Ye dil ka zakhm tumane diya hai to koi baat nahi
Ye jigar ka dard jo tumane diya hai to koi baat nahi
Majal kiski thi ki kehta muze bewafa magar
ye tumane kaha hai to koi baat nahi.
Originally posted by malika Ye dil ka zakhm tumane diya hai to koi baat nahi
Ye jigar ka dard jo tumane diya hai to koi baat nahi
Majal kiski thi ki kehta muze bewafa magar
ye tumane kaha hai to koi baat nahi.
Chal aaj meri jag mein jaghansaaii kar de
jo kuchh na ban paDe to bewafaai kar de
Kamakaze
-------------
Urooj-e-aadam-e-khaqi se
Anjum sahme jaate hain...
kahin ye toota hua taara
mah-e-kaamil na ban jaaye