Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
gum se nazaat
Old
  (#1)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
gum se nazaat - 4th November 2003, 09:13 AM

hi
dosto mein aaj new post ke sath yahan aai hun .
yepost un sabhi dosto ke liye hai jo gum se gumneen hai.mein unse yahi kahungi ki gum se ladne ke bahaane dhunde na ki peene ka sahar le woh.phir dekhye ki woh bahaana kitna pyaara ehsaas dega aap sabhi ko-

Khushi ko apni do aankhoin mein basaa kar dekho
Saare jahaan ke sab gumoin ko mitaa kar dekho

Har khushi milegi tamhe gar yaisa karoge jo
Kisi ke dukh mein apne haath bada ke dekho

Jaraa se payaar se begaane apne ho jaayenge
Kisii ko pyaar se tum apna bana kar dekho

Khudkushi karke bhalaa haasil kya hota hai
Khud ko jeevan ki aatish mein tapa kar dekho

Saare sahaare khud-ba-khud tumhein mil jaayenge
Tum inshaaniyat ko jara dang se nibha kkar dekho.


with luve
urs sakhi


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Re: gum se nazaat
Old
  (#2)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
Re: gum se nazaat - 4th November 2003, 10:41 AM

Har khushi milegi tamhe gar yaisa karoge jo
Kisi ke dukh mein apne haath bada ke dekho

Jaraa se payaar se begaane apne ho jaayenge
Kisii ko pyaar se tum apna bana kar dekho

Sakhi ji
bahoot khoob ..jitni bhi tareef ki jaye kam hai...behad suljha hua likha hai aapne ,,hamesha ki hi tarah,,yahan har shaks apne upar likhta hai wahin aapne yeh kalaam auron ko raah dikhane ke liye likha hai,,is se badi baat aur kya ho sakti hai...Sharab jeene ka sahara kabhi nahin ho sakti,,haa marne ka bahana jaroor hoti hai,,,is baat ko lekar aap ne kuch likha aur ek achi pehal ki hai....meri shubhkamnayein aur hauslaafzai sadev aap ke saath hai...ek sher yaad aa gaya.....

hazaron beh chuke hai in botlon ke band paani mein
dooba jo gilaas mein mein ek baar wo phir na ubhra zindgani mein.

aage bhi aise hi dilkash kalaam likhte rahiye aur apna khayal rakhiye..
-Manoj


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Old
  (#3)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
4th November 2003, 02:44 PM

manoj ji bhut bhut shukriya yahan aane ka aur reply dene ke liye.

apke reply ke bina lagta hai kuch kami hai mere post mein kuch log hai jinke reply ka mein wait karti hun .
aap logo ke karan hi mein yahan hun.

apka sher bhut acha laga yahan--

hazaron beh chuke hai in botlon ke band paani mein
dooba jo gilaas mein mein ek baar wo phir na ubhra zindgani mein.

aage bhi apke reply ka wait karti rahungi mein jab jab yahan likhungi ok. apna khayal rakhiyega
urs
sakhi


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
hi
Old
  (#4)
arvindsony
Rajni
arvindsony is on a distinguished road
 
arvindsony's Avatar
 
Offline
Posts: 399
Join Date: Sep 2003
Location: Boston *USA*
Rep Power: 21
hi - 4th November 2003, 02:52 PM

hi
kafee accha hai..kya baat hi aaj kal aap gum par kise utar aaye...anywayzz really nice one
its 4 u....
lab tars ne lage hi hansi ke liye
kise lanaat hai yeh is sadi ke liye

bye and take care


Love Is Life.
Love Is God.
Love is worship.
Love is Everything......
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
love_ahsan
Registered User
love_ahsan is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 33
Join Date: Nov 2003
Location: Love Street..
Rep Power: 0
4th November 2003, 02:55 PM

Sakhi Ji, Aapke ashaar ki tareef ke liye shayad mujhe naye alfaaz dhoonde padhenge, aur phir woh bhi kam padh jaye. Khair, Aapse kehna chahoonga ke aapke yeh ashaar kuch zyada hi achche hai...Well, Its really nice. Keep it up and Take Care.


For Love we live...
 Send a message via ICQ to love_ahsan Send a message via Yahoo to love_ahsan Send a message via AIM to love_ahsan  
Reply With Quote
Old
  (#6)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
4th November 2003, 08:23 PM

hi arvind ji
apne jo sher likha hai bhut khub hai --
lab tars ne lage hi hansi ke liye
kise lanaat hai yeh is sadi ke liye
thanx for it.

hey mein bhi to inshaan hun hainna to gum bhi hoga hi dil emin hai na.
with regards
sakhi


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#7)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
5th November 2003, 12:24 AM

hi
love ahsan ji Aapke yahan aane ke liye bhut bhut shukriya .
aapne apna bakt mere post par diya thanx for it.
aur apko ye pasand aaye iske liye bhi shukriya.u too takecare
bye
sakhi


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Hi
Old
  (#8)
sanjoo
MriiGchiika
sanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to all
 
sanjoo's Avatar
 
Offline
Posts: 1,664
Join Date: Sep 2002
Location: INDIA (Mumbai)
Rep Power: 28
Hi - 5th November 2003, 02:45 AM

Sakhiiiiii...
Saare sahaare khud-ba-khud tumhein mil jaayenge
Tum inshaaniyat ko jara dang se nibha kkar dekho....
waaaaaaaaaaah kya soch hai.....sach mai yaar ap ka kalaam padh ke hume bohot achha laga..aur apse humesha ye hii ummid rahe gii kii ap yu hii likhtii rahe.....aur humesha khush rahe.....aur ho sake tau jalldii sooo jayen.... ...bass abhii raat kii 3 bajne walii hai aur kuchhh nahii LOL


Jindagi se to khair shikvaa tha,

muddato mout ne bhi tarsaaya hame..

.....
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
Tulsika!~
Registered User
Tulsika!~ is on a distinguished road
 
Tulsika!~'s Avatar
 
Offline
Posts: 272
Join Date: Nov 2003
Location: USA
Rep Power: 21
5th November 2003, 03:15 AM

sakhi....

"Khudkushi karke bhalaa haasil kya hota hai
Khud ko jeevan ki aatish mein tapa kar dekho

Saare sahaare khud-ba-khud tumhein mil jaayenge
Tum inshaaniyat ko jara dang se nibha kkar dekho"


bas...ekdam sahi likha hai aapne..aur kya kahe tarif mein...ati sundar....... bas likhte rahiye....


luv,
tulsika!~


   
Reply With Quote
Old
  (#10)
punnu
Registered User
punnu is on a distinguished road
 
punnu's Avatar
 
Offline
Posts: 278
Join Date: Apr 2003
Rep Power: 21
5th November 2003, 04:33 AM

hi sakhi ji apne bahut achi kavita likhi hai .sahi hai agar dukhon ko hans kar jiya to vo dukh se sukh ban jate hain .hai na.
bye
punnu


NEVER LOVE A LOVE THAT HURTS, NEVER HURT A LOVE THAT LOVES ;-) :)
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
deewaana
deewaana
deewaana is a glorious beacon of lightdeewaana is a glorious beacon of lightdeewaana is a glorious beacon of lightdeewaana is a glorious beacon of lightdeewaana is a glorious beacon of light
 
Offline
Posts: 214
Join Date: May 2003
Location: Dar-es-salaam
Rep Power: 25
5th November 2003, 05:55 AM

salaam namaste sat sri akaal and a good day to you
sakhijee
am replying first time to your post but have read some of your writings and appreciate whole heartedly

ish tarah tanhayee mein hum apnaa dil behlaaneh laghe hain
jish baat shee khuud koh bachaa nah shakeeh
wohee doosroh koh samjhaneeh laghe hain

keep on writing wil wait for your next post
thanks and take care


dil toh sirf deewaana hain
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
5th November 2003, 11:11 AM

hey sanjoo ji thanx for replyyyyyyyyy
but is majak ke liye nahi haan ki raat ke 3 bajene ko hai haan

apka reply dekha to acha laga apko agar yiase kalaam padne hai to jarur milenge padne ko .
but age se is type ki baat nahi chaiye mujhe haan
with
sakhiiiiiiiiiiii


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#13)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
5th November 2003, 11:15 AM

hi tulsika ji
h r u?
i hope urs exams now finised .
aapne yahan aake mere kalaam par apni rai di thanx .apko ye poasand aaya iska shukriya
with luv
sakhi


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#14)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
5th November 2003, 11:19 AM

ya
apne sahi samjha
jab hum dukhi ho aur hum unko hus ke sahe to log bhi hamaare saath hasnge aur phir kahin na khin kaiose bhi khushi aa hi jaye gi.
thanx for coming and urs viwes .
love sakhi


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#15)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
5th November 2003, 11:50 AM

hi ,balekun -e slaam janab deewaana ji sat sri akaal and namsete

thanx aaj aap yahan aa hi gaye hai na .
chalo ye jaan kar acha laga ki apne hamare aur bhi post pade huye haia aur apko hamara likha heartedly pasand bhi ata hai.
hey aap is sher se mere ko kuch bolna chah rahe ho naaaaa
chalo koi baat nhai hai acha laga hai hamein ye bhut . kyun ki hum na bache jis baat se usse dusre log to bach hi jaye hai na

yahan ye sher kahungi mein k---

ankho mein humko basa ke to dekho
ki dil ko ubaaro hamari ada se
na ankho mein koi bhi phir bas sakega
base honge hum hi waha pe sada se.


yahan hamse means khushi se hai janab ok
with regards sakhi


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#16)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
3rd February 2010, 12:55 PM

Dear sakhi...............arse baad teri es poetry par nazar gaye aaj.....bahut accha likha hai tumne......aati raha karo, kahaN gayab ho aaj-kal.

pyar ke saath
teri diii


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#17)
zakhmee ashiq
Registered User
zakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 170
Join Date: Mar 2008
Rep Power: 26
3rd February 2010, 02:53 PM

sakhi ji kya kahein ab bahut hi khoob likkha hai aapne. sada alfaazon ko bahut hi khoobsurat tareeke se pesh kiya hai. keep it up
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
Love 4th February 2010, 01:15 PM

Quote:
Originally Posted by sakhi1909 View Post
hi
dosto mein aaj new post ke sath yahan aai hun .
yepost un sabhi dosto ke liye hai jo gum se gumneen hai.mein unse yahi kahungi ki gum se ladne ke bahaane dhunde na ki peene ka sahar le woh.phir dekhye ki woh bahaana kitna pyaara ehsaas dega aap sabhi ko-

Khushi ko apni do aankhoin mein basaa kar dekho
Saare jahaan ke sab gumoin ko mitaa kar dekho

Har khushi milegi tamhe gar yaisa karoge jo
Kisi ke dukh mein apne haath bada ke dekho

Jaraa se payaar se begaane apne ho jaayenge
Kisii ko pyaar se tum apna bana kar dekho

Khudkushi karke bhalaa haasil kya hota hai
Khud ko jeevan ki aatish mein tapa kar dekho

Saare sahaare khud-ba-khud tumhein mil jaayenge
Tum inshaaniyat ko jara dang se nibha kkar dekho.


with luve
urs sakhi
sakhi
radhe radhe

bahut sundar rachna hai ...........aise hi likhte rahen
(rep++++++)
apka dost
ishk


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com

Last edited by ISHK EK IBADAT; 4th February 2010 at 01:18 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
sajid_ghayel
Registered User
sajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant future
 
sajid_ghayel's Avatar
 
Offline
Posts: 1,849
Join Date: Feb 2009
Location: Mumbai
Rep Power: 32
4th February 2010, 06:36 PM

Yaqeenan aapki is rachna ka ek ek lafz hausle se bhara hain.........Good work Sakhi Jee.


Jhoot kehdu yeh meri fitrat me nahi shamil

Par tujhe bevafa bhi kehna achcha nahi lagta...

Mob.: +971 501297654
  Send a message via Yahoo to sajid_ghayel  
Reply With Quote
Old
  (#20)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
5th March 2013, 01:17 AM

Quote:
Originally Posted by sakhi1909 View Post
hi
dosto mein aaj new post ke sath yahan aai hun .
yepost un sabhi dosto ke liye hai jo gum se gumneen hai.mein unse yahi kahungi ki gum se ladne ke bahaane dhunde na ki peene ka sahar le woh.phir dekhye ki woh bahaana kitna pyaara ehsaas dega aap sabhi ko-

Khushi ko apni do aankhoin mein basaa kar dekho
Saare jahaan ke sab gumoin ko mitaa kar dekho

Har khushi milegi tamhe gar yaisa karoge jo
Kisi ke dukh mein apne haath bada ke dekho

Jaraa se payaar se begaane apne ho jaayenge
Kisii ko pyaar se tum apna bana kar dekho

Khudkushi karke bhalaa haasil kya hota hai
Khud ko jeevan ki aatish mein tapa kar dekho

Saare sahaare khud-ba-khud tumhein mil jaayenge
Tum inshaaniyat ko jara dang se nibha kkar dekho.


with luve
urs sakhi

Behad khoobsurat kalaam hai sakhi ji,

Dil ko chu gaye ehsaas...

Aapki or se naye kalaam ka intezaar rahega.......




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#21)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
5th March 2013, 01:55 AM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
Behad khoobsurat kalaam hai sakhi ji,

Dil ko chu gaye ehsaas...

Aapki or se naye kalaam ka intezaar rahega.......
shukriya ishk ji aur zainy ji..apko pasand aaya ..aur itne din baad mujye ye nazar aaya ..achhha laga
with love


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#22)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
5th March 2013, 10:43 AM

Quote:
Originally Posted by sakhi1909 View Post
hi
dosto mein aaj new post ke sath yahan aai hun .
yepost un sabhi dosto ke liye hai jo gum se gumneen hai.mein unse yahi kahungi ki gum se ladne ke bahaane dhunde na ki peene ka sahar le woh.phir dekhye ki woh bahaana kitna pyaara ehsaas dega aap sabhi ko-

Khushi ko apni do aankhoin mein basaa kar dekho
Saare jahaan ke sab gumoin ko mitaa kar dekho

Har khushi milegi tamhe gar yaisa karoge jo
Kisi ke dukh mein apne haath bada ke dekho

Jaraa se payaar se begaane apne ho jaayenge
Kisii ko pyaar se tum apna bana kar dekho

Khudkushi karke bhalaa haasil kya hota hai
Khud ko jeevan ki aatish mein tapa kar dekho

Saare sahaare khud-ba-khud tumhein mil jaayenge
Tum inshaaniyat ko jara dang se nibha kkar dekho.


with luve
urs sakhi

aapki aaj ek bahot puraani koshish pe nazar gayee sakhii ji.... aur yaqeen maniye barson puraani is kavita me behad ras ki praaptii huii... bahot khoob likha hai aapne likhti rahen.. khush rahen...

Shaad...


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#23)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
6th March 2013, 12:54 AM

shurkiya sameer ji apne pasand kia is koshihs ko achha laga


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#24)
Harash Mahajan
MaiN Our Meri Tanhaayii
Harash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud of
 
Harash Mahajan's Avatar
 
Offline
Posts: 984
Join Date: Oct 2006
Location: Delhi
Rep Power: 31
7th March 2013, 05:13 PM

Bahut hi sunder Sakhi ji...kaafi arse baad aapki tehreer se ribaroo hone ka mouka dastyaab hua hai......khush raheN

Harash Mahajan
  Send a message via Yahoo to Harash Mahajan Send a message via MSN to Harash Mahajan  
Reply With Quote
Old
  (#25)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
11th April 2013, 12:24 AM

Quote:
Originally Posted by Harash Mahajan View Post
Bahut hi sunder Sakhi ji...kaafi arse baad aapki tehreer se ribaroo hone ka mouka dastyaab hua hai......khush raheN

Harash Mahajan
shukriya harsh ji apka pyar hai ye jo apko meri rachna pasnad aayi...aapna khyaal rakhe


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#26)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,795
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
3rd May 2013, 07:56 AM

sakhi jee ....deri ke liye mafi, pata nahin kaise miss ho gayi itni sundar rachna.....bahut khoob...



एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Old
  (#27)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
14th June 2013, 09:25 PM

shukriya arvind ji..koi baat nahi der saber ho jati hai


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#28)
arjun2013
Registered User
arjun2013 is on a distinguished road
 
arjun2013's Avatar
 
Offline
Posts: 22
Join Date: Jun 2013
Location: new delhi
Rep Power: 0
15th June 2013, 03:07 PM

Hello sakhi ji such me bahut he joshila paigam hai very nice.


ARJUN ("ARMAAN")

Humen to unse mohbbat hai mout se bhi pyar hai,Unper pura yaqeen or mout per pura etbaar hai,
Dekhtey hain pahle koun aata hai,"Armaan" ko dono ka intezaar hai(nm)
   
Reply With Quote
Old
  (#29)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
8th July 2013, 01:51 AM

Quote:
Originally Posted by arjun2013 View Post
Hello sakhi ji such me bahut he joshila paigam hai very nice.
shukriya arjun ji

apne saraha acha laga


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com