaar-e-yaar meiN,
Ye chashm par suukh gaye, kya baheN kya nahi.

Aitbaar-O-Yakiin se banaaya tha jo Taaj mahal,
Niklaa faqt taash ka ghar, kya dhahe kya nahi.


Waahhh Nadaan bhai.. kya khooob khayaal hai, kya khoob manzarkashi hai.... subhaan Allah.... bahot khoob saab.. daad hi daad............

Shaad...


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,795
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
13th February 2013, 09:20 PM

naadaan bhai...kya kahun is ghazal ke baare mein kya kahun ab main...sab kuch to aapne keh hee diya hai....dil nikaal ke saamne rakh diya hai aapne, aapka dard waah nahin karunga, lekin its marvellous, unique and heart blowing.



एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Old
  (#6)
S.R.SiNGh
Registered User
S.R.SiNGh has a spectacular aura aboutS.R.SiNGh has a spectacular aura about
 
S.R.SiNGh's Avatar
 
Offline
Posts: 54
Join Date: Jul 2009
Location: Surat
Rep Power: 16
13th February 2013, 09:22 PM

"Aitbaar-O-Yakiin se banaaya tha
jo Taaj mahal,
Niklaa faqt taash ka ghar, kya
dhahe kya nahi."

Wah bhai aapne to Dard ko bhi Dard de diya....
Behtarin Nazm...


" सलीका हो अगर भीगी आँखो को पढने का तो...!!!
अक्सर बहते हुए आँसू भी बात किया करते है"...!!!
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
naadaan
Registered User
naadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud of
 
naadaan's Avatar
 
Offline
Posts: 567
Join Date: Jul 2009
Location: Dubai
Rep Power: 29
15th February 2013, 10:27 AM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
Wah!....bohat khoob naadaan sahab...................
Zainy Ji Aadaab,

Aapke waqt aur aapki daad ke liye maiN mashqoor thehra. Aage bhi aap ke saath ki ummiid rahegi.

Apna khayaal rakhiye, Khush rahiye.
Aadaab
Naadaan


"Wo kaun hai jinhe tauba ki mil gai fursat,
HumeN gunah bhi karne ko zindagi kam hai."
-Anand Narayan Mulla.

वो कौन है जिन्हें तौबा की मिल गई फुरसत,
हमें गुनाह भी करने को ज़िंदगी कम है.
-आनंद नारायण मुल्ला
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
Pulkit_gupta
Humanity
Pulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant future
 
Offline
Posts: 6,227
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 42
15th February 2013, 07:37 PM

Quote:
Originally Posted by naadaan View Post
Mehfil-e Dard ke sabhi dostoN ko Aadaab.

YuuN to dard ka ehsaas har ek ki zindagi meiN aata hi hai magar farq shiddat meiN hoti hai. Mere is adna kalaam meiN kitni shiddat hai ye aap sab bataayeN.

Unki jafaaoN ki daastan, kya kaheN kya nahi,
Ferhisht ba.Di lambi hai, kya saheN kya nahi.

Dar-O-Deewar ghar ke simat ke taabuut huey,
Farq kise hamare jiine se, kya raheN kya nahi.

Dil roya be-awaaz tuutke, intezaar-e-yaar meiN,
Ye chashm par suukh gaye, kya baheN kya nahi.

Aitbaar-O-Yakiin se banaaya tha jo Taaj mahal,
Niklaa faqt taash ka ghar, kya dhahe kya nahi.

Parat dar parat zindagii azaab banti gayi yuN,
Hum Khud ko dhuNdte haiN, kya taheN kya nahi.

(Parat dar parat= layer upon layer,
taheN= Plural of Teh=cover or folds as in clothes)

Apni rai aur rehnumai se ata farmaayeN.
DuaaoN ke saath Ijaazat,
Naadaan
Bahut khoob Janaab! Ehsaas-o-Aashaar bahut pasand aaye mujhe... aise hi likhte rahiye... meri daad kubool kijiyega...

Ek request hai, font color aisa use karen jo easily readable ho, orange on white is not readable at all... just a suggestion... take care..


Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai
  Send a message via Yahoo to Pulkit_gupta  
Reply With Quote
Old
  (#9)
naadaan
Registered User
naadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud of
 
naadaan's Avatar
 
Offline
Posts: 567
Join Date: Jul 2009
Location: Dubai
Rep Power: 29
20th February 2013, 04:18 PM

Quote:
Originally Posted by zidd View Post
wah nadaan sahab...aah wah aah wah....

radeef itna poignant hai ki seedhe meloncholia ka sukhanfehm shikaar ho jaaye.....very very wistful.

Aitbaar-O-Yakiin se banaaya tha jo Taaj mahal,
Niklaa faqt taash ka ghar, kya dhahe kya nahi.
.......is sher par to koi ro hi dega...

waise bhi ek rare ghazal hai..jaha do radeef ke beech me qafiya aa raha hai...
kuch qalaam is tarah ke to dekhe hai , magar itna beautiful effect pahle nahi dekha...

regards
Zidd Bhai Namaskaar,

Intehai khushi hui aapko apne bazm mein dekh kar. Ba.De arse baad aapki aamad hui. Ummiid hai sab khairiyat hai.

Rahi kalaam ki baat to aapke tabsire aur daad ke liye tah-e-dil se aapka shukraguzaar huuN. Tho.Daa itraana to banta hai mera jab sikhaane wala sarahe!!

Fir se aap ka dhanyavaad.

Apna khayaal rakhiye,
Khush rahiye,
Naadaan


"Wo kaun hai jinhe tauba ki mil gai fursat,
HumeN gunah bhi karne ko zindagi kam hai."
-Anand Narayan Mulla.

वो कौन है जिन्हें तौबा की मिल गई फुरसत,
हमें गुनाह भी करने को ज़िंदगी कम है.
-आनंद नारायण मुल्ला
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
naadaan
Registered User
naadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud of
 
naadaan's Avatar
 
Offline
Posts: 567
Join Date: Jul 2009
Location: Dubai
Rep Power: 29
1st March 2013, 05:19 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
Dil roya be-awaaz tuutke, intezaar-e-yaar meiN,
Ye chashm par suukh gaye, kya baheN kya nahi.

Aitbaar-O-Yakiin se banaaya tha jo Taaj mahal,
Niklaa faqt taash ka ghar, kya dhahe kya nahi.


Waahhh Nadaan bhai.. kya khooob khayaal hai, kya khoob manzarkashi hai.... subhaan Allah.... bahot khoob saab.. daad hi daad............

Shaad...
Shaad Bhai ASW,

Aapki "daad hi daad" ke liye intehai shukraguzar huuN . Zah-e-nasiib jo aap ne mere kalaam ko apne waqt aur tabsire se nawaaza.

AaiNdaa bhi aapki aamad ka intezaar rahega.

Khush raheN,
Naadaan


"Wo kaun hai jinhe tauba ki mil gai fursat,
HumeN gunah bhi karne ko zindagi kam hai."
-Anand Narayan Mulla.

वो कौन है जिन्हें तौबा की मिल गई फुरसत,
हमें गुनाह भी करने को ज़िंदगी कम है.
-आनंद नारायण मुल्ला
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
2nd March 2013, 02:06 AM

NaadaaN Sahaab Aadaab!



Ek taweel Arse baad aapki kisi kalaam se aur aapse rubaru huaa badi khushi ho rahi hai janab.....

Behad sahiN farmaya janab aapne ke youN toH dard ke ahsaas sabhi ke ziNdagi meiN aate hai magar fark shiddat ka hota hai... " bahut sahiN janab...

Chaliye aapki kalaam par aata huN waise toH amuman sabhi ashaar mujhe behad khoob lage... Par tabsiraa toH kalaam ke har sher par karnaa achcha hai naa...





Quote:
Originally Posted by naadaan View Post
Mehfil-e Dard ke sabhi dostoN ko Aadaab.

YuuN to dard ka ehsaas har ek ki zindagi meiN aata hi hai magar farq shiddat meiN hoti hai. Mere is adna kalaam meiN kitni shiddat hai ye aap sab bataayeN.

Unki jafaaoN ki daastan, kya kaheN kya nahi,
Ferhisht ba.Di lambi hai, kya saheN kya nahi.

Kya kahne janab bada achcha matla hai daad..

Dar-O-Deewar ghar ke simat ke taabuut huey,
Farq kise hamare jiine se, kya raheN kya nahi.

WaaH waaH waaH janab dil ki gehrai se salaam is sher ke liye..
behad achcha sher kaha hai aapne daad daad daad...

Dil roya be-awaaz tuutke, intezaar-e-yaar meiN,
Ye chashm par suukh gaye, kya baheN kya nahi.

AaH kyaa kahen jee waaH behad achcha sher hai ... yeH chashm par sukh gaye.. bada achcha labo lahja raha daad daad daad.....

Aitbaar-O-Yakiin se banaaya tha jo Taaj mahal,
Niklaa faqt taash ka ghar, kya dhahe kya nahi.

Achcha hai janab.. gehraai hai daad..

Parat dar parat zindagii azaab banti gayi yuN,
Hum Khud ko dhuNdte haiN, kya taheN kya nahi.

Bahut khoob janab bahut umdaa daad daad daad..

(Parat dar parat= layer upon layer,
taheN= Plural of Teh=cover or folds as in clothes)

Apni rai aur rehnumai se ata farmaayeN.
DuaaoN ke saath Ijaazat,
Naadaan

Ekk Achchi kalaam se nawaza hai NadaaN sahaab.. badi achchi gazal rahi... Meri dili daad O mubbarakbad kabul kijiye...

HaaN mujhe jahaaN tak yaad hai ke NadaaN sahaab Maqta bhi khoob likhate haiN.. toH janab kahiN maiN galat toH nahi huN...
Khair likhate rahiye...

Aate rhaiye... Shaad O aabaad rahiye...
Khuda Hafez...
  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#12)
Neetu Bala
Zindagi Kaisee Hai Paheli
Neetu Bala has a spectacular aura aboutNeetu Bala has a spectacular aura aboutNeetu Bala has a spectacular aura about
 
Neetu Bala's Avatar
 
Offline
Posts: 174
Join Date: Dec 2012
Rep Power: 14
3rd March 2013, 09:49 AM

bahot hee umda

very well writen
......................................
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
naadaan
Registered User
naadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud of
 
naadaan's Avatar
 
Offline
Posts: 567
Join Date: Jul 2009
Location: Dubai
Rep Power: 29
8th March 2013, 11:48 AM

Quote:
Originally Posted by aru View Post
naadaan bhai...kya kahun is ghazal ke baare mein kya kahun ab main...sab kuch to aapne keh hee diya hai....dil nikaal ke saamne rakh diya hai aapne, aapka dard waah nahin karunga, lekin its marvellous, unique and heart blowing.
Arvind Sahab Namaskaar,

Aap ki sraahne ke liye bahot bahot dhanyavaad. Rachna aap ko pasand aai to mera likhna safal hua. AaiNda bhi aap ke saath ki ummid rahegi.

Khus rahiye,
Naadaan


"Wo kaun hai jinhe tauba ki mil gai fursat,
HumeN gunah bhi karne ko zindagi kam hai."
-Anand Narayan Mulla.

वो कौन है जिन्हें तौबा की मिल गई फुरसत,
हमें गुनाह भी करने को ज़िंदगी कम है.
-आनंद नारायण मुल्ला
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
naadaan
Registered User
naadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud of
 
naadaan's Avatar
 
Offline
Posts: 567
Join Date: Jul 2009
Location: Dubai
Rep Power: 29
14th March 2013, 02:38 PM

Quote:
Originally Posted by S.R.SiNGh View Post
"Aitbaar-O-Yakiin se banaaya tha
jo Taaj mahal,
Niklaa faqt taash ka ghar, kya
dhahe kya nahi."

Wah bhai aapne to Dard ko bhi Dard de diya....
Behtarin Nazm...
Singh Sahab Namaskaar,

Aapki saraahnaa aur waqt ke liye dili dhanyavaad. AaiNdaa bhi aap ke saath ki aasha rahegi.

Apna khayaal rakhiye, khush raheN
Naadaan


"Wo kaun hai jinhe tauba ki mil gai fursat,
HumeN gunah bhi karne ko zindagi kam hai."
-Anand Narayan Mulla.

वो कौन है जिन्हें तौबा की मिल गई फुरसत,
हमें गुनाह भी करने को ज़िंदगी कम है.
-आनंद नारायण मुल्ला
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
15th March 2013, 10:32 AM

naadaan jee:

namaste!

Khoob liKhaa hai aapne... ehsaas ko ba-Khoobe bayaan kiyaa hai ... yuuNhi apnaa Qeemtee waQt dete rahiye... dil se daad... KhuSh rahiye... apnaa Khayaal raKheN

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

~Dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com