Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Sharaab

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Yeh zamana us roz se woh zamana naa raha
Old
  (#1)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
Yeh zamana us roz se woh zamana naa raha - 27th November 2009, 04:44 PM

Ahel E Bazm ko mera salam,

Shayari E sharab ke padhne waloN ke liye aaj main ek khaas peshkash nazar pesh ker raha hun, abtak maine is forume ke iye kabhi dilse likhane ki koshish nahi ki thi per meri yeh koshish sabhi saaqi E yaar ke liye tahe dil se ki gayi hai, gar aapko pasand aaye to apne rai se nawaziyenga..............

To mere Gazall ka lutf uthaiye,

Mulayzaa farmaiye.......



Saaqi E yaar ka hi ab koyiN thikana naa raha
Aaj mere hi hisse kyuN koi paimana naa raha


Sabhi ne badhaya tha, hath pamane ki taraf
YeH zamana us roz se woh zamana naa raha


Ghar, ghar mein ho rahi hai maikshiN kuch aisi
Maikhane hi maikhane hua maikhana na raha


Uske aashique thi kayi pagal pan ki hadh tak
Dekh meri diwaangi koi uska diwana naa raha


Ley na jaye Kwahish barbaadi ki raahon per
Aadi huye sharab ke aur koyi bahana naa raha


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#2)
vikramjethi
masttt...
vikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.com
 
vikramjethi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,151
Join Date: Sep 2009
Location: Chandigarh
Rep Power: 40
Love 27th November 2009, 06:43 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Ahel E Bazm ko mera salam,

Shayari E sharab ke padhne waloN ke liye aaj main ek khaas peshkash nazar pesh ker raha hun, abtak maine is forume ke iye kabhi dilse likhane ki koshish nahi ki thi per meri yeh koshish sabhi saaqi E yaar ke liye tahe dil se ki gayi hai, gar aapko pasand aaye to apne rai se nawaziyenga..............

To mere Gazall ka lutf uthaiye,

Mulayzaa farmaiye.......



Saaqi E yaar ka hi ab koyiN thikana naa raha
Aaj mere hi hisse kyuN koi paimana naa raha


Sabhi ne badhaya tha, hath pamane ki taraf
YeH zamana us roz se woh zamana naa raha


Ghar, ghar mein ho rahi hai maikshiN kuch aisi
Maikhane hi maikhane hua maikhana na raha


Uske aashique thi kayi pagal pan ki hadh tak
Dekh meri diwaangi koi uska diwana naa raha


Ley na jaye Kwahish barbaadi ki raahon per
Aadi huye sharab ke aur koyi
bahana naa raha

Khwahish jii,

Bahut badhiya lagi hame aapki ye Ghazal....
Neeche wala sheyr to khaas taur pe pasand aaya...

Ghar, ghar meiN ho rahi hai maikashi Kuch aisi
Maikhane hi Maikhane hue maikhana na raha

Tahe dil se daad haazir hai Janaab Kabuul farmaayeN...!!!
Aise hi likhte rahiye......
Khuda aapki kalam ko aur bhi nehmatoN se nawaazish kare, bas yahi dua hai meri...

Ijaazat...
Vikram


'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....



vikramjethi@gmail.com
  Send a message via Yahoo to vikramjethi  
Reply With Quote
Old
  (#3)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
28th November 2009, 07:31 PM

Quote:
Originally Posted by vikramjethi View Post
Khwahish jii,

Bahut badhiya lagi hame aapki ye Ghazal....
Neeche wala sheyr to khaas taur pe pasand aaya...

Ghar, ghar meiN ho rahi hai maikashi Kuch aisi
Maikhane hi Maikhane hue maikhana na raha

Tahe dil se daad haazir hai Janaab Kabuul farmaayeN...!!!
Aise hi likhte rahiye......
Khuda aapki kalam ko aur bhi nehmatoN se nawaazish kare, bas yahi dua hai meri...

Ijaazat...
Vikram
Thanks Vikram jee.............

Aapki daad dil se kabool hai janab, jab yeh koshish bhi dil se ki hai to koyiN na koyiN sher mein to main padhne wale ke kareeb ja hi sakunga.........

Aape hounsla afzai ka tahe dil se shukriyaa...
Aage bhi apna saath banaye rakhiye...
Khush Rahiye
Khuda Hafez......


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is Off
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com