Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Benaam Rishta……..
Old
  (#1)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
Arrow Benaam Rishta…….. - 5th December 2003, 07:00 AM

Ek maamuli koshish aap sab doston kee nazar.....

Yeh rishta bhi kya rishta hai
Bus benaam hai ik tarfa hai
Hum aagosh-e-tasavvuur mein unko laate rahe
Wo duur hee bus duur humse jaate rahe

Wo na samjheinge hamari chahat kee bekasi
Hamare zinda hone ka maksad,
unko na paane kee tasleem
hamari parastish ka janoon

Humko yeh zidd ki gham likhein unke apni hatheli pe hum
Unka yeh daawa ki wo khush hain apni dard shanaasaaii mein
Unko lagaawat apne usoolon kee bar qarari se
Hamko yeh kashish ki kabhi tau nisbat ho humse unhein

Kehte the wo na chaaho hamein yoon toot kar tum
Na ulajh jaao is khatarnaak mod se tum
Kehte the magar DIL SE JO NIKALTI HAI ASAR RAKHTI HAI
PARR NAHIN MAGAR TAQATEY PARWAAZ RAKHTI HAI

Suna hai parwar digaar tuu to rahiim-o-karim hai,
kar us shakhs ko purr masarrat tuu
Jo daudta rahe meri ragon mein,
khushboo banke meri sanson mein yuun

Tuu to pathar hai na saha hoga dil ka tuutna,
jism ka ladkhadana, badan ka phoonka
Us baa-murawwat se na khel ke gham-e-hayaat tode use,
Ki saans lena bhi azaab lage use

choda tha usne jis gam-kadaa mein
Baithe hain usi mod pe, ehsaas-e-fanaa liye huye
Khaar see chubhati saanson ko ginte huye,
Lab pur nam unki yadon se bhigote huye


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
5th December 2003, 08:22 AM

Dear Paras Jee, aapki kalam parte hue ankhen vhar ayi. It's so beautiful. Aapne bohot hi khubsurti se bayan kiye hein dard.......keya kahu samajh nehi ati hein. Aap baas likhte rahiyega. Dil pe baas utarti chali gayi.......shukriya. Aapna khayal rakhiyega. God bless you.


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
5th December 2003, 09:12 AM

kya baat karti hain shimul!

shukriya aapka...kayi baar dost, jab dil chatpata uth ta hai to shabd bus nikalte hee aate hain...jazzbaat alfaazon mein behne lagte hain...yeh maine yahan is site par aakar hee jaana hai...main shukra guzaar hoon aapki aur sab doston ki, ki unhone paras ke dard ko kam kiya shayri ke zariye...apna khayal rakhein...khush rahein...paras


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#4)
banjara''''
kuch likhne ki koshish
banjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura about
 
banjara'''''s Avatar
 
Offline
Posts: 930
Join Date: Feb 2003
Rep Power: 24
hi - 5th December 2003, 12:11 PM

hi paristar sahab
how ru?
its really good one yaar....
bohat acha likhte hain aap
keep it up..man...
dad k sath
aik banjara''''
abhi bas itna hi''''


banjara''''
agar mohabbat hay to judai kiyon
or judai main mohabbat kasi????
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
sadaf
Registered User
sadaf is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 29
Join Date: Dec 2003
Location: australia
Rep Power: 0
5th December 2003, 03:49 PM

[SIZE=3]its one of the most beautiful poetry i have ever read...keep it up.
sadaf
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
5th December 2003, 08:39 PM

sadaf,

welcome to the site...on your very first day...meri shayri pe aapke yeh Qeemti bol...indebted to you my friend...i'm sure you write a lot better than me...aapki posts ka intezzar karoongi....Paras


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
5th December 2003, 08:44 PM

Banjara Sahib,

aapka hamari post pe aana hee hamare alfaazon ko kamyaab kar gaya...pls yoonhi himmat badhaate rahein...hum koshish karte raheinge...

PARASTAAR SAHIBA.......


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
sanjoo
MriiGchiika
sanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to all
 
sanjoo's Avatar
 
Offline
Posts: 1,664
Join Date: Sep 2002
Location: INDIA (Mumbai)
Rep Power: 28
6th December 2003, 12:05 PM

Dear dear dear......Paaras ye kyaa keh gayii tum...ek ek alfaZ mai jadoo hai..sachhi....bass yu hii likhtii rahoo auR khush rahoo...kuch bhRum..kuch hakiqat...se milta jultaa...waah daad kabul kare.....ap ka shishyaaaa

Wo na samjheinge hamari chahat kee bekasi
Hamare zinda hone ka maksad,
unko na paane kee tasleem
hamari parastish ka janoon

Humko yeh zidd ki gham likhein unke apni hatheli pe hum
Unka yeh daawa ki wo khush hain apni dard shanaasaaii mein
Unko lagaawat apne usoolon kee bar qarari se
Hamko yeh kashish ki kabhi tau nisbat ho humse unhein

Yeh rishta bhi kya rishta hai
Bus benaam hai ik tarfa hai
Hum aagosh-e-tasavvuur mein unko laate rahe
Wo duur hee bus duur humse jaate rahe..

Tuu to pathar hai na saha hoga dil ka tuutna,
jism ka ladkhadana, badan ka phoonka
Us baa-murawwat se na khel ke gham-e-hayaat tode use,
Ki saans lena bhi azaab lage use

choda tha usne jis gam-kadaa mein
Baithe hain usi mod pe, ehsaas-e-fanaa liye huye
Khaar see chubhati saanson ko ginte huye,
Lab pur nam unki yadon se bhigote huye......waaah


Jindagi se to khair shikvaa tha,

muddato mout ne bhi tarsaaya hame..

.....
   
Reply With Quote
Re: Benaam Rishta……..
Old
  (#9)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
Re: Benaam Rishta…….. - 6th December 2003, 01:15 PM

parashtar ji
kaisi hai aap??? bahoot khooob likha hai aapne.....aap kehti hai ki aap urdu mein kamjor hai..?? aap ki gazal ko padh kar to kahin se bhi aisa nahin laga....bahooot behtreen koshish ki hai aapne...hamari shubhkamnayein sdeiv aap ke saath hai....yun to poori hi gazal apne aap mein behtreen hai magar jo paktiyaan mujhe dil tak choo gayi wo yeh hai......


Wo na samjheinge hamari chahat kee bekasi
Hamare zinda hone ka maksad,
unko na paane kee tasleem
hamari parastish ka janoon


Tuu to pathar hai na saha hoga dil ka tuutna,
jism ka ladkhadana, badan ka phoonka
Us baa-murawwat se na khel ke gham-e-hayaat tode use,
Ki saans lena bhi azaab lage use

choda tha usne jis gam-kadaa mein
Baithe hain usi mod pe, ehsaas-e-fanaa liye huye
Khaar see chubhati saanson ko ginte huye,
Lab pur nam unki yadon se bhigote huye

likhte rahiye aur apna khayal rakhiye...
-MANOJ


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Old
  (#10)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
6th December 2003, 03:30 PM

paras dost,
dil ko chhu lene jaisa andaaj paya yaha.
khush raho.
   
Reply With Quote
Hi
Old
  (#11)
Rimjhim
Registered User
Rimjhim has a spectacular aura aboutRimjhim has a spectacular aura aboutRimjhim has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 607
Join Date: Mar 2003
Rep Power: 24
Hi - 7th December 2003, 06:25 AM

Hi Paras Ji,

Pehli baar aapka likha hua kuch padha, sahi kahen to dil ko kya hamari aatma ko chu gaya khaastor se yeh lines...

"Wo na samjheinge hamari chahat kee bekasi
Hamare zinda hone ka maksad,
unko na paane kee tasleem
hamari parastish ka janoon

Humko yeh zidd ki gham likhein unke apni hatheli pe hum
Unka yeh daawa ki wo khush hain apni dard shanaasaaii mein
Unko lagaawat apne usoolon kee bar qarari se
Hamko yeh kashish ki kabhi tau nisbat ho humse unhein

Yeh rishta bhi kya rishta hai
Bus benaam hai ik tarfa hai
Hum aagosh-e-tasavvuur mein unko laate rahe
Wo duur hee bus duur humse jaate rahe.."

Sahi main bahaut khoob likha hai aapne, hume bahaut acacha laga, aise hi likhte rahiye...

Rimjhim


"It takes a minute to have a crush on someone, an hour to like someone, a day to love someone, but it takes a lifetime to forget someone..."

Isn't that true??? ;-)
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
7th December 2003, 09:05 AM

Sanjoo,

aap sabse apne jazzbaton ko bahaanaa seekh rahi hoon...aapne itni zyaada tareef kar di...sach mein hamari rachna safal huyi...aur kya kahein aap sab ka saath bahut pyaara hai...apna khayal rakhein...

Manoj,

Ab main aap sabko kaise yaqeen dilaaon ki janaab pehli baar hamne urdu mein bus isi site pe likha...i think around nov 10 2003
aur likhte waqt bus urdu dictionary ke sahaare yahan wahan urdu words thons dete hain...unka prayog hum dhang se kar paate hain ki nahin yeh nahin malum...khair hamari koshish safal huyi...bus yeh bhram na hojaaye ki hum meer-ya-ghalib kee tarah hee likhne lage hain to mushqil ho jaayegi sab ke liye...

khayal rakhna apna...aur mujhe batana ki kabhi books ke liye illustration ka socha hai...children's books

Meena jee,

Shukriya janaab aapko fursat to mili hamaare liye...taras gaye thhe aapki nazar ke liye...is naacheez par bhi kabhi kabhi karam kar diya karein...aur aaraam mat bhool jana karna...aapne abhi bahut see rachnaayein likhni hain...aur khud hee type karni hain...aashirwaad ke sath...aapki paras nani


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
7th December 2003, 09:11 AM

Dear Rimjhim,

Bahut bahut achha laga ki aapko hamara kalaam pasand aaya...remember crushes are part of growing up...yes it is hard to forget them...but life goes on until the next crush isn't it? tumhaari aatma ne hamaari aatma ko padh liya hamein sukoon mila...Khayaal rakhna apna...

paras


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
7th December 2003, 07:18 PM

parastaar ji
kaisi hai aap???? thnaks aap ne mujh se children books illustration ke liye pucha...mein aabhari hoon aapka...abhi kuch roz pehle hi mein Starling Publication ke office mein gaya tha inteview ke liye,,,,magar baat nahin bani wahan...wo mujh se haath se illustration karwana chahte the,,jabki mein computer par karna chahta tha,,,kyunki college ke baad meine haath ka kaam nahin kiya hai........agar aap ke paas Delhi mein mere laayak koi achi job hai to bataiyega jaroor.mein aabhari rahunga aapka.
-Manoj


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Old
  (#15)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
7th December 2003, 07:57 PM

manoj,

maine pm bheja hai...pls padh lena...aur try karo tau phir se haath se illustrate karne kee...

paras


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
9th December 2003, 12:28 AM

ye
khash tour par ache lage mujheee.

Humko yeh zidd ki gham likhein unke apni hatheli pe hum
Unka yeh daawa ki wo khush hain apni dard shanaasaaii mein
Unko lagaawat apne usoolon kee bar qarari se
Hamko yeh kashish ki kabhi tau nisbat ho humse unhein

Yeh rishta bhi kya rishta hai
Bus benaam hai ik tarfa hai
Hum aagosh-e-tasavvuur mein unko laate rahe
Wo duur hee bus duur humse jaate rahe..

Tuu to pathar hai na saha hoga dil ka tuutna,
jism ka ladkhadana, badan ka phoonka
Us baa-murawwat se na khel ke gham-e-hayaat tode use,
Ki saans lena bhi azaab lage use

parastaar ji
aapki tarif nahi karungi kyun ki karne ko sabd nahi hai na .bhut dilkash likha hai apne .
aap to din ba din nikhar laa rahi ho apni kalam mein .

aapki kalam yuhi dhaardaar rahe bas yahi kahungi apke liye.
apnakhyaal rakhna aur khush rahna .
sakhiiiiiiii


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#17)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
9th December 2003, 06:28 AM

Sakhi meri,

bahut achha laga aapka yahan aa kar meri kalam mein nikhaar kee baat karna...yadi aapko laga...to meri koshish safal huyi...time kee kami hai...warna bahut kuch dimaag mein ghoomta rehta hai...yoonhi inaayat banaye rakhna hamare upar...jab bhi hum koshish karein...waise aapke jazzbaaton kee tau baat hee kuch aur hai...bahut achha likhtin hain aap...

khush raho...yahi dua hai meri...paras


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
9th December 2003, 06:31 AM

Sakhi meri,

bahut achha laga aapka yahan aa kar meri kalam mein nikhaar kee baat karna...yadi aapko laga...to meri koshish safal huyi...time kee kami hai...warna bahut kuch dimaag mein ghoomta rehta hai...yoonhi inaayat banaye rakhna hamare upar...tau kalam kee dhaar tez hee rahegi...jab bhi hum koshish karein...waise aapke jazzbaaton kee tau baat hee kuch aur hai...bahut achha likhtin hain aap...

khush raho...yahi dua hai meri...paras


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
roopali
sifar
roopali is a jewel in the roughroopali is a jewel in the roughroopali is a jewel in the roughroopali is a jewel in the rough
 
roopali's Avatar
 
Offline
Posts: 957
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 24
10th December 2003, 05:02 PM

Hum aagosh-e-tasavvuur mein unko laate rahe
Wo duur hee bus duur humse jaate rahe

wah kya baat bahut khoob..bahut hi acah likha..waise main urdu main bahut weak hoon isliye maafi chahti hoon kuch lines ka meaning mujhe samajh nahin aaya..agar aap samjha sako to batana pls..lines hain...
Kehte the magar DIL SE JO NIKALTI HAI ASAR RAKHTI HAI
PARR NAHIN MAGAR TAQATEY PARWAAZ RAKHTI HAI

but overall poem is grt..very nice.
bye take care


Main zakhm zakhm hoon phir bhi tujhe dikhayi na doon
tadap uthoon bhi toh zalim teri duhayi na doon
(NM)
   
Reply With Quote
Old
  (#20)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
10th December 2003, 07:06 PM

paras ji ye to aapne mere jazbaatoin ko samjhne ki koshish ki tabhi apko ache lage .thanx

aapko mera likha pasand aata hai.

aapki dhaar taz rahegi yakeen hai mujhe aur hamein apke behtreen dil ke kaarib lagne waale qalaam milnge aage bhi ye bhi janti hun mein. ham intzaar mein rahte hai inke .
sakhiiii


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#21)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
10th December 2003, 08:02 PM

hello roopali,

Shukriya aap meri post pe aayin aur hamare kalaam ko pasand kiya...i'm like you roops, don't know much of urdu, just learning through dictionaries...

Kehte the magar DIL SE JO NIKALTI HAI ASAR RAKHTI HAI
PARR NAHIN MAGAR TAQATEY PARWAAZ RAKHTI HAI

yaani, jo awaaz dil se nikalti hai uska doosre pe prabhaav gehra padta hai...it affects the person you are talking to...

parr nahin...uske pankh (feathers) nahin, magar there is a desire to fly...to soar the skies...here it means, dil kee awaaz mein itna dam(strength) hota hai ki a person cannot help but be affected by it at a far deeper level...this is what i have understood...i hope i am right...

thanks again...and take care...paras


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#22)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
10th December 2003, 08:03 PM

pyaari sakhi,

agar tum rahi mere saath dhaar tez karne ko...to yaqeenan...shukriya dost...khush raho...


paras


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#23)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
11th December 2003, 01:34 AM

mein apka saath jab tak hun yahan deti rahungi paras sahiba
sakhi urs


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#24)
roopali
sifar
roopali is a jewel in the roughroopali is a jewel in the roughroopali is a jewel in the roughroopali is a jewel in the rough
 
roopali's Avatar
 
Offline
Posts: 957
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 24
11th December 2003, 01:06 PM

hello paras..tx telling me...lovely lines..tx once again
bye take care


Main zakhm zakhm hoon phir bhi tujhe dikhayi na doon
tadap uthoon bhi toh zalim teri duhayi na doon
(NM)
   
Reply With Quote
Old
  (#25)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
11th December 2003, 08:59 PM

roops,

Don't mention it...i wrote a message for you...pls check it out

paras


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Re: Benaam Rishta……..
Old
  (#26)
UDAS
Registered User
UDAS has a spectacular aura aboutUDAS has a spectacular aura about
 
UDAS's Avatar
 
Offline
Posts: 652
Join Date: Aug 2004
Location: India
Rep Power: 21
Re: Benaam Rishta…….. - 8th October 2004, 03:08 PM

Quote:
Originally posted by Parastaar
Ek maamuli koshish aap sab doston kee nazar.....

Yeh rishta bhi kya rishta hai
Bus benaam hai ik tarfa hai
Hum aagosh-e-tasavvuur mein unko laate rahe
Wo duur hee bus duur humse jaate rahe

Wo na samjheinge hamari chahat kee bekasi
Hamare zinda hone ka maksad,
unko na paane kee tasleem
hamari parastish ka janoon

Humko yeh zidd ki gham likhein unke apni hatheli pe hum
Unka yeh daawa ki wo khush hain apni dard shanaasaaii mein
Unko lagaawat apne usoolon kee bar qarari se
Hamko yeh kashish ki kabhi tau nisbat ho humse unhein

Kehte the wo na chaaho hamein yoon toot kar tum
Na ulajh jaao is khatarnaak mod se tum
Kehte the magar DIL SE JO NIKALTI HAI ASAR RAKHTI HAI
PARR NAHIN MAGAR TAQATEY PARWAAZ RAKHTI HAI

Suna hai parwar digaar tuu to rahiim-o-karim hai,
kar us shakhs ko purr masarrat tuu
Jo daudta rahe meri ragon mein,
khushboo banke meri sanson mein yuun

Tuu to pathar hai na saha hoga dil ka tuutna,
jism ka ladkhadana, badan ka phoonka
Us baa-murawwat se na khel ke gham-e-hayaat tode use,
Ki saans lena bhi azaab lage use

choda tha usne jis gam-kadaa mein
Baithe hain usi mod pe, ehsaas-e-fanaa liye huye
Khaar see chubhati saanson ko ginte huye,
Lab pur nam unki yadon se bhigote huye
paras

aj tere dard me ankh bhar aayi hai..
tu mane na maane magar ye tanhai jaan leva ban aayi.

paras tujhe ye tanhai tor daalegi..
tu kaise seh paayegi ye gam aur bara degi..

kaisa ik-tarfa pyar hai tera..
kaisa bedard rishta hai tera..
kaise kanto se daman bachayegi..
kaise khud ko sambhaal paayegi..

dua karti hu zindgi me fool khile..
nat mastak ho jauuu...
gar teri jholi me khushiya gire..
sadke karu uske jo tu muskurati rahi..
ibadat karu uski jo sakoon tujhe milta rahe..

urs udas


DARD JAB HAD SE GUZERTA HAI TO GAA LETI HOO
ASHK AANKHO ME CHHUPA KER GAM PE MUSKURA LETI HOO
********
"Haale dil to dil me hi rakhte hai, in ankho ka kya karai.n
Jinse yaad main tumhari hardam aansu behte hai"
~~~~~
**
   
Reply With Quote
Old
  (#27)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
10th October 2004, 08:15 AM

aj tere dard me ankh bhar aayi hai..
tu mane na maane magar ye tanhai jaan leva ban aayi.

paras tujhe ye tanhai tor daalegi..
tu kaise seh paayegi ye gam aur bara degi..

kaisa ik-tarfa pyar hai tera..
kaisa bedard rishta hai tera..
kaise kanto se daman bachayegi..
kaise khud ko sambhaal paayegi..

dua karti hu zindgi me fool khile..
nat mastak ho jauuu...
gar teri jholi me khushiya gire..
sadke karu uske jo tu muskurati rahi..
ibadat karu uski jo sakoon tujhe milta rahe..

Udas jee, Bahut khoob...!

daad kabuul kijiey huzoor...mujhe duaayein dene ke liye laakh laakh shukriyaa...yeh duaayein mujhse badhkar aapko lag jaayein...

aur kya itna puraana kalaam dhoondh laayin aap...tab tau likhti bhi besir pair ka thee...lol

paras


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#28)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
4th February 2010, 09:21 PM

Paras diiiiiiiii..................behad khoobsurat likhti haiN aap....aaj-kal aap kahaN gayab haiN ???
bazm mein aapki kami hai diiiiii plsssssssss vapis aa jao !

regards


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
benaam ashiqe benaam_ashiq Shayri-e-Dard 3 9th March 2008 11:46 AM
Ek Benaam Nm kishor Shayri-e-Dard 0 2nd May 2007 10:42 PM
*mujh se mera kya rishta hai har ik rishta bhool gaya.."Mumtaz Rashid jee"* Diggaj_Dave Ghazal Section 1 10th September 2006 05:37 PM
Benaam Sa Ye Dard hammadjaved6 Shayri-e-Dard 3 8th May 2006 05:27 PM
benaam sa dard meena chheda Ghazal Section 9 28th January 2005 08:42 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com