Meri mohabat ki itni c kahani hai -
17th November 2008, 05:45 PM
Meri mohabat ki itni c kahani hai,
Tuti hoi kashti ruka hua pani hai,
Ek gulab unki kitab me dam tor chuka hai,
Or unko yaad hi nahi k ye kis ki nishani hai
Meri mohabat ki itni c kahani hai,
Tuti hoi kashti ruka hua pani hai,
Ek gulab unki kitab me dam tor chuka hai,
Or unko yaad hi nahi k ye kis ki nishani hai
bahot khub ashif bahi bahot khub likha hai aap ne
kuch rep mera bi
aaj unko maine khafa kar diya
aisa laga jaise khud se daga kar diya
kaise mnau unhe sochte rahe din raat
aaj aansuon ne bhi aane se mana kar diya
Usko chaha bhi to iqraar karna na aaya,
Kat gayi umr, hamein pyar karna na aaya,
Usney maanga bhi agar kuch to maangi judaai,
Aur ek hum thay ke inkaar karna na aaya!!!!