Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
chaand aaj bhut khus hein
Old
  (#1)
romana
Registered User
romana will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 754
Join Date: Sep 2002
Location: uk
Rep Power: 22
chaand aaj bhut khus hein - 8th April 2003, 07:30 PM

chaand aaj bhut khus hein
uski chaandni uske saath hein
chandni ko bada naaz hein
uske chaand ka bada noor hein
mera dil bada udaas hein
mera chaand kho giya hein
tare aaj naach rahe hein
meri aankhon se moti beh rahe hein
chaandni aaj bhut nikhri hein
chaand aaj bhut khush hein

i hope u will like it
bye


~,ROMANA,~
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#2)
romana
Registered User
romana will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 754
Join Date: Sep 2002
Location: uk
Rep Power: 22
hi - 8th April 2003, 07:38 PM

hi

i thought it needed some improvement aur tum yoonhi tareef karne lage ho well thanx alot hum khush hove ke aapko pasand aayi pata nahein kiyoon dil mein aage se change kar doon kiyon ke its in shayri e gham and it matched the linesn e ways
thanx

take care
bye


~,ROMANA,~
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
8th April 2003, 08:13 PM

jaaise chand bahut khas hai vaise hi aapne likha bhi bahut khas hai !
likhti rahiye isi tarah


andaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
bedilMusafir
Registered User
bedilMusafir will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 405
Join Date: Feb 2003
Rep Power: 22
Thumbs up 8th April 2003, 11:36 PM

Aadab arz hai Romana ji, kaisi hai aap???
waah bahut achcha likha hai aapne..
dua kerta hoo ki aapko aapka chand jaldi mile aur aapko bhi usper naaz ho... aur aap dono hamesha khus rahe....

shukriya...
aise hi likhti rahiye aur muskurati rahiye...


mai 'bedil'
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#5)
romana
Registered User
romana will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 754
Join Date: Sep 2002
Location: uk
Rep Power: 22
hi - 9th April 2003, 03:37 PM

anas

tum baaz nahein aao ge i think khushi aapko bhut ho rahi thi and u shuld have wrote sumthing is well ne way well said i agree with u.

bye

kshitizji aur bedil musafir ji

thanx alot for ur lovely comments and for reading the poem

take care
bye


~,ROMANA,~
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Afshan
Kadeer ki...
Afshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the rough
 
Afshan's Avatar
 
Offline
Posts: 2,334
Join Date: Apr 2003
Location: In Kadeer's heart.... VERY comfortable place!
Rep Power: 27
9th April 2003, 04:55 PM

Nice poem Romana

It has a certain 'flow' to it.. jaise lafz paani ke tarah beh rahe hon.. ekdum... umm... rythmic! I look forward to reading more of your works.. .. they might inspire me

Anas, thats a good suggestion actually.. aap ise 'Suggestion Forum' me post kyon nahin karte.. I think that would work better.


Tum chale jaaoge to sochenge... Humne kya khoya, humne kya paaya...
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Afshan
Kadeer ki...
Afshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the rough
 
Afshan's Avatar
 
Offline
Posts: 2,334
Join Date: Apr 2003
Location: In Kadeer's heart.... VERY comfortable place!
Rep Power: 27
9th April 2003, 05:06 PM

hehehe.. haan humne yeh phada dekha.. jaldi se solve ho jaye to achha hai..

log yahan sirf dard baatne aate hain???.. Phir to yeh trend change karne hi hoga!.. dard baatne ke saath saath agar thodi si khushi bhi bat jaaye to phir ayega maza zindagi hazaaron rangon ka. Dekhte hain.. hum to ab saturday ko hi kuch naya post kar sakte hain.. lets see, tab tak kuch 'happy' shayri humare chhote se intellect me aati hai ya nahin


Tum chale jaaoge to sochenge... Humne kya khoya, humne kya paaya...
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#8)
romana
Registered User
romana will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 754
Join Date: Sep 2002
Location: uk
Rep Power: 22
hi - 9th April 2003, 05:10 PM

hi guys

thanx alot bunoo aap ne ko meri shayri pasand aai badi baat hein its not that good but still thanx alot and anas i think there shuld be a chat room is well so all us mates can chat togather ne way sum ppl want to share their happiness is well dukh bantne se kam bi hota aur dukh bi deta hein par khushi dukh ko kam karti hein chahe vo doosru ki hi kiyon na ho
bye


~,ROMANA,~
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
Afshan
Kadeer ki...
Afshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the rough
 
Afshan's Avatar
 
Offline
Posts: 2,334
Join Date: Apr 2003
Location: In Kadeer's heart.... VERY comfortable place!
Rep Power: 27
9th April 2003, 05:16 PM

Anas: DEAL!.. aap humare saath is me shaamil ho yeh jaan kar achha laga.. to saturday tak aap bhi kuchh achha sa, khushi bhara payaam likh dena!.. Saath saath post kar denge!

Romana: Aapne bilkum sahi kaha.. doosron ki khooshi dekh kar hume bhi khushi hoti hai.. unfortunately, kuchh log aise bhi hote hai khushi ki ahat se bhi jinka ghum badta hai.. and THATS sad.. still, hume koshish karni to chahiye.. bhale hi ummeede naummeed karen, hosla to choddna nahin chahiye..


Tum chale jaaoge to sochenge... Humne kya khoya, humne kya paaya...
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
Afshan
Kadeer ki...
Afshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the rough
 
Afshan's Avatar
 
Offline
Posts: 2,334
Join Date: Apr 2003
Location: In Kadeer's heart.... VERY comfortable place!
Rep Power: 27
9th April 2003, 05:25 PM

Yeh Ghalib hume kabhi samajh nahin aayega!

Hume urdu nahin aati .. zara aap yeh sher explain karenge?


Tum chale jaaoge to sochenge... Humne kya khoya, humne kya paaya...
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
zahra
Registered User
zahra is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 490
Join Date: Feb 2003
Location: U.S.A Chicago
Rep Power: 22
9th April 2003, 08:35 PM

wah romana g app na kamal ka likha ha. ma wasa bhi ziada ter shayri e ishq per shayri perti ho. kyu ka itna time hi nahi ho ta ha ka dosra colums ma jao. any ways nice written likhti rahiya ga. allahhafiz


Woh Mere Dil ko Kuchal ke Chala Gaya .
Anjane Mein Mujko Woh Shayar Bana Gaya
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
zahra
Registered User
zahra is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 490
Join Date: Feb 2003
Location: U.S.A Chicago
Rep Power: 22
10th April 2003, 04:53 AM

wasa banoo app ka or anas ka khayal acha ha. waqi ma yaha per chat room zaror ho na chahiya. or dosro ka sath itna dukh bhi nahi shayr kerna chahiya ka dosra kuch ziada hi dukh ma mubtala ho jaya. thoir khusiya bhi ho to achi baat ha.
ok bye take care


Woh Mere Dil ko Kuchal ke Chala Gaya .
Anjane Mein Mujko Woh Shayar Bana Gaya
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
Afshan
Kadeer ki...
Afshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the rough
 
Afshan's Avatar
 
Offline
Posts: 2,334
Join Date: Apr 2003
Location: In Kadeer's heart.... VERY comfortable place!
Rep Power: 27
10th April 2003, 11:55 AM

Chalo, Anas ke 'Khushi Forumm' ko ek aur saathi mil gaya!.. Anas, agar apki ijaazat ho hum 'Suggestions' foum me yeh post kardeten hain.. phir dekhte hain hote hai kya. Kya khayal hai apka?


Tum chale jaaoge to sochenge... Humne kya khoya, humne kya paaya...
   
Reply With Quote
chandni ho tum apnae chand ki
Old
  (#14)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
chandni ho tum apnae chand ki - 10th April 2003, 02:39 PM

romanaji,
yah kya?
aap intzaar to kijiyae
aapka chand aapki ....
raah se hi gujrega.
aur....
motiyao ko
samhaal kar rakhiyae
yunh n bikhrne dijiyae
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#15)
romana
Registered User
romana will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 754
Join Date: Sep 2002
Location: uk
Rep Power: 22
hi - 10th April 2003, 04:03 PM

hi zahra

kaise ho aap and thanx alot tumein shayri pasand aayi yeh mere liye khushi ki baat hein aur hosla afzai jo tum loogon ne ki vo mujhe likhne par majboor karti hein.

bye

hi meena ji

tahnx for ur comments meena ji us chaand ka intazaar karne ka kiya faida jo kabhi hamara nahein ho sake ga jo kisi aur ka ban giya hein hum us chaand ki chandni nahein use to koi aur mil giya hein aur phir agar yeh mooti bikhar jai to hi acha hein kiyonke in ko sanbaalne ka matlib hein uski yaadein jo hum nahein rakhna chahte apne paas uski zindagi use mubarak vo jahan rahe khush rahe hum apni duniya mein hi teek chand ke bina bi to raat aati hein zaroori nahein ke chaand na ho to zindagi ko jeena hi choor diya jai ne way forget that and tahnx alot for ur support i really appriciate it

bye

hi anas hum ne to force nahein kiya aur na hi karenige kiyon ke aap ko agar likhna hein to khud likho koi kisi ke kehne se nahein likh sakta likhne ke liye dil chahiye aur jazba chahiye aur hum sab to sirf encourage kar sakte hein aap se likhwa nahein sakte and u know that u can write and really nice poems too magar aap bhut bao khate ho

bye


~,ROMANA,~
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
ghayalparwana
Registered User
ghayalparwana will become famous soon enoughghayalparwana will become famous soon enough
 
ghayalparwana's Avatar
 
Offline
Posts: 1,128
Join Date: Nov 2002
Location: London
Rep Power: 24
10th April 2003, 08:22 PM

chaand aaj bhut khus hein
uski chaandni uske saath hein
chandni ko bada naaz hein
uske chaand ka bada noor hein
mera dil bada udaas hein
mera chaand kho giya hein

tare aaj naach rahe hein
meri aankhon se moti beh rahe hein
chaandni aaj bhut nikhri hein
chaand aaj bhut khush hein

Bahut Alag likha hai aapne Romana ji,achha laga parkar..
Kaafi baar par chuka huun aapki yah nazm lekin abhi tak iski gehrai ko pehchaan nahin paaya huun.Bhaut hi achha likha hai aapne..

Shukriya isse saamne laane ka,
Varinder


kyon zindagi ki raah mein akele chalta hai dost
chal waha chal jahan tere jaise aur bhi hai...
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Dard Ke Phool Bhi Khilte Hein Bikhar Jaate Hein Mohammad Kashif Shayri-e-Mashahoor Shayar 1 2nd March 2009 09:14 AM
saalgirah bhut bhut mubarak appko sunita verinder ji............ rajveeer Shayri-e-Dard 9 12th July 2006 02:47 PM
saalgirah bhut bhut mubarak appko sunita verinder ji...... rajveeer Shayri-e-Ishq 0 11th July 2006 03:55 PM
Shaam bhi khoob hein pass mehboob hein....... Shimul Hindi/Urdu Lyrics 0 26th January 2004 04:42 AM
na haste hein na khul kar roo rahe hein Dard-e-sush Shayri-e-Dard 5 2nd August 2003 09:42 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com