Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
"Pyar Ki Intihaa"
Old
  (#1)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Love "Pyar Ki Intihaa" - 20th September 2008, 11:26 AM

Dosto lijiye aaj phir ek pyar bhara ahsaas lekar aap sab ke saamne hazir hoon, kuch dosto ne kaha tha ki jald likhiye to yeh sab jaldi mein hi likha hai, aapki rai ki muntazir

“Pyar ki Intihaa”

Teri surat ko aanko.n mein basa rakha hai,
Pariyo.n ke desh mein ghar bana rakha hai,

Aakar mere pyar ki intihaa to, tu dekh zara,
Teri raho.n mein palkoN ko bicha rakha hai,

Tere nakash-e-kadam par sajde kiye maine,
Khuda ki jaga teri tasveer ko sajja rakha hai,

Tere siwa aur nahi kuch bhi chahiye mujhe,
Esi liye khud ko zamane se judaa rakha hai,

‘Sunita’ ki har gazal mein tera hai zikar aaye
aur tune usko abhi tak gair banaa rakha hai.

(19.09.2008)

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Last edited by sunita thakur; 20th September 2008 at 02:09 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
krenil
ZINDAGI NE SAB CHHIN LIYA
krenil is a name known to allkrenil is a name known to allkrenil is a name known to allkrenil is a name known to allkrenil is a name known to allkrenil is a name known to all
 
krenil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,970
Join Date: Oct 2007
Location: U.S.A
Rep Power: 24
Love 20th September 2008, 11:30 AM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
Dosto lijiye aaj phir ek pyar bhara ahsaas lekar aap sab ke saamne hazir hoon, kuch dosto ne kaha tha ki jald likhiye to yeh sab jaldi mein hi likha hai, aapki rai ki muntazir

“Pyar ki Intihaa”

Teri surat ko aanko.n mein basa rakha hai,
Pariyo.n ke desh mein ghar bana rakha hai,

Aakar mere pyar ki intihaa to, tu dekh zara,
Teri raho.n mein palkoN ko bicha rakha hai,

Tere nakash-e-kadam par sajde kiye maine,
Khuda ki jaga teri tasveer ko sajja rakha hai,

Tere siwa aur nahi kuch bhi chahiye mujhe,
Esi liye khud ko zamane se judaa rakha hai,

‘Sunita’ ki har gazal mein tera hai zikar aaye
aur tune usko abhi tak gair banaa rakha hai.

(19.09.2008)

wah di kya baat hai aapne to bahot hi achha likha hai aapke ye ahesas dil ko chhu gaye sach me aapki har gazal ek se badhkar ek hoti hai aap bahot hi achhe shayar ho bas aise hi likhte rahiye

aapka karnail paaji

Last edited by sunita thakur; 20th September 2008 at 02:11 PM.. Reason: spelling mistake in gazal
  Send a message via Yahoo to krenil Send a message via Skype™ to krenil 
Reply With Quote
Old
  (#3)
jasdeephere
Registered User
jasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nice
 
jasdeephere's Avatar
 
Offline
Posts: 657
Join Date: Mar 2007
Location: Chandigarh/Jalandhar
Rep Power: 22
20th September 2008, 11:39 AM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
Dosto lijiye aaj phir ek pyar bhara ahsaas lekar aap sab ke saamne hazir hoon, kuch dosto ne kaha tha ki jald likhiye to yeh sab jaldi mein hi likha hai, aapki rai ki muntazir

“Pyar ki Intihaa”

Teri surat ko aanko.n mein basa rakha hai,
Pariyo.n ke desh mein ghar bana rakha hai,

Aakar mere pyar ki intihaa to, tu dekh zara,
Teri raho.n mein palkoN ko bicha rakha hai,

Tere nakash-e-kadam par sajde kiye maine,
Khuda ki jaga teri tasveer ko sajja rakha hai,

Tere siwa aur nahi kuch bhi chahiye mujhe,
Esi liye khud ko zamane se judaa rakha hai,

‘Sunita’ ki har gazal mein tera hai zikar aaye
aur tune usko abhi tak gair banaa rakha hai.

(19.09.2008)
Sunita G Namaskar..

Bahut hi khoob likha haia aapne.. mujhe bahut achha laga isse padh kar....

yeh 4 lines to seedhe dil ko chhoo gayi....

Badnaseeb bhi nahi par mera naseeb bhi nahi
Maana ke main ameer nahi par gareeb bhi nahi
Dil ki gehraaiyon mein chhipaya hai jise
Woh door bhi nahi mujhse par kareeb bhi nahi
Chahta to hoon dena usko khushiyan saare jahan ki
par mil jaayein unke gham "Jasdeep" itna khushnaseeb bhi nahi

Last edited by sunita thakur; 20th September 2008 at 02:11 PM.. Reason: spelling mistake in gazal
  Send a message via Yahoo to jasdeephere  
Reply With Quote
Old
  (#4)
Tahir kkkhan
A SOUL OF LOVE
Tahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to behold
 
Tahir kkkhan's Avatar
 
Offline
Posts: 698
Join Date: Aug 2008
Location: jaipur
Rep Power: 23
20th September 2008, 03:18 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
Dosto lijiye aaj phir ek pyar bhara ahsaas lekar aap sab ke saamne hazir hoon, kuch dosto ne kaha tha ki jald likhiye to yeh sab jaldi mein hi likha hai, aapki rai ki muntazir

“Pyar ki Intihaa”

Teri surat ko aanko.n mein basa rakha hai,
Pariyo.n ke desh mein ghar bana rakha hai,

Aakar mere pyar ki intihaa to, tu dekh zara,
Teri raho.n mein palkoN ko bicha rakha hai,

Tere nakash-e-kadam par sajde kiye maine,
Khuda ki jaga teri tasveer ko sajja rakha hai,

Tere siwa aur nahi kuch bhi chahiye mujhe,
Esi liye khud ko zamane se judaa rakha hai,

‘Sunita’ ki har gazal mein tera hai zikar aaye
aur tune usko abhi tak gair banaa rakha hai.

(19.09.2008)
excellent,khuda aapko isse zyada behter qalaam ataa fermaaye,
"Teri surat ko aankho mein basa rakha hai,
pariya k desh mein ghar bana rakha hain..:
padhker 'Anaa' ki yaad aa gai
bahut khoob likha hain apne ,,take care..
Take care.

shayer mit jaate hain jahaa se magar unka qall fanaah nahi hota,
Tanhaai bhie tanha hoti hain magar,TAHIR tanha nahi hota................./
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
20th September 2008, 10:23 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
Dosto lijiye aaj phir ek pyar bhara ahsaas lekar aap sab ke saamne hazir hoon, kuch dosto ne kaha tha ki jald likhiye to yeh sab jaldi mein hi likha hai, aapki rai ki muntazir

“Pyar ki Intihaa”

Teri surat ko aanko.n mein basa rakha hai,
Pariyo.n ke desh mein ghar bana rakha hai,

Aakar mere pyar ki intihaa to, tu dekh zara,
Teri raho.n mein palkoN ko bicha rakha hai,

Tere nakash-e-kadam par sajde kiye maine,
Khuda ki jaga teri tasveer ko sajja rakha hai,

Tere siwa aur nahi kuch bhi chahiye mujhe,
Esi liye khud ko zamane se judaa rakha hai,

‘Sunita’ ki har gazal mein tera hai zikar aaye
aur tune usko abhi tak gair banaa rakha hai.

(19.09.2008)
wah wah wah di kia baat hai aapki bohat acha likha hai yunhi likhti rahiye khush rahain ameen..........

Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
20th September 2008, 11:32 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
Dosto lijiye aaj phir ek pyar bhara ahsaas lekar aap sab ke saamne hazir hoon, kuch dosto ne kaha tha ki jald likhiye to yeh sab jaldi mein hi likha hai, aapki rai ki muntazir

“Pyar ki Intihaa”

Teri surat ko aanko.n mein basa rakha hai,
Pariyo.n ke desh mein ghar bana rakha hai,

Aakar mere pyar ki intihaa to, tu dekh zara,
Teri raho.n mein palkoN ko bicha rakha hai,

Tere nakash-e-kadam par sajde kiye maine,
Khuda ki jaga teri tasveer ko sajja rakha hai,

Tere siwa aur nahi kuch bhi chahiye mujhe,
Esi liye khud ko zamane se judaa rakha hai,

‘Sunita’ ki har gazal mein tera hai zikar aaye
aur tune usko abhi tak gair banaa rakha hai.

(19.09.2008)

Pyari Di
Fir se Mahfil main aag laga di aap ne ....bahot hi achha laga padh ke ...Aise hi hume aap ke eheshas ko padhne ki mouka dete rahiye ....Humesha khus Rahiye ..Likhte rahiye

Aapki Roshni

Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai

Goodbye SDC

Diya

Last edited by Diya_Jale; 20th September 2008 at 11:36 PM..
   
Reply With Quote
buhat acha likha hai...
Old
  (#7)
Love Neha
Registered User
Love Neha will become famous soon enough
 
Love Neha's Avatar
 
Offline
Posts: 366
Join Date: Jan 2008
Location: ~*~PAKISTAN...
Rep Power: 17
Smile buhat acha likha hai... - 22nd September 2008, 09:04 AM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
Dosto lijiye aaj phir ek pyar bhara ahsaas lekar aap sab ke saamne hazir hoon, kuch dosto ne kaha tha ki jald likhiye to yeh sab jaldi mein hi likha hai, aapki rai ki muntazir

“Pyar ki Intihaa”

Teri surat ko aanko.n mein basa rakha hai,
Pariyo.n ke desh mein ghar bana rakha hai,

Aakar mere pyar ki intihaa to, tu dekh zara,
Teri raho.n mein palkoN ko bicha rakha hai,

Tere nakash-e-kadam par sajde kiye maine,
Khuda ki jaga teri tasveer ko sajja rakha hai,

Tere siwa aur nahi kuch bhi chahiye mujhe,
Esi liye khud ko zamane se judaa rakha hai,

‘Sunita’ ki har gazal mein tera hai zikar aaye
aur tune usko abhi tak gair banaa rakha hai.

(19.09.2008)

acha likha hai sunita ji.....aur sunain kc hain ap?

$...!
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
raj_ys
Registered User
raj_ys has a spectacular aura aboutraj_ys has a spectacular aura aboutraj_ys has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 123
Join Date: Aug 2008
Location: keep on changing as working with a company presently in orissa
Rep Power: 18
22nd September 2008, 10:20 AM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
Dosto lijiye aaj phir ek pyar bhara ahsaas lekar aap sab ke saamne hazir hoon, kuch dosto ne kaha tha ki jald likhiye to yeh sab jaldi mein hi likha hai, aapki rai ki muntazir

“Pyar ki Intihaa”

Teri surat ko aanko.n mein basa rakha hai,
Pariyo.n ke desh mein ghar bana rakha hai,

Aakar mere pyar ki intihaa to, tu dekh zara,
Teri raho.n mein palkoN ko bicha rakha hai,

Tere nakash-e-kadam par sajde kiye maine,
Khuda ki jaga teri tasveer ko sajja rakha hai,

Tere siwa aur nahi kuch bhi chahiye mujhe,
Esi liye khud ko zamane se judaa rakha hai,

‘Sunita’ ki har gazal mein tera hai zikar aaye
aur tune usko abhi tak gair banaa rakha hai.

(19.09.2008)
well said and last two lines are killing. kuch khobsurat katre apke liye.

Jindgi kia shikayat kare tujhse hum
ek samandar dia hai tune
or do boond ko taras rahe hai hum ( Not Mine)
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
mausam
Yaadon ka!
mausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant future
 
mausam's Avatar
 
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
22nd September 2008, 12:42 PM

Chaliye di aaj aapki shikayat dur kar dete hain......

wah wah romantic kalam....achaai ghazal hain di..........daad! yunhi is bazm ki ronak badhate rahe...

mausam

Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN

Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
karndhar
Registered User
karndhar will become famous soon enoughkarndhar will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 63
Join Date: Nov 2005
Location: Surat, Gujarat, India
Rep Power: 20
22nd September 2008, 01:18 PM

Aap ne sher-o-shayri ka aisa jaado chala rakha hai
Ke jahan ne aapko palkon par bitha rakha hai
Aise hi likhte rahiye aap hamesha
Aapke bharose humne mushayra saja rakha hai !

संजय कर्णधार
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
23rd September 2008, 02:41 PM

Quote:
Originally Posted by krenil View Post
wah di kya baat hai aapne to bahot hi achha likha hai aapke ye ahesas dil ko chhu gaye sach me aapki har gazal ek se badhkar ek hoti hai aap bahot hi achhe shayar ho bas aise hi likhte rahiye

aapka karnail paaji
shukriya karnail paa jee....aapko hamari shayri acchi lagti hai...yeh hamari kush-naseebi hai....yoon hi saath banaye rakhiyega.

aapki dii

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#12)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
24th September 2008, 11:46 PM

Pranaam Sister:

aapki taazaah Ghazal ko bazm meiN deKh.. be-Had KhuShnuudee hu'ii.. aSh'aar dil ko chhu gaye.. Khaas t'aur par yeh Sher dil ke sab se Qareeb rahaa..
Quote:
Tere siwa aur nahi kuch bhi chahiye mujhe,
Esi liye khud ko zamane se judaa rakha hai,
YuuNhi liKhate rahiye.. daad!!

KhuSh raheN... apnaa Khayaal raKheN..!

duaaoN ke saath ijaazat

aapka chhoTu

~ Dhaval

*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
25th September 2008, 04:59 AM

Aakar mere pyar ki intihaa to, tu dekh zara,
Teri raho.n mein palkoN ko bicha rakha hai,

simply superb di...beyond words can describe...

zainy
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#14)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
30th September 2008, 12:02 AM

sunita jee !

ghazal to masha allaah bahut pyaari hai !

ishQ ki ye intihaaN hame behad pasand aayi waise meraa bhi ye hi maan naa hai ki ishQ hamesha beintihaaN hota hai !

baki

Tere siwa aur nahi kuch bhi chahiye mujhe,
Esi liye khud ko zamane se judaa rakha hai,

‘Sunita’ ki har gazal mein tera hai zikar aaye
aur tune usko abhi tak gair banaa rakha hai.

inn ashaaroN ne dil churaa liyaa !

aise hi likhti rahiye !

apnaa khyaal rakhiye

daad ke sath ...

andaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
19th October 2008, 12:31 AM

Quote:
Originally Posted by jasdeephere View Post
Sunita G Namaskar..

Bahut hi khoob likha haia aapne.. mujhe bahut achha laga isse padh kar....

Tere siwa aur nahi kuch bhi chahiye mujhe,
Esi liye khud ko zamane se judaa rakha hai,

‘Sunita’ ki har gazal mein tera hai zikar aaye
aur tune usko abhi tak gair banaa rakha hai.

yeh 4 lines to seedhe dil ko chhoo gayi....

shukriya jasdeep...............aapne waqt nikaal kar hume pada aur hamari shayri ko pasand kiya....yoon hi saaath banaye rakhiyega.

god bless u

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Aadab sunita ji
Old
  (#16)
munfairy
Registered User
munfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the rough
 
munfairy's Avatar
 
Offline
Posts: 850
Join Date: Nov 2005
Location: mumbai
Rep Power: 22
Smile Aadab sunita ji - 22nd October 2008, 03:58 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
Dosto lijiye aaj phir ek pyar bhara ahsaas lekar aap sab ke saamne hazir hoon, kuch dosto ne kaha tha ki jald likhiye to yeh sab jaldi mein hi likha hai, aapki rai ki muntazir

“Pyar ki Intihaa”

Teri surat ko aanko.n mein basa rakha hai,
Pariyo.n ke desh mein ghar bana rakha hai,

Aakar mere pyar ki intihaa to, tu dekh zara,
Teri raho.n mein palkoN ko bicha rakha hai,

Tere nakash-e-kadam par sajde kiye maine,
Khuda ki jaga teri tasveer ko sajja rakha hai,

Tere siwa aur nahi kuch bhi chahiye mujhe,
Esi liye khud ko zamane se judaa rakha hai,

‘Sunita’ ki har gazal mein tera hai zikar aaye
aur tune usko abhi tak gair banaa rakha hai.

(19.09.2008)
Aadab sunita ji,
kaise hai aap?

ab hum aapse kya kahe,
aapko itne dino k baad padh kar,ek alag hi khushi mili hai,

ek to lambi judai k baad wapasi hui hai,or aate hi aapke mukammal kalam ko padhne ka mauka b mil gaya,

ab aap hi bataye aapki tarif me hum kya kahe?
sach MASHA ALLAH,
bohot hi khoob likha hai aapne,
hum or hamare badrul HaSSaN dono hi aapke kalam k liye aapko mubarak baad dete hain,
allah aapko tarakki de,AaMIN

KHUSH RAHIYE
APNA KHAYAL RAKHIYE
ALLAH HAFIZ

Apki dost
Sweet HASSONI,
( Badrul HaSSaN ki SoNi )

()""""()()""""()
( ,'o' ) ( ,'o' )
(,) (,) (,) (,)
SoNY _ Badrul HASSAN
forever..
and ever and ever!

**********(¨`·.·´¨) Always *************
`·.¸(¨`·.·´¨) Keep
(¨`·.·´¨)¸.·´ Smiling!
`·.¸.·´
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
23rd October 2008, 09:26 PM

Quote:
Originally Posted by Tahir kkkhan View Post
excellent,khuda aapko isse zyada behter qalaam ataa fermaaye,
"Teri surat ko aankho mein basa rakha hai,
pariya k desh mein ghar bana rakha hain..:
padhker 'Anaa' ki yaad aa gai
bahut khoob likha hain apne ,,take care..
Take care.

shukriya khan bhai.....aapne pada aur saraha.

allah hafiz

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#18)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
23rd October 2008, 09:27 PM

Quote:
Originally Posted by koi to ho View Post
wah wah wah di kia baat hai aapki bohat acha likha hai yunhi likhti rahiye khush rahain ameen..........
shukriya meri payri mani..............aap sab ka saath hai to main koshish karti rahuNgi

allah hafiz

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#19)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
23rd October 2008, 09:28 PM

Quote:
Originally Posted by Diya_Jale View Post
Pyari Di
Fir se Mahfil main aag laga di aap ne ....bahot hi achha laga padh ke ...Aise hi hume aap ke eheshas ko padhne ki mouka dete rahiye ....Humesha khus Rahiye ..Likhte rahiye

Aapki Roshni

shukriya meri Roshni...............yoon hi saath detey rahna

tumhari diii

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#20)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
23rd October 2008, 09:29 PM

Quote:
Originally Posted by Love Neha View Post
acha likha hai sunita ji.....aur sunain kc hain ap?

shukriya neha ji..............................................

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#21)
Radhika_2
RooH Se RooH Tak
Radhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Radhika_2's Avatar
 
Offline
Posts: 1,247
Join Date: Feb 2010
Location: Delhi
Rep Power: 53
13th January 2011, 12:02 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
Dosto lijiye aaj phir ek pyar bhara ahsaas lekar aap sab ke saamne hazir hoon, kuch dosto ne kaha tha ki jald likhiye to yeh sab jaldi mein hi likha hai, aapki rai ki muntazir

“Pyar ki Intihaa”

Teri surat ko aanko.n mein basa rakha hai,
Pariyo.n ke desh mein ghar bana rakha hai,

Aakar mere pyar ki intihaa to, tu dekh zara,
Teri raho.n mein palkoN ko bicha rakha hai,

Tere nakash-e-kadam par sajde kiye maine,
Khuda ki jaga teri tasveer ko sajja rakha hai,

Tere siwa aur nahi kuch bhi chahiye mujhe,
Esi liye khud ko zamane se judaa rakha hai,

‘Sunita’ ki har gazal mein tera hai zikar aaye
aur tune usko abhi tak gair banaa rakha hai.

(19.09.2008)

ji bhaut sunder.........................................

Radhika

Seene Me Zakham Utarey Chale Gaye
Jo Humpe Guzari Guzarey Chale Gaye

Woh Aayega Ek Din Milne Humse
Naam Uska Hi Pukarey Chale Gaye

E-mail : radhika.nm2@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#22)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
Love 13th January 2011, 12:20 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
Dosto lijiye aaj phir ek pyar bhara ahsaas lekar aap sab ke saamne hazir hoon, kuch dosto ne kaha tha ki jald likhiye to yeh sab jaldi mein hi likha hai, aapki rai ki muntazir

“Pyar ki Intihaa”

Teri surat ko aanko.n mein basa rakha hai,
Pariyo.n ke desh mein ghar bana rakha hai,

Aakar mere pyar ki intihaa to, tu dekh zara,
Teri raho.n mein palkoN ko bicha rakha hai,

Tere nakash-e-kadam par sajde kiye maine,
Khuda ki jaga teri tasveer ko sajja rakha hai,

Tere siwa aur nahi kuch bhi chahiye mujhe,
Esi liye khud ko zamane se judaa rakha hai,

‘Sunita’ ki har gazal mein tera hai zikar aaye
aur tune usko abhi tak gair banaa rakha hai.

(19.09.2008)

Aakar mere pyar ki intihaa to, tu dekh zara,
Teri raho.n mein palkoN ko bicha rakha hai,

Tere nakash-e-kadam par sajde kiye maine,
Khuda ki jaga teri tasveer ko sajja rakha hai,

sunita jee bahut hi sundar likha hai daad kubul karen
ye dono ashar to dil ke paar ho gaye
radhe radhe

Aapka Apna
Ishk

'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है

email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#23)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
13th January 2011, 05:29 PM

Aakar mere pyar ki intihaa to, tu dekh zara,
Teri raho.n mein palkoN ko bicha rakha hai,

Tere siwa aur nahi kuch bhi chahiye mujhe,
Esi liye khud ko zamane se judaa rakha hai,

‘Sunita’ ki har gazal mein tera hai zikar aaye
aur tune usko abhi tak gair banaa rakha hai.

Very Impressive ... Very Touching ... Bahenaa Ji !

Good Expression ... Very Nice Creation .... tahe dil se daad hazir hai ... !

SuperBBBBBBBBB ......... !

aise hi aati rahen aur jaldi hi nayaa likhne ka mood banaayeN ... khush rahen ... !

DuaaoN ke saath ... !

YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...

---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#24)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
14th January 2011, 12:47 PM

Tere nakash-e-kadam par sajde kiye maine,
Khuda ki jaga teri tasveer ko sajja rakha hai,

Tere siwa aur nahi kuch bhi chahiye mujhe,
Esi liye khud ko zamane se judaa rakha hai,

bahot khoob baaji, kya kahun main aapke is kalaam ke baare me.. sara sher hi laajawab hai isme koi do raay nahi.. aur gahzal ki khubsurti me jo izaafa hua hai wo in do sheron ne apne sar pe taj rakha hua hai...behad mubarakbaad aapko is kalaam ke liye.. likhti rahen..Duaaon me yaad rakhen. aapka bhai

shaad...

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#25)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
25th January 2011, 03:14 PM

Quote:
Originally Posted by raj_ys View Post
well said and last two lines are killing. kuch khobsurat katre apke liye.

Jindgi kia shikayat kare tujhse hum
ek samandar dia hai tune
or do boond ko taras rahe hai hum ( Not Mine)

thanks Raj jii

Quote:
Originally Posted by mausam View Post
Chaliye di aaj aapki shikayat dur kar dete hain......

wah wah romantic kalam....achaai ghazal hain di..........daad! yunhi is bazm ki ronak badhate rahe...

mausam

shukriya dear.....miss u alot.

Quote:
Originally Posted by karndhar View Post
Aap ne sher-o-shayri ka aisa jaado chala rakha hai
Ke jahan ne aapko palkon par bitha rakha hai
Aise hi likhte rahiye aap hamesha
Aapke bharose humne mushayra saja rakha hai !

Shukriya Karndhar jii

Quote:
Originally Posted by Dhaval View Post
Pranaam Sister:

aapki taazaah Ghazal ko bazm meiN deKh.. be-Had KhuShnuudee hu'ii.. aSh'aar dil ko chhu gaye.. Khaas t'aur par yeh Sher dil ke sab se Qareeb rahaa.. YuuNhi liKhate rahiye.. daad!!

KhuSh raheN... apnaa Khayaal raKheN..!

duaaoN ke saath ijaazat

aapka chhoTu

~ Dhaval

Thanks alot Chottu

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
Aakar mere pyar ki intihaa to, tu dekh zara,
Teri raho.n mein palkoN ko bicha rakha hai,

simply superb di...beyond words can describe...

zainy

Thanks Zainy

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
"kameene","laffange parindo.n" ki "badmaash compny" parveen komal Shayri-e-Dard 9 17th August 2010 11:59 PM
"kaya yehi pyar hai" ek gazal pyar bhare ahsaao.n ke saath sunita thakur Shayri-e-Dard 50 17th February 2010 09:42 PM
kaash use bi mere "pyar" se "pyar" ho jaye ADHURI HEER Aapki Shayri 7 4th September 2008 04:39 PM
pyar ke naam per "RUSWAYI" BEWAFAYI" TANHAYI" kuhulika Shayri-e-Dard 23 19th November 2005 09:02 PM
"PYAR, PYar aur PYAR" waqt ke saath sab kuch badal jaya karta hai, PYAR nahi Badalta> shayri12345 Shayri-e-Dard 2 4th December 2002 06:04 AM

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com