Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
aab par re’t se khwaab ke Ghar banaana (Ghazal)
Old
  (#1)
maikasH
Birha Tu Sultan
maikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant future
 
Offline
Posts: 1,810
Join Date: Aug 2001
Rep Power: 10
aab par re’t se khwaab ke Ghar banaana (Ghazal) - 26th January 2016, 08:40 AM

aab* par re’t se khwaab ke Ghar banaana
be’reham, voh teri chaahatoN ka zamaana

aab* = paani

chaley jaaiye, ke, ajab sa lagegaa
kaaNToN pe phuuloN ka pehra biThaana

maiN kohshish karooNga tumhe bhuulne ki
mera naam tum bhi laboN pe na laana

bhujhegi tere jism ki jab chamak
mere ishq ki raushn’ii aazmaana

teraa dar hai jaanaN ya phir maikada hai
kahaaN aur hum dil'jaloN ka thikaana

duniya tamaasha bana degi “maikash”
isey daaGh dil ke na harGhiz dikhaana


.........................................

is tarhe teri yaad meiN har shaam dhaley hai
goyaa koyi nagin si kalejey pe chaley hai

maikash
...............................

Last edited by maikasH; 1st February 2016 at 02:21 AM..
 Send a message via ICQ to maikasH Send a message via Yahoo to maikasH  
Reply With Quote
Old
  (#2)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
26th January 2016, 04:02 PM

maikash ji..har sher dard ki dastan suna raha ho jaise.......kya tareef kar sakti hun main....chhote muh badi baat hogi....
Bas padhne ka mauka dete rahiyega....

Salamat rahein..



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
28th January 2016, 10:36 AM

Quote:
Originally Posted by maikasH View Post
aab* par re’t se khwaab ke Ghar banaana
be’reham, voh teri chaahatoN ka zamaana

aab* = paani

chaley jaaiye, ke, ajab sa lagegaa
kaaNToN pe phuuloN ka pehra biThaana

maiN kohshish karooNga tumhe bhuulne ki
mera naam tum bhi laboN pe na laana

bhujhegi tere jism ki jab chamak
mere ishq ki raushn’ii aazmaana

duniya tamaasha bana degi “maikash”
isey daaGh dil ke na harGhiz dikhaana
dard jab had se guzartaa to tarannum ban jaata hai aap SDC ki shaan hai aur umeed hai yeh chaand sada chamaktaa raheGaa



Qasid


___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#4)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
28th January 2016, 08:05 PM

Maikash bhai bahut kamaal ka likha hai...............


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
maikasH
Birha Tu Sultan
maikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant future
 
Offline
Posts: 1,810
Join Date: Aug 2001
Rep Power: 10
1st February 2016, 02:13 AM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
maikash ji..har sher dard ki dastan suna raha ho jaise.......kya tareef kar sakti hun main....chhote muh badi baat hogi....
Bas padhne ka mauka dete rahiyega....

Salamat rahein..

Madhu jee namaskaar

aapke ek jumle ne sharmiNda kar diya hai

ba-har-haal, khaadim ka shukriya Tikaa lijiye


rab raakha jee
maikash


.........................................

is tarhe teri yaad meiN har shaam dhaley hai
goyaa koyi nagin si kalejey pe chaley hai

maikash
...............................
 Send a message via ICQ to maikasH Send a message via Yahoo to maikasH  
Reply With Quote
Old
  (#6)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
2nd February 2016, 03:53 PM

Quote:
Originally Posted by maikasH View Post
aab* par re’t se khwaab ke Ghar banaana
be’reham, voh teri chaahatoN ka zamaana

aab* = paani

chaley jaaiye, ke, ajab sa lagegaa
kaaNToN pe phuuloN ka pehra biThaana

maiN kohshish karooNga tumhe bhuulne ki
mera naam tum bhi laboN pe na laana

bhujhegi tere jism ki jab chamak
mere ishq ki raushn’ii aazmaana

teraa dar hai jaanaN ya phir maikada hai
kahaaN aur hum dil'jaloN ka thikaana

duniya tamaasha bana degi “maikash”
isey daaGh dil ke na harGhiz dikhaana
Maikash ji....aap jo likhtey ho uska koi saani nahi...har ehsaas dil ko cheerta hua niklta hai...likhtey rhiye aur bazm meiN aate rhiye.

rabb raakha


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#7)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
19th February 2016, 03:50 PM

Quote:
Originally Posted by maikasH View Post
aab* par re’t se khwaab ke Ghar banaana
be’reham, voh teri chaahatoN ka zamaana

aab* = paani

chaley jaaiye, ke, ajab sa lagegaa
kaaNToN pe phuuloN ka pehra biThaana

maiN kohshish karooNga tumhe bhuulne ki
mera naam tum bhi laboN pe na laana

bhujhegi tere jism ki jab chamak
mere ishq ki raushn’ii aazmaana

teraa dar hai jaanaN ya phir maikada hai
kahaaN aur hum dil'jaloN ka thikaana

duniya tamaasha bana degi “maikash”
isey daaGh dil ke na harGhiz dikhaana


waah saahab waahh kyaa kahne aapki is dilkash kalaam ko padh kar ham ek baar fir aapke mureed ho gaye hain saahab.... kya kya sher kahen hain subhaan Allah...

is ek sher me itni aag hai ke main bayaan nahi kar saktaa... bas baar baar padhe hi jata hoon..... aur kamaal bemisaal kahe jata hoon..

maiN kohshish karooNga tumhe bhuulne ki
mera naam tum bhi laboN pe na laana


nihaaytee khoob kalaam hua hai mere bhai... ummeed hai aage bhi aapko padhte rahne ka mauqa milta rahega... shukriyaa

Shaad....


Shaad...
   
Reply With Quote
Waah
Old
  (#8)
prasaxena
Shayar
prasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to all
 
prasaxena's Avatar
 
Offline
Posts: 569
Join Date: Apr 2002
Location: New Delhi, India
Rep Power: 28
Waah - 22nd February 2016, 07:48 PM

Quote:
Originally Posted by maikasH View Post
aab* par re’t se khwaab ke Ghar banaana
be’reham, voh teri chaahatoN ka zamaana

aab* = paani

chaley jaaiye, ke, ajab sa lagegaa
kaaNToN pe phuuloN ka pehra biThaana

maiN kohshish karooNga tumhe bhuulne ki
mera naam tum bhi laboN pe na laana

bhujhegi tere jism ki jab chamak
mere ishq ki raushn’ii aazmaana

teraa dar hai jaanaN ya phir maikada hai
kahaaN aur hum dil'jaloN ka thikaana

duniya tamaasha bana degi “maikash”
isey daaGh dil ke na harGhiz dikhaana
Waah waah Maikash Bhai

Kya khoob ghazal kahi hai aapne. Har sher lajawaab.

bhujhegi tere jism ki jab chamak
mere ishq ki raushn’ii aazmaana

Kya kehne!!

Khaaksaar
Praveen


raah meiN hi manziloN ka zikr mat chedo Praveen
manziloN ne sun liya toh aur woh badh jaayeNgi
  Send a message via Yahoo to prasaxena  
Reply With Quote
Old
  (#9)
bhushan
Registered User
bhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 554
Join Date: Nov 2014
Rep Power: 13
28th February 2016, 09:09 AM

Maikash ji namaste,

Aapki gazal dil ko choo gai....behad khoobsurati se jazzbatoN ko alfaaz dete hain aap.

Daad kubul farmaiyega

Aapka apna
Bhushan



Bhushan Joshi
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
Smile 28th February 2016, 06:22 PM

Quote:
Originally Posted by maikasH View Post
aab* par re’t se khwaab ke Ghar banaana
be’reham, voh teri chaahatoN ka zamaana

aab* = paani

chaley jaaiye, ke, ajab sa lagegaa
kaaNToN pe phuuloN ka pehra biThaana

maiN kohshish karooNga tumhe bhuulne ki
mera naam tum bhi laboN pe na laana

bhujhegi tere jism ki jab chamak
mere ishq ki raushn’ii aazmaana

teraa dar hai jaanaN ya phir maikada hai
kahaaN aur hum dil'jaloN ka thikaana

duniya tamaasha bana degi “maikash”
isey daaGh dil ke na harGhiz dikhaana
behad khoob likha hai maiskash jee aap ne, aap ko padha to kuchh aage likhna ka man kiya.

mujhe aadat sii ho gayi hai mushkurane kii,
zakhm tu deti rahe mujhe use seene se lagana.

ye imtihaan hai o khudaya mahobbat ka meri,
teri bewafaayi ko chaah kar, mahobbat nibhana.


Regards
Manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Old
  (#11)
masti
Moderator
masti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant future
 
masti's Avatar
 
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power: 38
29th February 2016, 06:21 PM

Aap kyu humesha rula dete ho bhai...

Ye tadap kahaa se laate ho...

Har ek sher baat karta sa laga...

Aur ye to main pehle bji leh chuki hu ki apki tareef ka matlab hai suraj ko diya dikhana.

Phir bhi ye koshish ho hi jaati hai apneaap.


-Apki Dost
Sarika
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com