Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
बता दे किश्तें कितनी बाक़ी हैं चाहत में
Old
  (#1)
Harash Mahajan
MaiN Our Meri Tanhaayii
Harash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud of
 
Harash Mahajan's Avatar
 
Offline
Posts: 984
Join Date: Oct 2006
Location: Delhi
Rep Power: 31
बता दे किश्तें कितनी बाक़ी हैं चाहत में - 26th September 2013, 05:05 PM

...

बता दे किश्तें कितनी बाक़ी हैं चाहत में,
उमर तो बीत चली भरते-भरते राहत में |

मुझे तू मात दे दे, मेरे गुनाहों की सनम,
मगर तू दे दे मालिकाना हक विरासत में |

मोहब्बतों के ज़ख्म रफ्ता-रफ्ता रिस्ते रहे,
मगर ये अश्क मेरे, बहते रहे दावत में |

अभी तो सारे शहर में, मेरी पहचान हुई ,
जहां पे साया तक रहा मेरी खिलाफत में |

जहाँ में तनहा जी सकूं, मेरा जिगर ही नहीं,
तभी लिखा है दिल पे नाम तिरा इबारत में |

सख्त जाँ हुआ था मैं नवाब बन के मगर ,
चला था तेवरों का सिलसिला शराफत में |

_______________हर्ष महाजन




Bataa de kishteiN kitni baaqi haiN Chahat meiN,
Umar to beet chali Bharte-Bharte Raahat meiN.

Mujhe tu maat de de mere GunahoN ki sanam
Magar tu de de maalikaana haq viraasat meiN.

MohabbatoN ke zakhm rafta-rafta ristey rahe,
Magar ye Ashq mere bahte rahe daawat meiN.

Abhi to saare shahar meiN merii pehchan hui,
JahaaN pe saaya tak raha merii khilafat meiN.

JahaaN me tanha ji sakuN mera jigar hi nahiN,
Tabhi likha hai dil pe naam tira ibaarat meiN.

Sakht jaaN hua tha maiN nawab ban ke magar,
Chala tha tewaroN ka silsila sharafat meiN .

Last edited by sameer'shaad'; 27th September 2013 at 10:34 PM..
  Send a message via Yahoo to Harash Mahajan Send a message via MSN to Harash Mahajan  
Reply With Quote
Old
  (#2)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
26th September 2013, 07:02 PM

Quote:
Originally Posted by Harash Mahajan View Post
...

बता दे किश्तें कितनी बाक़ी हैं चाहत में,
उमर तो बीत चली भरते-भरते राहत में |

मुझे तू मात दे दे, मेरे गुनाहों की सनम,
मगर तू दे दे मालिकाना हक विरासत में |

मोहब्बतों के ज़ख्म रफ्ता-रफ्ता रिस्ते रहे,
मगर ये अश्क मेरे, बहते रहे दावत में |

अभी तो सारे शहर में, मेरी पहचान हुई ,
जहां पे साया तक रहा मेरी खिलाफत में |

जहाँ में तनहा जी सकूं, मेरा जिगर ही नहीं,
तभी लिखा है दिल पे नाम तिरा इबारत में |

सख्त जाँ हुआ था मैं नवाब बन के मगर ,
चला था तेवरों का सिलसिला शराफत में |

_______________हर्ष महाजन


Harash bhai ko Shaad ka salaam.....Ek zamaane ke baad aapko padhne ka zarf haasil huaa... yaqeen maaniye bata nahi sakta kitni khushi ho rahi hai.... bahot ummdah peshkash aapki is baar bhi rahi.. har ehsaas apne aap me adbhut hai.... bahot acche....

bas ek choti si guzaarish hai ke ise English (Roman) fonts me bhi likheN ya neeche post kar deiN.... taaki un members ko bhi padhne me sahuliyat hi jinhe hindi zabaan nahi aati.... ummeed hai aapko meri kisi bhi baat ka buraa nahi laga hogaa.... aate rahiye, likhte rahiye.....

Aapka bhai.

Shaad..


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,718
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
26th September 2013, 10:02 PM

Apki ghazal bahaut pasand aayee Harash ji .... gehree soch aur asardaar bayaan .... Meri jaanib se aapko dheron daad
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Harash Mahajan
MaiN Our Meri Tanhaayii
Harash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud of
 
Harash Mahajan's Avatar
 
Offline
Posts: 984
Join Date: Oct 2006
Location: Delhi
Rep Power: 31
27th September 2013, 01:51 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
Harash bhai ko Shaad ka salaam.....Ek zamaane ke baad aapko padhne ka zarf haasil huaa... yaqeen maaniye bata nahi sakta kitni khushi ho rahi hai.... bahot ummdah peshkash aapki is baar bhi rahi.. har ehsaas apne aap me adbhut hai.... bahot acche....

bas ek choti si guzaarish hai ke ise English (Roman) fonts me bhi likheN ya neeche post kar deiN.... taaki un members ko bhi padhne me sahuliyat hi jinhe hindi zabaan nahi aati.... ummeed hai aapko meri kisi bhi baat ka buraa nahi laga hogaa.... aate rahiye, likhte rahiye.....

Aapka bhai.

Shaad..
Sameer Shaad ji aadaab MohabbatoN ke liye bahut bahut shukriyaa ke aapko ye kriti pasand aayee...Our haaN bahut arse baad aaj yahaaN aana hua.....masroofiat ke kuch waqt milta to facebook par darz kar deta huN....yahaaN ek do baar aaya to kisi se mulaqaat hi na ho paayii...lekin kehte haiN na.puraani jagah bhooli nahiN jaati ....so yahaaN chala aaya...Achha lagaa ab bhi yahaaN aap jaise puraane log haiN jo jaante haiN .....

koshish karooNga ke yahaaN maiN aata rahooN.....

Haan isey Roman meiN bhi iske neeche hi post kar deta huN ....

Shukriyaa

Harash Mahajan



...

Bataa de kishteiN kitni baaqi haiN Chahat meiN,
Umar to beet chali Bharte-Bharte Raahat meiN.

Mujhe tu maat de de mere GunahoN ki sanam
Magar tu de de maalikaana haq viraasat meiN.

MohabbatoN ke zakhm rafta-rafta ristey rahe,
Magar ye Ashq mere bahte rahe daawat meiN.

Abhi to saare shahar meiN merii pehchan hui,
JahaaN pe saaya tak raha merii khilafat meiN.

JahaaN me tanha ji sakuN mera jigar hi nahiN,
Tabhi likha hai dil pe naam tira ibaarat meiN.

Sakht jaaN hua tha maiN nawab ban ke magar,
Chala tha tewaroN ka silsila sharafat meiN .

_______________Harash Mahajan
Send a message via Yahoo to Harash Mahajan Send a message via MSN to Harash Mahajan

Last edited by Harash Mahajan; 27th September 2013 at 02:09 PM..
  Send a message via Yahoo to Harash Mahajan Send a message via MSN to Harash Mahajan  
Reply With Quote
Old
  (#5)
Harash Mahajan
MaiN Our Meri Tanhaayii
Harash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud of
 
Harash Mahajan's Avatar
 
Offline
Posts: 984
Join Date: Oct 2006
Location: Delhi
Rep Power: 31
27th September 2013, 02:08 PM

zarraa ji pasandagi ke liye tah-e-dil se bahut bhut Shukriyaa ......umeed hai aap aise hi aate rahenge

Last edited by Harash Mahajan; 27th September 2013 at 02:11 PM..
  Send a message via Yahoo to Harash Mahajan Send a message via MSN to Harash Mahajan  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com