Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Maa ne mujhe is tarah pala hai
Old
  (#1)
Dard-e-sush
Registered User
Dard-e-sush is a jewel in the roughDard-e-sush is a jewel in the roughDard-e-sush is a jewel in the rough
 
Dard-e-sush's Avatar
 
Offline
Posts: 605
Join Date: Jul 2003
Location: Moscow, Russia
Rep Power: 23
Post Maa ne mujhe is tarah pala hai - 24th June 2009, 02:23 PM

Maa ne mujhe is tarah pala hai
Nakhuda ne kashti ko jaise toofan mein sambhala hai
Meri shararton se jo hansi us ke chehre par aai hai
Yeh saughat baharon ne bhi nahin paai hai
Us ki be-laus mohabbat ka mujh par jo saaya hai
Kisi rishte ne woh mokaam nahin paaya hai
Pakad kar haath mera jo chalna sikhaya hai
Aaj tak aisa rahbar main ne nahin paaya hai
Mere dukh se jo sailaab uski aankh mein aata hai
Samundar bhi us toofan ka taab nahin laata hai
Aashyane mein mere aaj aaram bahaut hai
Maa ke aanchal mein sakoon bahaut hai
Jiske pairon ke neeche jannat hai
Yeh khuda ki,hum sab ko sab se badi nehmat hai
Aa mujh ko phir ik baar seene se laga le maa
Apna chanda,apna suraj,apna raja, in naamo se bula le maa
Bahaut roya hoon main tere aanchal se bichar kar
Phir gud-gudiya karke woh bachpan wali mujhe,hasa le maa
Maa teri gaud ka mujhe woh sahara de de
Bartan mein jo dikhaati thi,woh sitara de de
Maa mujhe suna woh loriyan bachpan ki
Maa mujhe ik baar phir se woh nazara de de
Ban ke rahoon sadda tera laadla main
Teri god mein le kar mujhe,yeh jahan saara de de
Teri raahon mein main khud ko rakh doon
Maa mujhe tu khidmat karne ka phir ishara de de

Curts - Khalid


लब पे मुस्कान को लिए ऐ दोस्त, काँधों पे लाश अपनी ढोते हैं,
इस भरे शहर में हम Dard-e-Sush, जो न पाया उसे भी खोते हैं!

lab pe muskaan ko liye ae dost, kandhon pe laash apni dhote hein
is bhare sheher me ham dard-e-sush, jo na paaya use bhi khote hein
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
24th June 2009, 05:19 PM

Bhai.........

Aapne to rula hi diya yaar bahut achcha likha hai padhte padhte
ansoo gir pade......

Sach hai bhai jo bachpan mein maa ka pyar milta hai wohi jawani
mein usse duriyan badhti jati hai aur dil ko uski mamta ka ahsaas
ashkon se bhigone lagta hai........

Bhia aapne is rishte ko bahut hi tafsire se bayan kiya hai likhate rahiye..
Khush rahiye......
Khuda aapko hamesh khush rakhe...


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#3)
Pradhyuman
'Bismil'
Pradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant future
 
Pradhyuman's Avatar
 
Offline
Posts: 773
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 38
25th June 2009, 10:26 AM

Quote:
Originally Posted by Dard-e-sush View Post
Maa ne mujhe is tarah pala hai
Nakhuda ne kashti ko jaise toofan mein sambhala hai
Meri shararton se jo hansi us ke chehre par aai hai
Yeh saughat baharon ne bhi nahin paai hai
Us ki be-laus mohabbat ka mujh par jo saaya hai
Kisi rishte ne woh mokaam nahin paaya hai
Pakad kar haath mera jo chalna sikhaya hai
Aaj tak aisa rahbar main ne nahin paaya hai
Mere dukh se jo sailaab uski aankh mein aata hai
Samundar bhi us toofan ka taab nahin laata hai
Aashyane mein mere aaj aaram bahaut hai
Maa ke aanchal mein sakoon bahaut hai
Jiske pairon ke neeche jannat hai
Yeh khuda ki,hum sab ko sab se badi nehmat hai
Aa mujh ko phir ik baar seene se laga le maa
Apna chanda,apna suraj,apna raja, in naamo se bula le maa
Bahaut roya hoon main tere aanchal se bichar kar
Phir gud-gudiya karke woh bachpan wali mujhe,hasa le maa
Maa teri gaud ka mujhe woh sahara de de
Bartan mein jo dikhaati thi,woh sitara de de
Maa mujhe suna woh loriyan bachpan ki
Maa mujhe ik baar phir se woh nazara de de
Ban ke rahoon sadda tera laadla main
Teri god mein le kar mujhe,yeh jahan saara de de
Teri raahon mein main khud ko rakh doon
Maa mujhe tu khidmat karne ka phir ishara de de

Curts - Khalid

m speechless...jab koi maa is shabd pe kuch likhta hai..to uss ehsaas se hi mere dil ko chu leta hai...god bless u

bahot umda nazm likhi hai aapne..dil se daad deta hun aapko..

aapka dost,
Pradhyuman


-------------------------------------------------

gore ghareeban hai ye 'bismil', kyun tu naashaad nazar aata hai?
musht-e-khaak hai basi yahan, bata kahan fuwaad nazar aata hai?
--------------------------------------------------
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Vipinbox
ek shoonya
Vipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to behold
 
Vipinbox's Avatar
 
Offline
Posts: 1,748
Join Date: Jul 2002
Location: दिल्ली व देहरादून
Rep Power: 30
25th June 2009, 07:21 PM

Susheel Ji
'Maa' shabd ko bahaut khoobsuruti se dhaala hai aapne. Yunhi hee likhtey rahein.

aabhaar
vipin


विपिन


   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Pulkit_gupta
Humanity
Pulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant future
 
Offline
Posts: 6,227
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 42
26th June 2009, 12:37 PM

Quote:
Originally Posted by Dard-e-sush View Post
Maa ne mujhe is tarah pala hai
Nakhuda ne kashti ko jaise toofan mein sambhala hai
Meri shararton se jo hansi us ke chehre par aai hai
Yeh saughat baharon ne bhi nahin paai hai
Us ki be-laus mohabbat ka mujh par jo saaya hai
Kisi rishte ne woh mokaam nahin paaya hai
Pakad kar haath mera jo chalna sikhaya hai
Aaj tak aisa rahbar main ne nahin paaya hai
Mere dukh se jo sailaab uski aankh mein aata hai
Samundar bhi us toofan ka taab nahin laata hai
Aashyane mein mere aaj aaram bahaut hai
Maa ke aanchal mein sakoon bahaut hai
Jiske pairon ke neeche jannat hai
Yeh khuda ki,hum sab ko sab se badi nehmat hai
Aa mujh ko phir ik baar seene se laga le maa
Apna chanda,apna suraj,apna raja, in naamo se bula le maa
Bahaut roya hoon main tere aanchal se bichar kar
Phir gud-gudiya karke woh bachpan wali mujhe,hasa le maa
Maa teri gaud ka mujhe woh sahara de de
Bartan mein jo dikhaati thi,woh sitara de de
Maa mujhe suna woh loriyan bachpan ki
Maa mujhe ik baar phir se woh nazara de de
Ban ke rahoon sadda tera laadla main
Teri god mein le kar mujhe,yeh jahan saara de de
Teri raahon mein main khud ko rakh doon
Maa mujhe tu khidmat karne ka phir ishara de de

Curts - Khalid
Sushil bhai...

It is an amazingly emotional expression... Mera mann padhkar itna bhaari ho gaya hai... aapka likhte huwe kyaa haal raha hoga.... Maa ka pyaar maa ka hi hota hai... Nisswarth, Pure...so unconditional...

Maa ke aanchal ki chhanv me jo sukoon hai woh duniya me aur kahin nahin...

Dil se daad kubool kijiyega... Aapki yeh kavita bahut se logon ke mann me apni Maa ke liye kucch special karne ka khayaal laayegi.... Simply loved this creation of yours... Do keep wirting such gem....


Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai
  Send a message via Yahoo to Pulkit_gupta  
Reply With Quote
Old
  (#6)
mann_chand
Registered User
mann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud of
 
mann_chand's Avatar
 
Offline
Posts: 1,089
Join Date: Jun 2004
Location: Toronto,Canada
Rep Power: 31
27th June 2009, 09:41 AM

kaise hai aap?
Im speech less .... maa ke liye jo kahugii woh kum hi hoga...

maa hain toh samajh lo bhagwaan aapkke paas hai

aapko padh kar ansoo aagaye...

aap aapna khayal rakhaye

may god bless u ...

Im sure ur mom must b proud to have son like u

likhte rahye

take care

mandeep



~ Mandeep Kaur ~
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
30th June 2009, 03:39 PM

Shushil jee:

namaste!

kaise hai.n aap? baRe dinoN baad aapki koShiSh ko bazm meiN deKhaa.. KhuShii hu'ii

aaNkhoN ko nam kar ga'ii aapki yeh rachanaa.. mere paas ko'ii lafz nahiiN kuch kehne ko... aapki yeh rachanaa haMeShaa dil meiN raheNgii!

aap YuuNhi liKhate raheN..KhuSh raheN... apnaa Khayaal raKheN

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

~ Dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
30th June 2009, 11:11 PM

Pakad kar haath mera jo chalna sikhaya hai
Aaj tak aisa rahbar main ne nahin paaya hai

kya baat kah di...maan gaye
poori rachna hi pyar ka roop hai..ma apar likha har khyaal khubsurat hota hai..auir jabat na ho usme aisa kab hua hai

bahut acha likha sushil ji apne


yuhi likhte rahna
apna khyaal rakhna


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#9)
Dard-e-sush
Registered User
Dard-e-sush is a jewel in the roughDard-e-sush is a jewel in the roughDard-e-sush is a jewel in the rough
 
Dard-e-sush's Avatar
 
Offline
Posts: 605
Join Date: Jul 2003
Location: Moscow, Russia
Rep Power: 23
4th April 2011, 08:14 PM

kwahish, Pradhyuman, Vipinbox, Pulkit, mandeep, Dhaval Ji and Dear Sakhi!

I regret being so late in acknowledging your kind words on this post. Please forgive! I really appreciate and miss your inspiring words! I must say you are the best people who made this site worth writing.

Thanks & Kind Regards
Sushil


लब पे मुस्कान को लिए ऐ दोस्त, काँधों पे लाश अपनी ढोते हैं,
इस भरे शहर में हम Dard-e-Sush, जो न पाया उसे भी खोते हैं!

lab pe muskaan ko liye ae dost, kandhon pe laash apni dhote hein
is bhare sheher me ham dard-e-sush, jo na paaya use bhi khote hein
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 86
4th April 2011, 08:25 PM

Quote:
Originally Posted by Dard-e-sush View Post
Maa ne mujhe is tarah pala hai
Nakhuda ne kashti ko jaise toofan mein sambhala hai
Meri shararton se jo hansi us ke chehre par aai hai
Yeh saughat baharon ne bhi nahin paai hai
Us ki be-laus mohabbat ka mujh par jo saaya hai
Kisi rishte ne woh mokaam nahin paaya hai
Pakad kar haath mera jo chalna sikhaya hai
Aaj tak aisa rahbar main ne nahin paaya hai
Mere dukh se jo sailaab uski aankh mein aata hai
Samundar bhi us toofan ka taab nahin laata hai
Aashyane mein mere aaj aaram bahaut hai
Maa ke aanchal mein sakoon bahaut hai
Jiske pairon ke neeche jannat hai
Yeh khuda ki,hum sab ko sab se badi nehmat hai
Aa mujh ko phir ik baar seene se laga le maa
Apna chanda,apna suraj,apna raja, in naamo se bula le maa
Bahaut roya hoon main tere aanchal se bichar kar
Phir gud-gudiya karke woh bachpan wali mujhe,hasa le maa
Maa teri gaud ka mujhe woh sahara de de
Bartan mein jo dikhaati thi,woh sitara de de
Maa mujhe suna woh loriyan bachpan ki
Maa mujhe ik baar phir se woh nazara de de
Ban ke rahoon sadda tera laadla main
Teri god mein le kar mujhe,yeh jahan saara de de
Teri raahon mein main khud ko rakh doon
Maa mujhe tu khidmat karne ka phir ishara de de

Curts - Khalid
Very Impressive ... Very Nice Creation ....... Susheel JI !!




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#11)
Dard-e-sush
Registered User
Dard-e-sush is a jewel in the roughDard-e-sush is a jewel in the roughDard-e-sush is a jewel in the rough
 
Dard-e-sush's Avatar
 
Offline
Posts: 605
Join Date: Jul 2003
Location: Moscow, Russia
Rep Power: 23
12th May 2012, 07:00 PM

Shukriya Naresh Ji! God Bless all maa's. They are god for children.


लब पे मुस्कान को लिए ऐ दोस्त, काँधों पे लाश अपनी ढोते हैं,
इस भरे शहर में हम Dard-e-Sush, जो न पाया उसे भी खोते हैं!

lab pe muskaan ko liye ae dost, kandhon pe laash apni dhote hein
is bhare sheher me ham dard-e-sush, jo na paaya use bhi khote hein
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,795
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
17th May 2012, 01:12 PM

susheel jee, sach mein kya likhun samajh mein nahin aa raha , maine kai baar koshish kee maa pe likhne kee par aankhen saath nahin deti, bhar aati hain aur main likh nahin pata, aaj apko pada mera dil bhar aaya, bahut hee sunder likha hai, aise hee likhte rahiye , khush rahiye.



एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Old
  (#13)
Radhika_2
RooH Se RooH Tak
Radhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Radhika_2's Avatar
 
Offline
Posts: 1,247
Join Date: Feb 2010
Location: Delhi
Rep Power: 53
21st May 2012, 01:55 PM

Quote:
Originally Posted by Dard-e-sush View Post
Maa ne mujhe is tarah pala hai
Nakhuda ne kashti ko jaise toofan mein sambhala hai
Meri shararton se jo hansi us ke chehre par aai hai
Yeh saughat baharon ne bhi nahin paai hai
Us ki be-laus mohabbat ka mujh par jo saaya hai
Kisi rishte ne woh mokaam nahin paaya hai
Pakad kar haath mera jo chalna sikhaya hai
Aaj tak aisa rahbar main ne nahin paaya hai
Mere dukh se jo sailaab uski aankh mein aata hai
Samundar bhi us toofan ka taab nahin laata hai
Aashyane mein mere aaj aaram bahaut hai
Maa ke aanchal mein sakoon bahaut hai
Jiske pairon ke neeche jannat hai
Yeh khuda ki,hum sab ko sab se badi nehmat hai
Aa mujh ko phir ik baar seene se laga le maa
Apna chanda,apna suraj,apna raja, in naamo se bula le maa
Bahaut roya hoon main tere aanchal se bichar kar
Phir gud-gudiya karke woh bachpan wali mujhe,hasa le maa
Maa teri gaud ka mujhe woh sahara de de
Bartan mein jo dikhaati thi,woh sitara de de
Maa mujhe suna woh loriyan bachpan ki
Maa mujhe ik baar phir se woh nazara de de
Ban ke rahoon sadda tera laadla main
Teri god mein le kar mujhe,yeh jahan saara de de
Teri raahon mein main khud ko rakh doon
Maa mujhe tu khidmat karne ka phir ishara de de

Curts - Khalid
Ji Bhaut Sunder....................



Radhika

Seene Me Zakham Utarey Chale Gaye
Jo Humpe Guzari Guzarey Chale Gaye

Woh Aayega Ek Din Milne Humse
Naam Uska Hi Pukarey Chale Gaye


E-mail : radhika.nm2@gmail.com
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com