tamasa na banjaye kahin mohabbat meri -
22nd February 2007, 04:22 PM
main lafzon se kuch izhaar nahi karta..
iska matlab yeh nahi ke mein tumse peyar nahi karta,
chahata hun tujhe mein aaj bhi par teri soch mein apna wakat bekar nahi karta,
tamasa na ban jaye kahin mohabbat meri
isliye apne dard ka izhaar nahin karta,
jo kuch mila hai usi mein khush hoon tere liye mein khuda se taqrar nahin karta
par kuch toh baat hai teri fitrat mein varna tumhe chahne ki khata baar baar nahin karta.........
|