apne hathon ki lakiron mein basale mujhko
hun agar tera to naseeb apna banale mujhko
--------------------------------------------------------
ap ko dekhkar dekhta reh gaya
kya kahun aur kehne ko kya reh gaya
kese bikhre sanam rah ke mor par
akhri ham safar rasta reh gaya