Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Tere Wajood Ke Ehsaas Ki Pighlan
Old
  (#1)
shrdh
Registered User
shrdh will become famous soon enoughshrdh will become famous soon enough
 
shrdh's Avatar
 
Offline
Posts: 1,474
Join Date: Dec 2005
Location: singapore
Rep Power: 21
Tere Wajood Ke Ehsaas Ki Pighlan - 11th April 2006, 11:39 AM

MAIN AKELI KAHA TERE WAJOOD KA SAYA SAATH HAI
JAWAN RAAT MAI CHAAND CHANDNI KE SAATH HAI
DURIYA KAHA DOOR KAR PAATI HAI HUME
SAPNO MAI HI SAHI TERE HAATOHN MAI HAATH HAI

isi ehsas ko samet kar kuch likha hai .aur aapki nazar karne aa gaye.


Raat Ki Raani, Jab Sama Mahkaati Hai ,
Chandni Bhi Taaron Ki Barat Sajati Hai

Aankhon Mai Nashili Lahriyan ko Padh
Dharkane bhi mohhbbat Gungunati Hai

Hothon Ki Narmi,Kaano Ki Low Jalaye
Ungliyan Bhi Uljhe Gesu Suljhati Hai

Tumhare Sparsh Se Pighalta Hai Man Mera
Jane Kyu Ye Aankh Tabhi Khul Jati Hai

Sapne Mai Sahi Ehsas Zinda To Hote Hain
Bholi ,SHRDDHA, kuch pal to muskraati hai


shrdh


  Send a message via Yahoo to shrdh  
Reply With Quote
Old
  (#2)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
11th April 2006, 12:16 PM

great one dd sach me ab aapki likhai masha allah se kaafi khoob surat ho gai hai,dua hai rab se ki aap hamesha khush rahen aur yoon hi likhti rahen ,ok dd apna khayal rakhna.aapka bhai
shaad
   
Reply With Quote
Re: Tere Wajood Ke Ehsaas Ki Pighlan
Old
  (#3)
khoonigazzal
Registered User
khoonigazzal is on a distinguished road
 
khoonigazzal's Avatar
 
Offline
Posts: 57
Join Date: Jan 2006
Location: faridabad{ind}
Rep Power: 19
Re: Tere Wajood Ke Ehsaas Ki Pighlan - 11th April 2006, 04:10 PM

Quote:
Originally posted by shrdh
MAIN AKELI KAHA TERE WAJOOD KA SAYA SAATH HAI
JAWAN RAAT MAI CHAAND CHANDNI KE SAATH HAI
DURIYA KAHA DOOR KAR PAATI HAI HUME
SAPNO MAI HI SAHI TERE HAATOHN MAI HAATH HAI

isi ehsas ko samet kar kuch likha hai .aur aapki nazar karne aa gaye.


Raat Ki Raani, Jab Sama Mahkaati Hai ,
Chandni Bhi Taaron Ki Barat Sajati Hai

Aankhon Mai Nashili Lahriyan ko Padh
Dharkane bhi mohhbbat Gungunati Hai

Hothon Ki Narmi,Kaano Ki Low Jalaye
Ungliyan Bhi Uljhe Gesu Suljhati Hai

Tumhare Sparsh Se Pighalta Hai Man Mera
Jane Kyu Ye Aankh Tabhi Khul Jati Hai

Sapne Mai Sahi Ehsas Zinda To Hote Hain
Bholi ,SHRDDHA, kuch pal to muskraati hai


shrdh

dost bahut khoob
aaj fir se nikhre se lage
bahut achha likha hai
hamesha simple words mein badi baat yahi hai aapki gazal ki khasiyat.....

aaj jaise hi on kiya computer to aapki nai gazal mili dil khush ho gaya.......


samet sakte ho tum “JEET” apni mutthi main ...
hamain to pehle hee aadat hai "HAAR" jaane ki….
   
Reply With Quote
Re: Tere Wajood Ke Ehsaas Ki Pighlan
Old
  (#4)
khozii
Registered User
khozii will become famous soon enough
 
khozii's Avatar
 
Offline
Posts: 177
Join Date: Sep 2001
Location: india
Rep Power: 23
Re: Tere Wajood Ke Ehsaas Ki Pighlan - 12th April 2006, 05:50 AM

Quote:
Originally posted by shrdh
MAIN AKELI KAHA TERE WAJOOD KA SAYA SAATH HAI
JAWAN RAAT MAI CHAAND CHANDNI KE SAATH HAI
DURIYA KAHA DOOR KAR PAATI HAI HUME
SAPNO MAI HI SAHI TERE HAATOHN MAI HAATH HAI

isi ehsas ko samet kar kuch likha hai .aur aapki nazar karne aa gaye.


Raat Ki Raani, Jab Sama Mahkaati Hai ,
Chandni Bhi Taaron Ki Barat Sajati Hai

Aankhon Mai Nashili Lahriyan ko Padh
Dharkane bhi mohhbbat Gungunati Hai

Hothon Ki Narmi,Kaano Ki Low Jalaye
Ungliyan Bhi Uljhe Gesu Suljhati Hai

Tumhare Sparsh Se Pighalta Hai Man Mera
Jane Kyu Ye Aankh Tabhi Khul Jati Hai

Sapne Mai Sahi Ehsas Zinda To Hote Hain
Bholi ,SHRDDHA, kuch pal to muskraati hai


shrdh
hey shrada how are u ?

kya likhya hai yaar tum ne aaj , hum to aap ke deewane ho gaye . in shabdon mai sirf pyaar hi pyaar aur pyaar se bhara jaam nazar aata hai ...

Aankhon Mai Nashili Lahriyan ko Padh
Dharkane bhi mohhbbat Gungunati Hai

aise hi likhte raho aur sada muskurate raho,

pata nahi khushi ke mare aaj puri ki puri jalabi khane ko jee kar raha hai .

khozii


You can't buy love, but you can pay heavily for it.

***khozii***
  Send a message via Yahoo to khozii Send a message via MSN to khozii  
Reply With Quote
Old
  (#5)
Rohin
Registered User
Rohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to behold
 
Rohin's Avatar
 
Offline
Posts: 3,937
Join Date: Dec 2003
Rep Power: 32
12th April 2006, 05:55 AM

Shrdha di,

acha likha hai bahut khoob...

aap apna khayal rakhna

Rohin


http://www.thoughtsunbound.com a place for my thoughts
   
Reply With Quote
Re: Tere Wajood Ke Ehsaas Ki Pighlan
Old
  (#6)
Kanchan
Registered User
Kanchan is on a distinguished road
 
Kanchan's Avatar
 
Offline
Posts: 463
Join Date: Dec 2005
Location: Dehradun
Rep Power: 19
Re: Tere Wajood Ke Ehsaas Ki Pighlan - 12th April 2006, 11:16 AM

Quote:
Originally posted by shrdh
MAIN AKELI KAHA TERE WAJOOD KA SAYA SAATH HAI
JAWAN RAAT MAI CHAAND CHANDNI KE SAATH HAI
DURIYA KAHA DOOR KAR PAATI HAI HUME
SAPNO MAI HI SAHI TERE HAATOHN MAI HAATH HAI

isi ehsas ko samet kar kuch likha hai .aur aapki nazar karne aa gaye.


Raat Ki Raani, Jab Sama Mahkaati Hai ,
Chandni Bhi Taaron Ki Barat Sajati Hai

Aankhon Mai Nashili Lahriyan ko Padh
Dharkane bhi mohhbbat Gungunati Hai

Hothon Ki Narmi,Kaano Ki Low Jalaye
Ungliyan Bhi Uljhe Gesu Suljhati Hai

Tumhare Sparsh Se Pighalta Hai Man Mera
Jane Kyu Ye Aankh Tabhi Khul Jati Hai

Sapne Mai Sahi Ehsas Zinda To Hote Hain
Bholi ,SHRDDHA, kuch pal to muskraati hai


shrdh
Shraddha Ji
namastey
aapke likney mei kuch baat to hei. muje khsui hei ki humey aapko padne ka moka milta hei.
aapki
kaanch
   
Reply With Quote
bahut khoobsoorat hai
Old
  (#7)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
bahut khoobsoorat hai - 12th April 2006, 12:57 PM

bahut khoobsoorat dil jis ne muhabbat ke khwab dekhe hon aisee baat likh sakta hai bahut achha likha hai sharddha tum ne aaj tour se wapis aa ke parha laga shayri.com pe ane ka manee mil gaya wah bahut achha
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Re: Tere Wajood Ke Ehsaas Ki Pighlan
Old
  (#8)
Vipinbox
ek shoonya
Vipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to behold
 
Vipinbox's Avatar
 
Offline
Posts: 1,748
Join Date: Jul 2002
Location: दिल्ली व देहरादून
Rep Power: 30
Re: Tere Wajood Ke Ehsaas Ki Pighlan - 12th April 2006, 01:41 PM

Quote:
Originally posted by shrdh
MAIN AKELI KAHA TERE WAJOOD KA SAYA SAATH HAI
JAWAN RAAT MAI CHAAND CHANDNI KE SAATH HAI
DURIYA KAHA DOOR KAR PAATI HAI HUME
SAPNO MAI HI SAHI TERE HAATOHN MAI HAATH HAI

isi ehsas ko samet kar kuch likha hai .aur aapki nazar karne aa gaye.


Raat Ki Raani, Jab Sama Mahkaati Hai ,
Chandni Bhi Taaron Ki Barat Sajati Hai

Aankhon Mai Nashili Lahriyan ko Padh
Dharkane bhi mohhbbat Gungunati Hai

Hothon Ki Narmi,Kaano Ki Low Jalaye
Ungliyan Bhi Uljhe Gesu Suljhati Hai

Tumhare Sparsh Se Pighalta Hai Man Mera
Jane Kyu Ye Aankh Tabhi Khul Jati Hai

Sapne Mai Sahi Ehsas Zinda To Hote Hain
Bholi ,SHRDDHA, kuch pal to muskraati hai


shrdh
Shrdh,
Kaanch ne bilkul sahi kaha hai ki kuch tow baat hai aapke likhney.
accha parhney per fir se bahaut acchqa laga.

"Sapne mein sabhi ehsaas Zinda tow hotey hain
Bholi ,shrdh, kuch pal tow muskraati hai "

bahaut accha
khush rahein
vipin


विपिन


   
Reply With Quote
Old
  (#9)
Pulkit_gupta
Humanity
Pulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant future
 
Offline
Posts: 6,227
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 42
12th April 2006, 02:30 PM

Raat Ki Raani, Jab Sama Mahkaati Hai ,
Chandni Bhi Taaron Ki Barat Sajati Hai

Aankhon Mai Nashili Lahriyan ko Padh
Dharkane bhi mohhbbat Gungunati Hai

hmmm....


Hothon Ki Narmi,Kaano Ki Low Jalaye
Ungliyan Bhi Uljhe Gesu Suljhati Hai

Tumhare Sparsh Se Pighalta Hai Man Mera
Jane Kyu Ye Aankh Tabhi Khul Jati Hai

beautifull... expressed very nicely...


Sapne Mai Sahi Ehsas Zinda To Hote Hain
Bholi ,SHRDDHA, kuch pal to muskraati hai

waaaaaahh...

Shraddha,

Ek aur khoobsurat aur asardaar rachna... bahut hi khoobsurati se ehsaas bayana kiye hain... last sher khaaskar bahut accha laga... likhti raho yun hi.. Take Care....


Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai
  Send a message via Yahoo to Pulkit_gupta  
Reply With Quote
Old
  (#10)
shrdh
Registered User
shrdh will become famous soon enoughshrdh will become famous soon enough
 
shrdh's Avatar
 
Offline
Posts: 1,474
Join Date: Dec 2005
Location: singapore
Rep Power: 21
13th April 2006, 05:12 PM

Quote:
Originally posted by sameer'shaad'
great one dd sach me ab aapki likhai masha allah se kaafi khoob surat ho gai hai,dua hai rab se ki aap hamesha khush rahen aur yoon hi likhti rahen ,ok dd apna khayal rakhna.aapka bhai
shaad
sameer aapne padha aur aapko pasand aaya jaankar khushi hui
aap hamesha aabad rahen .aur hamesha muskrate raho ye hi didi ki dua hai

aapki duaaon k liye dil se sukriya

shrdh


  Send a message via Yahoo to shrdh  
Reply With Quote
hello
Old
  (#11)
sandy11
Registered User
sandy11 is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 6
Join Date: Apr 2006
Location: maharashtra
Rep Power: 0
hello - 14th April 2006, 11:01 AM

very changaa bahut khub


SANDEEP
   
Reply With Quote
Re: Tere Wajood Ke Ehsaas Ki Pighlan
Old
  (#12)
khoonigazzal
Registered User
khoonigazzal is on a distinguished road
 
khoonigazzal's Avatar
 
Offline
Posts: 57
Join Date: Jan 2006
Location: faridabad{ind}
Rep Power: 19
Re: Tere Wajood Ke Ehsaas Ki Pighlan - 14th April 2006, 06:00 PM

Quote:
Originally posted by shrdh
MAIN AKELI KAHA TERE WAJOOD KA SAYA SAATH HAI
JAWAN RAAT MAI CHAAND CHANDNI KE SAATH HAI
DURIYA KAHA DOOR KAR PAATI HAI HUME
SAPNO MAI HI SAHI TERE HAATOHN MAI HAATH HAI

isi ehsas ko samet kar kuch likha hai .aur aapki nazar karne aa gaye.


Raat Ki Raani, Jab Sama Mahkaati Hai ,
Chandni Bhi Taaron Ki Barat Sajati Hai

Aankhon Mai Nashili Lahriyan ko Padh
Dharkane bhi mohhbbat Gungunati Hai

Hothon Ki Narmi,Kaano Ki Low Jalaye
Ungliyan Bhi Uljhe Gesu Suljhati Hai

Tumhare Sparsh Se Pighalta Hai Man Mera
Jane Kyu Ye Aankh Tabhi Khul Jati Hai

Sapne Mai Sahi Ehsas Zinda To Hote Hain
Bholi ,SHRDDHA, kuch pal to muskraati hai


shrdh
yu hi zindagi ka safar bit jaayega aap ki nayee manjilon ko dekhte ,padte,chhute ,bahut achha likha hai dost aapne.....

ek shayar ke dil ke dard doosara shayar hi samajh sakta hai...

lekin kyo hum sab kuchh jaan kar bhi anjaan ban jaate hain kabhi kabhi....
kyon hum ek doosare ke dukho ke saathi chah kar bhi nahi ban paate......

KAASH..... HAMARI BHOLI SHRDDHA YU HI MUSKURATI RAHE , kuchh pal nahi HAR PAL.........
--------------------------------------------------------------------------------

Khuda se koi bat anjaan nahi hoti,,,,,,
jab insaan ki jindagi beimaan nahi hoti......
Kabhi manga hoga humne pyara sa dost,,,,
varna yunhi aapki humse pehchaan nahi hoti....!
--------------------------------------------------------------------------------


samet sakte ho tum “JEET” apni mutthi main ...
hamain to pehle hee aadat hai "HAAR" jaane ki….
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
gumshuda_shayar
Registered User
gumshuda_shayar is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 13
Join Date: Apr 2006
Location: mumbai
Rep Power: 0
14th April 2006, 06:37 PM

bahut hi khubsurat likha hai shrdhji aapne itna pyara kalam aaj kal kaha padhne milta hai wah bahut khoob


tumhara hai yeh rohnit
  Send a message via Yahoo to gumshuda_shayar  
Reply With Quote
hiiii
Old
  (#14)
sandy11
Registered User
sandy11 is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 6
Join Date: Apr 2006
Location: maharashtra
Rep Power: 0
hiiii - 15th April 2006, 09:47 AM

great shayri written by great persons onlyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyy


SANDEEP
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
shrdh
Registered User
shrdh will become famous soon enoughshrdh will become famous soon enough
 
shrdh's Avatar
 
Offline
Posts: 1,474
Join Date: Dec 2005
Location: singapore
Rep Power: 21
18th April 2006, 11:24 AM

Quote:
Originally posted by sameer'shaad'
great one dd sach me ab aapki likhai masha allah se kaafi khoob surat ho gai hai,dua hai rab se ki aap hamesha khush rahen aur yoon hi likhti rahen ,ok dd apna khayal rakhna.aapka bhai
shaad
sameer
aapko pasand aay mere liye bhaut badhi baat hai
abhi to bus seekhte jaa rahe hai kaee sari baaten sundharen ki gunjayisha hai
bus seekhte jana hai aap logon ka support bhaut mayne rakhta hai

shrdh


  Send a message via Yahoo to shrdh  
Reply With Quote
Re: Re: Tere Wajood Ke Ehsaas Ki Pighlan
Old
  (#16)
shrdh
Registered User
shrdh will become famous soon enoughshrdh will become famous soon enough
 
shrdh's Avatar
 
Offline
Posts: 1,474
Join Date: Dec 2005
Location: singapore
Rep Power: 21
Re: Re: Tere Wajood Ke Ehsaas Ki Pighlan - 29th April 2006, 01:26 PM

Quote:
Originally posted by khozii
hey shrada how are u ?

kya likhya hai yaar tum ne aaj , hum to aap ke deewane ho gaye . in shabdon mai sirf pyaar hi pyaar aur pyaar se bhara jaam nazar aata hai ...

Aankhon Mai Nashili Lahriyan ko Padh
Dharkane bhi mohhbbat Gungunati Hai

aise hi likhte raho aur sada muskurate raho,

pata nahi khushi ke mare aaj puri ki puri jalabi khane ko jee kar raha hai .

khozii
khozzi deri se reply ke liye kashma chate hai
aaj fir se mahfil mai haazir hai aapko ye ehsas pasand aaye achha laga jaankar

keep coming
shrdh


  Send a message via Yahoo to shrdh  
Reply With Quote
Old
  (#17)
shrdh
Registered User
shrdh will become famous soon enoughshrdh will become famous soon enough
 
shrdh's Avatar
 
Offline
Posts: 1,474
Join Date: Dec 2005
Location: singapore
Rep Power: 21
29th April 2006, 02:02 PM

Quote:
Originally posted by Rohin
Shrdha di,

acha likha hai bahut khoob...

aap apna khayal rakhna

Rohin
thnx rohin
aap aaye achha laga ehsas achhe lage dil ko kushi hui
aap apna khyaal rakh rahe hoge

love u
shrdh


  Send a message via Yahoo to shrdh  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Chandni Ka Ehsaas: Naaz tere kehne par likh raha hu... Ek Ehsaas Shayri-e-Ishq 26 17th April 2009 12:00 PM
wajood D33P Punjabi Poetry 1 20th March 2008 04:16 PM
Tere Ehsaas Se Mohabbat Ki Hai... anjelz_princess Shayri-e-Ishq 2 9th December 2005 01:28 PM
wajood suyogparakh Shayri-e-Ishq 0 10th May 2005 02:16 PM
wajood soniakaur Shayri-e-Ishq 0 21st July 2004 02:27 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com