Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

 
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Prev Previous Post   Next Post Next
Kyon Itna Tere Khayaalon Mein Mandraate Hain
Old
  (#1)
Mukhra
Ishhh....
Mukhra will become famous soon enoughMukhra will become famous soon enough
 
Mukhra's Avatar
 
Offline
Posts: 1,698
Join Date: Mar 2005
Location: USA
Rep Power: 22
Kyon Itna Tere Khayaalon Mein Mandraate Hain - 1st April 2006, 08:11 AM

Sabko mera Salaam,

Aaj pehli baar, bina hindi/Urdu dictionary use kiye, maine kuch likha hai ..yes I kno, sounds a bit pathetic, but neways…aur pehli baar, ek aise topic par likha hai, jo humse bahot anjnabi sa hai…maikhaana aur sharaab, poetry par par ke, mere mann mein khayaal aaya, k kyon na main bhi likhoon kuch thora sa mere style se alag…toh thora sa dar k, k shayad kitna bura maine likha hai, im peshing this to u…zaroor bataayega k accha laga k so-called kachra hai


Har shaam teri dehleez par sar jhukaate hain
Maikhaanon ko teri yaadon se sajaate hain

Har ik boondh jo utharthi hai apne sine mein
Usse teri tukraayi ka ek inaam kehlaate hain

Par peene se bhi tera chehra duur nahi hota
Nashe mein bhi ashkon ko hum chupaate hain

Aur phir jab suraj ki kiran deti hai apni awaaz
Hum jhoothi muskaan se dard ko dafnaate hain

Kat jaata hai din bina koi khushie k mel se
Shaam hote hi, phir peene chale aate hain

Sochti hai yeh badnaseeb kyon aisa samaa hai
K ab maikhaanon se bhi kuch hamare naate hain

Kyon zindagi k har rang teri yaad dilaate hain
Kyon itna tere khayaalon mein mandraate hain

Thanx...


*(`'·.¸(`'·.¸*¤*¸.·'´) ¸.·'´)*
»~:¤.·º`·.»WARDA«.·´º·.¤:~«
*(¸.·'´(¸.·'´*¤*`'·.¸)`'·.¸)*


I'm a wanderer...on the roads of life,
marveling at the different plants and flowers
on the way....some hurt, yet some love...

~*~Ek Nanny Si Jaan...Chotta Sa Bacha...Thas Me!~*~
   
Reply With Quote
 


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Ishwar allah tere jahan mein nafrat kyon hai jung hai kyon Rajeev Sharma Hindi/Urdu Lyrics 0 20th April 2010 09:35 AM
kyon ki itna pyar tumko karte hain ham aashika Hindi/Urdu Lyrics 0 1st October 2005 01:51 PM
khayaalon mein... Parastaar Shayri-e-Dard 25 11th July 2004 11:30 AM
tere Israr Per Itna Batate Hain<<<< banjara'''' Shayri-e-Dard 0 26th May 2003 06:31 PM
khayaalon mein mere aate hain woh (rough draft) Anamika Aapki Shayri 6 29th July 2002 10:21 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com