hi Dosto, bahut dino baad aana hua hai, aap sabki bahut yaad ayi, aur dil ke gam bhi badh gye the, aap sabse shear krne chala aaya, ummeed hai aapko pasand aaye..
{my Own lines}
Jaane kyu hasrato ki ye duniya itni veeran hai,
Jis gali me thi teri khushboo, aaj wohi galiyaan sunsaan hai,
Kabhi aake dekh meri ujdi hui dniya ko phir se…
Hasratein wahi, intjaar wahi…
Aaj bhi meri chahat tere bin tanha hai… Nadaan hai ~deEp~
Hasratein wahi, intjaar wahi…
Aaj bhi meri chahat tere bin tanha hai… Nadaan hai
Aaahh kahun ya waahhh..... aksar aashiqon ke shiqvon ka jawaab dene me ulajh jaata hoon.... khair main duaa karunga ke ye dil me jo aap dard paal rahe hain wo kam ho jaae aur aap aur bhi behtar likhne lag jaaen...