Kuch yun badli hai usne zindagi meri,
Jo kabhi ansun bahana nahi janta tha,
Aaj wo shabdon mein dard pirota hai,
Jo dard bolna bhi nahi jaanta tha,
Kho gaya aaj wo zinda-dil insaan ,
Jise ye sheher uski muskurahat ke liye jaanta tha.
AaJ wo Bhi mEri mayyat mein aaya hai,
jiske dupatte ko maine kafan banaya hai.......