Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Salaam phirse!
Old
  (#1)
mein shayar to
Registered User
mein shayar to will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 43
Join Date: Jun 2006
Rep Power: 0
Salaam phirse! - 16th July 2012, 03:12 PM

Salaam Doston,

Bohath dinon baad ye chaha ke kuch dil khush kardene waali shayri paaroon to yahan aagayi. Phir socha kuch share karoon aap sabke saath.
Kya kijiye? Shayar hun, shayri kiye bagair saans nahi aati.

Pesh hai:

Tu hai zaalim tujhe kya garz meri hasti se
Meri hasti mein jo hasna hai churale, zaalim

Izzat-e-nafs hai mitti mein, khoj mein hai zameer
Chehre pe noor hai usko bhi jhukale, zaalim

Hifazat ki qaid mein meri shirkat na hojaye
Is naqaabi si kaifiyat ko chuhpale, zaalim

Ek qaid se bepardah nikal aaye the hum
Bepardahgi hi ne kohle hain ujaale, zaalim

Mere aansoo bhi haar ke zameen pe hi gire
Jo havaon mein ravana hai rumaal-e-zaalim

Khubool kijiye

P.S. Jin doston ko add kiya hai unho ne kabhi kaha the ke likhte rahiye.
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
kafiir
Registered User
kafiir is a splendid one to beholdkafiir is a splendid one to beholdkafiir is a splendid one to beholdkafiir is a splendid one to beholdkafiir is a splendid one to beholdkafiir is a splendid one to behold
 
kafiir's Avatar
 
Offline
Posts: 123
Join Date: Mar 2011
Rep Power: 20
16th July 2012, 03:45 PM

Quote:
Originally Posted by mein shayar to View Post
Salaam Doston,

Bohath dinon baad ye chaha ke kuch dil khush kardene waali shayri paaroon to yahan aagayi. Phir socha kuch share karoon aap sabke saath.
Kya kijiye? Shayar hun, shayri kiye bagair saans nahi aati.

Pesh hai:

Tu hai zaalim tujhe kya garz meri hasti se
Meri hasti mein jo hasna hai churale, zaalim

Izzat-e-nafs hai mitti mein, khoj mein hai zameer
Chehre pe noor hai usko bhi jhukale, zaalim

Hifazat ki qaid mein meri shirkat na hojaye
Is naqaabi si kaifiyat ko chuhpale, zaalim

Ek qaid se bepardah nikal aaye the hum
Bepardahgi hi ne kohle hain ujaale, zaalim

Mere aansoo bhi haar ke zameen pe hi gire
Jo havaon mein ravana hai rumaal-e-zaalim

Khubool kijiye

P.S. Jin doston ko add kiya hai unho ne kabhi kaha the ke likhte rahiye.

g bhut khoob daad kabool karye...

kafiir.............


na jane kon kon hume duaaon mai yaad rakhta hai
mai dobne lagta hoon samnder uchal deta hai

Us Mukaaaa pe mera junon aajaye
tujhe pukaroon mere muh se khoon ajaaye


...nm
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
kishor
Darde Dil Ke Tukde
kishor is a jewel in the roughkishor is a jewel in the roughkishor is a jewel in the rough
 
kishor's Avatar
 
Offline
Posts: 1,035
Join Date: Mar 2003
Location: NEW PANVEL,NAVI MUMBAI,MAHARASHTRA,INDIA
Rep Power: 25
20th July 2012, 09:37 PM

Tu hai zaalim tujhe kya garz meri hasti se
Meri hasti mein jo hasna hai churale, zaalim


******************************
Dil Itna Naazuk Hota Hai Ke,
Isski Tootne Ki Awaaz Bilkul Nahi Aathi,

******************************
MEIN TUJHKO BHOOL JAUN YE KISSS KITAAB MEIN LIKHA HAI.
------------------------------------------------
socha tha woh hame tut kar chahenge
par chaha bhi hami ne aur tute bhi hum

KISHOR R KARKERA
NEW PANVEL
NAVI MUMBAi,410206
PH:-09322764070
  Send a message via Yahoo to kishor  
Reply With Quote
Reply

Tags
pradhyuman, praneeta, tanha_dil

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com