tujhe bhul jana jaaana mumkin nahi tu yaad na aaye aisa koi din nahi -
29th June 2006, 12:01 PM
tujhe bhul jana jaana mumkin nahi - 2
tu yaad na aaye aaisa koi din nahi - 2
tujhe bhul jana jaana mumkin nahi - 2
tu yaad na aaye aaisa koi din nahi
tujhe bhul jana jaana mumkin nahi - 2
tu yaad na aaye aaisa koi din nahi
tera jaadu aaisa chhaya
har zarre mein tujhko paaya
chaahe woh hall ho shorogul ka
chahe ho veerana aalam
har pal hai maujudgi teri
har mausam hai tera mausam
tujhe bhul jana jaana mumkin nahi - 2
tu yaad na aaye aaisa koi din nahi - 2
tujhe bhul jana jaana mumkin nahi - 2
tu yaad na aaye aaisa koi din nahi
main karta hoon laakh bahane
par bin tere dil na maane
jitna tujhko bhoolna chahu
utna hi tujhe paas main paaun
tu na jaane aye mehbooba main tere ishq mein kitna dooba
tujhe bhul jana jaana mumkin nahi - 2
tu yaad na aaye aaisa koi din nahi - 3
tu yaad na yaad na yaad na yaad na
yaad na aaye aaisa koi din nahi
ab gawara nahi koi aur bhi ho jo meri tarah u tumpe mare.....
tune pyaar u sikhake Jindgi ho jindagi badal di.......
**~ Aashi ~**
|