Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Eak hi dil tha kho gayaa saahab
Old
  (#1)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
Eak hi dil tha kho gayaa saahab - 13th January 2011, 03:20 PM





aadaab dosto
qadeer bhai ki zameen me meree ek taazah ghazal ummeed ki doaa den ge
masood hassaas



Aek andher ho gayaa saahab
Eak hi dil tha kho gayaa saahab

Kaon jazboN ke de ke pahnaayi
Beej ulfat ke bo gayaa saahab

pahnaayi ....... wus"at / hama geeree / lambaayi chaoraayi

laot kar koi bhi nahi aayaa
dil se ik baar jo gayaa saahab

eak aaNsoo thaa raqs e bismil kaa
meraa takiyaa bhigo gayaa saahab

raqs e bismil..... be chain ka naach

zulf e barham me phool taaNke haiN
gul bhi gul posh ho gayaa saahab

zulf e barham ...... khulee lahraati zulf
gul ... phool ,,,,,, gul posh ... phool pahne huye

khud to doobaa thaa koi baat na thee
saath mujh ko dubo gayaa saahab

lab balab chaaNd mujh se shab bhar thaa
subh pahloo me so gayaa saahab

lab balab ......... lips pe lips rakkhe

husn e qaatil nahaa ke jharne pe
aor Hassaas ho gayaa saahab

hassaas ...... sensitive



   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Radhika_2
RooH Se RooH Tak
Radhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Radhika_2's Avatar
 
Offline
Posts: 1,247
Join Date: Feb 2010
Location: Delhi
Rep Power: 53
13th January 2011, 04:31 PM

Quote:
Originally Posted by masoodhassas View Post



aadaab dosto
qadeer bhai ki zameen me meree ek taazah ghazal ummeed ki doaa den ge
masood hassaas



Aek andher ho gayaa saahab
Eak hi dil tha kho gayaa saahab

Kaon jazboN ke de ke pahnaayi
Beej ulfat ke bo gayaa saahab

pahnaayi ....... wus"at / hama geeree / lambaayi chaoraayi

laot kar koi bhi nahi aayaa
dil se ik baar jo gayaa saahab

eak aaNsoo thaa raqs e bismil kaa
meraa takiyaa bhigo gayaa saahab

raqs e bismil..... be chain ka naach

zulf e barham me phool taaNke haiN
gul bhi gul posh ho gayaa saahab

zulf e barham ...... khulee lahraati zulf
gul ... phool ,,,,,, gul posh ... phool pahne huye

khud to doobaa thaa koi baat na thee
saath mujh ko dubo gayaa saahab

lab balab chaaNd mujh se shab bhar thaa
subh pahloo me so gayaa saahab

lab balab ......... lips pe lips rakkhe

husn e qaatil nahaa ke jharne pe
aor Hassaas ho gayaa saahab

hassaas ...... sensitive



ji gud one shaahab............................

laot kar koi bhi nahi aayaa
dil se ik baar jo gayaa saahab..........too good...

khud to doobaa thaa koi baat na thee
saath mujh ko dubo gayaa saahab



Radhika

Seene Me Zakham Utarey Chale Gaye
Jo Humpe Guzari Guzarey Chale Gaye

Woh Aayega Ek Din Milne Humse
Naam Uska Hi Pukarey Chale Gaye


E-mail : radhika.nm2@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
13th January 2011, 04:33 PM

Quote:
Originally Posted by masoodhassas View Post



aadaab dosto
qadeer bhai ki zameen me meree ek taazah ghazal ummeed ki doaa den ge
masood hassaas



Aek andher ho gayaa saahab
Eak hi dil tha kho gayaa saahab

Kaon jazboN ke de ke pahnaayi
Beej ulfat ke bo gayaa saahab

pahnaayi ....... wus"at / hama geeree / lambaayi chaoraayi

laot kar koi bhi nahi aayaa
dil se ik baar jo gayaa saahab

eak aaNsoo thaa raqs e bismil kaa
meraa takiyaa bhigo gayaa saahab

raqs e bismil..... be chain ka naach

zulf e barham me phool taaNke haiN
gul bhi gul posh ho gayaa saahab

zulf e barham ...... khulee lahraati zulf
gul ... phool ,,,,,, gul posh ... phool pahne huye

khud to doobaa thaa koi baat na thee
saath mujh ko dubo gayaa saahab

lab balab chaaNd mujh se shab bhar thaa
subh pahloo me so gayaa saahab

lab balab ......... lips pe lips rakkhe

husn e qaatil nahaa ke jharne pe
aor Hassaas ho gayaa saahab

hassaas ...... sensitive



Wah Wah Wahhhhhhh Masood Saheb...!
Yaqeen Maniye Ye Kalaam Parh Kr Itna Lutf Mila Ke Khud0Ba0Khud He Dil Se Wahhh Nikal Aayi....
Boht Boht Boht Khooob Rahi Aap Ki Ghazal.....
Aap Ki Soch Ki Gehrayi Nazar Aayi Or Is Bhi Bhi Umdah Aap Ka Andaz-e-Bayan Raha.......

Khush Rahiye Or Aisay He Mehfil Jagmagatay Rahen




Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
krishna
Registered User
krishna is just really nicekrishna is just really nicekrishna is just really nicekrishna is just really nicekrishna is just really nice
 
Offline
Posts: 112
Join Date: Jul 2010
Location: Lucknow
Rep Power: 18
13th January 2011, 04:49 PM

Quote:
Originally Posted by masoodhassas View Post



aadaab dosto
qadeer bhai ki zameen me meree ek taazah ghazal ummeed ki doaa den ge
masood hassaas



Aek andher ho gayaa saahab
Eak hi dil tha kho gayaa saahab

Kaon jazboN ke de ke pahnaayi
Beej ulfat ke bo gayaa saahab

pahnaayi ....... wus"at / hama geeree / lambaayi chaoraayi

laot kar koi bhi nahi aayaa
dil se ik baar jo gayaa saahab

eak aaNsoo thaa raqs e bismil kaa
meraa takiyaa bhigo gayaa saahab

raqs e bismil..... be chain ka naach

zulf e barham me phool taaNke haiN
gul bhi gul posh ho gayaa saahab

zulf e barham ...... khulee lahraati zulf
gul ... phool ,,,,,, gul posh ... phool pahne huye

khud to doobaa thaa koi baat na thee
saath mujh ko dubo gayaa saahab

lab balab chaaNd mujh se shab bhar thaa
subh pahloo me so gayaa saahab

lab balab ......... lips pe lips rakkhe

husn e qaatil nahaa ke jharne pe
aor Hassaas ho gayaa saahab

hassaas ...... sensitive


masood bhai aadaab,waaaaaah,har sher khobsoorat hai, meri daad kubool karen
krishna



NA JANE NEENDON SE KYON DUSHMNI HUEE krishna
KHULI PLAK PE KOEE KHWAB LIYE FIRTA HUN
KRISHNA
sprjp@yahoo.com
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
13th January 2011, 05:58 PM

laot kar koi bhi nahi aayaa
dil se ik baar jo gayaa saahab

eak aaNsoo thaa raqs e bismil kaa
meraa takiyaa bhigo gayaa saahab

khud to doobaa thaa koi baat na thee
saath mujh ko dubo gayaa saahab


Waah .. Kyaa Baat Hai ... Masood Bhai ... Zabardast ! har ashaar luft ki inthaa ban gaya .... bahut khoob ... janaab !

SuperBBBBBBBB Creation .... !

tamaam ghazal ko tahe dil se daad hazir hai ... qubuul farmaayeN ... !

aise hi umdaa kalaamoN se ru-ba-ru karaate rahen aage bhi ... khush rahen ... !

DuaaoN ke saath ... !





YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#6)
talib
Registered User
talib is a splendid one to beholdtalib is a splendid one to beholdtalib is a splendid one to beholdtalib is a splendid one to beholdtalib is a splendid one to beholdtalib is a splendid one to behold
 
talib's Avatar
 
Offline
Posts: 775
Join Date: Aug 2001
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 29
14th January 2011, 01:57 AM

Masood Bhai Adaab,

Iss ghazal ki kya tareef karoon mujhe mehsoos ho raha hai jaise mere janm din par aapne mere dil ki baat mere hi jazbaatoN ko bayaan kiya ho..yeh do sher behad behad roomaani aur naazuk mehsoos hue..bohot bohot shukriya iss ghazal ko pesh karne ke liye...


zulf e barham me phool taaNke haiN
gul bhi gul posh ho gayaa saahab

lab balab chaaNd mujh se shab bhar thaa
subh pahloo me so gayaa saahab


Waaah Subhaanallah..

Apna khiyaal rakhiyega..


Ta- Gor Tumhara

Talib.
  Send a message via Yahoo to talib  
Reply With Quote
Old
  (#7)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
14th January 2011, 10:24 AM

Quote:
Originally Posted by masoodhassas View Post



aadaab dosto
qadeer bhai ki zameen me meree ek taazah ghazal ummeed ki doaa den ge
masood hassaas



Aek andher ho gayaa saahab
Eak hi dil tha kho gayaa saahab

Kaon jazboN ke de ke pahnaayi
Beej ulfat ke bo gayaa saahab

pahnaayi ....... wus"at / hama geeree / lambaayi chaoraayi

laot kar koi bhi nahi aayaa
dil se ik baar jo gayaa saahab

eak aaNsoo thaa raqs e bismil kaa
meraa takiyaa bhigo gayaa saahab

raqs e bismil..... be chain ka naach

zulf e barham me phool taaNke haiN
gul bhi gul posh ho gayaa saahab

zulf e barham ...... khulee lahraati zulf
gul ... phool ,,,,,, gul posh ... phool pahne huye

khud to doobaa thaa koi baat na thee
saath mujh ko dubo gayaa saahab

lab balab chaaNd mujh se shab bhar thaa
subh pahloo me so gayaa saahab

lab balab ......... lips pe lips rakkhe

husn e qaatil nahaa ke jharne pe
aor Hassaas ho gayaa saahab

hassaas ...... sensitive




Masood bhai aadaab.. janab aapki ghazal thee ya qayaamat.. mashallah sare jazbaat urooz pe dikhe, har rang nazar aaya hai is kalaam me,, chahe wo muhabbat ho, chahhe bewafaai, chahe, intzaar, chahe talkhi... bahot khoob bayaani se saje is kalaam ke liye lakhon daad peshe khidmat hain... likhte rahen biraadar. khush rahen

shaad...


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
Kavita Negi
Registered User
Kavita Negi is a name known to allKavita Negi is a name known to allKavita Negi is a name known to allKavita Negi is a name known to allKavita Negi is a name known to allKavita Negi is a name known to all
 
Kavita Negi's Avatar
 
Offline
Posts: 651
Join Date: Apr 2010
Location: Chandigarh
Rep Power: 20
15th January 2011, 05:39 PM

Quote:
Originally Posted by masoodhassas View Post



aadaab dosto
qadeer bhai ki zameen me meree ek taazah ghazal ummeed ki doaa den ge
masood hassaas



Aek andher ho gayaa saahab
Eak hi dil tha kho gayaa saahab

Kaon jazboN ke de ke pahnaayi
Beej ulfat ke bo gayaa saahab

pahnaayi ....... wus"at / hama geeree / lambaayi chaoraayi

laot kar koi bhi nahi aayaa
dil se ik baar jo gayaa saahab

eak aaNsoo thaa raqs e bismil kaa
meraa takiyaa bhigo gayaa saahab

raqs e bismil..... be chain ka naach

zulf e barham me phool taaNke haiN
gul bhi gul posh ho gayaa saahab

zulf e barham ...... khulee lahraati zulf
gul ... phool ,,,,,, gul posh ... phool pahne huye

khud to doobaa thaa koi baat na thee
saath mujh ko dubo gayaa saahab

lab balab chaaNd mujh se shab bhar thaa
subh pahloo me so gayaa saahab

lab balab ......... lips pe lips rakkhe

husn e qaatil nahaa ke jharne pe
aor Hassaas ho gayaa saahab

hassaas ...... sensitive


Masoodhassas Jee,

Kya baat hai.....!! Bahut khubsurat gazal kahi hai aapne.....!!!
eak aaNsoo thaa raqs e bismil kaa
meraa takiyaa bhigo gayaa saahab
Ye sher Mujhe bahut pasand aaya...!!! Dher saari duain aur daad hazir hai ..... kabool kijiyegaa....!!! Aise hi likhte rahiye.....!!! Khush rahiyee.....!!!


KAVITA NEGI

Hame ehbab ki lambi qataron sy nahi matlab..........!!
Jo dil sy hamara ho hame wo ik shaksh kaafi he......!!
  Send a message via Yahoo to Kavita Negi  
Reply With Quote
Old
  (#9)
shipra
Registered User
shipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to behold
 
shipra's Avatar
 
Offline
Posts: 474
Join Date: Apr 2009
Rep Power: 25
16th January 2011, 12:34 PM

laot kar koi bhi nahi aayaa
dil se ik baar jo gayaa saahab


bahut khoob masood ji.....
daad kubul keejiye...
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com