Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Reh E Zeest......eik adnaa kaavish...
Old
  (#1)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
Reh E Zeest......eik adnaa kaavish... - 1st August 2009, 01:27 PM

Na raahon men ujaala na manzil ka nishaan

na sang humsafar koi , na sar pe saiybaan

hud'e nigaah talak bass tanhaiyaan

qadam qadam larkharaa rahee hei

lamha lamha sata rahee hie

dilko bekhaataa dukha rahee hei

dum bhar ko sans lene dey aiy zindagee

jaanae tu kahan liyae jaa rahee hei.................


ye dil soye hoay jazbon ka hei aisa mehal jis mein
kisii jazbe ka ab mumkin nahi bedaar ho jana
_____________________________________
eik lamha e visaal tha vaapis na aaska
vo waqt ki micaal tha vaapis na aasaka

mujh ko mere vajud se jo kar gaya judaa
kaisa vo baakamal tha vaapis na asaka
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
Smile 1st August 2009, 11:36 PM

Quote:
Originally Posted by MahamAzmi View Post
Na raahon men ujaala na manzil ka nishaan

na sang humsafar koi , na sar pe saiybaan

hud'e nigaah talak bass tanhaiyaan

qadam qadam larkharaa rahee hei

lamha lamha sata rahee hie

dilko bekhaataa dukha rahee hei

dum bhar ko sans lene dey aiy zindagee

jaanae tu kahan liyae jaa rahee hei.................
waah maham dost kyaa baat hai, dil ko chho gayi aap ki yeh adna kaavish
aa gaya aap ka dost.......

aise hee likhati rahiye
dil se daad qubool farmaaye
regards
manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Old
  (#3)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
2nd August 2009, 04:21 PM

Quote:
Originally Posted by MahamAzmi View Post
Na raahon men ujaala na manzil ka nishaan

na sang humsafar koi , na sar pe saiybaan

hud'e nigaah talak bass tanhaiyaan

qadam qadam larkharaa rahee hei

lamha lamha sata rahee hie

dilko bekhaataa dukha rahee hei

dum bhar ko sans lene dey aiy zindagee

jaanae tu kahan liyae jaa rahee hei.................
Aazmi jii...... AadaaB

Aapki adna si kavish ne bahut kuch kaha hai so nice... ek tanha zindagii ko bayan karti yeh kavish bahut gehrii lagii gar yeh adna na ho mukammal hoti to maza aa jata...

Wel likhate rahiye...
Khush rahiye.........

Khuda Hafez..........


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#4)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
3rd August 2009, 10:30 AM

Quote:
Originally Posted by MahamAzmi View Post
Na raahon men ujaala na manzil ka nishaan

na sang humsafar koi , na sar pe saiybaan

hud'e nigaah talak bass tanhaiyaan

qadam qadam larkharaa rahee hei

lamha lamha sata rahee hie

dilko bekhaataa dukha rahee hei

dum bhar ko sans lene dey aiy zindagee

jaanae tu kahan liyae jaa rahee hei.................

aaiye, sarkaar-e-aalii, aaiye

kaisi hai.n aap? ummeed hai khairiyat se ho.ngii... aap ki yeh mukhtasar nazm... kyaa kahane!.. khayaal kyaa hai alfaaz ke moti piroye hai.n... behad behad asardaar, lafzo.n me.n wohii dard wohii be-basii........ aaj bohat dino ke baad kuchh aisa paDhne ko milaa, jis ke ehsaas paDhte hi paDhne waale ke dil par qaabiz ho jaaye......

yuu.n likhti rahe.n... daad haazir hai...

mayank


reps +++

Last edited by Mayank; 3rd August 2009 at 10:51 AM..
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#5)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
5th August 2009, 11:10 PM

Quote:
Originally Posted by acharya_mj View Post
waah maham dost kyaa baat hai, dil ko chho gayi aap ki yeh adna kaavish
aa gaya aap ka dost.......

aise hee likhati rahiye
dil se daad qubool farmaaye
regards
manu
zarahnavazi hazur,

karam ke ap ne is tehreerr ko pasand farmaiya

Due Respects

MahamAzmi


ye dil soye hoay jazbon ka hei aisa mehal jis mein
kisii jazbe ka ab mumkin nahi bedaar ho jana
_____________________________________
eik lamha e visaal tha vaapis na aaska
vo waqt ki micaal tha vaapis na aasaka

mujh ko mere vajud se jo kar gaya judaa
kaisa vo baakamal tha vaapis na asaka
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
5th August 2009, 11:12 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Aazmi jii...... AadaaB

Aapki adna si kavish ne bahut kuch kaha hai so nice... ek tanha zindagii ko bayan karti yeh kavish bahut gehrii lagii gar yeh adna na ho mukammal hoti to maza aa jata...

Wel likhate rahiye...
Khush rahiye.........

Khuda Hafez..........
Shukriya is ko daad se navazne ke liye

Adnaa ka opposite MUKAMAL nahi hoa karta

ADNA means arzaan trivial...its a humble way of putting up a post




jaahan tak iske mukamal hone ki baat hei to kahan apko ye namukamal aur kyunkar lagee zaroor batayae ga

shayed zaroori nahi ke mufacal tehreer mukhtacar na ho

hie na?

:-)


Due Respects,

Maham Azmi


ye dil soye hoay jazbon ka hei aisa mehal jis mein
kisii jazbe ka ab mumkin nahi bedaar ho jana
_____________________________________
eik lamha e visaal tha vaapis na aaska
vo waqt ki micaal tha vaapis na aasaka

mujh ko mere vajud se jo kar gaya judaa
kaisa vo baakamal tha vaapis na asaka
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
5th August 2009, 11:13 PM

Quote:
Originally Posted by Mayank View Post
aaiye, sarkaar-e-aalii, aaiye

kaisi hai.n aap? ummeed hai khairiyat se ho.ngii... aap ki yeh mukhtasar nazm... kyaa kahane!.. khayaal kyaa hai alfaaz ke moti piroye hai.n... behad behad asardaar, lafzo.n me.n wohii dard wohii be-basii........ aaj bohat dino ke baad kuchh aisa paDhne ko milaa, jis ke ehsaas paDhte hi paDhne waale ke dil par qaabiz ho jaaye......

yuu.n likhti rahe.n... daad haazir hai...

mayank


reps +++

hazrat aap sada hee daad mein mubalghe se kaam leke maham ko sharmsar kar dete hein

hamree tehreron ki hamaree tarha wuqat hee kahan jaanab

Beharkaif ap se sukhanshanaas ne isko is laiq jana ke apni qeemtee araa'a se navaza iske liye hum tahe dilse shukrguzar thehare apke...

Due Respects,

MahamAzmi


ye dil soye hoay jazbon ka hei aisa mehal jis mein
kisii jazbe ka ab mumkin nahi bedaar ho jana
_____________________________________
eik lamha e visaal tha vaapis na aaska
vo waqt ki micaal tha vaapis na aasaka

mujh ko mere vajud se jo kar gaya judaa
kaisa vo baakamal tha vaapis na asaka
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
maikasH
Birha Tu Sultan
maikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant future
 
Offline
Posts: 1,810
Join Date: Aug 2001
Rep Power: 10
6th August 2009, 01:16 AM

Quote:
Originally Posted by MahamAzmi View Post
Na raahon men ujaala na manzil ka nishaan

na sang humsafar koi , na sar pe saiybaan

hud'e nigaah talak bass tanhaiyaan

qadam qadam larkharaa rahee hei

lamha lamha sata rahee hie

dilko bekhaataa dukha rahee hei

dum bhar ko sans lene dey aiy zindagee

jaanae tu kahan liyae jaa rahee hei.................


aadaab Maham

go yeh aap ba'khoobi jaanti haiN ke aapki har kaavish ko padhna mere liye moti baTorne jaise hai aur yeh nazm bhi usi may'aar ki mooNh bolii dastaan hai


aap ek muddat ke baad yahaaN tashreef layiiN aur is mehfil ki raunak badhaayi iske liye maiN tah-e-dil se aapka karzdaar huuN.....aapne jo maan rakha hai uska mol denaa mere bas ki baat nahiiN hai


ummiid hai ke ab aap aati raheNgii aur ehbaab ko in motiiyoN se nawaaztii raheNgii


is purasar nazm par daad pesh-e-khidmat hai....tasleem farmaiiye


rab raakha
maikash


.........................................

is tarhe teri yaad meiN har shaam dhaley hai
goyaa koyi nagin si kalejey pe chaley hai

maikash
...............................
 Send a message via ICQ to maikasH Send a message via Yahoo to maikasH  
Reply With Quote
Old
  (#9)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
6th August 2009, 08:09 AM

Quote:
Originally Posted by MahamAzmi View Post
Na raahon men ujaala na manzil ka nishaan

na sang humsafar koi , na sar pe saiybaan

hud'e nigaah talak bass tanhaiyaan

qadam qadam larkharaa rahee hei

lamha lamha sata rahee hie

dilko bekhaataa dukha rahee hei

dum bhar ko sans lene dey aiy zindagee

jaanae tu kahan liyae jaa rahee hei.................
Maham Bhai......bahut khub likha hai aapne....Zindgi ke kareeb ka ehsaas.....nice creation.....likhte rahiye....aate rahiye...khush rahiye....




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#10)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
6th August 2009, 02:45 PM

Shukriya is ko daad se navazne ke liye

Aazami Jii AadaaB....

Aapne gar merii daad ko ek hazeriN kii daad samjh kabool kiya ho to mujhe khushi hogii......

Adnaa ka opposite MUKAMAL nahi hoa karta

ADNA means arzaan trivial...its a humble way of putting up a post

Main yahan sikhane hi aaya hun so ek aur baat sikhi thanks for giving knowlege...


jaahan tak iske mukamal hone ki baat hei to kahan apko ye namukamal aur kyunkar lagee zaroor batayae ga

Jii main koi shayar to nahi huN magar meri murad mukammal se yeh nahi thi ke ismeiN koi khami hai.... bus main yehi kehna chaha ke gar aap is kavish ko aur aage badhate to aur bhi maza aa jata...... I mean ek aadh stanza aur juda dete toH se hai....

shayed zaroori nahi ke mufacal tehreer mukhtacar na ho

hie na?

:-)

TaHreer ko mukammal aur mukhtasar rakhana yeH to likhane wale per yaa uske khayaloN per hai......... Wel I don't understand what are you saying.....


Due Respects,

Maham Azmi

Khush rahiye..
Khuda Hafez...


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#11)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
8th August 2009, 05:22 PM

Quote:
Originally Posted by maikasH View Post
aadaab Maham

go yeh aap ba'khoobi jaanti haiN ke aapki har kaavish ko padhna mere liye moti baTorne jaise hai aur yeh nazm bhi usi may'aar ki mooNh bolii dastaan hai


aap ek muddat ke baad yahaaN tashreef layiiN aur is mehfil ki raunak badhaayi iske liye maiN tah-e-dil se aapka karzdaar huuN.....aapne jo maan rakha hai uska mol denaa mere bas ki baat nahiiN hai


ummiid hai ke ab aap aati raheNgii aur ehbaab ko in motiiyoN se nawaaztii raheNgii


is purasar nazm par daad pesh-e-khidmat hai....tasleem farmaiiye


rab raakha
maikash

Navazish in khaak ke zarhon ko motyion ka naam dene ka

ye mehaz apki zarahnavazi hei aur kuch bhi nahi


Hum apni aur apni tehreeron ki wuqat se bakhubi waaqif hein

waslaam,

MahamAzmi


ye dil soye hoay jazbon ka hei aisa mehal jis mein
kisii jazbe ka ab mumkin nahi bedaar ho jana
_____________________________________
eik lamha e visaal tha vaapis na aaska
vo waqt ki micaal tha vaapis na aasaka

mujh ko mere vajud se jo kar gaya judaa
kaisa vo baakamal tha vaapis na asaka
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
8th August 2009, 05:23 PM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
Maham Bhai......bahut khub likha hai aapne....Zindgi ke kareeb ka ehsaas.....nice creation.....likhte rahiye....aate rahiye...khush rahiye....

Shukriya daad se navaazne ke liye hazrat,

By the way I m not a male I m a female...(MAHAM ka matlab hei mera chaand)

its a female name :-)

but alll the same thanx for all ur kind wordz

Maham Azmi


ye dil soye hoay jazbon ka hei aisa mehal jis mein
kisii jazbe ka ab mumkin nahi bedaar ho jana
_____________________________________
eik lamha e visaal tha vaapis na aaska
vo waqt ki micaal tha vaapis na aasaka

mujh ko mere vajud se jo kar gaya judaa
kaisa vo baakamal tha vaapis na asaka
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
8th August 2009, 05:44 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Shukriya is ko daad se navazne ke liye

Aazami Jii AadaaB....

Aapne gar merii daad ko ek hazeriN kii daad samjh kabool kiya ho to mujhe khushi hogii......

Adnaa ka opposite MUKAMAL nahi hoa karta

ADNA means arzaan trivial...its a humble way of putting up a post

Main yahan sikhane hi aaya hun so ek aur baat sikhi thanks for giving knowlege...


jaahan tak iske mukamal hone ki baat hei to kahan apko ye namukamal aur kyunkar lagee zaroor batayae ga

Jii main koi shayar to nahi huN magar meri murad mukammal se yeh nahi thi ke ismeiN koi khami hai.... bus main yehi kehna chaha ke gar aap is kavish ko aur aage badhate to aur bhi maza aa jata...... I mean ek aadh stanza aur juda dete toH se hai....

shayed zaroori nahi ke mufacal tehreer mukhtacar na ho

hie na?

:-)

TaHreer ko mukammal aur mukhtasar rakhana yeH to likhane wale per yaa uske khayaloN per hai......... Wel I don't understand what are you saying.....


Due Respects,

Maham Azmi

Khush rahiye..
Khuda Hafez...
Dobara amaaad ka shukriya ,

Never mind the explaination ,

Thanx hazaroun guilistan for all ur kind wordz here


ye dil soye hoay jazbon ka hei aisa mehal jis mein
kisii jazbe ka ab mumkin nahi bedaar ho jana
_____________________________________
eik lamha e visaal tha vaapis na aaska
vo waqt ki micaal tha vaapis na aasaka

mujh ko mere vajud se jo kar gaya judaa
kaisa vo baakamal tha vaapis na asaka
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com