Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Baad Muddat ke mera pyar aya hai
Old
  (#1)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
Baad Muddat ke mera pyar aya hai - 17th November 2014, 03:40 PM

Baad muddat ke koi mehfil me aaj aya hai.
Mera hamdam hii nahi vo mera hamsaya hai.

Badli bahar chaman phir yuN mehkane laga ,
Milne aaj khaksaar ko phir uska yaar aya hai.

Bus mein nahiN jazbaat aur dil hai bekaaboo ,
Kaliyan bhi mehak uthi gule gulzaar aya hai.

Sajda karuN isko ya pehle rab ko yaad karoon .
Aaj barson ke baad chehre pe nikhar aya hai .

Roko nahin jee bhar ke use dekh lene do mujhe,
Aaj laut ke phir se mera khoya hua pyar aya hai.



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
17th November 2014, 06:33 PM

Quote:
Originally Posted by Hamdam View Post
Baad muddat ke koi mehfil me aaj aya hai.
Mera hamdam hii nahi vo mera hamsaya hai.

Badli bahar chaman phir yuN mehkane laga ,
Milne aaj khaksaar ko phir uska yaar aya hai.

Bus mein nahiN jazbaat aur dil hai bekaaboo ,
Kaliyan bhi mehak uthi gule gulzaar aya hai.

Sajda karuN isko ya pehle rab ko yaad karoon .
Aaj barson ke baad chehre pe nikhar aya hai .

Roko nahin jee bhar ke use dekh lene do mujhe,
Aaj laut ke phir se mera khoya hua pyar aya hai.


waaahhhh kya baat hai Sanjay saahab....... mazaa aa gayaa aapke is taaza kalaam ko padh kar...

behad roomani kalaam hai aur muhabbat se labrez ..... likhte rahiye

Shaad...


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
iftakhar_ahmad
Registered User
iftakhar_ahmad is on a distinguished road
 
iftakhar_ahmad's Avatar
 
Offline
Posts: 31
Join Date: Oct 2014
Location: Jaipur
Rep Power: 0
17th November 2014, 08:52 PM

waaaaaaaaaaaaaah bahut khoob, dheroN daad.


Dekho mera chehra, ye aqs-e-sadaaqat hai
Iss duniya meN meri, pehchaan sharaafat hai
Duniya ke rasmoN se, anjaan meri duniya
Allah ka banda huN, Allah se nisbat hai
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,796
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
17th November 2014, 09:04 PM

Waah waah ...sanjay jee...kya khubsurat kalaam likha h aapne.....daad kubul karein



एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Old
  (#5)
m.mayoos
Registered User
m.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud of
 
m.mayoos's Avatar
 
Offline
Posts: 665
Join Date: May 2009
Location: Waltham, MA
Rep Power: 26
17th November 2014, 09:51 PM

Quote:
Originally Posted by Hamdam View Post
Baad muddat ke koi mehfil me aaj aya hai.
Mera hamdam hii nahi vo mera hamsaya hai.

Badli bahar chaman phir yuN mehkane laga ,
Milne aaj khaksaar ko phir uska yaar aya hai.

Bus mein nahiN jazbaat aur dil hai bekaaboo ,
Kaliyan bhi mehak uthi gule gulzaar aya hai.

Sajda karuN isko ya pehle rab ko yaad karoon .
Aaj barson ke baad chehre pe nikhar aya hai .

Roko nahin jee bhar ke use dekh lene do mujhe,
Aaj laut ke phir se mera khoya hua pyar aya hai.

Very nice Hamdam................................
last one was really good ..............


ता उम्र रहा इक रोज़-ए -मुकम्मल का इंतज़ार
किसी में शाम न मिली तो किसी में सहर नहीं
  Send a message via Yahoo to m.mayoos  
Reply With Quote
Old
  (#6)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
18th November 2014, 01:03 AM

Quote:
Originally Posted by Hamdam View Post
Baad muddat ke koi mehfil me aaj aya hai.
Mera hamdam hii nahi vo mera hamsaya hai.

Badli bahar chaman phir yuN mehkane laga ,
Milne aaj khaksaar ko phir uska yaar aya hai.

Bus mein nahiN jazbaat aur dil hai bekaaboo ,
Kaliyan bhi mehak uthi gule gulzaar aya hai.

Sajda karuN isko ya pehle rab ko yaad karoon .
Aaj barson ke baad chehre pe nikhar aya hai .

Roko nahin jee bhar ke use dekh lene do mujhe,
Aaj laut ke phir se mera khoya hua pyar aya hai.
Waah,Sanjay Ji, Kya khoob likhaa hai aapne...!

Iss khuubsurat kalaam ke liye hamari taraf se bhi dher saare badhaaiyaN...!

Khush raheiN

DuaaoN ke saath




Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Aazam
Old
  (#7)
aazam11
Registered User
aazam11 is on a distinguished road
 
aazam11's Avatar
 
Offline
Posts: 5
Join Date: Nov 2014
Location: Delhi
Rep Power: 0
Smile Aazam - 18th November 2014, 11:40 AM

bahut khoob.....heart touching lines


   
Reply With Quote
Old
  (#8)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
18th November 2014, 12:01 PM

Quote:
Originally Posted by aru View Post
Waah waah ...sanjay jee...kya khubsurat kalaam likha h aapne.....daad kubul karein
Aru bhai,

lagta hai sohbat ka asar hone laga hai,
Ye dil aap ke khayalon mein khone laga hai

Shukriya janab

Sanjay Sehgal



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
18th November 2014, 12:05 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
waaahhhh kya baat hai Sanjay saahab....... mazaa aa gayaa aapke is taaza kalaam ko padh kar...

behad roomani kalaam hai aur muhabbat se labrez ..... likhte rahiye

Shaad...
Sameer Shad bhai ,

Apki itni lambi waah dekh ker thora dar lagne laga hai , ki jab daad itni bdiya hai tau galtee karne per daant bhi itni lambi paregi ..

Khair abhi aapki daad ser mathe per,

Sanjay Sehgal



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
18th November 2014, 12:06 PM

Quote:
Originally Posted by iftakhar_ahmad View Post
waaaaaaaaaaaaaah bahut khoob, dheroN daad.
Iftakaar Sahib yeh aapki zaranazaji hai jo aap itna samman de rahe rahe hain ..

yuN hi aate rahiye and hum sab ka hausala badate rahiye .

Sanjay sehgal



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
18th November 2014, 12:08 PM

Quote:
Originally Posted by m.mayoos View Post
Very nice Hamdam................................
last one was really good ..............
Thanks Mayoos sahib for liking the spirit behind the statment made by me .

Sanjay sehgal



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
18th November 2014, 12:12 PM

Quote:
Originally Posted by Amanush... View Post
Waah,Sanjay Ji, Kya khoob likhaa hai aapne...!

Iss khuubsurat kalaam ke liye hamari taraf se bhi dher saare badhaaiyaN...!

Khush raheiN

DuaaoN ke saath


Danny Sahib ,
Mera pyar bhara namaskar..

Aap humare SDC ke bahut purane aur sayane ( age wise/ seniority wise)
member haiN. Apko apke kalaam pe dekh kar mujhe kitnee khushi hui , ye main bayan nahin karta sakta ..

Abhi tau bahut kuch seekhna baaki hai shayree meiN .. Bus aap yun hi aate rahiye and hum logon ko apne aashirwaad se nawazte rahiye ..

Thank you so much Sir

Regds
Sanjay Sehgal



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
18th November 2014, 12:14 PM

Quote:
Originally Posted by aazam11 View Post
bahut khoob.....heart touching lines

Azam Bhai ,

Main apka apne doston ke saath SDC pariwar mein swagat karta hun aur
umeed karta huN ki aapka sath aur pyar humein milkta rahega .

Duaon ke Sath .,

Sanjay Sehgal



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
18th November 2014, 04:36 PM

Quote:
Originally Posted by Hamdam View Post
Baad muddat ke koi mehfil me aaj aya hai.
Mera hamdam hii nahi vo mera hamsaya hai.

Badli bahar chaman phir yuN mehkane laga ,
Milne aaj khaksaar ko phir uska yaar aya hai.

Bus mein nahiN jazbaat aur dil hai bekaaboo ,
Kaliyan bhi mehak uthi gule gulzaar aya hai.

Sajda karuN isko ya pehle rab ko yaad karoon .
Aaj barson ke baad chehre pe nikhar aya hai .

Roko nahin jee bhar ke use dekh lene do mujhe,
Aaj laut ke phir se mera khoya hua pyar aya hai.



Kya baat hai, bahut khoobsurat ehsaas, sabhi sher tareef ke Kabil hai


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#15)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
19th November 2014, 01:45 PM

Bahut hi khoobsurat jazbaat aur nazuk ehsaas...
bahut sari daad...sanjay ji.



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
26th April 2015, 04:14 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
Kya baat hai, bahut khoobsurat ehsaas, sabhi sher tareef ke Kabil hai
Bahut Bahut Shukriya Sunita ji ....jo apko humara kalan pasan.aya.
Der se reply kerne ke liye maufi chahunga.

Regds
Sanjay Sehgal



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
26th April 2015, 04:18 PM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
Bahut hi khoobsurat jazbaat aur nazuk ehsaas...
bahut sari daad...sanjay ji.
Shukriya Janab Madhu ji ....jo aap ne humari ghazal ko saraha.

Sanjay Sehgal



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com