Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Sharaab

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Bin huye madhosh meri koyiN Raat Dhalti nahi
Old
  (#1)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
Bin huye madhosh meri koyiN Raat Dhalti nahi - 7th November 2009, 03:52 PM

Hello to all..... Yeh instantly likhi huyi gazal hai mahez 15 mein mein..... agar koi correction lage to kar lijiyenga...


Teri yaadoN ke charagoN se shammaye jalti nahi
Ab Bin huye madhosh meri koyiN Raat Dhalti nahi

Har shaam tera anchal bulane lagata hai mujhe
Tere ghar ki koiyiN raah mere dar se nikalti nahi

Bewafa tune mujhe chor diya maikashi ki rah par
Bin tera naam liye magar Saans meri chalti nahi

Humne ki kayiN tarmeen zindagi mein gaur talab
jaane kyuN maikhari ki ek yeh aadat badalti nahi

Dasti thi tanhai mujhe har paher har pal hi mujhe
Ab na kisi ki bhi gair maujudgii mujhe khalti nahi

NasheN ne meri nigahoN mein aisa asar kar dala
Koi Kwahish koi khushfahmi nazar mein palti nahi



Last edited by kwahish; 7th November 2009 at 04:01 PM..
  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#2)
vikramjethi
masttt...
vikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.com
 
vikramjethi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,151
Join Date: Sep 2009
Location: Chandigarh
Rep Power: 40
Smile 7th November 2009, 05:16 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Hello to all..... Yeh instantly likhi huyi gazal hai mahez 15 mein mein..... agar koi correction lage to kar lijiyenga...


Teri yaadoN ke charagoN se shammaye jalti nahi
Ab Bin huye madhosh meri koyiN Raat Dhalti nahi

Har shaam tera anchal bulane lagata hai mujhe
Tere ghar ki koiyiN raah mere dar se nikalti nahi

Bewafa tune mujhe chor diya maikashi ki rah par
Bin tera naam liye magar Saans meri chalti nahi

Humne ki kayiN tarmeen zindagi mein gaur talab
jaane kyuN maikhari ki ek yeh aadat badalti nahi

Dasti thi tanhai mujhe har paher har pal hi mujhe
Ab na kisi ki bhi gair maujudgii mujhe khalti nahi

NasheN ne meri nigahoN mein aisa asar kar dala
Koi Kwahish koi khushfahmi nazar mein palti nahi
Khwahish jii,

Kaise haiN aap?
Mujhe aap ki yeh mehaj 15 minute ki koshish bahut khoob lagee.

Aise hi likhte rahiye......
Khuda hafiz,
Vikram


'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....



vikramjethi@gmail.com
  Send a message via Yahoo to vikramjethi  
Reply With Quote
Old
  (#3)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
8th November 2009, 03:16 PM

Quote:
Originally Posted by vikramjethi View Post
Khwahish jii,

Kaise haiN aap?
Mujhe aap ki yeh mehaj 15 minute ki koshish bahut khoob lagee.

Aise hi likhte rahiye......
Khuda hafiz,
Vikram
Vikram Jii.....

Thanks for comment..... actualy kal younhi is bazam mein baithe baithe koi khayal ban gaya so fatafat likh diya......

waise bahut khamiyaN hai is mein jo ab nazar aa rahi hai....

Aate rahiye...
Khush rahiye...
Khuda Hafez..


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#4)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
12th November 2009, 03:39 PM

This gazal is in under process......

Aye saki mujhe koi paimaana na dikhao
Dag maga rahe hain kadam aur na pilao

Gir na paduN main teri madhoshi meiN
Tum is tarha se nashili nigaheN na milao

Karta hun har sham main naam tumhare
Kuch aisi hi yari sanam tum bhi Nibhaao

Barsaao kuch aise jazbaatoN ke saagar
Mere mudaton ki tishnagi ko aaj bujhao



Last edited by kwahish; 12th November 2009 at 03:46 PM..
  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#5)
monu076mirza
monu076
monu076mirza is on a distinguished road
 
monu076mirza's Avatar
 
Offline
Posts: 9
Join Date: Nov 2009
Location: india
Rep Power: 0
15th November 2009, 06:52 PM

Zindagi ke sawalon ka jawab dhoondta hoon,
dard ko kam kar sake wo sharab dhoondta hoon,
waqt ke haathon majboor ek shaksh hoon main,
jo jeene ka de bahana wo kitaab dhoondta hoon main
  Send a message via Yahoo to monu076mirza Send a message via MSN to monu076mirza  
Reply With Quote
Old
  (#6)
monu076mirza
monu076
monu076mirza is on a distinguished road
 
monu076mirza's Avatar
 
Offline
Posts: 9
Join Date: Nov 2009
Location: india
Rep Power: 0
15th November 2009, 06:55 PM

Jaam se kabhi itni nafrat naa karo,
Ki peena chaho to kabhi pee na sako.
Kisi ko bhi itna pyar na karo,
Ki bichad kar jeena chaho to jee na sako.
  Send a message via Yahoo to monu076mirza Send a message via MSN to monu076mirza  
Reply With Quote
Old
  (#7)
monu076mirza
monu076
monu076mirza is on a distinguished road
 
monu076mirza's Avatar
 
Offline
Posts: 9
Join Date: Nov 2009
Location: india
Rep Power: 0
15th November 2009, 07:00 PM

Kaisi thi woh raat kuch keh sakta nahi main
Chahoon kehna to bayan kar sakta nahi mai,

Dulhan ban ke meri jab woh bahoon main aayee thi
Sej saji thi phoolon ki par us ne mehkai thi,

Ghunghat mein ik chand tha aur sirf tanhai thi
Awaaz dil ke dhadak ne ki bhi phir zor se aayee thi,

Pyar se jo maine ghunghat chand par se hataya tha
Pyar ka rang bhi utarkar uske chehre par aya tha,

Bahoon mein le kar usko phir laboo ki lali churai thi
Us sard raat mein saanse bhi shola ban kar takrai thi,

Tika,bindi,kangna, payal sabne shor machaya tha
Jab uske shokh badan ko maine haath lagaya tha,

Doob gaye the hum dono us dehekti pyar ki aag mein
Tod diya tha hum ne kaliyo ko uske pyar ke baag mein,

Kya batlaaye ab hum, woh raat kis kadar nirali thi
Hamare suhag ki woh raat,jo itni matwali thi…….............





ya mere dost likel hai aus ki shaddi k baad jub mele tha
  Send a message via Yahoo to monu076mirza Send a message via MSN to monu076mirza  
Reply With Quote
Old
  (#8)
m.mayoos
Registered User
m.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud of
 
m.mayoos's Avatar
 
Offline
Posts: 665
Join Date: May 2009
Location: Waltham, MA
Rep Power: 26
17th November 2009, 01:08 AM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Hello to all..... Yeh instantly likhi huyi gazal hai mahez 15 mein mein..... agar koi correction lage to kar lijiyenga...





Teri yaadoN ke charagoN se shammaye jalti nahi
Ab Bin huye madhosh meri koyiN Raat Dhalti nahi

Har shaam tera anchal bulane lagata hai mujhe
Tere ghar ki koiyiN raah mere dar se nikalti nahi

Bewafa tune mujhe chor diya maikashi ki rah par
Bin tera naam liye magar Saans meri chalti nahi

Humne ki kayiN tarmeen zindagi mein gaur talab
jaane kyuN maikhari ki ek yeh aadat badalti nahi

Dasti thi tanhai mujhe har paher har pal hi mujhe
Ab na kisi ki bhi gair maujudgii mujhe khalti nahi

NasheN ne meri nigahoN mein aisa asar kar dala

Koi Kwahish koi khushfahmi nazar mein palti nahi


yun hi dastak denen chalaa aayaa
15 minute ke liye kaafi achacha lagaa mujhko


ता उम्र रहा इक रोज़-ए -मुकम्मल का इंतज़ार
किसी में शाम न मिली तो किसी में सहर नहीं
  Send a message via Yahoo to m.mayoos  
Reply With Quote
Old
  (#9)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
21st March 2010, 02:53 PM

Quote:
Originally Posted by m.mayoos View Post
yun hi dastak denen chalaa aayaa
15 minute ke liye kaafi achacha lagaa mujhko
Hey Mayoos you always make me a laugh...
Thanks for a nice reply......


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#10)
sajid_ghayel
Registered User
sajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant future
 
sajid_ghayel's Avatar
 
Offline
Posts: 1,849
Join Date: Feb 2009
Location: Mumbai
Rep Power: 32
24th March 2010, 11:50 PM

Bohat khoob Khwaish saheb...........waise 15 minute me yeh kamaal karne ki kabiliyat to sirf ek hi cheeze de sakti hai. hahahhaha

Sach bohat khoob peshkash......


Jhoot kehdu yeh meri fitrat me nahi shamil

Par tujhe bevafa bhi kehna achcha nahi lagta...

Mob.: +971 501297654
  Send a message via Yahoo to sajid_ghayel  
Reply With Quote
Old
  (#11)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
25th March 2010, 02:17 PM

Quote:
Originally Posted by sajid_ghayel View Post
Bohat khoob Khwaish saheb...........waise 15 minute me yeh kamaal karne ki kabiliyat to sirf ek hi cheeze de sakti hai. hahahhaha

Sach bohat khoob peshkash......

Sajid Bhai sahin hai per, main sharab ke Nashe mein na raha bhi to nashe mein rahta hun......... Kabhi Gum ke kabhi dard ke.... Insab ka nasha bhi bada dilkash hota hai.....

Thanks for appriciate..
Take care,
Khuda Hafez....


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#12)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
Love 25th March 2010, 03:29 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Hello to all..... Yeh instantly likhi huyi gazal hai mahez 15 mein mein..... agar koi correction lage to kar lijiyenga...


Teri yaadoN ke charagoN se shammaye jalti nahi
Ab Bin huye madhosh meri koyiN Raat Dhalti nahi

Har shaam tera anchal bulane lagata hai mujhe
Tere ghar ki koiyiN raah mere dar se nikalti nahi

Bewafa tune mujhe chor diya maikashi ki rah par
Bin tera naam liye magar Saans meri chalti nahi

Humne ki kayiN tarmeen zindagi mein gaur talab
jaane kyuN maikhari ki ek yeh aadat badalti nahi

Dasti thi tanhai mujhe har paher har pal hi mujhe
Ab na kisi ki bhi gair maujudgii mujhe khalti nahi

NasheN ne meri nigahoN mein aisa asar kar dala
Koi Kwahish koi khushfahmi nazar mein palti nahi
sameer bhai
radhe radhe

bahut khoob


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
secret admirer
Registered User
secret admirer is just really nicesecret admirer is just really nicesecret admirer is just really nicesecret admirer is just really nice
 
Offline
Posts: 473
Join Date: Mar 2010
Location: New Delhi
Rep Power: 18
3rd April 2010, 12:25 AM

sameer bhai, kya baat hai bahut hi khub....15 minute me gazal likh karke aapne to izzat baksh di hum sharabiyon ko

aur kahte hain ke jahan sharab ho wahan mazak na ho aisa to mumkin nahi na..............

to lijiye................

tere jane ka gum aaram se seh gaye hum

ab to bas tere aane ki fikkar sata rahi hai



tu mane ya na mane, sharab is dar se

mujhe piye ja rahi hai......



koi galti ho gayi ho to nadan samajh kar maaf kar dijiyega..........

apka.


Na tha main to khuda tha, kuch na hota to khuda hota?
mitaya mujh ko hone ne, na hota main to kya hota !!
(NM)
  Send a message via Yahoo to secret admirer  
Reply With Quote
Taallliiiiiiii
Old
  (#14)
Baqtiar
Loquacious Adonis
Baqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to all
 
Baqtiar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Sep 2008
Location: ......
Rep Power: 23
Taallliiiiiiii - 3rd April 2010, 12:12 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Hello to all..... Yeh instantly likhi huyi gazal hai mahez 15 mein mein..... agar koi correction lage to kar lijiyenga...



Teri yaadoN ke charagoN se shammaye jalti nahi
Ab Bin huye madhosh meri koyiN Raat Dhalti nahi

Har shaam tera anchal bulane lagata hai mujhe
Tere ghar ki koiyiN raah mere dar se nikalti nahi

Bewafa tune mujhe chor diya maikashi ki rah par
Bin tera naam liye magar Saans meri chalti nahi

Humne ki kayiN tarmeen zindagi mein gaur talab
jaane kyuN maikhari ki ek yeh aadat badalti nahi

Dasti thi tanhai mujhe har paher har pal hi mujhe
Ab na kisi ki bhi gair maujudgii mujhe khalti nahi

NasheN ne meri nigahoN mein aisa asar kar dala

Koi Kwahish koi khushfahmi nazar mein palti nahi
Charsiiii..................hahaha

ye afeeem Ghanja ki bachpan wali laaat teri kabhi nahi jayegi hahaha
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
3rd April 2010, 01:27 PM

Secret Bhai......... Apna naam secret hi rakhiyenga...

Thanks for your apreciation.........
Haan mainkuch mehfil ke liye kahne ki bahut kwahish rakhta tha isliye ek din baithe baithe yahan hi yeh Gazal kah dii....

Jee hasi mazak to zindagi ka hissa hia jo hona bhi chahiye....

Aate rhaiye,
Khush rhaiye,
Khuda Hafez.........








Quote:
Originally Posted by secret admirer View Post
sameer bhai, kya baat hai bahut hi khub....15 minute me gazal likh karke aapne to izzat baksh di hum sharabiyon ko















aur kahte hain ke jahan sharab ho wahan mazak na ho aisa to mumkin nahi na..............



to lijiye................



tere jane ka gum aaram se seh gaye hum
ab to bas tere aane ki fikkar sata rahi hai


tu mane ya na mane, sharab is dar se
mujhe piye ja rahi hai......




koi galti ho gayi ho to nadan samajh kar maaf kar dijiyega..........



apka.


Thanks Rajendra Bhai.........


Quote:
Originally Posted by ISHK EK IBADAT View Post
sameer bhai
radhe radhe

bahut khoob
Quote:
Originally Posted by Baqtiar View Post
Charsiiii..................hahaha

ye afeeem Ghanja ki bachpan wali laaat teri kabhi nahi jayegi hahaha

Abey Dhkaan tere liye to ek sher zubaan per aa gaya......... Sun..

Muddayi lakh bura chahe to kya hota hai
Wohi hota hai jo manzure khuda hota hai

Aur aisi koi laat nahi jo badli nahi jaa sakti bus badalne wala chahiye...



Last edited by kwahish; 3rd April 2010 at 01:31 PM..
  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#16)
Baqtiar
Loquacious Adonis
Baqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to all
 
Baqtiar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Sep 2008
Location: ......
Rep Power: 23
3rd April 2010, 01:43 PM

Look who is talking................... A dil jala.....hahaha

Mashoooooooq ke bachon ka mammu.............
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
3rd April 2010, 01:47 PM

Quote:
Originally Posted by Baqtiar View Post
Look who is talking................... A dil jala.....hahaha

Mashoooooooq ke bachon ka mammu.............
Mujhe abhi aisa koi expirence nahi, thanks for shared your expirence.... tumhare saath aisa hua jankar dukh hua, So sad...

Aur tere mashooq ke bachoN ko bolna bhi aa gaya.... fir to Baqz teri umar kam se kam 40-45 ki to hongi hi hai naa.....


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#18)
Baqtiar
Loquacious Adonis
Baqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to all
 
Baqtiar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Sep 2008
Location: ......
Rep Power: 23
4th April 2010, 11:05 AM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Mujhe abhi aisa koi expirence nahi, thanks for shared your expirence.... tumhare saath aisa hua jankar dukh hua, So sad...

Aur tere mashooq ke bachoN ko bolna bhi aa gaya.... fir to Baqz teri umar kam se kam 40-45 ki to hongi hi hai naa.....
Well you know what except for your faltoo shayari which is acceptable to few in here, other than that when you start to speak... You are like a Flea Market Vendor who is drunk.

recently i've read somwhere you gonna move ur arse from here but you being a dingy character never gonna relieve the souls in here.

Waise bhi for many you are like Pain in the rear end...

In simple language "Hata Saawan ki ghaata" i will not give undue importance to your faltoo threads.....
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
4th April 2010, 02:00 PM

Quote:
Originally Posted by Baqtiar View Post
Well you know what except for your faltoo shayari which is acceptable to few in here, other than that when you start to speak... You are like a Flea Market Vendor who is drunk.

recently i've read somwhere you gonna move ur arse from here but you being a dingy character never gonna relieve the souls in here.

Waise bhi for many you are like Pain in the rear end...

In simple language "Hata Saawan ki ghaata" i will not give undue importance to your faltoo threads.....
Ha ha ha ha Baqz mujhe kal hi pata chal gaya tha tumhe bahut buri lagi hai....
Isliye tum padhte hi bhag gaye the kal.....http://i72.photobucket.com/albums/i1...ley-faces6.gif

Wel dude I also don't wana your faltoo comment on my post..... ..


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#20)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
4th April 2010, 04:46 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Hello to all..... Yeh instantly likhi huyi gazal hai mahez 15 mein mein..... agar koi correction lage to kar lijiyenga...


Teri yaadoN ke charagoN se shammaye jalti nahi
Ab Bin huye madhosh meri koyiN Raat Dhalti nahi

Har shaam tera anchal bulane lagata hai mujhe
Tere ghar ki koiyiN raah mere dar se nikalti nahi

Bewafa tune mujhe chor diya maikashi ki rah par
Bin tera naam liye magar Saans meri chalti nahi

Humne ki kayiN tarmeen zindagi mein gaur talab
jaane kyuN maikhari ki ek yeh aadat badalti nahi

Dasti thi tanhai mujhe har paher har pal hi mujhe
Ab na kisi ki bhi gair maujudgii mujhe khalti nahi

NasheN ne meri nigahoN mein aisa asar kar dala
Koi Kwahish koi khushfahmi nazar mein palti nahi
Sameer Ji......Aadaab ! ek ek ashaar me itna nasha hai .....aankh me khumaari sii chha rahi hai......bahut khoobsurat ......bahut umdaa lage mujhe saare ehsaas....meenaa-o-saagar me dube....yunhi likhte rahen....

tahe dil se daad hazir hai.......qubuul karen....

khush rahen...
apna khayal rakhen...
duaaon ke saath....




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is Off
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com