Poocha ek sajjan ne doosre se ki bhai sahitya par kya kahte ho
bola bhai sahab kaahe ka sahitya kahe ki kavita
ab to talkhi mitane ke lie kahin kavita hoti hai
to kuch dil jalane ke liye kavitaon ka chunaav karte hain
kahin ashleel gaanoon ko shabaasi mil rahi
to kahin likhnewale samay ka hi intzaar kar rahe hain
kavita ko padhne ka aur dekhne ka saleeka bus isme ki
agar buri hai to achi aur agar achi hai to buri
kyun
offo ab kyun kya batayen
tum bhi samajhte nahi
are ab kavita ka matlab bhadaas ho gaya hai na