 |
|
|
|
|
 |
|
|
Registered User
Offline
Posts: 69
Join Date: Jan 2006
Location: faridabad india
Rep Power: 17
|
.......... Barbaad Mohabbat......... -
11th March 2006, 04:39 PM
dosto aap ke saamne ek gazal jo ki mere dil ko bahut bhati hai............. ummid hai aap sabhi ko bhi achhi lagegi.....
AKHIRI BAAR TERE PYAAR KI KALIYAAN CHUN LOO,,,
LOUT KAR FIR TERE GULSHAN MEIN NAHI AAUNGA.....
APNI "BARBAAD MOHABBAT" KA JANAZAA LEKAR,,,,,,,
TERI DUNIYA SE BAHUT DOOOR CHALAA JAUNGAA...
DIL KO SAMJHAALOO JISE PYAAR KIYAA THA TOONE,,,,
WOH TO EK KHWAAB THA JIS KHWAAB KI TAABEER NA THI...
TU SAMAJHTA THA JISE APNA MUQQADAR NADAAN,,,,
WOH KISI GAIR KI THI WOH TERI TAKDEER NA THI.........
APNI PALKON MEIN SAZAA RAKHA THA JIN KHWAABON KO,,,,
APNE HAATHON SE UNHE KHUD HI MITA JAAUNGAA.......
APNI "BARBAAD MOHABBAT"..................
AAJ MALOOM HUYAA PYAAR KI KEEMAT KYAA HAI,,,,
ITNI DOULAT E MERI JAAN KAHAAN SE LATAA.........
DIL NE TUJHE PAANE KI KASAM KHAYEE THI,,,,,,,
PER TUJHE PAANE KA VARDAAN KAHAAN SE LATAA......
MUKTI PYAAR KI DUSHMAN HAI OR KUCHH BHI NAHI,,,
RAAZ KI BAAT YE TAARON KO BATAA JAAUNGAA......
APNI" BARBAAD MOHABBAT"..............
AAKHIRI BAAR..............
.................................................. .............................................
dard ko bhi ab dard hone lagaa......
dard mere seene mein jeene lagaa..
dard ko chhuker hum roye kabhi......
dard hum ko chhuker rone lagaa.....
.................................................. ......
------------
LOUT JATI HAI DUNIYA GAM HAMARA DEKHKAR,,,,,,,,,
JAISE LOUT JATI HAIN LAHREN KINARA DEKHKAR....
TUM KANDHA NA DENA MERE JANAZE KO..........................
KAHIN FIR ZINDA NA HO JAU TERA SAHARA DEKHKAR.....
Last edited by harjeet singh; 11th March 2006 at 04:44 PM..
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 33
|
13th March 2006, 04:11 PM
ghazal kaafi acchi hai harjeet....
likhte rahiyega aage bhi..khush rahiyega.
"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."
**~*FaRhAnA*~**
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 69
Join Date: Jan 2006
Location: faridabad india
Rep Power: 17
|
20th March 2006, 04:18 PM
Quote:
Originally posted by farhana
ghazal kaafi acchi hai harjeet....
likhte rahiyega aage bhi..khush rahiyega.
|
thanx, a lot ki aap ko achha lagaa ..............
aage bhi achha hi likhne ki koshish karte rahenge.......
byeeeee
LOUT JATI HAI DUNIYA GAM HAMARA DEKHKAR,,,,,,,,,
JAISE LOUT JATI HAIN LAHREN KINARA DEKHKAR....
TUM KANDHA NA DENA MERE JANAZE KO..........................
KAHIN FIR ZINDA NA HO JAU TERA SAHARA DEKHKAR.....
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 7
Join Date: Mar 2006
Location: India..In Gujarat..In surat
Rep Power: 0
|
20th March 2006, 05:15 PM
Very Nice Posting Friend.....
Ek Sher Me Bhi Arj Karunga aap Ki Mahefil Me....
Pyaar Karne Ka Gunaah Kiya Hai Tune Aye Bande Mere..
Naa Jannat Naseeb Hogi.. Na Jahanum Ka Pata Milegaa...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,474
Join Date: Dec 2005
Location: singapore
Rep Power: 19
|
20th March 2006, 05:44 PM
jeet ji gazal ko share karne k liye sukriya
aapki ye psand hume bhaut pasand aayi
DIL KO SAMJHAALOO JISE PYAAR KIYAA THA TOONE,,,,
WOH TO EK KHWAAB THA JIS KHWAAB KI TAABEER NA THI...
TU SAMAJHTA THA JISE APNA MUQQADAR NADAAN,,,,
WOH KISI GAIR KI THI WOH TERI TAKDEER NA THI.........
APNI PALKON MEIN SAZAA RAKHA THA JIN KHWAABON KO,,,,
APNE HAATHON SE UNHE KHUD HI MITA JAAUNGAA.......
APNI "BARBAAD MOHABBAT"..................
shrdh
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 124
Join Date: Feb 2006
Location: New Delhi
Rep Power: 17
|
20th March 2006, 07:05 PM
Harjeet ji,
aapka likha har lafz itne saleeke se har jagah rakha gaya hai jiski tariff ke liye shabd nahi mil rahe aur upar se itne khoobsurti se ahsaason ko bayaan bhi karti yeh ghazal bahut achi lagii.
Aag ab bhi wahi hai
Dard ab bhi wahi hai
Waqt shayad badal gaya hai
Meri shakhshiyat ab bhi wahi hai.
GKS
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 69
Join Date: Jan 2006
Location: faridabad india
Rep Power: 17
|
30th March 2006, 06:31 PM
[QUOTE]Originally posted by GKS
[B]Harjeet ji,
aapka likha har lafz itne saleeke se har jagah rakha gaya hai jiski tariff ke liye shabd nahi mil rahe aur upar se itne khoobsurti se ahsaason ko bayaan bhi karti yeh ghazal bahut achi lagii.
thanx dear friend jo aapko achha lagaa ,,
dost aap ki likhi huyee gazal bhi bahut achhi lagi........aap yu hi hame motivate karte rahe........
dard ko bhi ab dard hone lagaa.....
dard mere seene mein jeene lagaa...
dard ko chhuker hum roye kabhi......
dard hum ko chhuker rone lagaa......
.................................................. .......
LOUT JATI HAI DUNIYA GAM HAMARA DEKHKAR,,,,,,,,,
JAISE LOUT JATI HAIN LAHREN KINARA DEKHKAR....
TUM KANDHA NA DENA MERE JANAZE KO..........................
KAHIN FIR ZINDA NA HO JAU TERA SAHARA DEKHKAR.....
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is Off
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2022, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
 |