Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
……...kuch meri khabar aaye............
Old
  (#1)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
……...kuch meri khabar aaye............ - 3rd March 2012, 12:33 PM

Aik Taazah Ghazal Ke Sath Haazir Hun….. Ummid Hai Ke Arbaab-e-Zauq Ko Pasand Aaye Gi….……...

KUCH MERI KHABAR AAYE

Hum Ishq Ke Darya Me Doobay To Ubhar Aaye
Tum Bhi Ho Ajab Aashiq, Tufaan Se Dar Aaye

Kuch Rauz Faqeeron Ki Sohbat Me Zara Betho
Jeenay Ka Tumhen Shayad Phir Koi Hunar Aaye

Hum Ko Rah-e-Ulfat Me Jo Yaar Milay Un Me
Kuch Phool Nazar Aaye, Kuch Khaar Nazar Aaye

Had Se Hai Siwa Shayad, Ye Mera Junoon Janan
Jis Dam Me Tujhay Sochun,Ye Aankh Bhi Bhar Aaye

Khud Apnay Ta'aqub Me Kab Se Hun Main Sargarda'an
Main Gum Hun Kahan Maula, Kuch Meri Khabar Aaye

Kitnay Hee Ameeron Ke Armaan Huay Pooray
Par Hum Se Ghareebon Ki Ummid Na Bar Aaye

Socha Tha Smaitay Ga AHMAD Hamen Qurb Uska
Ye Apna Muqaddar Ke , Hum Or Bikhar Aaye

AHMAD ALI SHAKIL

Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
3rd March 2012, 01:37 PM

Kuch Rauz Faqeeron Ki Sohbat Me Zara Betho
Jeenay Ka Tumhen Shayad Phir Koi Hunar Aaye

Hum Ko Rah-e-Ulfat Me Jo Yaar Milay Un Me
Kuch Phool Nazar Aaye, Kuch Khaar Nazar Aaye

WaaH ! Shakil Bhai !! Kyaa Kahne .... Bahut Khoob !

BaDhi Soch Ke Saath Saare Ashaa'r Sanwaare HaiN !

Laajawaab Ghazal Huii Janaab !

Asar Angez Peshkash ... Dilee Daad O Mubaaraqbaad !!!

YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...

---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#3)
ufaq
AN ILLUSION
ufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.com
 
ufaq's Avatar
 
Offline
Posts: 726
Join Date: Oct 2011
Rep Power: 33
3rd March 2012, 01:52 PM

aadab shakil bhai kaise hai aap? hamesha kee tarah bahut badiyaa ghazal huyi hai.

sabhee sher lajwaab rahe..............par ik baat ......agar ye ghazal meree hoti to fourth one sher men saani ko main kuch yu kahataa
jis dam bhee tujhe sochun ye aankh see bhar aaye

aise hee likhte rahiye, khush rahiye.........................take care.
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
5th March 2012, 11:58 AM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
Kuch Rauz Faqeeron Ki Sohbat Me Zara Betho
Jeenay Ka Tumhen Shayad Phir Koi Hunar Aaye

Hum Ko Rah-e-Ulfat Me Jo Yaar Milay Un Me
Kuch Phool Nazar Aaye, Kuch Khaar Nazar Aaye

WaaH ! Shakil Bhai !! Kyaa Kahne .... Bahut Khoob !

BaDhi Soch Ke Saath Saare Ashaa'r Sanwaare HaiN !

Laajawaab Ghazal Huii Janaab !

Asar Angez Peshkash ... Dilee Daad O Mubaaraqbaad !!!
Janab NARESH MEHRA Saheb…….!

Aap Ki Zarrah-Nawaazi Hai Jo Aap Ne Boht Arsay Baad Is Khaaksaar Ki Bazm Me Haazri Di….. Or Badi Darya-Dili Se DAAD Se Nawaza……..
Aap Ki Hausla-Afzaayi Se Dil Ko Be-Had Khushi Mehsoos Jo Rahi Hai……..
Tah-e-Dil Se Aap ka MAshkoor-o-Mamnoon Hun……..

Sada Khush Rahiye……

Guzarish Hai Ke yunhi Saath Banaye Rakhiye………

Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
6th March 2012, 05:09 PM

Quote:
Originally Posted by uff ak View Post
aadab shakil bhai kaise hai aap? hamesha kee tarah bahut badiyaa ghazal huyi hai.

sabhee sher lajwaab rahe..............par ik baat ......agar ye ghazal meree hoti to fourth one sher men saani ko main kuch yu kahataa
jis dam bhee tujhe sochun ye aankh see bhar aaye

aise hee likhte rahiye, khush rahiye.........................take care.
Janab Uffak Ji......... ALLAH PAAK Ke Karam Se Theak Hun......
Aap Bazm Me Aaye Or Hausla-Afzaayi Se Nawaza. Is Ke Liye Tah-e-Dil Se Aap ka Mshkoor Hun............

Aap Ne Jis Misra Ke Baray Me Bataya.... Us Ka Pehla Hissa Mujhy Pasand Aaya... Magar Dusray Hissay Me " Aankh See" Theak Nahi Laga.....Aankh Ke Sath SEE Lafz Izaafi Laga......

Aap Ki Raaye Ka Bhi Mashkoor Hun....
Yunhi Sath Banaye Rakhiye.......
Sada Khush Rhaiye.........

Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
6th March 2012, 06:18 PM

Ahmad Bhaaii

salaam!

laa-jawaab koShiSh !! waah waah! dil Shaad-Shaad ho gayaa aapki Ghazal paDh kar

dil se daad aur duaaeN

KhuSh rahiye... apnaa Khayaal raKheN

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

~Dhaval

*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
8th March 2012, 10:37 AM

Quote:
Originally Posted by Dhaval View Post
Ahmad Bhaaii

salaam!

laa-jawaab koShiSh !! waah waah! dil Shaad-Shaad ho gayaa aapki Ghazal paDh kar

dil se daad aur duaaeN

KhuSh rahiye... apnaa Khayaal raKheN

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

~Dhaval
Dhaval Ji...........!

Sab Se Pehlay TO Aap ka Is Baat Par Mashkoor Hun , Jo Aap Ne Waqt Nikaal Kar Is Khaksaar Ki Bazm Me Haazri Di........Boht Khushi Hui Aap Ko Apni Bazm Me Dekh Kar Or Aap Ki Daad Paa Kar.........
Aap ki Hausla_Afzaayi Ka Boht Boht Shukria........
Sada Khush Rahiye...........
Yunhi Sath Banaye Rakhiye.........

Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
9th March 2012, 10:55 AM

ek bahut hi mature aur behtareen ghazal in my opinion.

likkhe rahiye ,khush rahiye.

aapke liye daado ka guldasta

regards
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
ananthpak
~“ REBELLIOUS IN LOVE “~
ananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud of
 
ananthpak's Avatar
 
Offline
Posts: 492
Join Date: Dec 2011
Location: Ruatonga,Cook Islands
Rep Power: 24
9th March 2012, 11:14 AM

behtareen peshkash ahmad sahab.....................

Mohabbat ke ye silsile na the
Jab tak tum hum mile na the

*pari*
  Send a message via Yahoo to ananthpak  
Reply With Quote
Old
  (#10)
Radhika_2
RooH Se RooH Tak
Radhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Radhika_2's Avatar
 
Offline
Posts: 1,247
Join Date: Feb 2010
Location: Delhi
Rep Power: 53
9th March 2012, 02:33 PM

Quote:
Originally Posted by AHMAD SHAKIL View Post
Aik Taazah Ghazal Ke Sath Haazir Hun….. Ummid Hai Ke Arbaab-e-Zauq Ko Pasand Aaye Gi….……...

KUCH MERI KHABAR AAYE

Hum Ishq Ke Darya Me Doobay To Ubhar Aaye
Tum Bhi Ho Ajab Aashiq, Tufaan Se Dar Aaye

Kuch Rauz Faqeeron Ki Sohbat Me Zara Betho
Jeenay Ka Tumhen Shayad Phir Koi Hunar Aaye

Hum Ko Rah-e-Ulfat Me Jo Yaar Milay Un Me
Kuch Phool Nazar Aaye, Kuch Khaar Nazar Aaye

Had Se Hai Siwa Shayad, Ye Mera Junoon Janan
Jis Dam Me Tujhay Sochun,Ye Aankh Bhi Bhar Aaye

Khud Apnay Ta'aqub Me Kab Se Hun Main Sargarda'an
Main Gum Hun Kahan Maula, Kuch Meri Khabar Aaye

Kitnay Hee Ameeron Ke Armaan Huay Pooray
Par Hum Se Ghareebon Ki Ummid Na Bar Aaye

Socha Tha Smaitay Ga AHMAD Hamen Qurb Uska
Ye Apna Muqaddar Ke , Hum Or Bikhar Aaye

AHMAD ALI SHAKIL
Ji Bhaut Sunder......................

Radhika

Seene Me Zakham Utarey Chale Gaye
Jo Humpe Guzari Guzarey Chale Gaye

Woh Aayega Ek Din Milne Humse
Naam Uska Hi Pukarey Chale Gaye

E-mail : radhika.nm2@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
10th March 2012, 11:54 AM

Quote:
Originally Posted by zidd View Post
ek bahut hi mature aur behtareen ghazal in my opinion.

likkhe rahiye ,khush rahiye.

aapke liye daado ka guldasta

regards
Janab Zidd Ji..........!

Aap Ka Be-Had Mashkoor hun jo Aap Ne Waqt Nikala Or Is Bazm Ki Raunaq Barhaayi...
Aap Ki Daad Or Hausla_Afzaayi Sar Aankhon Par......
Khush Rhaiye Or Yunhi Sath Banaye Rakhiye

Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
10th March 2012, 03:59 PM

Quote:
Originally Posted by ananthpak View Post
behtareen peshkash ahmad sahab.....................
Ananthpak Ji......... Aap ki Hausla-Afzaayi KA Boht boht Shukria.....
Khush Rahiye.......

Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
11th March 2012, 07:42 PM

Quote:
Originally Posted by Radhika_2 View Post
Ji Bhaut Sunder......................
Radhiuka Ji..... Hausla-afzaayi ka boht boht shukria,... khush rahiye

Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
Richa Awasthi
Registered User
Richa Awasthi is a jewel in the roughRicha Awasthi is a jewel in the roughRicha Awasthi is a jewel in the roughRicha Awasthi is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 49
Join Date: Dec 2011
Location: kanpur
Rep Power: 0
11th March 2012, 08:48 PM

Kitnay Hee Ameeron Ke Armaan Huay Pooray
Par Hum Se Ghareebon Ki Ummid Na Bar Aaye

Socha Tha Smaitay Ga AHMAD Hamen Qurb Uska
Ye Apna Muqaddar Ke , Hum Or Bikhar Aaye

good lines..... awesome..

R!ch@-A
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
12th March 2012, 01:14 PM

Quote:
Originally Posted by Richa Awasthi View Post
Kitnay Hee Ameeron Ke Armaan Huay Pooray
Par Hum Se Ghareebon Ki Ummid Na Bar Aaye

Socha Tha Smaitay Ga AHMAD Hamen Qurb Uska
Ye Apna Muqaddar Ke , Hum Or Bikhar Aaye

good lines..... awesome..
Richa Awashti Ji.... Ghalibann Aap Pehli Baar Is Khaksaar Ki Bazm Me Aaye Hain.... Aap Ka KHair Maqdam Karta Hun....
Aap ki Hausla-Afazayi KA Boht Boht Shukria...
Khush Rahiye

Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
AnjAAn!!!
Registered User
AnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud of
 
AnjAAn!!!'s Avatar
 
Offline
Posts: 686
Join Date: Sep 2010
Location: Rewa, Madhya Pradesh
Rep Power: 28
13th March 2012, 07:56 PM

Quote:
Originally Posted by AHMAD SHAKIL View Post
Aik Taazah Ghazal Ke Sath Haazir Hun….. Ummid Hai Ke Arbaab-e-Zauq Ko Pasand Aaye Gi….……...

KUCH MERI KHABAR AAYE

Hum Ishq Ke Darya Me Doobay To Ubhar Aaye
Tum Bhi Ho Ajab Aashiq, Tufaan Se Dar Aaye

Bahut khoob...achha matla hai

Kuch Rauz Faqeeron Ki Sohbat Me Zara Betho
Jeenay Ka Tumhen Shayad Phir Koi Hunar Aaye

Waah.....lajawaab khyaal...mubaarakbaad

Hum Ko Rah-e-Ulfat Me Jo Yaar Milay Un Me
Kuch Phool Nazar Aaye, Kuch Khaar Nazar Aaye

BAHUT KHoob. Lekin oola mein 'mein' do baar repeat hona thhoda ajeeb lag raha hai. Khyaal ke liye dhero daad

Had Se Hai Siwa Shayad, Ye Mera Junoon Janan
Jis Dam Me Tujhay Sochun,Ye Aankh Bhi Bhar Aaye

Bahut sundar

Khud Apnay Ta'aqub Me Kab Se Hun Main Sargarda'an
Main Gum Hun Kahan Maula, Kuch Meri Khabar Aaye

Waaahh bahut khoob. Mashaallaah

Kitnay Hee Ameeron Ke Armaan Huay Pooray
Par Hum Se Ghareebon Ki Ummid Na Bar Aaye

'na bar aaye' iska matlab main nahi samajh paya.

Socha Tha Smaitay Ga AHMAD Hamen Qurb Uska
Ye Apna Muqaddar Ke , Hum Or Bikhar Aaye

khoob kaha.

AHMAD ALI SHAKIL
Ahmad bhai is khoobsoorat ghazal ke liye behad daad o mubazraqbaad. Aap bahut bahut ahha likh rahe hain. Allaah aapko qaamyaabi de.

_____________________________________
  Send a message via Yahoo to AnjAAn!!!  
Reply With Quote
Old
  (#17)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
16th March 2012, 11:18 AM

Quote:
Originally Posted by AHMAD SHAKIL View Post
Aik Taazah Ghazal Ke Sath Haazir Hun….. Ummid Hai Ke Arbaab-e-Zauq Ko Pasand Aaye Gi….……...

KUCH MERI KHABAR AAYE

Hum Ishq Ke Darya Me Doobay To Ubhar Aaye
Tum Bhi Ho Ajab Aashiq, Tufaan Se Dar Aaye

Kuch Rauz Faqeeron Ki Sohbat Me Zara Betho
Jeenay Ka Tumhen Shayad Phir Koi Hunar Aaye

Hum Ko Rah-e-Ulfat Me Jo Yaar Milay Un Me
Kuch Phool Nazar Aaye, Kuch Khaar Nazar Aaye

Had Se Hai Siwa Shayad, Ye Mera Junoon Janan
Jis Dam Me Tujhay Sochun,Ye Aankh Bhi Bhar Aaye

Khud Apnay Ta'aqub Me Kab Se Hun Main Sargarda'an
Main Gum Hun Kahan Maula, Kuch Meri Khabar Aaye

Kitnay Hee Ameeron Ke Armaan Huay Pooray
Par Hum Se Ghareebon Ki Ummid Na Bar Aaye

Socha Tha Smaitay Ga AHMAD Hamen Qurb Uska
Ye Apna Muqaddar Ke , Hum Or Bikhar Aaye

AHMAD ALI SHAKIL

wahhh wahhhh....kya khoob likha hai aapne, sabhi ashiyaar tareef ke kabil hai...dil se daad kabool kijiye.

god bless u

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#18)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
21st March 2012, 06:58 AM

Quote:
Originally Posted by AHMAD SHAKIL View Post
Aik Taazah Ghazal Ke Sath Haazir Hun….. Ummid Hai Ke Arbaab-e-Zauq Ko Pasand Aaye Gi….……...

KUCH MERI KHABAR AAYE

Hum Ishq Ke Darya Me Doobay To Ubhar Aaye
Tum Bhi Ho Ajab Aashiq, Tufaan Se Dar Aaye

Kuch Rauz Faqeeron Ki Sohbat Me Zara Betho
Jeenay Ka Tumhen Shayad Phir Koi Hunar Aaye

Hum Ko Rah-e-Ulfat Me Jo Yaar Milay Un Me
Kuch Phool Nazar Aaye, Kuch Khaar Nazar Aaye

Had Se Hai Siwa Shayad, Ye Mera Junoon Janan
Jis Dam Me Tujhay Sochun,Ye Aankh Bhi Bhar Aaye

Khud Apnay Ta'aqub Me Kab Se Hun Main Sargarda'an
Main Gum Hun Kahan Maula, Kuch Meri Khabar Aaye

Kitnay Hee Ameeron Ke Armaan Huay Pooray
Par Hum Se Ghareebon Ki Ummid Na Bar Aaye

Socha Tha Smaitay Ga AHMAD Hamen Qurb Uska
Ye Apna Muqaddar Ke , Hum Or Bikhar Aaye

AHMAD ALI SHAKIL

aadaab
go ki poori ghazal aabdaar hai magar sach ye hai ki meraa tabsera ka koi mood nahi tha magar

is sher ne qadmon me beDiyaansi daal deen aor maa fizzameer ki adaayegee pe majboor kar diyaa

is baat se inkaar na mumkin ki aap ki shairee me dam kham badarja e atam maoujood hai balki mazkoorah bala sher ki jaanib isharah kar ke agar kaha jaaye ki aap khud me doob ke shairee ki aabyaari karte hain to be ja na ho ga
ji haan aise ashaar saahab e qismat likha kartey hain aor aap saahab e bakht hain mobaarak ho
masood hassaas
fee amanillaah

Reply With Quote
Old
  (#19)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
21st March 2012, 01:52 PM

KUCH MERI KHABAR AAYE

Hum Ishq Ke Darya Me Doobay To Ubhar Aaye
Tum Bhi Ho Ajab Aashiq, Tufaan Se Dar Aaye

Bahut khoob...achha matla hai
Boht Boht Shukria……..

Kuch Rauz Faqeeron Ki Sohbat Me Zara Betho
Jeenay Ka Tumhen Shayad Phir Koi Hunar Aaye

Waah.....lajawaab khyaal...mubaarakbaad
Aap Ki Inayat Hai Janab…..

Hum Ko Rah-e-Ulfat Me Jo Yaar Milay Un Me
Kuch Phool Nazar Aaye, Kuch Khaar Nazar Aaye

BAHUT KHoob. Lekin oola mein 'mein' do baar repeat hona thhoda ajeeb lag raha hai. Khyaal ke liye dhero daad
Aap Ki Baat Apni Jagah Magar Mere KHayal Me Repeat Honay Se Koi KHaas Farq Nahi Padta…Boht se Baday Baday Shoraa ke Kalaamon Me Main Ne Ye Baat Dekhi Hai….

Had Se Hai Siwa Shayad, Ye Mera Junoon Janan
Jis Dam Me Tujhay Sochun,Ye Aankh Bhi Bhar Aaye

Bahut sundar

Shukria….

Khud Apnay Ta'aqub Me Kab Se Hun Main Sargarda'an
Main Gum Hun Kahan Maula, Kuch Meri Khabar Aaye

Waaahh bahut khoob. Mashaallaah

Aap Ki Zarrah-nawaazi Hai…Khush Rahiye…

Kitnay Hee Ameeron Ke Armaan Huay Pooray
Par Hum Se Ghareebon Ki Ummid Na Bar Aaye

'na bar aaye' iska matlab main nahi samajh paya.
“Ummid Bar Aana” Ka Matlab Hai Ummid Puri Hona….

Socha Tha Smaitay Ga AHMAD Hamen Qurb Uska
Ye Apna Muqaddar Ke , Hum Or Bikhar Aaye

khoob kaha.

Shukria…….

AHMAD ALI SHAKIL

Ahmad bhai is khoobsoorat ghazal ke liye behad daad o mubazraqbaad. Aap bahut bahut ahha likh rahe hain. Allaah aapko qaamyaabi de.

Janab SUMIT SHARMA Ji….! Aap Ne Kalaam Ko Waqt dia Or Tafseelann Daad Se Nawaza, Us ke Liye Tah-e-Dil Se Aap Ka Mashkoor Hun…Aap Ka HUsn-e-Zann Hai Jo aap Ko Is KHaksaar Ke KHayalaat Pasand Aaye…
Yunhi sath Banaye Rakhiye…..
Khush Rahiye

Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#20)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
21st March 2012, 05:04 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
wahhh wahhhh....kya khoob likha hai aapne, sabhi ashiyaar tareef ke kabil hai...dil se daad kabool kijiye.

god bless u
Sunita Ji...........! Tah-e-Dil Se Aap Ka Mashkoor HUn Jo Aap Ne Is Kalaam Ko Pasand Kia Or Hausla-Afzaayi Se Nawaaza....Khush Rahiye......

Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#21)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
21st March 2012, 05:09 PM

Quote:
Originally Posted by masoodhassas View Post
aadaab
go ki poori ghazal aabdaar hai magar sach ye hai ki meraa tabsera ka koi mood nahi tha magar

Khud Apnay Ta'aqub Me Kab Se Hun Main Sargarda'an
Main Gum Hun Kahan Maula, Kuch Meri Khabar Aaye

is sher ne qadmon me beDiyaansi daal deen aor maa fizzameer ki adaayegee pe majboor kar diyaa

is baat se inkaar na mumkin ki aap ki shairee me dam kham badarja e atam maoujood hai balki mazkoorah bala sher ki jaanib isharah kar ke agar kaha jaaye ki aap khud me doob ke shairee ki aabyaari karte hain to be ja na ho ga
ji haan aise ashaar saahab e qismat likha kartey hain aor aap saahab e bakht hain mobaarak ho
masood hassaas
fee amanillaah

Janab Masood Hassaas Saheb.....!
Sab Se Pehlay To Is Baat Par Aap Ka Mashkoor Hun Ke Aaap Ne Is Adnaa Se Kalaam Ke LIye Waqt NIkala.
Aap Jaisay Qad-Aawar Sukhan-war Se Daad Pana Yaqinan Mere Jaisay Adnaa Se Shaayer Ke Liye Kisi Aizaaz Se Kam Nahi........
Ye Faqat Aap Ki Inayat Or Zarrah-nawazi Hai Jo Aap Ne Is Haqeer Si Kaawish Par Daad Or Hausla-Afzaayi se Nawaza.........
Aap Ki Aamad Ka Or Hausla-afzaayi Ka Be-had Shukria......
Guzaarish Hai Ke Yunhi Sath Banaye Rakhiye.....
Sada Khush Rahiye........

Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Reply

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com