Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Falsafa pyar ka tum kya jaano
Old
  (#1)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
Falsafa pyar ka tum kya jaano - 22nd March 2015, 11:23 AM

Falsafa pyar ka mere yaar tum kya jaano,
Dil hai kabse bekarar tum kya jaano.

Chat pe dekho chand ne bikeri chandni,
Gul se bhanvare ka pyar tum kya jaano.

Makhmali bister per chaiN se sone walo,
Kaise chubte hain khar tum kya jaano

Maikhane mein madhosh haiN kyun sare,
Kaise chalke jaam bar bar tum kya jaano.

Gul ne poocha shakh se saath kyun chora,
Tootne pe dard hote hazaar tum kya jano.

Humne dil cheer ke rakh diya kadmon meiN,
HAMDAM is dil ki pukaar tum kya jaano.



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.

Last edited by sameer'shaad'; 27th March 2015 at 10:29 AM.. Reason: edited on request
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Sabhat khan
Registered User
Sabhat khan will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 122
Join Date: Feb 2015
Rep Power: 10
22nd March 2015, 08:06 PM

Wah janab HAMDAM SAHAB,, Kya Dard hae,, wahhhh daad khubol karein
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
22nd March 2015, 10:19 PM

Makhmali bister per chaiN se sone walo,
Kaise chubte hain khar tum kya jaano
Waah sanjay jee bahut khoob kaha....
is behtareen kalaam par dil se daad kubool karein..



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
bhushan
Registered User
bhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 554
Join Date: Nov 2014
Rep Power: 13
23rd March 2015, 07:16 AM

Bohot bohot bohot khooob gazal kahi aapne....

Ehsaas purasar......har sher lajawaab.....maja aa gaya...dheeeron daad kubul farmayen....

Aapka apna
Bhushan



Bhushan Joshi
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
23rd March 2015, 11:03 PM

Quote:
Originally Posted by Sabhat khan View Post
Wah janab HAMDAM SAHAB,, Kya Dard hae,, wahhhh daad khubol karein
Sabhat khan bhai , inayat ke liye shukriya ..

Sanjay Sehgal



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Re
Old
  (#6)
Ashwani Tyagi
Registered User
Ashwani Tyagi is a glorious beacon of lightAshwani Tyagi is a glorious beacon of lightAshwani Tyagi is a glorious beacon of lightAshwani Tyagi is a glorious beacon of lightAshwani Tyagi is a glorious beacon of light
 
Ashwani Tyagi's Avatar
 
Offline
Posts: 222
Join Date: Nov 2013
Location: Noida
Rep Power: 15
Re - 24th March 2015, 10:48 AM

Quote:
Originally Posted by hamdam View Post
falsafa pyar ka dilber tum kya jaano,
dil hai kabse bekarar tum kya jaano.

Chat pe dekho chand ne bikeri chandni,
gul se bhanvare ka pyar tum kya jaano.

Makhmali bister per chain se sone walo,
kaise chubte hain khar tum kya jaano

maikhane mein madhosh hain kyun sare,
kaise chalke jaam bar bar tum kya jaano.

Gul ne poocha shakh se saath kyun chora,
tootne pe dard hote hazaar tum kya jano.

Humne dil cheer ke rakh diya kadmon mein,
hamdam is dil ki pukaar tum kya jaano.
bahut he khubhamdam sahab behtreen kalam


Regards,
Ashwani Tyagi

akela hun magar abaad karleta hun 'veeranay'
  Send a message via Skype™ to Ashwani Tyagi 
Reply With Quote
Old
  (#7)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
26th March 2015, 10:24 AM

Quote:
Originally Posted by Hamdam View Post
Falsafa pyar ka dilber tum kya jaano,
Dil hai kabse bekarar tum kya jaano.

Chat pe dekho chand ne bikeri chandni,
Gul se bhanvare ka pyar tum kya jaano.

Makhmali bister per chaiN se sone walo,
Kaise chubte hain khar tum kya jaano

Maikhane mein madhosh haiN kyun sare,
Kaise chalke jaam bar bar tum kya jaano.

Gul ne poocha shakh se saath kyun chora,
Tootne pe dard hote hazaar tum kya jano.

Humne dil cheer ke rakh diya kadmon meiN,
HAMDAM is dil ki pukaar tum kya jaano.

bahot acchii koshhish ek baar fir se sanjay saahab..... dil jhoom uthaa meraa......

pahle sher ke pahhle misre me jo aapne qaafiya istemal kiya hai wo mujhe na jaane kyon thoda atak raha hai.... agar use dekh len to baraae karam kalaam ka rukh hi badal jaaegaa........ dil se daad aapko pesh hai... likhte rahen......

shaad.....


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
26th March 2015, 09:50 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
bahot acchii koshhish ek baar fir se sanjay saahab..... dil jhoom uthaa meraa......

pahle sher ke pahhle misre me jo aapne qaafiya istemal kiya hai wo mujhe na jaane kyon thoda atak raha hai.... agar use dekh len to baraae karam kalaam ka rukh hi badal jaaegaa........ dil se daad aapko pesh hai... likhte rahen......

shaad.....
Shad bhai ...maine phir jaldbazee ker dee aur galti.ker baitha..Aap le point out
kerne per mehsoos hua ki galti hai.

pls dilber ki jagah mere yaar edit kar deiN.

Sanjay Sehgal



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
TheDemonPrince
The Demon Prince
TheDemonPrince is a splendid one to beholdTheDemonPrince is a splendid one to beholdTheDemonPrince is a splendid one to beholdTheDemonPrince is a splendid one to beholdTheDemonPrince is a splendid one to beholdTheDemonPrince is a splendid one to beholdTheDemonPrince is a splendid one to beholdTheDemonPrince is a splendid one to behold
 
TheDemonPrince's Avatar
 
Offline
Posts: 295
Join Date: Nov 2008
Location: Germany
Rep Power: 25
27th March 2015, 03:58 AM

Quote:
Originally Posted by Hamdam View Post
Falsafa pyar ka dilber tum kya jaano,
Dil hai kabse bekarar tum kya jaano.

Chat pe dekho chand ne bikeri chandni,
Gul se bhanvare ka pyar tum kya jaano.

Makhmali bister per chaiN se sone walo,
Kaise chubte hain khar tum kya jaano


Maikhane mein madhosh haiN kyun sare,
Kaise chalke jaam bar bar tum kya jaano.


Gul ne poocha shakh se saath kyun chora,
Tootne pe dard hote hazaar tum kya jano.


Humne dil cheer ke rakh diya kadmon meiN,
HAMDAM is dil ki pukaar tum kya jaano.
Sanjay ji, bahut khoob likha hai..
kuch lines zyada hi pasand aaye..

aap likhte rahein, hum padte rahein,
aap alfaazon ko bunte rahein, aur hum sunte rahein,
koi rishta ho na ho zindagi mein mukammal sanjay sahab,
aapke nagmon pe waah waah hum karte rahein...
:-)


Main toh kab ka marr chuka hoon,
Zinda hai ye Jism mera,
Ki koi phir apni Mohabbat se,
Jeene ki nayi wajah de dein...
The Demon Prince...

   
Reply With Quote
Old
  (#10)
Aashique
Registered User
Aashique is the among the best Shayars at Shayri.comAashique is the among the best Shayars at Shayri.comAashique is the among the best Shayars at Shayri.comAashique is the among the best Shayars at Shayri.comAashique is the among the best Shayars at Shayri.comAashique is the among the best Shayars at Shayri.comAashique is the among the best Shayars at Shayri.comAashique is the among the best Shayars at Shayri.comAashique is the among the best Shayars at Shayri.comAashique is the among the best Shayars at Shayri.comAashique is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Aashique's Avatar
 
Offline
Posts: 608
Join Date: May 2009
Location: Surat (Gujarat)
Rep Power: 35
27th March 2015, 06:05 PM

Bohat khubsurat janaab shukriya


   
Reply With Quote
Old
  (#11)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
2nd April 2015, 11:11 PM

Quote:
Originally Posted by Ashwani Tyagi View Post
bahut he khubhamdam sahab behtreen kalam
Ashvani Sahib aap ka tahe dil se shukriya jo aapne humein apna keemati samya de ker para aur pasand kiya.

Sanjay Sehgal



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
2nd April 2015, 11:12 PM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
Makhmali bister per chaiN se sone walo,
Kaise chubte hain khar tum kya jaano
Waah sanjay jee bahut khoob kaha....
is behtareen kalaam par dil se daad kubool karein..
Madhu ji ek baar phir se aapka shukriya ada kerta hun .. AAp hi hain jo baar bar humara haunsala badati rehti hain .

Sanjay Sehgal



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
2nd April 2015, 11:14 PM

Quote:
Originally Posted by bhushan View Post
Bohot bohot bohot khooob gazal kahi aapne....

Ehsaas purasar......har sher lajawaab.....maja aa gaya...dheeeron daad kubul farmayen....

Aapka apna
Bhushan
Bhushan bhai aaj kal aap kuch jyada hi masroof ho gaye hain niji zindagee mein , jo sdc pe kum aana hota hai. Shukriya .


Sanjay Sehgal



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
3rd April 2015, 12:49 AM

Quote:
Originally Posted by Hamdam View Post
Falsafa pyar ka mere yaar tum kya jaano,
Dil hai kabse bekarar tum kya jaano.

Chat pe dekho chand ne bikeri chandni,
Gul se bhanvare ka pyar tum kya jaano.

Makhmali bister per chaiN se sone walo,
Kaise chubte hain khar tum kya jaano

Maikhane mein madhosh haiN kyun sare,
Kaise chalke jaam bar bar tum kya jaano.

Gul ne poocha shakh se saath kyun chora,
Tootne pe dard hote hazaar tum kya jano.

Humne dil cheer ke rakh diya kadmon meiN,
HAMDAM is dil ki pukaar tum kya jaano.
Pur asar Sanjay ji aapki yeh ghazal technically bhi sahi hai aur ehsaas to bas kya kahun, dil ke aar paar ho gayi. Har sher muh se wah wah khiinchtaa chala gaya....

Yunhi likhte rahiYeGaa



Qasid


___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#15)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
4th April 2015, 07:57 AM

Quote:
Originally Posted by TheDemonPrince View Post
Sanjay ji, bahut khoob likha hai..
kuch lines zyada hi pasand aaye..

aap likhte rahein, hum padte rahein,
aap alfaazon ko bunte rahein, aur hum sunte rahein,
koi rishta ho na ho zindagi mein mukammal sanjay sahab,
aapke nagmon pe waah waah hum karte rahein...
:-)
Prince bhai aap ki haunsala wazai ke liye shukriya .. kafi dino ke baad aana hua aap ka sdc per . Aate raheiN aur muskurte raheiN.

Sanjay Sehgal



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
4th April 2015, 07:58 AM

Quote:
Originally Posted by Aashique View Post
Bohat khubsurat janaab shukriya
Shukriya Aashique bhai jo aapne apna keemati samaya mere kalam ko diya

Sanjay Sehgal



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
3rd September 2015, 04:13 PM

Quote:
Originally Posted by Hamdam View Post
Falsafa pyar ka mere yaar tum kya jaano,
Dil hai kabse bekarar tum kya jaano.

Chat pe dekho chand ne bikeri chandni,
Gul se bhanvare ka pyar tum kya jaano.

Makhmali bister per chaiN se sone walo,
Kaise chubte hain khar tum kya jaano

Maikhane mein madhosh haiN kyun sare,
Kaise chalke jaam bar bar tum kya jaano.

Gul ne poocha shakh se saath kyun chora,
Tootne pe dard hote hazaar tum kya jano.

Humne dil cheer ke rakh diya kadmon meiN,
HAMDAM is dil ki pukaar tum kya jaano.


Namaskaar sanjay

bahut khoobsurat gazal kahi aapne, sabhi ashiyaar bahut acche bane hai...yeh 2 sher dil ke khaas kareeb rha.

Makhmali bister per chaiN se sone walo,
Kaise chubte hain khar tum kya jaano

Gul ne poocha shakh se saath kyun chora,
Tootne pe dard hote hazaar tum kya jano.


regards


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com