Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Kabhi sochuN kyuN naa chahuN Main Tujhe
Old
  (#1)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
Kabhi sochuN kyuN naa chahuN Main Tujhe - 14th September 2009, 05:36 PM

Kabhi sochuN kyuN naa chahuN Main Tujhe
BHooL Kar Jo BHoola Naa PauN Main Tujhe

Waade Tode Kasme Todi Chor Gaye Mujhe
KyuN KaR PhiR AB YAaD AAuN MaiN TujHe

AaNa Hai TO AA TeRI MaRZiI MaiRA KYA
Gaye Ho Tum To KyuN bulaauN Main Tujhe

Hun main tanha tere Intezar mein Ab Talak
Aaja issay pahele ke bhool jauN Main Tujhe

Itna To BaTa DeY Aye AhsaaN Gard MaiRe
KiS TarHa PYaR TeRa LauTauN Main Tujhe

Samjhte nahi tum jane kyun is dil ki baaten
KYa Cheer Ke Dil ApNa DikhauN MaiN Tujhe

HasraT Hai Teri Sirf Teri Hi Mujhe Kwahish
Aaja issay pahele ke bhool jauN Main Tujhe


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#2)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 86
14th September 2009, 07:47 PM

Sameer ji.......aap hamesha hi acha likhte hai........sochta hu.....taarif ke liye aur kiya naya izaad karu......bahut khub likha aapne.......har sher ek se badke ek hai.......aapki ghazal ke ehsaas khayal jazbaat aur gehraai sabhi umdaa lage mujhe.....aise hi likhte rahiye......khush rahiye.....
Yeh do sher mujhe dil ke bahut kareeb lage......
Waade Tode Kasme Todi Chor Gaye Mujhe
KyuN KaR PhiR AB YAaD AAuN MaiN TujHe
Samjhte nahi tum jane kyun is dil ki baaten
KYa Cheer Ke Dil ApNa DikhauN MaiN Tujhe
SuperB creation.........
daad kabul farmaaye.....




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#3)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
15th September 2009, 02:54 PM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
Sameer ji.......aap hamesha hi acha likhte hai........sochta hu.....taarif ke liye aur kiya naya izaad karu......bahut khub likha aapne.......har sher ek se badke ek hai.......aapki ghazal ke ehsaas khayal jazbaat aur gehraai sabhi umdaa lage mujhe.....aise hi likhte rahiye......khush rahiye.....
Yeh do sher mujhe dil ke bahut kareeb lage......
Waade Tode Kasme Todi Chor Gaye Mujhe
KyuN KaR PhiR AB YAaD AAuN MaiN TujHe
Samjhte nahi tum jane kyun is dil ki baaten
KYa Cheer Ke Dil ApNa DikhauN MaiN Tujhe
SuperB creation.........
daad kabul farmaaye.....
Naresh Jii Aadaab

Kaise hai janab, jii itni tarif na kijiye yeh to aap ki zara nawazi hai janab ke aap humara hamesha se saath dete aaye hai.....

Aage bhi aapka saath milta rahe yehi dua..

Khush rahiye aur apna khayal rakhiye
Khuda hafez..


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#4)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
15th September 2009, 07:29 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Kabhi sochuN kyuN naa chahuN Main Tujhe
BHooL Kar Jo BHoola Naa PauN Main Tujhe

Waade Tode Kasme Todi Chor Gaye Mujhe
KyuN KaR PhiR AB YAaD AAuN MaiN TujHe

AaNa Hai TO AA TeRI MaRZiI MaiRA KYA
Gaye Ho Tum To KyuN bulaauN Main Tujhe

Hun main tanha tere Intezar mein Ab Talak
Aaja issay pahele ke bhool jauN Main Tujhe

Itna To BaTa DeY Aye AhsaaN Gard MaiRe
KiS TarHa PYaR TeRa LauTauN Main Tujhe

Samjhte nahi tum jane kyun is dil ki baaten
KYa Cheer Ke Dil ApNa DikhauN MaiN Tujhe

HasraT Hai Teri Sirf Teri Hi Mujhe Kwahish
Aaja issay pahele ke bhool jauN Main Tujhe
khwaish sahab......aadaab........

apki ghazal bahut acchi hai.......
bahut sarcastically rumani ghazal hai.......
sare ashaar acche lage..........


yun hi likhte rahiye aur mahfil ki raunaq bane rahiye

regards
   
Reply With Quote
ek farz
Old
  (#5)
ajay nidaan
nida
ajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud of
 
ajay nidaan's Avatar
 
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 27
Love ek farz - 17th September 2009, 07:51 AM

Adarniya khwaish ji

daad kabul kijiyega
wakai me aapne alfajo ke maydhaym se apne
bhawana ko bahut khub shabdo se bayaan
kiya hai. sach me tareef ke kabil hai.

bahut aacha .. aise hi koshish karte rahiyega.
khus rahe kaamyaab hote rahe........


ye ashaar aapke liye mere dost ke liye

meri khwaish tere labo par aakar chali gayi jahaan se
mai bade pyar se aaya tha banke aasu armaan se
.

Ajay nidaan


Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan

Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.

 Send a message via ICQ to ajay nidaan Send a message via Yahoo to ajay nidaan Send a message via Skype™ to ajay nidaan 
Reply With Quote
Old
  (#6)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
17th September 2009, 03:39 PM

Quote:
Originally Posted by zidd View Post
khwaish sahab......aadaab........

apki ghazal bahut acchi hai.......
bahut sarcastically rumani ghazal hai.......
sare ashaar acche lage..........


yun hi likhte rahiye aur mahfil ki raunaq bane rahiye

regards
Zidd sahab Aadaab....

Zidd shaab yeh to aapki zara nawazi hai jo is nacheez ko apni aaraa se Nawazte hai..
Aage bhi aapse housla afzai milti rahe , yehi dua...

Aap bhi khush rahiye,
aapna khayal rakhiye


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#7)
deep.uday
Registered User
deep.uday will become famous soon enough
 
deep.uday's Avatar
 
Offline
Posts: 54
Join Date: Jul 2009
Location: Delhi
Rep Power: 15
17th September 2009, 04:46 PM

Quote:
Kabhi sochuN kyuN naa chahuN Main Tujhe
BHooL Kar Jo BHoola Naa PauN Main Tujhe

Waade Tode Kasme Todi Chor Gaye Mujhe
KyuN KaR PhiR AB YAaD AAuN MaiN TujHe

AaNa Hai TO AA TeRI MaRZiI MaiRA KYA
Gaye Ho Tum To KyuN bulaauN Main Tujhe

Hun main tanha tere Intezar mein Ab Talak
Aaja issay pahele ke bhool jauN Main Tujhe

Itna To BaTa DeY Aye AhsaaN Gard MaiRe
KiS TarHa PYaR TeRa LauTauN Main Tujhe

Samjhte nahi tum jane kyun is dil ki baaten
KYa Cheer Ke Dil ApNa DikhauN MaiN Tujhe

HasraT Hai Teri Sirf Teri Hi Mujhe Kwahish
Aaja issay pahele ke bhool jauN Main Tujhe



Kwahish ( An uncomplete Dream )
Sameer ji aapki ghazal padhkar bahut accha laga ... bahut khoob likha hai aapne ... tk cr
  Send a message via Yahoo to deep.uday  
Reply With Quote
Old
  (#8)
shipra
Registered User
shipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to behold
 
shipra's Avatar
 
Offline
Posts: 474
Join Date: Apr 2009
Rep Power: 24
18th September 2009, 06:47 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Kabhi sochuN kyuN naa chahuN Main Tujhe
BHooL Kar Jo BHoola Naa PauN Main Tujhe

Waade Tode Kasme Todi Chor Gaye Mujhe
KyuN KaR PhiR AB YAaD AAuN MaiN TujHe

AaNa Hai TO AA TeRI MaRZiI MaiRA KYA
Gaye Ho Tum To KyuN bulaauN Main Tujhe

Hun main tanha tere Intezar mein Ab Talak
Aaja issay pahele ke bhool jauN Main Tujhe

Itna To BaTa DeY Aye AhsaaN Gard MaiRe
KiS TarHa PYaR TeRa LauTauN Main Tujhe

Samjhte nahi tum jane kyun is dil ki baaten
KYa Cheer Ke Dil ApNa DikhauN MaiN Tujhe
HasraT Hai Teri Sirf Teri Hi Mujhe Kwahish
Aaja issay pahele ke bhool jauN Main Tujhe
Sameer ji bahut accha likha h aapne.... sabhi sher kamal h....
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
19th September 2009, 02:56 PM

Quote:
Originally Posted by ajay nidaan View Post
Adarniya khwaish ji

daad kabul kijiyega
wakai me aapne alfajo ke maydhaym se apne
bhawana ko bahut khub shabdo se bayaan
kiya hai. sach me tareef ke kabil hai.

bahut aacha .. aise hi koshish karte rahiyega.
khus rahe kaamyaab hote rahe........


ye ashaar aapke liye mere dost ke liye

meri khwaish tere labo par aakar chali gayi jahaan se
mai bade pyar se aaya tha banke aasu armaan se .

Ajay nidaan
Ajay Ji Aadaab......

Aap ko mera likha pasand aaya aur aapne apna kimti waqt nikal ker jo reply kiya iska tahe dil se shukriya, aage bhi aap meri bhawnao ko aur shabd rachnao ko sarahenge ummid hai....

Aapka sher achcha laga...

Aate rahiye, Khush rahiye,


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#10)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
20th September 2009, 03:37 PM

Quote:
Originally Posted by deep.uday View Post
Sameer ji aapki ghazal padhkar bahut accha laga ... bahut khoob likha hai aapne ... tk cr
Thanks Deep, Thank you very much for appriciate, hope you ll enjoy here..
aage bhi apna saath banaye rakhiye,

Khush rahiye..
Take care...
Bye.....


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#11)
abed_farooqui
Registered User
abed_farooqui will become famous soon enoughabed_farooqui will become famous soon enough
 
abed_farooqui's Avatar
 
Offline
Posts: 166
Join Date: Aug 2009
Location: Duniya ki gehrai me
Rep Power: 16
20th September 2009, 10:54 PM

sameer bhaiya ek aur mast gazal kahi hai apne apki shayari bi ahci lagne lagi hai muze bhot mast... ye sher bhot acha laga..
Samjhte nahi tum jane kyun is dil ki baaten
KYa Cheer Ke Dil ApNa DikhauN MaiN Tujhe


PARWANA
Abed Farooqui

Jalegi shammaye tere naam se qamar
Parwaana hun tera naam jo liya karun
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
22nd September 2009, 03:07 PM

Quote:
Originally Posted by shipra View Post
Sameer ji bahut accha likha h aapne.... sabhi sher kamal h....
Thanks Shipra jii... Aap humare kalam per aaye aur apni aara se nawaza iske liye aapka tahe dil se shukriya...

Aage bhi aapka saath bana rahe yehi dua....

Khush rahiye
Apna khayal rakhiye
Bazm mein aate rahiye..
Khuda Hafez..


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#13)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
24th September 2009, 03:08 PM

Quote:
Originally Posted by abed_farooqui View Post
sameer bhaiya ek aur mast gazal kahi hai apne apki shayari bi ahci lagne lagi hai muze bhot mast... ye sher bhot acha laga..
Samjhte nahi tum jane kyun is dil ki baaten
KYa Cheer Ke Dil ApNa DikhauN MaiN Tujhe
Shukriyaa Aabed Bhai...

Yeh to aapki zara nawazi hai ... bande ke kalam mein aapko jaan nazar aati hai..

Aate rahiye ...
Khush rahiye..
Aage bhi apna saath banaye rakhiye..
Khuda Hafez..


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#14)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
24th September 2009, 09:43 PM

Ghazab ki Ghazal kah diya aapne sameer jee
dil ki baat ko ba-khu-bi bayaan kar diye aap

Hun main tanha tere Intezar mein Ab Talak
Aaja issay pahele ke bhool jauN Main Tujhe

kisiko bula rahe ho jee
aap khud sabko kahte ho sab mujhe bhul gaye
yahan aap dusre ko khud bhulne ki baat kah rahe ho
this is not fair

younhi Ghazal kahte rahiye
khus rahiye

Diya



Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai


Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
27th September 2009, 04:06 PM

Quote:
Originally Posted by Diya_Jale View Post
Ghazab ki Ghazal kah diya aapne sameer jee
dil ki baat ko ba-khu-bi bayaan kar diye aap

Hun main tanha tere Intezar mein Ab Talak
Aaja issay pahele ke bhool jauN Main Tujhe

kisiko bula rahe ho jee
aap khud sabko kahte ho sab mujhe bhul gaye
yahan aap dusre ko khud bhulne ki baat kah rahe ho
this is not fair

younhi Ghazal kahte rahiye
khus rahiye

Diya
Diyaa jii aadaab...

Jii Aisa hi huN main dil ki baat dil mein nahi rakhta mujhe janne wale baqoobi jante hai mujhe ke main keh deta huN... Yeh to gazal ke madhyam se kaha hai but kisi ke main muh per bhi kehne se nahi hichakta main isliye shayad log mujhe galat bhi samjhte hai...

Jii shayad sach hai ke log mujhe bhool gaye .. aur agar jyada waqt guzar jaye to to main bhi bhool jaungaa kuch aisa hi msg hai is sher mein..

Ek baat samjhi hai maine kya sahin kya galat aur kahan sahiN kahan galat.. is per ek thought bhi hai.. jise maine kuch aisa bana diya hai.." Every thing is fair in love and Life"

Aapka saath bana raha to likhate rahenge..
Aap bhi khush rahiye..
Apna khayal rakhiye..
Khuda hafez..
May God Bless You...


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#16)
shab_seher
Registered User
shab_seher is a jewel in the roughshab_seher is a jewel in the roughshab_seher is a jewel in the rough
 
shab_seher's Avatar
 
Offline
Posts: 94
Join Date: Mar 2007
Location: lucknow,india
Rep Power: 20
27th September 2009, 04:49 PM

Bahut khoob kaafi accha likha hai.....
"Apno ki kuch aisi inayat rahi hai mujhpe,
Ki mai apno ki dosti se jada bharosa dushman ki dushmani pe karta hoon"

Last edited by shab_seher; 27th September 2009 at 04:52 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
noor_noor
Registered User
noor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 545
Join Date: Feb 2009
Rep Power: 25
28th September 2009, 03:52 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Kabhi sochuN kyuN naa chahuN Main Tujhe
BHooL Kar Jo BHoola Naa PauN Main Tujhe

Waade Tode Kasme Todi Chor Gaye Mujhe
KyuN KaR PhiR AB YAaD AAuN MaiN TujHe

AaNa Hai TO AA TeRI MaRZiI MaiRA KYA
Gaye Ho Tum To KyuN bulaauN Main Tujhe

Hun main tanha tere Intezar mein Ab Talak
Aaja issay pahele ke bhool jauN Main Tujhe

Itna To BaTa DeY Aye AhsaaN Gard MaiRe
KiS TarHa PYaR TeRa LauTauN Main Tujhe

Samjhte nahi tum jane kyun is dil ki baaten
KYa Cheer Ke Dil ApNa DikhauN MaiN Tujhe

HasraT Hai Teri Sirf Teri Hi Mujhe Kwahish
Aaja issay pahele ke bhool jauN Main Tujhe



khoob bhut hi khoob Kwahish sahab waah maza aa gya pad kar kye baat hai dear bhut hi achay

hasrt hai teri sirf teri hi mujhay kwahish
aaja issay pehle ke bhool jaun mein tujhe


you.n na samjhoge kinare pe khade rehkar tum
behta dariya hu.n mujhy haath se choo kar daikho
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
29th September 2009, 02:19 PM

Quote:
Originally Posted by shab_seher View Post
Bahut khoob kaafi accha likha hai.....
"Apno ki kuch aisi inayat rahi hai mujhpe,
Ki mai apno ki dosti se jada bharosa dushman ki dushmani pe karta hoon"
Shab e sher sahab aaaab...

Janab aapne humare post per apni shirkat kar jo hounsla afzai ki hai usk liye shukriya ... aag bhi aapka saath bana rah yehi dua..

Aate rahiye..
Khush rahiye..
Khuda Hafez..


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#19)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
29th September 2009, 02:22 PM

Sameer Ji,

Adaab

Boht khobsorat ehsaasat hain janab,
Acha laga phar kar....

Khush rahiye,

Aisey hi likhtay rahiye,

GOD BLESS YOU,


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#20)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
6th October 2009, 02:44 PM

Quote:
Originally Posted by shab_seher View Post
Bahut khoob kaafi accha likha hai.....
"Apno ki kuch aisi inayat rahi hai mujhpe,
Ki mai apno ki dosti se jada bharosa dushman ki dushmani pe karta hoon"
Shab_ sehar saheb aadaab....

Aapko meri adna si koshish pasand aayi main aapka mamnoon huN....
BHai aap jiss shahar se hai woh wakai dil walaon ka shahar hai... Main lakhanow walon ki bahut izzat karta hun, aur aapne sher bhi bahut khoob likha wakai woh bhi kabil e tarif hai.....

Aate rahiye... Aage bhi apna saath banaye rakhiye....

Khush rakhiye..
Khuda Hafez....


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#21)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
10th October 2009, 04:07 PM

Quote:
Originally Posted by noor_noor View Post
khoob bhut hi khoob Kwahish sahab waah maza aa gya pad kar kye baat hai dear bhut hi achay

hasrt hai teri sirf teri hi mujhay kwahish
aaja issay pehle ke bhool jaun mein tujhe
Aslam sahab Aadaab.......

Thanks for appriciation, but where aur you bro...... ?
Aage bhi apna saath banaye rakhiyenga ...

Khush rahiye..
Khuda Hafez...


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#22)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
11th October 2009, 02:40 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Kabhi sochuN kyuN naa chahuN Main Tujhe
BHooL Kar Jo BHoola Naa PauN Main Tujhe

Waade Tode Kasme Todi Chor Gaye Mujhe
KyuN KaR PhiR AB YAaD AAuN MaiN TujHe

AaNa Hai TO AA TeRI MaRZiI MaiRA KYA
Gaye Ho Tum To KyuN bulaauN Main Tujhe

Hun main tanha tere Intezar mein Ab Talak
Aaja issay pahele ke bhool jauN Main Tujhe

Itna To BaTa DeY Aye AhsaaN Gard MaiRe
KiS TarHa PYaR TeRa LauTauN Main Tujhe

Samjhte nahi tum jane kyun is dil ki baaten
KYa Cheer Ke Dil ApNa DikhauN MaiN Tujhe

HasraT Hai Teri Sirf Teri Hi Mujhe Kwahish
Aaja issay pahele ke bhool jauN Main Tujhe
Very nice, Sameer Ji...! Parh kar badaa accha lagaa...!

Keep it up, ok...?

With blessings



Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Old
  (#23)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
23rd October 2009, 02:20 PM

Quote:
Originally Posted by Hassan Rasheed View Post
Sameer Ji,

Adaab

Boht khobsorat ehsaasat hain janab,
Acha laga phar kar....

Khush rahiye,

Aisey hi likhtay rahiye,

GOD BLESS YOU,

Hassan sahab Aadaab.........

Aapki hounsla afzai aur tarif ka behad mamnoon huN aage bhi aapka saath bana rahe yehi dua......

Aate rahiye, khush rahiye..
Apna saath banaye rakhiye,
Khuda Hafez....


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#24)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
27th October 2009, 03:54 PM

Quote:
Originally Posted by Mushkil View Post
Very nice, Sameer Ji...! Parh kar badaa accha lagaa...!

Keep it up, ok...?

With blessings

Danny Jii Aadaab..........

Thanks for appriciation.... himmat aur hounsal afzai ke liye tahe dil se mamnoon huN..

Aage bhi aapka saath bana rahe yehi dua...

Khush rahiye..
Apna khayal rakhiye..
Khuda Hafez,....


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com