Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Ek Ghazal Likhne Ki Koshish Mein Jo Lafaz Hamse Likha Gaya
Old
  (#1)
rijaan
Registered User
rijaan will become famous soon enoughrijaan will become famous soon enough
 
rijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 138
Join Date: Jun 2008
Rep Power: 17
Thumbs up Ek Ghazal Likhne Ki Koshish Mein Jo Lafaz Hamse Likha Gaya - 15th March 2009, 08:44 PM

Dear All members,

meri aap sab se guzarish hai ke main yaha apni poetry ko chipka raha hoo heheh
aap sab parhiye agar kisi ko koi galati nazar aye to please us ki correction keriye aap ki islaah aur aap ne mashwaro ka mutmani ho ...

buhat nawazish hogi aap sab ki madad ki.

Shukriya
aap ka apna
Rijaan

.................................................. .....................................

Ek Ghazal Likhne Ki Koshish Mein Jo Lafaz Hamse Likha Gaya
Woh Unka Hi Naam Thaa Jo Baar Baar Likha Gaya


Maangate Rahe Mere Sukhe Lab Unse Ek Panaha Pyaar Ki
Woh Saaya Sa Ban Ke Hamaare Pass Se Gujar Gaya


Hamne Chaha Ki Aaj Chupke Se Chum Le Hum Chaand Ki Palko Ko
Per Subeh Hote Hi Woh Mera Khawab Tute Aaiene Sa Tut Gaya


Ruke They Hum Unki Aankho Ke Samander Mein Dubane Ke Liye
Woh Ek Laher Si Ban Ke Mere Pass Se Bas Gujar Gaya


Na Jaane Kitne Zakham Khaaye Hamne Unki Mohabbat Mein
Har Baar Woh Naye Zakham De Kar Aur Dard De Ke Chala Gaya


Apni Haato Ki Lakreero Mein Hamne Na Paaya Thaa Naam Unka
Unko Paane Ke Liye Mera Vajood Apni Taqdeer Tak Se Lad Gaya






Usko chaha bhi to iqraar karna na aaya,
Kat gayi umr, hamein pyar karna na aaya,
Usney maanga bhi agar kuch to maangi judaai,
Aur ek hum thay ke inkaar karna na aaya!!!!
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
eliyas
Registered User
eliyas will become famous soon enougheliyas will become famous soon enough
 
eliyas's Avatar
 
Offline
Posts: 138
Join Date: Mar 2007
Location: mumbai
Rep Power: 19
16th March 2009, 04:59 PM

Rijan ji, bahot hi khub, kafi acha likha hai appne, likhte rahe nikhar ata rehenga, take care bye


koi pyaar chahe to koi jahan chahe,
koi doulat chahe to koi shaan chahe,
hum to jindagi ke sataye huwe hai,
‘Eliyas’ to khudase do gaaz zameen aur kafan chahe

- ELIYAS SHAIKH
  Send a message via Yahoo to eliyas  
Reply With Quote
salam
Old
  (#3)
rijaan
Registered User
rijaan will become famous soon enoughrijaan will become famous soon enough
 
rijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 138
Join Date: Jun 2008
Rep Power: 17
salam - 18th May 2009, 05:56 PM

Quote:
Originally Posted by eliyas View Post
Rijan ji, bahot hi khub, kafi acha likha hai appne, likhte rahe nikhar ata rehenga, take care bye

thank's A lot rep me
bhai
allah hafiz


Usko chaha bhi to iqraar karna na aaya,
Kat gayi umr, hamein pyar karna na aaya,
Usney maanga bhi agar kuch to maangi judaai,
Aur ek hum thay ke inkaar karna na aaya!!!!
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
19th May 2009, 11:53 AM

Aadaab rijaan shahab,

Pehli baar aapko padhne ka mauka mila hai, jazbaat ahche lage, bas ye kehna chahuNga ki aapne ghazal likhne ki jo kosish ki hai usme thodi si chook ho gayi, aapke poore kalaam me qaafiya(the rhyming words) nahiN hai umeed karuNga ki is forum ke upar rules n technicalities of ghazal writing pe aap gaur farmaayeNge, takeenan usse aapko bahut faayeda hoga...!!

Alla Hafiz
Ghayal



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
thank you
Old
  (#5)
rijaan
Registered User
rijaan will become famous soon enoughrijaan will become famous soon enough
 
rijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 138
Join Date: Jun 2008
Rep Power: 17
Thumbs up thank you - 19th May 2009, 08:02 PM

Quote:
Originally Posted by ghayal_shayar View Post
Aadaab rijaan shahab,

Pehli baar aapko padhne ka mauka mila hai, jazbaat ahche lage, bas ye kehna chahuNga ki aapne ghazal likhne ki jo kosish ki hai usme thodi si chook ho gayi, aapke poore kalaam me qaafiya(the rhyming words) nahiN hai umeed karuNga ki is forum ke upar rules n technicalities of ghazal writing pe aap gaur farmaayeNge, takeenan usse aapko bahut faayeda hoga...!!

Alla Hafiz
Ghayal
salam ghayal bahi..agli baar aap apna naam jarur batlana aur ishi tarha hame haushal badana .......
thank you ghayal bahi..
aap ka bhoot bahoot sukriya jo aap ne hame apni kami dikhlai mai ummid karurga is baat ko puri karne ki ok....
allha hafiz
........


Usko chaha bhi to iqraar karna na aaya,
Kat gayi umr, hamein pyar karna na aaya,
Usney maanga bhi agar kuch to maangi judaai,
Aur ek hum thay ke inkaar karna na aaya!!!!
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Ritu18525
Registered User
Ritu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud of
 
Ritu18525's Avatar
 
Offline
Posts: 839
Join Date: Sep 2008
Location: India
Rep Power: 30
21st May 2009, 03:27 PM

Quote:
Originally Posted by rijaan View Post
Dear All members,

meri aap sab se guzarish hai ke main yaha apni poetry ko chipka raha hoo heheh
aap sab parhiye agar kisi ko koi galati nazar aye to please us ki correction keriye aap ki islaah aur aap ne mashwaro ka mutmani ho ...

buhat nawazish hogi aap sab ki madad ki.

Shukriya
aap ka apna
Rijaan

.................................................. .....................................

Ek Ghazal Likhne Ki Koshish Mein Jo Lafaz Hamse Likha Gaya
Woh Unka Hi Naam Thaa Jo Baar Baar Likha Gaya


Maangate Rahe Mere Sukhe Lab Unse Ek Panaha Pyaar Ki
Woh Saaya Sa Ban Ke Hamaare Pass Se Gujar Gaya


Hamne Chaha Ki Aaj Chupke Se Chum Le Hum Chaand Ki Palko Ko
Per Subeh Hote Hi Woh Mera Khawab Tute Aaiene Sa Tut Gaya


Ruke They Hum Unki Aankho Ke Samander Mein Dubane Ke Liye
Woh Ek Laher Si Ban Ke Mere Pass Se Bas Gujar Gaya


Na Jaane Kitne Zakham Khaaye Hamne Unki Mohabbat Mein
Har Baar Woh Naye Zakham De Kar Aur Dard De Ke Chala Gaya


Apni Haato Ki Lakreero Mein Hamne Na Paaya Thaa Naam Unka
Unko Paane Ke Liye Mera Vajood Apni Taqdeer Tak Se Lad Gaya





Rijaan jee,
Ghazal ki baarikiyo.n ke baare me.n to hum jyada nahi jaante par haan ehsaas dil ko chhoo gaye...........
khaas kar ke aakhiri sh'er..
bahut khoob.
yun hi likhte rahiye...
God bless you...
khush rahiye..
aapki ritu


"Life laughs at you when you are unhappy...
Life smiles at you when you are happy..
But,
Life salutes you when you make others happy!!"
# Feel The Difference #
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
Smile 21st May 2009, 06:46 PM

Quote:
Originally Posted by rijaan View Post


Ek Ghazal Likhne Ki Koshish Mein Jo Lafaz Hamse Likha Gaya
Woh Unka Hi Naam Thaa Jo Baar Baar Likha Gaya

Maangate Rahe Mere Sukhe Lab Unse Ek Panaha Pyaar Ki
Woh Saaya Sa Ban Ke Hamaare Pass Se Gujar Gaya

Hamne Chaha Ki Aaj Chupke Se Chum Le Hum Chaand Ki Palko Ko
Per Subeh Hote Hi Woh Mera Khawab Tute Aaiene Sa Tut Gaya

Ruke They Hum Unki Aankho Ke Samander Mein Dubane Ke Liye
Woh Ek Laher Si Ban Ke Mere Pass Se Bas Gujar Gaya

Na Jaane Kitne Zakham Khaaye Hamne Unki Mohabbat Mein
Har Baar Woh Naye Zakham De Kar Aur Dard De Ke Chala Gaya

Apni Haato Ki Lakreero Mein Hamne Na Paaya Thaa Naam Unka
Unko Paane Ke Liye Mera Vajood Apni Taqdeer Tak Se Lad Gaya








bahut khoob RIJAAN..............................awesome dear.........keep it up.....


"LAMHA"

mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote
hi how r u
Old
  (#8)
rijaan
Registered User
rijaan will become famous soon enoughrijaan will become famous soon enough
 
rijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 138
Join Date: Jun 2008
Rep Power: 17
Smile hi how r u - 24th May 2009, 06:26 PM

Quote:
Originally Posted by Ritu18525 View Post

Rijaan jee,
Ghazal ki baarikiyo.n ke baare me.n to hum jyada nahi jaante par haan ehsaas dil ko chhoo gaye...........
khaas kar ke aakhiri sh'er..
bahut khoob.
yun hi likhte rahiye...
God bless you...
khush rahiye..
aapki ritu
hi how r u ritu

thank you jo aap ne hamari kami eheshash to dikha diya ham bhi jante the shayri ghazal in sab ki bare jyada nahi jante lkin inshan ki koi ek achi koishi ushe sab khuch shikha deti aap ka bahot bahot sukriya jo aap ne hamari ghazal ko paand kar ke ushe pahechan di



Hasraton ki Nigaaho pe sakht Pehra hai…
Na Jaane Kis Ummid pe yeh Dil tehra hai…
Teri Chaahaton ki Kasam, aye Dost…
Apni Dosti ka Rishta Pyaar Se bhi Gehra hai…



Usko chaha bhi to iqraar karna na aaya,
Kat gayi umr, hamein pyar karna na aaya,
Usney maanga bhi agar kuch to maangi judaai,
Aur ek hum thay ke inkaar karna na aaya!!!!
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
rijaan
Registered User
rijaan will become famous soon enoughrijaan will become famous soon enough
 
rijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 138
Join Date: Jun 2008
Rep Power: 17
Smile 24th May 2009, 06:31 PM

Quote:
Originally Posted by LAMHA View Post
bahut khoob RIJAAN..............................awesome dear.........keep it up.....

thank' a lot lamha ji sabse pahele aap ka id to bahot khubsurat hai ispar muje ek sher yaad aaya pasand aaye to rep jarur dena aap ka dost
rijaan....


Har Lamha Mujhe Khamosh Hai Nazar Aata…
Door Tujhse Gar Hota To Main Mar Jata…
Aaj Ek Judai Ki Lehar Ne Tode Mere Kinare
To Yun Kaise Main Tujhse Door Chala Jata…



Usko chaha bhi to iqraar karna na aaya,
Kat gayi umr, hamein pyar karna na aaya,
Usney maanga bhi agar kuch to maangi judaai,
Aur ek hum thay ke inkaar karna na aaya!!!!
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
Smile 26th May 2009, 06:54 PM

Quote:
Originally Posted by rijaan View Post
thank' a lot lamha ji sabse pahele aap ka id to bahot khubsurat hai ispar muje ek sher yaad aaya pasand aaye to rep jarur dena aap ka dost rijaan....


Har Lamha Mujhe Khamosh Hai Nazar Aata…
Door Tujhse Gar Hota To Main Mar Jata…
Aaj Ek Judai Ki Lehar Ne Tode Mere Kinare
To Yun Kaise Main Tujhse Door Chala Jata…



masha allah....................bahut khoob RIJAAN...............keep it up....
aur haaaa.....mera real naam bhi LAMHA hi hai,ye sirf mera id nahi.....thanx ...


"LAMHA"

mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote
hi
Old
  (#11)
rijaan
Registered User
rijaan will become famous soon enoughrijaan will become famous soon enough
 
rijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 138
Join Date: Jun 2008
Rep Power: 17
hi - 2nd October 2009, 09:33 PM

Quote:
Originally Posted by LAMHA View Post
masha allah....................bahut khoob RIJAAN...............keep it up....
aur haaaa.....mera real naam bhi LAMHA hi hai,ye sirf mera id nahi.....thanx ...
as salam
hi lamha jikaishe ho aaj kafi dino baad yaad aai hame aur hamse raha nahi gaya isi liye aaj aap sabi logo ki yaadonemuje yaha khich laya................
aur ha repdena jarur ab mai shayri post tokabhi nahi karurga lekin jab bhi aap ki yaad aaye to jarur chala aauga..........by tc


Usko chaha bhi to iqraar karna na aaya,
Kat gayi umr, hamein pyar karna na aaya,
Usney maanga bhi agar kuch to maangi judaai,
Aur ek hum thay ke inkaar karna na aaya!!!!
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
2nd October 2009, 10:40 PM

Quote:
Originally Posted by rijaan View Post
Dear All members,


meri aap sab se guzarish hai ke main yaha apni poetry ko chipka raha hoo heheh
aap sab parhiye agar kisi ko koi galati nazar aye to please us ki correction keriye aap ki islaah aur aap ne mashwaro ka mutmani ho ...

buhat nawazish hogi aap sab ki madad ki.

Shukriya
aap ka apna
Rijaan
.................................................. .....................................

Ek Ghazal Likhne Ki Koshish Mein Jo Lafaz Hamse Likha Gaya
Woh Unka Hi Naam Thaa Jo Baar Baar Likha Gaya

Maangate Rahe Mere Sukhe Lab Unse Ek Panaha Pyaar Ki
Woh Saaya Sa Ban Ke Hamaare Pass Se Gujar Gaya

Hamne Chaha Ki Aaj Chupke Se Chum Le Hum Chaand Ki Palko Ko
Per Subeh Hote Hi Woh Mera Khawab Tute Aaiene Sa Tut Gaya

Ruke They Hum Unki Aankho Ke Samander Mein Dubane Ke Liye
Woh Ek Laher Si Ban Ke Mere Pass Se Bas Gujar Gaya

Na Jaane Kitne Zakham Khaaye Hamne Unki Mohabbat Mein
Har Baar Woh Naye Zakham De Kar Aur Dard De Ke Chala Gaya

Apni Haato Ki Lakreero Mein Hamne Na Paaya Thaa Naam Unka
Unko Paane Ke Liye Mera Vajood Apni Taqdeer Tak Se Lad Gaya


Ehsaas acche hein, lekin isse behtar likhaa ja sakta tha...!

Koshish zaari rakhiyegaa, ok...?

Duaaon ke saath



Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
ek ghajal likhne ki koshish mein!!!!!!! ranju bhatia Shayri-e-Dard 11 2nd July 2008 05:58 PM
Aapko Koi Hamse Juda Kara Gaya. land_cruiser Shayri-e-Ishq 0 12th September 2006 11:57 PM
~*~*TU YAAD AAYI HAI~*~*(ek aur koshis ghazal likhne ki) Taish Shayri-e-Dard 10 15th June 2005 02:48 PM
pata nahi kya likha gaya mujhse humnashi Shayri-e-Dard 2 6th December 2004 04:47 PM
Tum na jaana chodke- Ghazal likhne ki koshish SMAH Aapki Shayri 5 1st September 2002 08:44 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com