Aap ka to kya bharosa................ -
1st April 2006, 06:25 PM
.................................................. ....................................
Aap ka to kya bharosa, har wade se mukar jaoge;
Chehra chupa ke chup chap, samne se gujar jaoge;
Is se khub koi tohfa, kya paunga mein bewafai ka;
Phir bhi kyon sochta hun ke, shayad aap sudhar jaoge.
.................................................. ........................................
Awaiting your replies.
Yours truly,
Pradhyuman
-------------------------------------------------
gore ghareeban hai ye 'bismil', kyun tu naashaad nazar aata hai?
musht-e-khaak hai basi yahan, bata kahan fuwaad nazar aata hai?
--------------------------------------------------
|