Kya pata maut ka kab paigam aa jaae,
Kya pata zindgi ki aakhir kab shaam aa jaae,
Mein to talash kerta hoon mauka-e-dost ,
ki meri zindgi kab tere kaam aa jaae.....
Khoobsoorat kya keh diya unko ,
hamein bhula ker wo aaine ke ho gaaye ,
Na tarasha tha to phatar the,
Tarasha to khuda ho gaye//