Hum na hote to aapko gajal kaun kehta,
aapke chehre ko kamal kaun kehta,
ye to karishma hai kudrat ka,
warna TAJ MAHAL ko pathaar kaun kehta................?
Dost apne shayari likhi achha kiya par shayari ke alfaz kuch galat ho gaya
Acctually the shayari is
Hum na hote to aapko gazal kaun kehta,
aapke chehre ko kamal kaun kehta,
ye to karishma hai kudrat ka,
warna patthar ke makbare ko Taj mahal kaun kehta
Parvez
When you are down to nothing god is up to some thing