Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
phool ki dhaar
Old
  (#1)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
phool ki dhaar - 8th October 2010, 01:52 PM

mahfil ko mera salaam.....

aaj ek experimental ghazal kah raha hu....isme mera ek experiment hai....

sabhi dosto se guzaarish hai ki iska tabsirah zarur karen aur saare positive aur negative saamne laaye aap........

kyuki mere experoment ka result aapke opinion se hi mil sakta hai....ho sake to apne opinion ko qualify kijiye...jisse ki opinion ki wajah bhi pata chal sake.....

sabko phir se tabsireh ka nyota deta hu....

ummed hai aap meri help karenge.,..




ungliyo se phool ki mai dhaar dekhta raha
baarisho me ankhe askhbaar dekhta raha

muskuraahato ki shikan aaj bhi hai chehre par
aaine me waqt ka ubhaar dekhta raha

meri saanse hi mere gunaah ke gawaah hai
qatl ke subuut baar baar dekhta raha

surkh or siyaah the peshaniyo ke vo tilak
saamne samaadhi ke mazaar dekhta raha

naqd jaan zidd meri lagi huii thi daav par
beete huye daur ka udhaar dekhta raha




regards

Last edited by zidd; 8th October 2010 at 01:58 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
parveen komal
devil ! forgive me
parveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to behold
 
parveen komal's Avatar
 
Offline
Posts: 930
Join Date: Jul 2010
Location: MUMBAI PATIALA
Rep Power: 23
8th October 2010, 02:05 PM

bahut hi khoobsoorat gazal hai. dilo jaan se daad


07666027379,09041116001,09876442643,
09417142513,09914097007,09625494246
Mail: parveenkomal@parveenkomal.com
www.parveenkomal.com/blog
{ BURA NA SUNENGE BURA NA DEKHENGE BURA NA BOLENGE
ACHHA LIKHENGE,KOI BURA KAHEGA TO KHUD KO TATOLENGE }


Wohi rizq deta jahaan ko , wohi zaat sab se azeem hai
Meri muflisi pe na hans ke wo , tera taaj sar se giraa na de
}QadeerToopchi{
  Send a message via Yahoo to parveen komal Send a message via MSN to parveen komal Send a message via Skype™ to parveen komal 
Reply With Quote
Old
  (#3)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
Love 8th October 2010, 02:13 PM

Quote:
Originally Posted by zidd View Post
mahfil ko mera salaam.....

aaj ek experimental ghazal kah raha hu....isme mera ek experiment hai....

sabhi dosto se guzaarish hai ki iska tabsirah zarur karen aur saare positive aur negative saamne laaye aap........

kyuki mere experoment ka result aapke opinion se hi mil sakta hai....ho sake to apne opinion ko qualify kijiye...jisse ki opinion ki wajah bhi pata chal sake.....

sabko phir se tabsireh ka nyota deta hu....

ummed hai aap meri help karenge.,..




ungliyo se phool ki mai dhaar dekhta raha
baarisho me ankhe askhbaar dekhta raha

muskuraahato ki shikan aaj bhi hai chehre par
aaine me waqt ka ubhaar dekhta raha

meri saanse hi mere gunaah ke gawaah hai
qatl ke subuut baar baar dekhta raha

surkh or siyaah the peshaniyo ke vo tilak
saamne samaadhi ke mazaar dekhta raha

naqd jaan zidd meri lagi huii thi daav par
beete huye daur ka udhaar dekhta raha




regards

zidd bhai
radhe radhe


wah zidd bhai tapsara karne ki kaabliyat to nahi hai par itna kahunga bahut khoob achha likha hai aapne pasand aaya har tarah se khoob likha hai
dil se daad
duaon ke saath


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
8th October 2010, 04:36 PM

Quote:
Originally Posted by zidd View Post
mahfil ko mera salaam.....

aaj ek experimental ghazal kah raha hu....isme mera ek experiment hai....

sabhi dosto se guzaarish hai ki iska tabsirah zarur karen aur saare positive aur negative saamne laaye aap........

kyuki mere experoment ka result aapke opinion se hi mil sakta hai....ho sake to apne opinion ko qualify kijiye...jisse ki opinion ki wajah bhi pata chal sake.....

sabko phir se tabsireh ka nyota deta hu....

ummed hai aap meri help karenge.,..




ungliyo se phool ki mai dhaar dekhta raha
baarisho me ankhe askhbaar dekhta raha

muskuraahato ki shikan aaj bhi hai chehre par
aaine me waqt ka ubhaar dekhta raha

meri saanse hi mere gunaah ke gawaah hai
qatl ke subuut baar baar dekhta raha

surkh or siyaah the peshaniyo ke vo tilak
saamne samaadhi ke mazaar dekhta raha

naqd jaan zidd meri lagi huii thi daav par
beete huye daur ka udhaar dekhta raha





regards

aadaab zidd bhai
ghazal pe aap ne naye tajurbaat lafzee w manawi donon hi etebaar se karne ki koshish kihai ab is kaa faisalah to aane waalaa kal hi karega
rahaa sawaal meraa to main har jagah har mod par wus"at ka qaael hun main aise logon ko dil se pasand kartaa hun jo wus"ate qalbi ke saath taameeri kaam anjaam denaa chaahite hain
meree dher saaree doaayen aap ke liye
allah kare ki aap ko aap ke hisse kaa aasmaan mil jaaye
doa go
hassaas
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
8th October 2010, 09:08 PM

ungliyo se phool ki mai dhaar dekhta raha
baarisho me ankhe askhbaar dekhta raha


Matle ki shuruwaat hi is kalaam ki jaan hai .. mera pasandeeda khyaal keh sakte ho ise .. ungliyon se phool dhaar dekh rahe ho .. wah waah ... aur phir ek aur gehra khyaal ki barisho main ashqbaar aankheN .. ya yun kahiye .. asho ki baarish se bheegi aaNkheN .. subhaan allah ...

muskuraahato ki shikan aaj bhi hai chehre par
aaine me waqt ka ubhaar dekhta raha


ye bhi ek dilfareb khyaal hai .. jo kal ko aaj ko aur phir kal ko pesh karta hai .. us pe insaani soch ko chada diya hai aapne .. bohat khoob ... wordplay bhi khaas hai ...

meri saanse hi mere gunaah ke gawaah hai
qatl ke subuut baar baar dekhta raha


accha khyaal hai ...

surkh or siyaah the peshaniyo ke vo tilak
saamne samaadhi ke mazaar dekhta raha


accha hai par ita accha nahi ... mere hisaab se...


naqd jaan zidd meri lagi huii thi daav par
beete huye daur ka udhaar dekhta raha


ye bhi bohat dilfareb khyaal hai .. dekha jaye t wordplay ka kamaal hai saara .. ki ek bohat aam si baat bhi khaas ho jaati hai .. yahi umda shayri hai .. bohat khoob


ek bohat khoob peshkash pe meri dheroN daad .. aapke naam

Kunaal


KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#6)
noor_noor
Registered User
noor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 545
Join Date: Feb 2009
Rep Power: 25
8th October 2010, 09:53 PM

mahfil ko mera salaam.....

aaj ek experimental ghazal kah raha hu....isme mera ek experiment hai....

sabhi dosto se guzaarish hai ki iska tabsirah zarur karen aur saare positive aur negative saamne laaye aap........

kyuki mere experoment ka result aapke opinion se hi mil sakta hai....ho sake to apne opinion ko qualify kijiye...jisse ki opinion ki wajah bhi pata chal sake.....

sabko phir se tabsireh ka nyota deta hu....

ummed hai aap meri help karenge.,..





ungliyo se phool ki mai dhaar dekhta raha
baarisho me ankhe askhbaar dekhta raha


waqaii matla to baDa hi khoob nikaala hai aapne, khoob ehsaas ko touch kia hai aapne, lafz phool ki dhaar ka istemaal bhi yaqeenan bilkul nadar khyaal hai, misra oola yaqeenan beshumaar daad ka mustahiq hai, saani ka istemaal zahir hai barish ki boondoN ka istemaal ashqoN ke liyN barha kia gaya hai magr jo meri shoch hai aur zahir hai ke meiN us vusat ke saath to nahi soch sakta jo aapke pass hai magr misre oola se jo baat aapne kahi hai uske maade nazar ye khyaal bhut khoob jaata hai aur munfarid bhi karta hai apne aap ko, to yaqeenan aapka expriment meri nazr mai to mashaAllah bhut khoob hai magr ye zahir hai ek no-amooz aur ek talib e ilm ki soch hai is par husn e zan aur khoona mashq shyar hazaraat kaya kahenge wo to wahi jaanti honge daad behad o behisaab qubool keejiye

meri saanse hi mere gunaah ke gawaah hai
qatl ke subuut baar baar dekhta raha

hmmm....ek to "hai" ko "haiN" mai tabdeel keejiye zahir hai aapne jama hi istemaal kia hoga magr paDne mai wahid nazar aa raha hai, (Roman ka masla hai), dusre ye ke "meri saanseIN hi, mere gunaah, "ke" ki jagh "ki" ka istemaal hoga kyunki aapne gunaah ki gawaah aapki saanseiN bataaii haiN, jaanta huN ke lafz "ki" ka istemaal urdu adab ke hisaab se bhut acha nahi maana jata hai magr yahaN shayd agar lafz "ki" aap istemaal nahi karenge to phir wahi "muzakkar aur moannas" ka maamla nazar dar paish hoga, phir bhi agr aap is baat se ittefaaq nahi rakhte haiN to mujhay sufisadii kuch seekhne ko milega aapse is maslem mai bhi, khyaal khoob hai daad hazir hai qubool keejiye

surkh or siyaah the peshaniyo ke vo tilak
saamne samaadhi ke mazaar dekhta raha

acha ehsaas dor e hazir ke hisaab se bhi, zahir hai ye khyaal shayad har us shqs ke dil mai mojood hoga jiko insaniyat se mohbaat hogi, insaanit is dard ko apne rag o pa mai paiwast hota mehsood karti rahi hai, bhut khoob daad hazir hai

naqd jaan zidd meri lagi huii thi daav par
beete huye daur ka udhaar dekhta raha

kya khoob istemaal hai naqd jaan ka waah, mujh jaise adna soch ke maalik is sher ko samjne ke liyN shayad is par nazr e saani zaroor karenge magr jab ye khyaal unke zehne ko mehsoos karega to aap par behad aur behisaab daad hogi, bhut khoob aur lajawaab daad qubool keejiye

aapki ghazal ne bhut mut'assir jo baat nazr se guzari usko dil se kaha hai agr aapko meri koi baat giraaN guzri ho to uske liyN maazrat khwaah huN, aapse bhut kuch seekha hai aur seekhte rahenge, amooman aise tabsaroN se guraiz karta huN jo ki kisi ki dil shikni ka bais baneiN, hamesha hi wo hi cheez talaash karta huN jo kisi ne achi kahi hai, wo sirf aur sirf iliyN ke apne aap ko is qabil nahi samjhta ke meiN kisi par tanqeed kar sakuN, choonKi aapne ijaazat di hai tabsare ki to wahi baat kahi hai jo mehsoos ki, ek baar phir aapke is munfarid khyaal ke liyN aapki khidmat mai daad hazir hai, qubool keejiye with reps++++++++++




aslam



you.n na samjhoge kinare pe khade rehkar tum
behta dariya hu.n mujhy haath se choo kar daikho
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
9th October 2010, 01:37 AM

Zidd Sahab ... Aadaab ! Sabhi Ashaar Mehfil Me Apni Taazgi Ki Mehak Bikherte Nazar Aaye ... Aur Maine Jab Se Aapne Yeh Ghazal Pesh Ki Hai ... Kitni Martbaa Padh Chuuka ... Mujhe Theek Se Yaad Nahi .... Kuch Isme Aisaa Khaas Zarur Hai .... Jis baat ne Mujhe baar baar padhne ko mazboor kiya hai .....

ungliyo se phool ki mai dhaar dekhta raha
baarisho me ankhe askhbaar dekhta raha


Matla Pehli Nazar Me Mann ko Bhiigo Gaya .... iska khayal Amazing Raha Har Liihaaz se ....

muskuraahato ki shikan aaj bhi hai chehre par
aaine me waqt ka ubhaar dekhta raha


Yeh ashaar Jeevan me bahut kuch haasil karne ke baad bhi ... kuch baaki reh jaane ko darshaata saa laga mujhe ..... bahut khoobi se aapne ise adaa kiya hai ... padhte hi banta hai ....

meri saanse hi mere gunaah ke gawaah hai
qatl ke subuut baar baar dekhta raha


Khud se Juujhte Nazar aanaa ... koi aapke iss ashaar me asaani se dekh aur seekh sakta hai .....behtreen sher laga mujhe .... aur kya kahu iske baare me ... jabki apne andar me jhaanknaa kitnaa mushkil hotaa har ek liye .....

surkh or siyaah the peshaniyo ke vo tilak
saamne samaadhi ke mazaar dekhta raha


Bahut hi khoobi se aur bahut umdaa tariike se maanviye dard ko yahaa aapne ukerne ki koshish ki hai .... bahut accha laga iss sher ko padhna ... mera pasandidah bhi raha .....

naqd jaan zidd meri lagi huii thi daav par
beete huye daur ka udhaar dekhta raha


hahahahahaha.... zidd Sahab Kamaal Ka Raha aapka Maqtaa .... Ghazal ka Main isse haasil sher kahunga .... beete hue daur ko dekhne se sirf pashchaataavaa hi haath lagta hai .... aisa yaanhaa aapne dikhaane ki koshish ki .........

Ek superB Creation ... Tahe dil se DheroN Daad .... shaayad Woh bhi kam padh jaayeN .... Reps Added Rachna hote bhi .........Mian abhi nahi de paa raha hoon .... aage jaise mauka laga .... phir aaunga dene ....

Maine toh aapki ghazal ko is tarha samjha aur jaanaa ... baaki aapne isse jin khayaloN ke saath likha hai .... woh aap hi bataa paayenge .... behtar tariike se ....

kul milaakar pariyogaatmak rachnaa ka koi jawaab nahi .... Very Impressive Indeed !

aise hi umdaa khayaloN ke saath aate rahe aur humeshaa aapko padhte rahe aage bhi ....

khush jo aap rehte hi hai ....
Apna khayal bhi theek se rakhte hi hai ....
Bas ... DuaaoN ke saath .....




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----

Last edited by naresh_mehra110; 9th October 2010 at 01:51 AM..
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#8)
Praneeta
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Praneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Praneeta's Avatar
 
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
Love 9th October 2010, 07:49 AM

Quote:
Originally Posted by zidd View Post
meri saanse hi mere gunaah ke gawaah hai
qatl ke subuut baar baar dekhta raha
beautiful lines zidd sahab
keep sharing

Regards


_______________________________________________
PRANEETA

Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak

Last edited by Praneeta; 9th October 2010 at 07:53 AM..
  Send a message via Yahoo to Praneeta Send a message via Skype™ to Praneeta 
Reply With Quote
Old
  (#9)
sajid_ghayel
Registered User
sajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant future
 
sajid_ghayel's Avatar
 
Offline
Posts: 1,849
Join Date: Feb 2009
Location: Mumbai
Rep Power: 32
9th October 2010, 05:32 PM

I only had to say what Masood saheb have said..........wish you luck brother.


Jhoot kehdu yeh meri fitrat me nahi shamil

Par tujhe bevafa bhi kehna achcha nahi lagta...

Mob.: +971 501297654
  Send a message via Yahoo to sajid_ghayel  
Reply With Quote
Old
  (#10)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
10th October 2010, 06:07 PM

Quote:
Originally Posted by sajid_ghayel View Post
I only had to say what Masood saheb have said..........wish you luck brother.
Tumhari apni koi raa'ii hai bhi ya nahi.. har jagah doosroN ke sur main sur mila ke bhaag jaate ho .. time nahi hao to aate kyuN ho ..


KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#11)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
11th October 2010, 03:34 PM

Well !!..Actually aysi ghazaloN ko maiN postgraduate level ki ghazal kehti huuN, jo pehli baar padhne per kuch bhi samajh na aaye, aur jab dubaara padha jaaye, ya baar baar padha jaaye tou ghazal ke her ek sher me chupi gehraayi samajh me aati hai,

Infact har baar naya lagta hai, har baar kuch naya samajh me aata hai..


Sabhi ashaar lajawaab hai Zidd sahab,,jitni bhi tareef karuN kam hai..


Tabsira tou khair dusre members karenge hi


Main tou is ghazal ki tareef me sirf ek hi lafz keh sakti huuN


"SUPERB"!!.................




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#12)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
11th October 2010, 03:44 PM

Quote:
Originally Posted by KunaaL View Post
Tumhari apni koi raa'ii hai bhi ya nahi.. har jagah doosroN ke sur main sur mila ke bhaag jaate ho .. time nahi hao to aate kyuN ho ..
are bhayee

apni rai to ab abhisekh bacchan ke paas hi hai,
  Send a message via Yahoo to janumanu  
Reply With Quote
Old
  (#13)
Radhika_2
RooH Se RooH Tak
Radhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Radhika_2's Avatar
 
Offline
Posts: 1,247
Join Date: Feb 2010
Location: Delhi
Rep Power: 53
11th October 2010, 04:26 PM

Quote:
Originally Posted by zidd View Post
mahfil ko mera salaam.....

aaj ek experimental ghazal kah raha hu....isme mera ek experiment hai....

sabhi dosto se guzaarish hai ki iska tabsirah zarur karen aur saare positive aur negative saamne laaye aap........

kyuki mere experoment ka result aapke opinion se hi mil sakta hai....ho sake to apne opinion ko qualify kijiye...jisse ki opinion ki wajah bhi pata chal sake.....

sabko phir se tabsireh ka nyota deta hu....

ummed hai aap meri help karenge.,..




ungliyo se phool ki mai dhaar dekhta raha
baarisho me ankhe askhbaar dekhta raha

muskuraahato ki shikan aaj bhi hai chehre par
aaine me waqt ka ubhaar dekhta raha

meri saanse hi mere gunaah ke gawaah hai
qatl ke subuut baar baar dekhta raha

surkh or siyaah the peshaniyo ke vo tilak
saamne samaadhi ke mazaar dekhta raha

naqd jaan zidd meri lagi huii thi daav par
beete huye daur ka udhaar dekhta raha




regards
muskuraahato ki shikan aaj bhi hai chehre par
aaine me waqt ka ubhaar dekhta raha

meri saanse hi mere gunaah ke gawaah hai
qatl ke subuut baar baar dekhta raha

ji very nice....................



Radhika

Seene Me Zakham Utarey Chale Gaye
Jo Humpe Guzari Guzarey Chale Gaye

Woh Aayega Ek Din Milne Humse
Naam Uska Hi Pukarey Chale Gaye


E-mail : radhika.nm2@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
sajid_ghayel
Registered User
sajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant future
 
sajid_ghayel's Avatar
 
Offline
Posts: 1,849
Join Date: Feb 2009
Location: Mumbai
Rep Power: 32
12th October 2010, 12:18 PM

Quote:
Originally Posted by KunaaL View Post
Tumhari apni koi raa'ii hai bhi ya nahi.. har jagah doosroN ke sur main sur mila ke bhaag jaate ho .. time nahi hao to aate kyuN ho ..
I only had to say what Vikaas saheb have said..........


Jhoot kehdu yeh meri fitrat me nahi shamil

Par tujhe bevafa bhi kehna achcha nahi lagta...

Mob.: +971 501297654
  Send a message via Yahoo to sajid_ghayel  
Reply With Quote
Old
  (#15)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
12th October 2010, 04:02 PM

bhayee

mujhe nahi achi lagi ...........

sach kahuN bilkul bhi nahi
  Send a message via Yahoo to janumanu  
Reply With Quote
Old
  (#16)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
20th January 2011, 09:25 AM

Quote:
Originally Posted by parveen komal View Post
bahut hi khoobsoorat gazal hai. dilo jaan se daad
kaha gayab ho bhaiyya?
jald aaoo bhai...

dilo jaan se di daad ,jaano dil se kabuuul bhai...
aur jald miliye...
aapke bina to sdc par virani chayi hai
aaoo,phir se koi competion karte hai....
is baar billi ki jagah ,sabko magarmach dikhate hai

regards
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
20th January 2011, 11:30 AM

Quote:
Originally Posted by zidd View Post
mahfil ko mera salaam.....

aaj ek experimental ghazal kah raha hu....isme mera ek experiment hai....

sabhi dosto se guzaarish hai ki iska tabsirah zarur karen aur saare positive aur negative saamne laaye aap........

kyuki mere experoment ka result aapke opinion se hi mil sakta hai....ho sake to apne opinion ko qualify kijiye...jisse ki opinion ki wajah bhi pata chal sake.....

sabko phir se tabsireh ka nyota deta hu....

ummed hai aap meri help karenge.,..




ungliyo se phool ki mai dhaar dekhta raha
baarisho me ankhe askhbaar dekhta raha

muskuraahato ki shikan aaj bhi hai chehre par
aaine me waqt ka ubhaar dekhta raha

meri saanse hi mere gunaah ke gawaah hai
qatl ke subuut baar baar dekhta raha

surkh or siyaah the peshaniyo ke vo tilak
saamne samaadhi ke mazaar dekhta raha

naqd jaan zidd meri lagi huii thi daav par
beete huye daur ka udhaar dekhta raha




regards


Janab Zidd saahab Aadab... ek aur dilfareb pur-lutf kalam ke liye meri taraf se daade-raushan haazir hain.... kya khoob sher hain miyana maza aa gaya...

muskuraahato ki shikan aaj bhi hai chehre par
aaine me waqt ka ubhaar dekhta raha

meri saanse hi mere gunaah ke gawaah hai
qatl ke subuut baar baar dekhta raha


in do sheron ke sadqe jaaun... mashallah qayaamat..
Aakhiri sher ke liye alag se kahunga ki ye haasile gahzal raha... likhte rahen.. Duaao me yaad rakhen..

shaad...


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
rajinderseep
Registered User
rajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud of
 
Offline
Posts: 748
Join Date: Oct 2009
Location: new york U.S.A.
Rep Power: 28
20th January 2011, 10:58 PM

originally posted by Zidd

ungliyo se phool ki mai dhaar dekhta raha

pata nahi yaNha bhanwra kya hai...........katil ya aashiq..?


bahut hi khoob rahi aap ye gazal...sab ke bas ki baat anhi is trah ka likh paana.badhai ho aap ko...

rajinderseep
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
23rd February 2011, 05:53 PM

Quote:
Originally Posted by ISHK EK IBADAT View Post
zidd bhai
radhe radhe


wah zidd bhai tapsara karne ki kaabliyat to nahi hai par itna kahunga bahut khoob achha likha hai aapne pasand aaya har tarah se khoob likha hai
dil se daad
duaon ke saath

sabko kuch na kuch to dusre se jyada pata hi hota hai.....
anyways..apki daad sar ankho par.....

yu hi milte rahiye

regards
   
Reply With Quote
Waah!
Old
  (#20)
EnigmA
Registered User
EnigmA is a splendid one to beholdEnigmA is a splendid one to beholdEnigmA is a splendid one to beholdEnigmA is a splendid one to beholdEnigmA is a splendid one to beholdEnigmA is a splendid one to beholdEnigmA is a splendid one to behold
 
EnigmA's Avatar
 
Offline
Posts: 199
Join Date: Oct 2010
Rep Power: 21
Waah! - 23rd February 2011, 07:27 PM

Quote:
Originally Posted by zidd View Post


ungliyo se phool ki mai dhaar dekhta raha
baarisho me ankhe askhbaar dekhta raha

muskuraahato ki shikan aaj bhi hai chehre par
aaine me waqt ka ubhaar dekhta raha

meri saanse hi mere gunaah ke gawaah hai
qatl ke subuut baar baar dekhta raha

surkh or siyaah the peshaniyo ke vo tilak
saamne samaadhi ke mazaar dekhta raha

naqd jaan zidd meri lagi huii thi daav par
beete huye daur ka udhaar dekhta raha





regards
Zidd Sahab Adaab!

Bhai, I believe you're a master of understating. I beleive aapka ye experiment apni ghazl se kam hum naazreen per zyada hai. I believe its a piece of art I mean your ghazal, not just any ordinary piece at that. And you're experimenting with your audience, how they understand , what they interprete and how they react, becuase I've read this one, line by line, and focussed on its overall meaning and the meanings line by line. Its a beautifully arranged puzzle when you read it the first time and then you read again it clears up and then it has a different meaning all over again. I have to say that I am clapping my hands at your talent! Zabardast! Khush Rahein!


EnigmA
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com