Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Sharaab

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Sharaab hain ya dua.....
Old
  (#1)
Swapneel
Registered User
Swapneel will become famous soon enoughSwapneel will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 99
Join Date: Jan 2003
Rep Power: 23
Wink Sharaab hain ya dua..... - 13th April 2003, 10:51 AM

kabii woh bhi mile maykhane mai yoon
sadiyoon se jiss ka intazaar raha hai

mile te tau hain boot se rakeeb rah-e-jannt main
yohee behak ke dard ko aur hara hee karne koo

koyee tau hoo joo shraabo ko badnaam na kare
Pee kar hum yoo hee sukoon se usski iibadat kare

Jisnne na piya wooh kitaboon ki tarah jeher kahe iisse
Koyee kyaa janne ye jeher bhii hamari sansoo ko dua sii lage...swapnn

Last edited by Swapneel; 13th April 2003 at 11:17 AM..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Afshan
Kadeer ki...
Afshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the rough
 
Afshan's Avatar
 
Offline
Posts: 2,334
Join Date: Apr 2003
Location: In Kadeer's heart.... VERY comfortable place!
Rep Power: 27
14th April 2003, 02:08 PM

Sahi kaha aapne.. kabhi kabhi dil ke dard ko bhoolne ke liye madhosh hona zaroori ho jaata hai.. dard thoda kum ho jaata hai..

its fully understandable

Waise lkha aapne achha hai..


Tum chale jaaoge to sochenge... Humne kya khoya, humne kya paaya...
   
Reply With Quote
Hi
Old
  (#3)
Swapneel
Registered User
Swapneel will become famous soon enoughSwapneel will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 99
Join Date: Jan 2003
Rep Power: 23
Hi - 14th April 2003, 03:42 PM

Banno jii,

Shukriya ap ki tarifh kaa..jinndagii ko dekhne kaa appna appna nazariya hota haii...koyii kese jiita haii koyii kese marat haii..swapnn
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Afshan
Kadeer ki...
Afshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the rough
 
Afshan's Avatar
 
Offline
Posts: 2,334
Join Date: Apr 2003
Location: In Kadeer's heart.... VERY comfortable place!
Rep Power: 27
14th April 2003, 03:50 PM

LOL!

Ek baar phir aapne durust farmaya!.. Jeena marna to hota rahta hai, dehna to ye hota hai ki kaun kis tarah ye kaam jar jaata hai.

A personal friend of mine once said "I'd rather be a fire that burns in glory and dies, rather than a flame that lives long but slowly fades away.."

And I would se...'haan, magar kisi parwane se poochho ki shama par marne ka maza kya hota hai.."


Tum chale jaaoge to sochenge... Humne kya khoya, humne kya paaya...
   
Reply With Quote
Hi
Old
  (#5)
Swapneel
Registered User
Swapneel will become famous soon enoughSwapneel will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 99
Join Date: Jan 2003
Rep Power: 23
Hi - 14th April 2003, 04:04 PM

Banno jii,

Shaama aur parwane kii baat kari tau humare dost ne kuch likha thaa woh ap ko sunate hain shaayd ap ko pasaand aayen... Swapnn

NAA DE HAQ TERI SHAMA PER PARWAAN CHADNE KA MUJH PARWAANE KO
TERI ROOSHNI KO DOOR SE DEKH KAR HEE HUM JALA LENGE APNE AANSOO KO
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Afshan
Kadeer ki...
Afshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the rough
 
Afshan's Avatar
 
Offline
Posts: 2,334
Join Date: Apr 2003
Location: In Kadeer's heart.... VERY comfortable place!
Rep Power: 27
14th April 2003, 04:09 PM

Achha likha hai, jisne bhi likha hai!

Koi us shama ka bhi to soche, jo sirf apne parwane ke liye jalti hai, pighalti hai.

Thanks for sharing that!


Tum chale jaaoge to sochenge... Humne kya khoya, humne kya paaya...
   
Reply With Quote
Hi
Old
  (#7)
Swapneel
Registered User
Swapneel will become famous soon enoughSwapneel will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 99
Join Date: Jan 2003
Rep Power: 23
Hi - 14th April 2003, 04:21 PM

Banno jii,

shama kyoo jaltii haii usse boloo na jale...jale tau jale pighale bhii woh..aur iss par ye ilzam dari?...hi re bechara parwaana kyoo jale ki shama jaliti hai pighaltee haii ...ap ko rehaam nahi aataa haii parwaane par.. swapnn
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
Afshan
Kadeer ki...
Afshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the rough
 
Afshan's Avatar
 
Offline
Posts: 2,334
Join Date: Apr 2003
Location: In Kadeer's heart.... VERY comfortable place!
Rep Power: 27
14th April 2003, 04:35 PM

Parwaane jalte hain to apne shauk se .. ab isme shama ki kya khata ki parwaane uski roshni, uski aanch se ishq karte hain.. Shama to neki karti hai parwaano ko jeene AUR marne ka maqsad dekar.... Shukr manaiye..


Tum chale jaaoge to sochenge... Humne kya khoya, humne kya paaya...
   
Reply With Quote
Hi
Old
  (#9)
Swapneel
Registered User
Swapneel will become famous soon enoughSwapneel will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 99
Join Date: Jan 2003
Rep Power: 23
Hi - 14th April 2003, 04:43 PM

Banno jii,

Sahi kaha haii kisii ne katlla bhii karten haii woh.........
Har aada unkii jaan lewa hii hotee hai jii...khuda reham kare in ashiq ko par....jiite jii shukun nahii mar kar kyaa khaaq payegaa
...Jine do in becharoo koo...taa umrr gulaam raengen ye unke par jinne dau baasSwapnn
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
Afshan
Kadeer ki...
Afshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the rough
 
Afshan's Avatar
 
Offline
Posts: 2,334
Join Date: Apr 2003
Location: In Kadeer's heart.... VERY comfortable place!
Rep Power: 27
14th April 2003, 04:50 PM

**********************************

Nahin he duniya me panaahon ki kami,
Naahi sheher me parwaanon ki kami,
Lutade jo jism o jaan husn par,
Nahin he aise ghulaamon ki kami.

**********************************




Tum chale jaaoge to sochenge... Humne kya khoya, humne kya paaya...
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
Swapneel
Registered User
Swapneel will become famous soon enoughSwapneel will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 99
Join Date: Jan 2003
Rep Power: 23
14th April 2003, 04:55 PM

TERE DIL KA RAAZ JAN NE KAI LIYE

HUM NE BHI BOHOOT BAHAROO KO CHODA HAI....

GAR YAKEE NA AAYE TAU DEKHO MERE KADMOO KE NISHAA KO

JAHA CHUTE HAI YE ,AAJ BHI MEHAQ TE HAI KHAYALOO SE HAMARE...

MANAA KI AB TERA HEE RANG CHADHA HAI HUM PAR,,,,

PAR KABHI HAVAOO SE BHI PUCH NA KAI AJKAL AP BHI KITANA MEHAQ TEE HOO

==============================================

Swapnn

Last edited by Swapneel; 14th April 2003 at 04:58 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
Afshan
Kadeer ki...
Afshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the rough
 
Afshan's Avatar
 
Offline
Posts: 2,334
Join Date: Apr 2003
Location: In Kadeer's heart.... VERY comfortable place!
Rep Power: 27
14th April 2003, 04:59 PM

Wah!

******************************

Kaun kehta he ke hume pyaar nahin hai,
Pyaar to hai, bas iqraar nahin hai,
Kar dete izhaare e mohabbat magar,
Kismat par apni aytbaar nahin hai.

******************************


Tum chale jaaoge to sochenge... Humne kya khoya, humne kya paaya...
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
Swapneel
Registered User
Swapneel will become famous soon enoughSwapneel will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 99
Join Date: Jan 2003
Rep Power: 23
14th April 2003, 05:03 PM

Waaaah...

==============================================

CHALOO FHIR DOHARATA HU MAI APNE AP KO
SHAAYAD EES BAAR TUM SMAJH SAKO MUJHE...

CHALOO FHIR UMMID BANDHATA HU APNE DIL KO
SHAAYAD EES BAAR KUCH AOR KAREEB MAI AASKO THUMHRE...

CHALOO FHIR BATATA HU MERE HAATH BINA CHAAND SITARO KE HAI
SHAAYAD EES BAAR APNEE MUFLISI KE NISHAAN CHOD PAVOO TUM PER...

CHALOO FHIR BICHHATA HU PANKHUDIYAA TERI RAAHGUJAR MAI
SHAAYAD EES BAAR KOYEE KANTA NA CHUPA HO TERI RAAH MAI...

CHALOO FHIR DETA HU EK KHUBSURAAT SEE MUSKAAN TERE LABOO KO
SHAAYAD EES BAAR KOYEE ANSU KI BOOND TERE LABOO KO NA CHHUYE...

CHALOO FHIR BEHELAATA HU MERE DIL KO
SHAAYAD EES BAAR MAI THUJHE PAA SAKOO....
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
Afshan
Kadeer ki...
Afshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the rough
 
Afshan's Avatar
 
Offline
Posts: 2,334
Join Date: Apr 2003
Location: In Kadeer's heart.... VERY comfortable place!
Rep Power: 27
14th April 2003, 05:08 PM

**************************

Hoti rahegi mulakat aur kabhi,
Chalte rahegi baat aur kabhi,
Zindagi rahi to phir milenge,
Hoga apna saath aur kabhi.

**************************



Swapneel ji,

Apse is tareh guftugu kar ke bohat achha laga.. zindagi rahi to phir zaroor baat hogi.. filhal hum aapse ijaazat chahte hai..


Tum chale jaaoge to sochenge... Humne kya khoya, humne kya paaya...
   
Reply With Quote
Hi
Old
  (#15)
Swapneel
Registered User
Swapneel will become famous soon enoughSwapneel will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 99
Join Date: Jan 2003
Rep Power: 23
Hi - 14th April 2003, 05:12 PM

Bohot khub hum bhii chalten haii ap se mil kar khushii huvii yohii mila karoo asan hoti lagti hain jindagee..Swapnn


Sab Door Se Har Gaye Hum Tau.......
Chaloo Ab Patthar Ko Bhi Pooj Kar Dekhe
Kehate Hai Ki Unmai Bhi Dil Dhadak Ta Hai
Tau Chaloo Dabe Kadmoo Se Ap Tak Bhi Pahuch Kar Dekhe..
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
Afshan
Kadeer ki...
Afshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the rough
 
Afshan's Avatar
 
Offline
Posts: 2,334
Join Date: Apr 2003
Location: In Kadeer's heart.... VERY comfortable place!
Rep Power: 27
15th April 2003, 12:28 PM

LOL!. Apka andaaz pasand aya!

Socha to tha ki apse aaj bhir guftagu karenge lekin afsos hai ki filhal ke mumkin nahin.. Humare imtehaan (college ke, zindagi ke to kabse shuru ho gaye hain ) start hone wale hain.. kal pehla imtehaan hai.. dua kariyega.. kahin hum fail ho gaye to kisi aur par ilzaam ayega..

Jab bhi is bazm mein lautenge.. apsa saamna zaroor hoga!

Tab tak, khush rahiye!


Tum chale jaaoge to sochenge... Humne kya khoya, humne kya paaya...
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
Swapneel
Registered User
Swapneel will become famous soon enoughSwapneel will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 99
Join Date: Jan 2003
Rep Power: 23
15th April 2003, 07:39 PM

Jiii..Inshaahallah...hume bhii intazar rahega ap ke loatne ka..Dua hum jaruru karenge kii ap apne dono imtahaan me kamayaab hoo ....takii ap hume yaad kare warnaa..log bhule main waqt nahi lagaten haii jee All the best dil laga ke tayyarii karoo sirfh imtahaan kii... !!!! baki sab hum par chod do jindagee ka imtahaan bhii achhe doston kii wajaha se paas kiya jaa sakta hain...right ...ap ke loat kii kushh fhehamee main rahenge khuda hafiz

Last edited by Swapneel; 15th April 2003 at 08:00 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
Afshan
Kadeer ki...
Afshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the rough
 
Afshan's Avatar
 
Offline
Posts: 2,334
Join Date: Apr 2003
Location: In Kadeer's heart.... VERY comfortable place!
Rep Power: 27
26th April 2003, 01:12 PM

Chaliye aapki khushfehmi ko haqeekat me badal dete hain..


Namumkin ko mumkin banate hain,
Ghum ko khushi banaate hain,
Karde jo kushfehmee ko hakeeqat me tabdeel,
Achhe dost hote hi aise hain!

Kaise ho Swpneel? Janab yeh Bhulne bhulane ki baat na karein, bhulna itna aasaan bhi nahin hota! .. especially achhe dost!


Tum chale jaaoge to sochenge... Humne kya khoya, humne kya paaya...
   
Reply With Quote
Hiiiiiiiiiiiiiiiiiii
Old
  (#19)
Swapneel
Registered User
Swapneel will become famous soon enoughSwapneel will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 99
Join Date: Jan 2003
Rep Power: 23
Hiiiiiiiiiiiiiiiiiii - 26th April 2003, 01:16 PM

Bannooo jii achhe dost jinn ki tarah hote hain jab yaad karoo hajir ho jate hain hain ...ap kii wapsii shayri.com main nayii kushiyaan laye iisi umiid ke sath ye naa muraad swapnn

Last edited by Swapneel; 26th April 2003 at 01:23 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#20)
Afshan
Kadeer ki...
Afshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the rough
 
Afshan's Avatar
 
Offline
Posts: 2,334
Join Date: Apr 2003
Location: In Kadeer's heart.... VERY comfortable place!
Rep Power: 27
26th April 2003, 01:34 PM

Kyon khud ko na muraad kehhte ho??!

Shayri.com me humari wapsi HUMARE liye kayii khushiyaan llayi hain . Ek hafta exams dete dete, padrte padrte, hum me jo ek shayar jaga tha, woh kuchh had tak phir se so gaya hai Thoda jagana padega!


Tum chale jaaoge to sochenge... Humne kya khoya, humne kya paaya...
   
Reply With Quote
Old
  (#21)
Swapneel
Registered User
Swapneel will become famous soon enoughSwapneel will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 99
Join Date: Jan 2003
Rep Power: 23
26th April 2003, 01:37 PM

Badda joor dena pada hogaa naa dimaag koo..... chaloo kabhii kabhii ye bhii kamal kar liya karooo

kuch hain shayaad ap ko achha lage..

Jab bhii yaad aate ho,
Kyaa kahen kyaa hota hain
Rehate tau hum wohii,
Par diwaano se nazar aaten har kahii....swapnn

kesii rahii hamaree baat....
   
Reply With Quote
Old
  (#22)
Afshan
Kadeer ki...
Afshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the rough
 
Afshan's Avatar
 
Offline
Posts: 2,334
Join Date: Apr 2003
Location: In Kadeer's heart.... VERY comfortable place!
Rep Power: 27
26th April 2003, 01:46 PM

Wah! Wah!

***************************
Aksar ye kamaal hota hai,
Saamne uska jamaal hota hai,
Chehre pe nazar na aye magar,
Dil ka diwanon sa haal hota hai.
***************************

Yeh kaisi rahi?

and what do you mean 'Kabhii kabhhi yeh kamaal kar liya karo'??


Tum chale jaaoge to sochenge... Humne kya khoya, humne kya paaya...
   
Reply With Quote
Hiiiiii
Old
  (#23)
Swapneel
Registered User
Swapneel will become famous soon enoughSwapneel will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 99
Join Date: Jan 2003
Rep Power: 23
Hiiiiii - 27th April 2003, 04:33 PM

sorry ussdin apko khuda hafiz kare bager hii chal base thain ..aaj fhirr jindaan huva huu...par ap nadart hain...chaloo tanhaiiyoon se hii baten kar le hum...suna hain diwaroo ke bhii kan hoten hain...

Tamam umarr jindagii se door rahe
Terii khushii ke liye apnii khushii se door rahe..
Ab isse badkar wafa kii saja kya hogii
Kii tere hoo kar bhii tujse door rahe.....

kesii rahii banoo jii
   
Reply With Quote
Old
  (#24)
Afshan
Kadeer ki...
Afshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the rough
 
Afshan's Avatar
 
Offline
Posts: 2,334
Join Date: Apr 2003
Location: In Kadeer's heart.... VERY comfortable place!
Rep Power: 27
27th April 2003, 04:39 PM

WAAAH!....

***************************

Kyon rehte ho tanhaiyon mein,
Kyon khote ho parchaiyon mein,
Tham lo zindagi jo guzar rahi hai,
Raho na yun barbaadiyon mein.

***************************

Lijiye.. aapne bulaya aur hum chale aaye.... Kaise ho swapneel?


Tum chale jaaoge to sochenge... Humne kya khoya, humne kya paaya...
   
Reply With Quote
Hii
Old
  (#25)
Swapneel
Registered User
Swapneel will become famous soon enoughSwapneel will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 99
Join Date: Jan 2003
Rep Power: 23
Hii - 27th April 2003, 04:44 PM

Bannooo jii..salaam kabul karen hamaraa!!!!


kyaa kahen kese hain hum
Jiten rahaten hain par tumse nahi hoten
unn ka khyaal loo main anaa kyaa kaam thaa
Joo aaj unke didar hoo gaye hoosh khoo jane koo... swapnn
   
Reply With Quote
Old
  (#26)
Afshan
Kadeer ki...
Afshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the rough
 
Afshan's Avatar
 
Offline
Posts: 2,334
Join Date: Apr 2003
Location: In Kadeer's heart.... VERY comfortable place!
Rep Power: 27
27th April 2003, 05:14 PM

Wah!!.. Pyaar aur deedar par humara ek kalaam pesh hai..

**************************

Ek Muddat se thaame hue the armaano ko,
Kisi par aytbaar ho raha hai, ahista, ahista.

Gum ho gaye hum kisi ki panaaho me,
Woh nafs ko qaid karta hai, ahista, ahista.

Aye waqt! Zaraa theher ja tu,
Deedar-e-yaar ho raha hai, ahista, ahista.

Yun to hum bhi nigahon se zakhm dete hain,
Woh dil pe vaar karta hai, ahista, ahista.

Koi in jazbaaton ko roke to kaise?
Kisi pe pyaar jo aaye, ahista, ahista.

****************************

Salaam kubul hai..


Tum chale jaaoge to sochenge... Humne kya khoya, humne kya paaya...
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#27)
Swapneel
Registered User
Swapneel will become famous soon enoughSwapneel will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 99
Join Date: Jan 2003
Rep Power: 23
hi - 3rd May 2003, 07:05 PM

Kyaa kahe.n shayar kese hoten hain
Jabb jii mai.n aajaye wese hote.n hai

Bas tum na badal na kabhii hum se yoo
Ke asaam se puchhe hum kese hote.n hai.....Swapnn

ap ke text ka jawab ab shayar de raha hai.n
   
Reply With Quote
Old
  (#28)
Afshan
Kadeer ki...
Afshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the rough
 
Afshan's Avatar
 
Offline
Posts: 2,334
Join Date: Apr 2003
Location: In Kadeer's heart.... VERY comfortable place!
Rep Power: 27
4th May 2003, 11:26 AM

Oh! here you are..


Dost mausam ki tarah hote hain.. woh bhale hi shajar se rooth kar chale jaayein, magar laut te zaroor hain


Tum chale jaaoge to sochenge... Humne kya khoya, humne kya paaya...
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#29)
Swapneel
Registered User
Swapneel will become famous soon enoughSwapneel will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 99
Join Date: Jan 2003
Rep Power: 23
hi - 4th May 2003, 05:58 PM

Khuda na kare koyii lot ke jane liye aaye
Koon jitaa hain uss ke aane ke intazar tak...

Gar bichhada too mujh se tau kya
Hum na hum huve khaak huve tau kyaa...

Tau fhirr kabhii na kehana mausaam saa hu main
Joo huve yoo tau kabhii daman par tau kabhii khaaq par barassnaa.....Swapnn
   
Reply With Quote
Old
  (#30)
Afshan
Kadeer ki...
Afshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the rough
 
Afshan's Avatar
 
Offline
Posts: 2,334
Join Date: Apr 2003
Location: In Kadeer's heart.... VERY comfortable place!
Rep Power: 27
6th May 2003, 03:06 PM

********************

Ashq jo bahe, unhe behne do,
Dard hai dil me, use rehne do,
Aankhen kare jo ghum bayaan,
Jo woh chahe, unhe kehne do.

********************


Tum chale jaaoge to sochenge... Humne kya khoya, humne kya paaya...
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#31)
Swapneel
Registered User
Swapneel will become famous soon enoughSwapneel will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 99
Join Date: Jan 2003
Rep Power: 23
hi - 10th May 2003, 07:11 PM

Ye hamare dost ne likha hain jiss ap ki nazar karten hain...

Tumkoo bhii jaana hai.n
Auroo ka sa hii jaan kar
Too kyaa jane mujhhe
Kiss hosalen ka bann hu.n mai.n.....SuNjj

Adaab....
   
Reply With Quote
Old
  (#32)
Afshan
Kadeer ki...
Afshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the rough
 
Afshan's Avatar
 
Offline
Posts: 2,334
Join Date: Apr 2003
Location: In Kadeer's heart.... VERY comfortable place!
Rep Power: 27
14th May 2003, 02:55 PM

.. Bohat achha likhta hai aapka yeh dost!..


*********************

Nasamajh, nadaan hain hum,
Phir bhi kisi ka armaan hain hum,
Insaan ka nahi ehsaas hume,
Ek chand ki pehchaan hain hum.

*********************


Tum chale jaaoge to sochenge... Humne kya khoya, humne kya paaya...
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#33)
Swapneel
Registered User
Swapneel will become famous soon enoughSwapneel will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 99
Join Date: Jan 2003
Rep Power: 23
hi - 15th May 2003, 05:35 PM

Too jiss chaand ki pehachan hai.n
Woh tera hasil hai.n.....
Uss ko kya hasill joo diwaana hai.n
Khiloona huva jiss ka dil.....
Kantoon mai.n rakhha hai.n dil
Dau hai.n jakhmoo kii......
Peeta rahungaa jaba tak sase hai.n
Kya dard bhii kya sharaab bhii.....
Merii yaadon se jate rahoo ye arzoo hai.n
Jitenjii naa huva woh mareke sahii........Ek adhurra Swapnn
   
Reply With Quote
Old
  (#34)
Afshan
Kadeer ki...
Afshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the rough
 
Afshan's Avatar
 
Offline
Posts: 2,334
Join Date: Apr 2003
Location: In Kadeer's heart.... VERY comfortable place!
Rep Power: 27
18th May 2003, 12:19 PM

Wah!.. aap adhure sahi, apka kalaam to kaafi kamil hai..

Sapno ki dor se na bandhte hain hum,
Haqeekat me basar karte hain hum,
ghum aur sisak hain zindagi ke hi pehlu,
Khushiyan uski nazar karte hain hum.


Tum chale jaaoge to sochenge... Humne kya khoya, humne kya paaya...
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#35)
Swapneel
Registered User
Swapneel will become famous soon enoughSwapneel will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 99
Join Date: Jan 2003
Rep Power: 23
hi - 29th May 2003, 01:37 AM

jee...maafi chahat hun....par ab koyii jawab nahi hain hamare pass....i am an 0 giiroo..bye Like 123456789 an 0....good bye
   
Reply With Quote
Old
  (#36)
Afshan
Kadeer ki...
Afshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the rough
 
Afshan's Avatar
 
Offline
Posts: 2,334
Join Date: Apr 2003
Location: In Kadeer's heart.... VERY comfortable place!
Rep Power: 27
31st May 2003, 11:16 AM

LOL!.. Jawaab dena zaroori nahi hai Swapnn!

Waise har baat ka jawaab hota bhi nahin hai... chalo, jawaab na sahi.. sawaal hi kar lo..


Tum chale jaaoge to sochenge... Humne kya khoya, humne kya paaya...
   
Reply With Quote
hi .both of u
Old
  (#37)
banjara''''
kuch likhne ki koshish
banjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura about
 
banjara'''''s Avatar
 
Offline
Posts: 930
Join Date: Feb 2003
Rep Power: 24
hi .both of u - 9th April 2004, 04:10 PM

koi yeh kahe k shama or parwane ki mohabbat..ka kasoor war..dono main se kon hay.....???to use pahle yeh smajhana zarori hota hay k mohabbat koi kasoor nahin....
kasoor us ka nahin jo mohabbat karta hay..us ka bhi nahin jis se hoti hay.....mushkil tab hoti hay jab jis se hoti hay use ham se
nahin hoti...yah nahin ho pati...yah...nahin ho sakti..hahah..
magar yeh batain majbori ki taraf chali jati hain..or aap log behas kar rahe the...QURBANI ki....yar...aap dono...kiya kahte ho??
mohabbat main ehasan kon kis per karta hay....agar shama...parwane ko jala deti hay..to kasoor shama ka hay???
yah agar parwana shama ki chahat main khud ko jala deta hay to kiya woh qurbani deta hay...!!!
aisa kuch bhi nahin.......parwana...shama ko hasil karne ki koshish karta rehta hay...tamam raat...us k gird...tapish main..
or phir subho k kareeb use malom hota hay k agar us ne shama ko cho liya to jaan chali jaye gi...or woh parwa nahin karta ..or shama ko aik baar chomne ki koshish main apni zindagi haar jata hay....OR SHAMA....

maloom hay aap ko shama kiyon jalti hay........????
is liye kiyon k woh janti hay....k sari raat jalte rehne k baad bhi use.. parwane ka aik lamhe ki chuwan naseeb nahin hogi...!!!!
parwana..jal kar mar gya..shama ko isi dukh main apni baki ki tmama ratain jal kar guzarni hain...or baki k tmam din..udasi main..aap dono kisi roz aik kaam karna....din k waqt kisi shama ko dekhna gor se....tab dekho gay kuch jame hwe ansoo us k chahre per...or pao gay wohi ansoo apni ankhon main..mohabat main kasoor kuch nahin..qurbani kisi ki nahin...bas
badnaseebi... badnaseebi ...badnaseebi...
---------
bhanwra atish ki chwan chahe
dekhiye kiya nadan chahe
us ko kahiye bhi to kiya jana
jo khailne ko jaan chahe
--------
banno..meri bahna....apna khiyal rakhna....bohat din hwe tumm se batain kiye hwe..aaj achanak nazar pari yahan..socha kuch ham bhi panga le lain..so kuch tang kiya aap ko
swapneel...kaise ho...acha likhte ho yar...likhte raho


banjara''''
agar mohabbat hay to judai kiyon
or judai main mohabbat kasi????

Last edited by banjara''''; 9th April 2004 at 04:14 PM..
   
Reply With Quote
Adaab Kabool Kijiye...
Old
  (#38)
salman shaikh
Ek Anjaan Shaks...
salman shaikh has a spectacular aura aboutsalman shaikh has a spectacular aura about
 
salman shaikh's Avatar
 
Offline
Posts: 497
Join Date: May 2002
Location: London (UK)
Rep Power: 24
Adaab Kabool Kijiye... - 9th April 2004, 08:22 PM

Bahut khoob janab ....BAHUT KHOOB.... likha hai apne ...Shukriya...KUDHA HAFIZ....


EK ANJAAN SA SHAKS...
SALMAN SHAIKH...


Chal parin hain kashtiyaan samandar dur hai kinaara.....
in majon se puch lena kia haal hai hamaara....

______________________

Ashk bankaar woh mere chashm-e-tar main rehta hai....
ajeeb woh shaks hai jo pani ke ghar main rehta hai........
  Send a message via Yahoo to salman shaikh Send a message via AIM to salman shaikh Send a message via MSN to salman shaikh  
Reply With Quote
Old
  (#39)
Afshan
Kadeer ki...
Afshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the rough
 
Afshan's Avatar
 
Offline
Posts: 2,334
Join Date: Apr 2003
Location: In Kadeer's heart.... VERY comfortable place!
Rep Power: 27
10th April 2004, 10:38 AM

hmmm...

Khan bhai..

Sach kaha aapne..

Mohobbat me koi qurbaani nahi deta.. Aur naahi mohobbat karna koi kasoor hai.. bas, aksar mohobbat me 'wrong number' lag jaata hai..LOL.. jo is dil ko bohot bhaari paR jaata hai.. ab koi kya kare, na dil pe zor chalta hai, naa hi muqaddar pe..

Khair..

Aapne ye puraana thread phir se taaza kar diya to pata chala ki 1 saal me, haalaat aur haadse, insaan ki soch, insaan ke jazbaat, kis hadh tak badal sakte hain.. LOL.. lagta hi nahi ki kabhi aise khayaal humaare hua karte the.. chaliye, humaare is bhoole bisre pehlu se phirse milwaane ka shukria!

Ab hum chalte hain.. aap apna khayaal rakhiyega.. !

Allah Hafiz!


Tum chale jaaoge to sochenge... Humne kya khoya, humne kya paaya...
   
Reply With Quote
Old
  (#40)
Swapneel
Registered User
Swapneel will become famous soon enoughSwapneel will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 99
Join Date: Jan 2003
Rep Power: 23
10th April 2004, 12:15 PM

Arree ye kya dekh raha hu mai....aaj laga manoo...kisi ne humko kabrr mai se jaga kar pucha hoo..bhai jinnda tau hoo..

banjara boss...aur salman shaikh sahab...shukiya apne jo hume itnni izat bakshi...banjara jii apne badi khubsurati se apni baat keh di...aur sach bhi keh gaye...gar insaan apne dimag se dil par kaboo pa le tau sara jhagra hi khatam ho jaye...berhaal insaan ki fitrat hai...kai woh ek dusare ke emotions ke saath khelta hai..aur pata nahi kya haasil karta hai kabhii iska naam woh pyaar de deta hai tau kabhii bewafaii aur dard ka naam de deta hai....aur ilzaam dene lagta hai....kisi ko sahii aur galat sabit kar kai akhir kya milegaa....shama jalti hai ap fhirat se..aur parwana bhii koshish karta hai uss par kurbaan hone kii...Par kya galat hoo jata hai....jo aisa nahi hota hai.....kehate hai insaan duniya mai sab kuch haasil kar sakta hai......sirf pyaar kai sivaa....woh na jhut liya jata hai na diya jata hai.....ab isska gila kyaa....
banno ji ki ray se hum puree tarah itafaaq rakhte hai....unki soch aur unki achhi jehaniyat ki wazah se hii hum unse humesha...dosti ki guzarish karte rahe...aur woh humaree achhi dost bhii bann gayii..ab ye baat alaga hai kii....waqt aur halaat ki wazah se shayr.com par aana kam hii hota hai...warrna hum koyii kasar na chhode apni shayri se banno ji ki shayri ka muqabla zari rakhne mai...
Shukriyaa ap sab kaa.....
ek gana yaad aa raha hai sab ki nazar karta jaa raha hu...ek pura swapnn!

ye jiivan hai
is jiivan kaa
yahii hai, yahii hai, yahii hai ra.ng ruup (2)
tho.De Gam hai.n, tho.Dii khushiyaa.N
yahii hai, yahii hai, yahii hai chhaa.Nv dhuup
ye jiivan hai ...

(ye naa socho isame.n apanii
haar hai ki jiit hai ) - 2
use apanaa lo jo bhii
jiivan kii riit hai
ye zid chho.Do, yU.N naa to.Do
har pal ek darpaN hai
ye jiivan hai ...

dhan se naa duniyaa se
ghar se na dvaar se
saa.Nso.n kii Dor ba.ndhii hai
priitam ke pyaar se
duniyaa chhuuTe, par naa TuuTe
ye kaisaa ba.ndhan hai
ye jiivan hai
is jiivan kaa
yahii hai, yahii hai, yahii hai ra.ng ruup
tho.De Gam hai.n
tho.Dii khushiyA.N
yahii hai, yahii hai, yahii hai chhaa.Nv dhuup
ye jiivan hai

Last edited by Swapneel; 10th April 2004 at 12:20 PM..
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is Off
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Sharaab GREWAL_USA_DA Aapki Shayri 1 12th March 2006 07:37 AM
Ishq ke lamhe sharaab lagte hain Tausif shaikh Shayri-e-Sharaab 0 7th September 2005 04:35 PM
Sharaab masoom_s Shayri-e-Sharaab 0 26th April 2004 02:23 PM
tujhe qasam hai saaqiyaa sharaab laa sharaab de Neha Haroon Shayri-e-Sharaab 0 30th April 2003 03:41 PM
Nazar nazar say mila kar sharaab peetay hain - by Tasneem Farooqi Mahek Shayri-e-Mashahoor Shayar 0 5th December 2002 12:38 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com