Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > English/Hindi/Other Languages Poetry > Hindi Kavitayen

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Mann Bawara hota hai
Old
  (#1)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
Mann Bawara hota hai - 1st May 2010, 07:01 PM


Naresh je ke kahne per maine ek kavita likhi hai, kavita likhane ka shaukh mujhe bachpan se hi hai Per bad mein kavita ka sahukh shayri mein badal gaya aur main kavita se tuti futi tahreere likhane Laga… par ab kavita likhana mujhe bahut hi mushkil sa gaya hai… main bahut sochne aur kayin vicharo Ke bad yeh kavita likhi hai……

Ummid karta hun Naresh jee aapko pasand aayengi aur baki padhne walon ko bhi…

Kavita ka saransh de duN.. taki aap samjhne mein chuke nahi… Is kavita mein ek garbhwati maa Apne hone wali santaan se apne dil ki baaten kah rahi hai…. Shayad aadhunik yug ki maayen aisa Sochti nahi per maine itehasik maa ke Hraday ka ullekh kiya hia….



Mann Bawara hota hai
zara sambhal kar chalna
rasta dekhte hi chal na padna

waqt sukhi ret ki tarha hai
haat mein nahi thaharta
Kewal lakhsya ki sochna
lakshya hia murgtushna

pyaasa rah ker bhi tuu
gili mitti sa hii rahna
sapne hia mata pita ke
tu har sapne mein dhalna

Kasam hia tujhe darti maa ki
Chahe suni meri goad ho jaye
Desh ke prati tu samman rakhna
Tu sachcha desh bhakt hi nikalna

Mann Bawara hota hai
zara sambhal kar chalna
rasta dekhte hi chal na padna


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#2)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
7th May 2010, 08:27 AM

waqt sukhi ret ki tarha hai
haat mein nahi thaharta
Kewal lakhsya ki sochna
lakshya hia murgtushna

pyaasa rah ker bhi tuu
gili mitti sa hii rahna
sapne hia mata pita ke
tu har sapne mein dhalna

Sameer Ji....Aadaab ! aapki nawaazish hai.....aapne meri guzaarish par itni sundar kavita ki rachna ki.....sach me aapka yeh naya andaaz mujhe behad pasand aaya.....rachna ke ehsaas dil ko chhu gaye....khaas kar upar likhi panktiya....bahut khoob lagi mujhe....

puri kavita ko dil se daad hazir hai....qubuul farmaayen....

aise hi khoobsurat ehsaas se hume ru-ba-ru karaate rahen....

khush rahen....
apna khayal rakhen....
duaaon ke saath.....




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#3)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
22nd June 2010, 11:41 PM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
waqt sukhi ret ki tarha hai
haat mein nahi thaharta
Kewal lakhsya ki sochna
lakshya hia murgtushna

pyaasa rah ker bhi tuu
gili mitti sa hii rahna
sapne hia mata pita ke
tu har sapne mein dhalna

Sameer Ji....Aadaab ! aapki nawaazish hai.....aapne meri guzaarish par itni sundar kavita ki rachna ki.....sach me aapka yeh naya andaaz mujhe behad pasand aaya.....rachna ke ehsaas dil ko chhu gaye....khaas kar upar likhi panktiya....bahut khoob lagi mujhe....

puri kavita ko dil se daad hazir hai....qubuul farmaayen....

aise hi khoobsurat ehsaas se hume ru-ba-ru karaate rahen....

khush rahen....
apna khayal rakhen....
duaaon ke saath.....
Naresh jee Aadaab!

Aap hi se maine kavita likhane ki prerna lii, aur aap hi ko main yeh kavita samarpit karta huN ..... main to kavita likhana kab ka bhool chuka tha.... Per aapne nayi disha aur himmat dii...... Aur main iske liye aapka aabhari huN......

Kavita ko pasand karne ka bahut bahut dhanyawad......
Aage bhi apna margdarshan dete rahiye....... Maine aapki guzarish to puri kar dii per aapne meri guzarish puri nahi kii...... aapki likhi upanyaas ko yahan prakashit karne kii......

Ummid hai jaldi hi meri guzarish puri hogi.......

Aap bhi khush rahiye.....
Apna khyaal rakhiye......
Khuda Hafez........


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Niceee
Old
  (#4)
loveforgudia
Ankahi Kahaani
loveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to behold
 
loveforgudia's Avatar
 
Offline
Posts: 438
Join Date: Jun 2007
Location: USA
Rep Power: 23
Smile Niceee - 23rd June 2010, 01:03 AM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Naresh je ke kahne per maine ek kavita likhi hai, kavita likhane ka shaukh mujhe bachpan se hi hai Per bad mein kavita ka sahukh shayri mein badal gaya aur main kavita se tuti futi tahreere likhane Laga… par ab kavita likhana mujhe bahut hi mushkil sa gaya hai… main bahut sochne aur kayin vicharo Ke bad yeh kavita likhi hai……

Ummid karta hun Naresh jee aapko pasand aayengi aur baki padhne walon ko bhi…

Kavita ka saransh de duN.. taki aap samjhne mein chuke nahi… Is kavita mein ek garbhwati maa Apne hone wali santaan se apne dil ki baaten kah rahi hai…. Shayad aadhunik yug ki maayen aisa Sochti nahi per maine itehasik maa ke Hraday ka ullekh kiya hia….



Mann Bawara hota hai
zara sambhal kar chalna
rasta dekhte hi chal na padna

waqt sukhi ret ki tarha hai
haat mein nahi thaharta
Kewal lakhsya ki sochna
lakshya hia murgtushna

pyaasa rah ker bhi tuu
gili mitti sa hii rahna
sapne hia mata pita ke
tu har sapne mein dhalna

Kasam hia tujhe darti maa ki
Chahe suni meri goad ho jaye
Desh ke prati tu samman rakhna
Tu sachcha desh bhakt hi nikalna

Mann Bawara hota hai
zara sambhal kar chalna
rasta dekhte hi chal na padna
Hello Kwahish Ji... Aapka likha kayi baar padha hai .. par aaj paheli baar aapki likhi koi Kavita Padh rahe hai .. aur sach kahe to ..aap jitani achchhi shaayari likhate hai ..utani hi achchhi Kavitaayen bhi likh sakate hai .. ye dekh kar bahot achchha laga ...

Ek baat kahe aapse?? ... hume likhana karna aata nahi, naa hi techniques ka koi knowledge hai .. par hume aapki likhi .. shayris unme chhipe ehsaas achchhe lagate hai ..aur aapki Kavita bhi pasand aayi .. .. hum ummid karenge ki aapse aur bhi achchhi achchhi kavitaayen padhane mile ... .. Its just a request .. agar aapko pasand naa aaye to .. I am sorry...

Aur Naresh Ji ... ko bhi Thank You, kyon ki aapne kaha hai ki Naresh Ji ke kahene par aapne Kavita likhi hai ..so unake Kahene ki wajhaa se hume aapki itani pyaari Kavita padhane mili .. Thank You Naresh Ji

uumm ..Kwahish Ji .. wo aapki Kavita mai ek shabd ka matlab hume samajh nahi aaya .. "murgtushna"
iska matlab kya hota hai .... if you can please explain it to me...

Bhagwaan Ji aapko hammesha khush rakhe,

Aapki Dost: Gudia

Khuda Hafiz, Jay Ambe.



------------------------------------------------------------
Puri Hoke Bhi Jo Puri Na Ho Hoon Zindagi Ki Wo Ankahi Kahaani......
-------------------------------------------
-----------------
Ek Aaina Jiski Tasveer Dhundhla Gai,
Ek Dil Jiski Dhadkan Ruksi Gai,
Ek Zindagi Jiski Manzil Ka Koi Pata Hi Nahi,
Ek Daaman Jahaan Se Khushi
yaan Galti Se Bhi Guzarti Nahi.



  Send a message via Yahoo to loveforgudia Send a message via AIM to loveforgudia  
Reply With Quote
Old
  (#5)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
23rd June 2010, 01:29 AM

Quote:
Originally Posted by loveforgudia View Post
Hello Kwahish Ji... Aapka likha kayi baar padha hai .. par aaj paheli baar aapki likhi koi Kavita Padh rahe hai .. aur sach kahe to ..aap jitani achchhi shaayari likhate hai ..utani hi achchhi Kavitaayen bhi likh sakate hai .. ye dekh kar bahot achchha laga ...

Ek baat kahe aapse?? ... hume likhana karna aata nahi, naa hi techniques ka koi knowledge hai .. par hume aapki likhi .. shayris unme chhipe ehsaas achchhe lagate hai ..aur aapki Kavita bhi pasand aayi .. .. hum ummid karenge ki aapse aur bhi achchhi achchhi kavitaayen padhane mile ... .. Its just a request .. agar aapko pasand naa aaye to .. I am sorry...

Aur Naresh Ji ... ko bhi Thank You, kyon ki aapne kaha hai ki Naresh Ji ke kahene par aapne Kavita likhi hai ..so unake Kahene ki wajhaa se hume aapki itani pyaari Kavita padhane mili .. Thank You Naresh Ji

uumm ..Kwahish Ji .. wo aapki Kavita mai ek shabd ka matlab hume samajh nahi aaya .. "murgtushna" iska matlab kya hota hai .... if you can please explain it to me...

Bhagwaan Ji aapko hammesha khush rakhe,

Aapki Dost: Gudia

Khuda Hafiz, Jay Ambe.

Gudiyaa Jee aadaaB!

Main aapka bahut aabhari huN ke aapne meri yeh kavita padhi aur saraha per aapne itni jyada tareef kar dii ke main khushi se phule nahi sama raha huN........ per meri is kavita ka maan maiN Naresh jee ko hi dunga kyuNki sirf unke kahne se hi mere si bachpan ke shauk ne punar jivan prapt kiya hai ....... Naresh jee ka maiN bahut aabhari huN.....

Jee koshish karunga ke phir se kavita likhuN.......

Aapne kaha ke murgtushna ke meanings batauN, to murgtushna ko aur dusre lafzoN mein kahenge "tishnagi" jo registaaN mein pani ka bhaas hota hai, per pani nahi rahta sirf dikhai deta hia use murgtrushna kahte hai......

Ummid hia aap ab murgtrushna ke mayne samajh gayi hogi..... aage bhi apna saath banaye rakhiye.....

Khush rahiye........
Apna khyaal rakhiye....
Khuda Hafez......


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Thanks
Old
  (#6)
loveforgudia
Ankahi Kahaani
loveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to behold
 
loveforgudia's Avatar
 
Offline
Posts: 438
Join Date: Jun 2007
Location: USA
Rep Power: 23
Smile Thanks - 27th June 2010, 03:28 AM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Gudiyaa Jee aadaaB!

Main aapka bahut aabhari huN ke aapne meri yeh kavita padhi aur saraha per aapne itni jyada tareef kar dii ke main khushi se phule nahi sama raha huN........ per meri is kavita ka maan maiN Naresh jee ko hi dunga kyuNki sirf unke kahne se hi mere si bachpan ke shauk ne punar jivan prapt kiya hai ....... Naresh jee ka maiN bahut aabhari huN.....

Jee koshish karunga ke phir se kavita likhuN.......

Aapne kaha ke murgtushna ke meanings batauN, to murgtushna ko aur dusre lafzoN mein kahenge "tishnagi" jo registaaN mein pani ka bhaas hota hai, per pani nahi rahta sirf dikhai deta hia use murgtrushna kahte hai......

Ummid hia aap ab murgtrushna ke mayne samajh gayi hogi..... aage bhi apna saath banaye rakhiye.....

Khush rahiye........
Apna khyaal rakhiye....
Khuda Hafez......
Thanks Kwahish Ji, "Murgtushna" ka matlab itane achchhe se samjhaane ke liye ... Ji abhi hume samajh aa gaya ...Thank You ..

Aur abhi fir aapki ye kavita dubaara padhi ...aur hume is kavita ko fir se padhanaa bhi bahot achchha laga .. likhate rahiye....

Bhagwaan Ji aapko hammesha khush rakhe,

Aapki Dost:- Gudia

Khuda Hafiz, Jay Ambe


------------------------------------------------------------
Puri Hoke Bhi Jo Puri Na Ho Hoon Zindagi Ki Wo Ankahi Kahaani......
-------------------------------------------
-----------------
Ek Aaina Jiski Tasveer Dhundhla Gai,
Ek Dil Jiski Dhadkan Ruksi Gai,
Ek Zindagi Jiski Manzil Ka Koi Pata Hi Nahi,
Ek Daaman Jahaan Se Khushi
yaan Galti Se Bhi Guzarti Nahi.



  Send a message via Yahoo to loveforgudia Send a message via AIM to loveforgudia  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com