Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
...meri zindagi uNkahi kahaaNi~
Old
  (#1)
mann_chand
Registered User
mann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud of
 
mann_chand's Avatar
 
Offline
Posts: 1,089
Join Date: Jun 2004
Location: Toronto,Canada
Rep Power: 31
...meri zindagi uNkahi kahaaNi~ - 20th February 2010, 05:05 AM

SDC meiN sabhi DostoN ko mera Aadaab!!!

aaj kuch alag likhNe ki koshish ki haiN, phoolon ko dekh kar likhNe ka mann hua so ..aur aap sab saamne hazir hai ek aur koshish....aacha / buraa yeh to aap baatayega.... aapki rayee ka iNtezaaar rahega ....

Take care


=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=

meiN hu diloN ki RaaNi
meri zindagi uNkahi kahaaNi

mausaam-e-bahar ho
yeh fir barsata paaNi

meiN hu mohabaat ki NishaaNi
khushi baat toh, haiN anjaaNi

aaj hu aur kal ka kya kahu
kuch lamhoN ki meri jawaaNi

Mohabaat ki tarah masoom hu
Phool hu, har pyaar ki zubaaNi

kya soch kar jo likh diya "deep"
ghazal mein ho gayi jaise rawaaNi

=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=



~ Mandeep Kaur ~
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Parul
Registered User
Parul is a jewel in the roughParul is a jewel in the roughParul is a jewel in the roughParul is a jewel in the rough
 
Parul's Avatar
 
Offline
Posts: 3,305
Join Date: Jun 2004
Location: Florida,USA
Rep Power: 26
20th February 2010, 07:58 AM

hi didi,
kaise ho? phoulon si feelings bahut khubsurti se bayaan ki hai aap ne, bahot khoob. daad kubul kijiyega... likhte rahiye.tc

Parul
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
20th February 2010, 08:52 AM

Mohabaat ki tarah masoom hu
Phool hu, har pyaar ki zubaaNi


yeh khayal bahut khubi se adaa kiya aapne...

Bahut naram aur khubsurat ehsaas piroye hai aapne mandeep Ji .....ek umdaa peshkash ko dil se daad hazir hai....yunhi likhte rahen...khush rahen...

apna khayal rakhen..
duaaon ke saath...




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#4)
vikramjethi
masttt...
vikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.com
 
vikramjethi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,151
Join Date: Sep 2009
Location: Chandigarh
Rep Power: 40
Smile 20th February 2010, 04:40 PM

mandeep jii....SSA,

aapne alag hi nahi balki behad khoobsurat likha hai....
maza aa gaya padh kar.....
daad qubuul kijiye...

aapka dost,
vikram...


'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....



vikramjethi@gmail.com
  Send a message via Yahoo to vikramjethi  
Reply With Quote
Old
  (#5)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
Love 20th February 2010, 06:21 PM

Quote:
Originally Posted by mann_chand View Post
SDC meiN sabhi DostoN ko mera Aadaab!!!

aaj kuch alag likhNe ki koshish ki haiN, phoolon ko dekh kar likhNe ka mann hua so ..aur aap sab saamne hazir hai ek aur koshish....aacha / buraa yeh to aap baatayega.... aapki rayee ka iNtezaaar rahega ....

Take care


=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=

meiN hu diloN ki RaaNi
meri zindagi uNkahi kahaaNi

mausaam-e-bahar ho
yeh fir barsata paaNi

meiN hu mohabaat ki NishaaNi
khushi baat toh, haiN anjaaNi

aaj hu aur kal ka kya kahu
kuch lamhoN ki meri jawaaNi

Mohabaat ki tarah masoom hu
Phool hu, har pyaar ki zubaaNi

kya soch kar jo likh diya "deep"
ghazal mein ho gayi jaise rawaaNi

=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=

mandeep jee
radhe radhe

bahut hi sundar koshish...dil se daad hazir hai...aise hi likhti rahen
(rep++++)


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Harash Mahajan
MaiN Our Meri Tanhaayii
Harash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud of
 
Harash Mahajan's Avatar
 
Offline
Posts: 984
Join Date: Oct 2006
Location: Delhi
Rep Power: 31
21st February 2010, 01:22 PM

Mandeep Kaur ji pehskerda tamaam kalaam behadd hi khoobsoorat hai..mujhe bahoot hi pasand aya..sach meiN aapne kutchh alag sa likhne ki koshish kee hai............daad qabool farmaayeiN….


Harash
  Send a message via Yahoo to Harash Mahajan Send a message via MSN to Harash Mahajan  
Reply With Quote
Old
  (#7)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
21st February 2010, 04:21 PM

Mandeep Jee Aadaab!

Kafi achcha likha hai, sher ke ahsaas achche hai koshish jari rakhiye,
Bahut asardaar likhane lagengi aap..... Is gazal ki baat kahuN to kafi kachcha pan hai har sher mein......

Khush rhaiye,
Khuda Hafez......


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#8)
Radhika_2
RooH Se RooH Tak
Radhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Radhika_2's Avatar
 
Offline
Posts: 1,247
Join Date: Feb 2010
Location: Delhi
Rep Power: 53
22nd February 2010, 09:23 AM

Bahut khoobsurat ehsaas likha Mandeep Jee.

kya soch kar jo likh diya "deep"
ghazal mein ho gayi jaise rawaaNi


daad.



Radhika

Seene Me Zakham Utarey Chale Gaye
Jo Humpe Guzari Guzarey Chale Gaye

Woh Aayega Ek Din Milne Humse
Naam Uska Hi Pukarey Chale Gaye


E-mail : radhika.nm2@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
21st May 2015, 10:03 AM

Quote:
Originally Posted by mann_chand View Post
SDC meiN sabhi DostoN ko mera Aadaab!!!

aaj kuch alag likhNe ki koshish ki haiN, phoolon ko dekh kar likhNe ka mann hua so ..aur aap sab saamne hazir hai ek aur koshish....aacha / buraa yeh to aap baatayega.... aapki rayee ka iNtezaaar rahega ....

Take care


=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=

meiN hu diloN ki RaaNi
meri zindagi uNkahi kahaaNi

mausaam-e-bahar ho
yeh fir barsata paaNi

meiN hu mohabaat ki NishaaNi
khushi baat toh, haiN anjaaNi

aaj hu aur kal ka kya kahu
kuch lamhoN ki meri jawaaNi

Mohabaat ki tarah masoom hu
Phool hu, har pyaar ki zubaaNi

kya soch kar jo likh diya "deep"
ghazal mein ho gayi jaise rawaaNi


=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=


Meri Pyri Manno...bahut pyare pyare ehsaas hai...bas maiN hi deri se aaye padne ke liye...SDC par aapki kami hai...!

pyar ke saath
dii


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#10)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Smile 21st May 2015, 03:33 PM

Quote:
Originally Posted by mann_chand View Post
SDC meiN sabhi DostoN ko mera Aadaab!!!

aaj kuch alag likhNe ki koshish ki haiN, phoolon ko dekh kar likhNe ka mann hua so ..aur aap sab saamne hazir hai ek aur koshish....aacha / buraa yeh to aap baatayega.... aapki rayee ka iNtezaaar rahega ....

Take care


=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=

meiN hu diloN ki RaaNi
meri zindagi uNkahi kahaaNi

mausaam-e-bahar ho
yeh fir barsata paaNi

meiN hu mohabaat ki NishaaNi
khushi baat toh, haiN anjaaNi

aaj hu aur kal ka kya kahu
kuch lamhoN ki meri jawaaNi

Mohabaat ki tarah masoom hu
Phool hu, har pyaar ki zubaaNi

kya soch kar jo likh diya "deep"
ghazal mein ho gayi jaise rawaaNi

=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=
Mandeep jee ...

Kafi pehly aap ki likhi hui yeh ghazal bohat hi asar-daar hy!

daad qabool kejiye ...

meHfil meiN aap ki wapisi ka intezaar rahy ga ..

duaooN ky saath ijazat,


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
1st July 2017, 11:14 AM

. meiN hu diloN ki RaaNi
meri zindagi uNkahi kahaaNi


Waahh!!!
Mandeep ji....Sdc ki taraf se aapko janmdin ki hardik badhaiyaan.....asha karti hun aapki Kalam Aaj bhi aapke ehsaas kagaz pe utar rahi hogi.....unhe hamare saath bhi sajha karne aaiyega phir se....

Intzaar rahega..

Dher sari duaon ke sath....
Apki Madhu.



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
good
Old
  (#12)
akant
Registered User
akant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to behold
 
akant's Avatar
 
Offline
Posts: 1,774
Join Date: Apr 2003
Location: UP, India
Rep Power: 30
good - 17th July 2017, 01:42 PM

Quote:
Originally Posted by mann_chand View Post
SDC meiN sabhi DostoN ko mera Aadaab!!!

aaj kuch alag likhNe ki koshish ki haiN, phoolon ko dekh kar likhNe ka mann hua so ..aur aap sab saamne hazir hai ek aur koshish....aacha / buraa yeh to aap baatayega.... aapki rayee ka iNtezaaar rahega ....

Take care


=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=

meiN hu diloN ki RaaNi
meri zindagi uNkahi kahaaNi

mausaam-e-bahar ho
yeh fir barsata paaNi

meiN hu mohabaat ki NishaaNi
khushi baat toh, haiN anjaaNi

aaj hu aur kal ka kya kahu
kuch lamhoN ki meri jawaaNi

Mohabaat ki tarah masoom hu
Phool hu, har pyaar ki zubaaNi

kya soch kar jo likh diya "deep"
ghazal mein ho gayi jaise rawaaNi

=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=
bahut hi behatrin koshis hai aapki.. kahi kahi thoda sa bhatkaav ho gaya hai.. lekin phir bhi sweekar kiya ja sakata hai.. likhate likhate hi shabdo ki pkada aur unke prayog me nikhaar aata hai... so keep writing..

Akant...


*********
आहट सी कोइ आये तो समझ लेना कि तुम हो...
AahaT si koi aaye to samajh lena ki tum ho...
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com