Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
“Koi na aayega jakham sahlaney ke liye”
Old
  (#1)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
“Koi na aayega jakham sahlaney ke liye” - 7th September 2006, 02:07 PM

sabhi ko mera namaskar....!

dosto aapki mahfil main phir ek gazal lekar aaye hu, koshish ki hai kuch behtar kar paney ki, umeed hai aap sab mere saath hongey, aur mujhe aapna views jaroor bataeygey........!


Naya pyar naye ahsaas naya ashiaana ho mubarak tumko,
Teri be-waffeai hi bahut hai humey rulaney ke liye…………

Chand yaadey aur aansu chod gaya woh meri ankho main,
Wahi shakas jo aaya tha mujhe aapna bananey ke liye….

Jab se gaya hai mujhe chod ke phir lout ke aaya hi nahi,
Par tanha dekh teri yaadey aa jatti hai bahlaney ke liye…

Tu to do kadam bhi raahey-waffa mai chal na sakka,
Kudha se tujhe manga tha saath nibhaney ke liye…..

Mere hi shahar mai banna liya hai tumne aashiyaa,
Kaya koi kami rah gaye thi mujhe sataney ke liye……

Tamam umr ab esi dard ke saath jeena hai mujhe,
Yehi to ek sahara hai ab zindgi beetaney ke liye…..

Mujhe bhi aapney hi paas bulla le ‘eh mere kudha’
Kyu zinda choda zamaney ki thokrey khaney ke liye….

“Sunita” koi na samaj payega tere be-jubaan dard ko,
na hi koi aayega kabhi tere jakham sahlaney ke liye….

appki dost


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
hi
Old
  (#2)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
hi - 7th September 2006, 02:15 PM

Naya pyar naye ahsaas naya ashiaana ho mubarak tumko,
Teri be-waffeai hi bahut hai humey rulaney ke liye…………

Chand yaadey aur aansu chod gaya woh meri ankho main,
Wahi shakas jo aaya tha mujhe aapna bananey ke liye….

Jab se gaya hai mujhe chod ke phir lout ke aaya hi nahi,
Par tanha dekh teri yaadey aa jatti hai bahlaney ke liye…

Tu to do kadam bhi raahey-waffa mai chal na sakka,
Kudha se tujhe manga tha saath nibhaney ke liye…..

Mere hi shahar mai banna liya hai tumne aashiyaa,
Kaya koi kami rah gaye thi mujhe sataney ke liye……

Tamam umr ab esi dard ke saath jeena hai mujhe,
Yehi to ek sahara hai ab zindgi beetaney ke liye…..

Mujhe bhi aapney hi paas bulla le ‘eh mere kudha’
Kyu zinda choda zamaney ki thokrey khaney ke liye….

“Sunita” koi na samaj payega tere be-jubaan dard ko,
na hi koi aayega kabhi tere jakham sahlaney ke liye….

appki dost

sunita appka kalaam bemisaal hai.....appne in thore se dino main itni tarakki ki hai ki bass ye appki sacchi lagan ka kamaal hai....app yu hee likhti rehna yahi hamari duaa hai....appki kalam kabhi khamosh na ho......hum appke saath hai.......raj.....

gar kabhi roshnaiye kam par jaye,
to hamara khoon-e-jigar hazir hai....

gar kabhi dhondhna ho jajbaton ko,
gham na kar hamari nazar hazir hai.......


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Re: “Koi na aayega jakham sahlaney ke liye”
Old
  (#3)
Diggaj_Dave
EK CHAMAKTA HUA SITARA
Diggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to behold
 
Diggaj_Dave's Avatar
 
Offline
Posts: 1,884
Join Date: Jun 2005
Location: Rajasthan,India
Rep Power: 26
Re: “Koi na aayega jakham sahlaney ke liye” - 7th September 2006, 03:53 PM


Chand yaadey aur aansu chod gaya woh meri ankho main,
Wahi shakas jo aaya tha mujhe aapna bananey ke liye….

Jab se gaya hai mujhe chod ke phir lout ke aaya hi nahi,
Par tanha dekh teri yaadey aa jatti hai bahlaney ke liye…



Nice............



Tu to do kadam bhi raahey-waffa mai chal na sakka,
Kudha se tujhe manga tha saath nibhaney ke liye…..

Mere hi shahar mai banna liya hai tumne aashiyaa,
Kaya koi kami rah gaye thi mujhe sataney ke liye……



Bohat badhiya..........ehsaas ache hai




Mujhe bhi aapney hi paas bulla le ‘eh mere kudha’
Kyu zinda choda zamaney ki thokrey khaney ke liye….

“Sunita” koi na samaj payega tere be-jubaan dard ko,
na hi koi aayega kabhi tere jakham sahlaney ke liye….



Wah..........beautifulllllllllllllllll


Sunita jee

kaisi hai aap? bohat dino baad padha aapko bohat acha laga padhkar...dard se bhare is Qalaam ka har sher bohat khoobsurat hai.. magar last k dono sher sabse jayada pasand aaye.....daad kabool kare

Apna khayal rakhe


Shukriyah


Navard-e-ishq mein kya hua kya bataye hum
kabhi humne yu khud ko harata naa dekha


Kaise Samjhau Dil-e-hasarat-nasiib Ko Apne
K Sab Kuch Milta Nahi Chah Lene Se Ish Zamane Mein..... "Diggaj"
 Send a message via ICQ to Diggaj_Dave Send a message via Yahoo to Diggaj_Dave Send a message via AIM to Diggaj_Dave  
Reply With Quote
Re: “Koi na aayega jakham sahlaney ke liye”
Old
  (#4)
pooja_d
Registered User
pooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud of
 
pooja_d's Avatar
 
Offline
Posts: 3,896
Join Date: Jul 2006
Location: currntly : Italy and ( home'town : Jaipur )
Rep Power: 33
Re: “Koi na aayega jakham sahlaney ke liye” - 7th September 2006, 04:35 PM

Quote:
Originally posted by sunita virender
sabhi ko mera namaskar....!

dosto aapki mahfil main phir ek gazal lekar aaye hu, koshish ki hai kuch behtar kar paney ki, umeed hai aap sab mere saath hongey, aur mujhe aapna views jaroor bataeygey........!


Naya pyar naye ahsaas naya ashiaana ho mubarak tumko,
Teri be-waffeai hi bahut hai humey rulaney ke liye…………

Chand yaadey aur aansu chod gaya woh meri ankho main,
Wahi shakas jo aaya tha mujhe aapna bananey ke liye….

Jab se gaya hai mujhe chod ke phir lout ke aaya hi nahi,
Par tanha dekh teri yaadey aa jatti hai bahlaney ke liye…

Tu to do kadam bhi raahey-waffa mai chal na sakka,
Kudha se tujhe manga tha saath nibhaney ke liye…..

Mere hi shahar mai banna liya hai tumne aashiyaa,
Kaya koi kami rah gaye thi mujhe sataney ke liye……

Tamam umr ab esi dard ke saath jeena hai mujhe,
Yehi to ek sahara hai ab zindgi beetaney ke liye…..

Mujhe bhi aapney hi paas bulla le ‘eh mere kudha’
Kyu zinda choda zamaney ki thokrey khaney ke liye….

“Sunita” koi na samaj payega tere be-jubaan dard ko,
na hi koi aayega kabhi tere jakham sahlaney ke liye….

appki dost
hi didi
aapne bahot achha likha hai sach me.
ab aapki shaan me mein aur kya kahu bass yahi kahungi ki hamari dua leti jaiye aur iss mehaffil me roshni failati jaiye. mean aap likhiye hum hai na pasand karne ke liye. bura na maniye meri adat hai mazak karne ki.
aapne bahot achha aur dil ko chhu lene wali gazal likhiye.

aapki chhoti sis
pooja


===========Deepika===========
Pyaar Hai Yaa sazaa ayi mere Dil bataa
Toot'ta Kyu.N naHi.N Dard Kaa Silsilaa
   
Reply With Quote
Re: “Koi na aayega jakham sahlaney ke liye”
Old
  (#5)
dilip200
Adhoori Aas
dilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud of
 
dilip200's Avatar
 
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 31
Re: “Koi na aayega jakham sahlaney ke liye” - 7th September 2006, 05:47 PM

Quote:
Originally posted by sunita virender

Naya pyar naye ahsaas naya ashiaana ho mubarak tumko,
Teri be-waffeai hi bahut hai humey rulaney ke liye…………

Chand yaadey aur aansu chod gaya woh meri ankho main,
Wahi shakas jo aaya tha mujhe aapna bananey ke liye….

Jab se gaya hai mujhe chod ke phir lout ke aaya hi nahi,
Par tanha dekh teri yaadey aa jatti hai bahlaney ke liye…

Tu to do kadam bhi raahey-waffa mai chal na sakka,
Kudha se tujhe manga tha saath nibhaney ke liye…..

Mere hi shahar mai banna liya hai tumne aashiyaa,
Kaya koi kami rah gaye thi mujhe sataney ke liye……

Tamam umr ab esi dard ke saath jeena hai mujhe,
Yehi to ek sahara hai ab zindgi beetaney ke liye…..

Mujhe bhi aapney hi paas bulla le ‘eh mere kudha’
Kyu zinda choda zamaney ki thokrey khaney ke liye….

“Sunita” koi na samaj payega tere be-jubaan dard ko,
na hi koi aayega kabhi tere jakham sahlaney ke liye….

appki dost


didi namste



kaya kahoon main aapse ..... ye aapki ab tak ki sabse behtreen gazal hai.... apne aap main mukkmal .... itna pyara iska har ek share hai ki main kahoo.n mere paas to shwad hi nahi hain.... bus meri uper wale se yahi dua hai ki meri didi hamesha isse bhi kai guna jyada accha likhte rahe.. meri daad dil se kabool kigiye....

" log mutthiyon main namak liye firte hai.n
apne jakham yu.n har kisi ko dikhaya na karo.
'' Bashir badra''


" Dilip " -Ek Adhoora khwab


Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
  Send a message via Yahoo to dilip200  
Reply With Quote
Old
  (#6)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
7th September 2006, 05:57 PM

hi sister kaisi ho aap?


abhi abhi ye aap ki peshkas padhui aur aapki ye peshkas k bare me main sirf yehi kahunga ye apki tarha hi ek dam best hai aap jab dilse banaogi to behtarin hi banegi isme koi shak nahi..

bas uhi likhte rehna sister taki main bhi kuch sikh pau aapse


aapka chhotasa bhai aur dost dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
7th September 2006, 07:14 PM

Quote:
Naya pyar naye ahsaas naya ashiaana ho mubarak tumko,
Teri be-waffeai hi bahut hai humey rulaney ke liye????

Chand yaadey aur aansu chod gaya woh meri ankho main,
Wahi shakas jo aaya tha mujhe aapna bananey ke liye?.
Sunita jee,

ab lag raha hai kee likhne maiN kuchh dhaar hai... KoShish keejiye, aur behtar likh sakeNgii.. ess koShish ke liye daad haazir hai...

-Mayank
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#8)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
7th September 2006, 08:00 PM

Tu to do kadam bhi raahey-waffa mai chal na sakka,
Kudha se tujhe manga tha saath nibhaney ke liye…..

Mere hi shahar mai banna liya hai tumne aashiyaa,
Kaya koi kami rah gaye thi mujhe sataney ke liye……

bahut khoob sunita ji, bahut acha laga padhkar.aur yeh do ashaar to bas kya kahun,just loved them.likhte rahiye.


yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
Hi
Old
  (#9)
someonly1
Registered User
someonly1 will become famous soon enoughsomeonly1 will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 115
Join Date: Sep 2005
Location: Mumbai
Rep Power: 20
Hi - 7th September 2006, 11:00 PM

Hi Sunita ji

Kesi ho aap ? aaj aap ka ye kalaam bhi pedha behot khub surat likha hai aapne mene aap ke saare kalaam tho nehi padhe mager jab se aap ko padhna suru kiya un sabhi kalaamo me sab se aacha kalaam likha hai aapne mager ek baat tho hai ke aapke her kalaam ki ek alag pahechaan rakhi hai aapne ye terica aap ka behot aacha lega aur rehi baat is kalaam ki tho ye kahena koi galat nehi ki ki har bar ki terh is kalaam ne bhi dil ko chu liya bas aap uhi likhte rahe aur hum aap ko uhi padh te rahe yehi duwa karga us khuda se vese aapke lafzo ka khezana tho kabhi khali hoga hi nehi fir bhi kosis keruga ke aap jesha likh paau kam se kam khud ko ye tho kah saku ke ha mene kuch aacha likha hai agla kalaam jerur padhiye ga

Chalta hu uhi likhte raheiye

Aap ka Dost

SOME ONE
  Send a message via Yahoo to someonly1  
Reply With Quote
Re: “Koi na aayega jakham sahlaney ke liye”
Old
  (#10)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
Re: “Koi na aayega jakham sahlaney ke liye” - 8th September 2006, 12:08 AM

Quote:
Originally posted by sunita virender
sabhi ko mera namaskar....!

dosto aapki mahfil main phir ek gazal lekar aaye hu, koshish ki hai kuch behtar kar paney ki, umeed hai aap sab mere saath hongey, aur mujhe aapna views jaroor bataeygey........!


Naya pyar naye ahsaas naya ashiaana ho mubarak tumko,
Teri be-waffeai hi bahut hai humey rulaney ke liye…………

Chand yaadey aur aansu chod gaya woh meri ankho main,
Wahi shakas jo aaya tha mujhe aapna bananey ke liye….

Jab se gaya hai mujhe chod ke phir lout ke aaya hi nahi,
Par tanha dekh teri yaadey aa jatti hai bahlaney ke liye…

Tu to do kadam bhi raahey-waffa mai chal na sakka,
Kudha se tujhe manga tha saath nibhaney ke liye…..

Mere hi shahar mai banna liya hai tumne aashiyaa,
Kaya koi kami rah gaye thi mujhe sataney ke liye……

Tamam umr ab esi dard ke saath jeena hai mujhe,
Yehi to ek sahara hai ab zindgi beetaney ke liye…..

Mujhe bhi aapney hi paas bulla le ‘eh mere kudha’
Kyu zinda choda zamaney ki thokrey khaney ke liye….

“Sunita” koi na samaj payega tere be-jubaan dard ko,
na hi koi aayega kabhi tere jakham sahlaney ke liye….

appki dost

sunitaa ji kamaal ka likha hai ap ne sach mai har ek sher mukammal hai apni jagah,aap ka ye kalaam kaafi pukhta hai ,aap ki kihui mehnat saaf nazar aati hai,

behad khoobsurati se aap ne ise labzo mai dhala hai ahssaso ko
aap ke sab kalaamo mai se ye sab se badhiya hai
aise hi likhti rahiyega
regards
manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
hi
Old
  (#11)
akant
Registered User
akant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to behold
 
akant's Avatar
 
Offline
Posts: 1,774
Join Date: Apr 2003
Location: UP, India
Rep Power: 30
hi - 8th September 2006, 06:39 PM

Sunita ji,

kaisi hain aap?? maine aapki es rachana ko padha sath mahatvpurn dosto dvara diye gaye replyies ko bhi padha. yah meri aapki likhi huyi pahali creation hai jise main padha. padh man ko achchha mahsoos hua, yah khushi mili ki aap achchha likhane lagi hain. ek baat main kahunga ki jab bhi shayri aur kavita jo bhi likhe aap koshis kere ki kam se kam shabdo mein apani puri baat ko aap kah jaay. shayad kavita aur shayri ki sabse khubsurat conditiono mein se ek hai. ummid kerta hoon ki aage chalke phir aapko padhane ko milega..

Anantshubhkamnao sahit

Akant...


*********
आहट सी कोइ आये तो समझ लेना कि तुम हो...
AahaT si koi aaye to samajh lena ki tum ho...
   
Reply With Quote
Re: “Koi na aayega jakham sahlaney ke liye”
Old
  (#12)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
Re: “Koi na aayega jakham sahlaney ke liye” - 8th September 2006, 11:17 PM

Quote:
Originally posted by sunita virender
sabhi ko mera namaskar....!

dosto aapki mahfil main phir ek gazal lekar aaye hu, koshish ki hai kuch behtar kar paney ki, umeed hai aap sab mere saath hongey, aur mujhe aapna views jaroor bataeygey........!


Naya pyar naye ahsaas naya ashiaana ho mubarak tumko,
Teri be-waffeai hi bahut hai humey rulaney ke liye…………

Chand yaadey aur aansu chod gaya woh meri ankho main,
Wahi shakas jo aaya tha mujhe aapna bananey ke liye….

Jab se gaya hai mujhe chod ke phir lout ke aaya hi nahi,
Par tanha dekh teri yaadey aa jatti hai bahlaney ke liye…

Tu to do kadam bhi raahey-waffa mai chal na sakka,
Kudha se tujhe manga tha saath nibhaney ke liye…..

Mere hi shahar mai banna liya hai tumne aashiyaa,
Kaya koi kami rah gaye thi mujhe sataney ke liye……

Tamam umr ab esi dard ke saath jeena hai mujhe,
Yehi to ek sahara hai ab zindgi beetaney ke liye…..

Mujhe bhi aapney hi paas bulla le ‘eh mere kudha’
Kyu zinda choda zamaney ki thokrey khaney ke liye….

“Sunita” koi na samaj payega tere be-jubaan dard ko,
na hi koi aayega kabhi tere jakham sahlaney ke liye….

appki dost
Di......

yeh kya baat hui???????? main to aapse bahut naraaz hun... main nahi hun kya aapke saath?????? phir aisa kyun likha last me aapne????????

Itna dard kahan se le aate ho likhne ke liye.... kaise zakhmon ko fir kured ke unhe kaagaz pa utaarte ho?? kyun karte ho aisa??


Wo bewafa Tha.. Tu jaanTi hai e-SuniTa,
Phir kyun uski yaadon me ghir jaaTi hai khud ko Tadpaane ke liye?

Kyun use Tu aaj Tak apni zindagi se alag na kar paayi..
Kyun karTi hai Tu use yaad khud ko saTaane ke liye?

Uske gham me Tu is kadar doob gayi...
Nazar na aayi Tujhe "ChaahaT" Tera haaTh Thaamne ke liye..

Na jafa ka mauka aayega kabhi...
Le aaungi sab khushiyan Tumhe hasaane ke liye...

Di kaha hai.. maanTi hun Tumhe...
Kyun karTi ho aisi baaTein mera dil dukhaane ke liye?

Karo vaada mujhse aaj Tum abhi..
Na hoga in aankhon me pani fir inhe rulaane ke liye..


aapki...

~Priii



"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

   
Reply With Quote
Old
  (#13)
mohdyash
Registered User
mohdyash will become famous soon enough
 
mohdyash's Avatar
 
Offline
Posts: 43
Join Date: Oct 2005
Rep Power: 0
9th September 2006, 12:11 AM

Good.........Nice..........Bahut acchay!!!!!
   
Reply With Quote
Re: hi
Old
  (#14)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Re: hi - 11th September 2006, 05:30 PM

Quote:
Originally posted by rajveeer
Naya pyar naye ahsaas naya ashiaana ho mubarak tumko,
Teri be-waffeai hi bahut hai humey rulaney ke liye…………

Chand yaadey aur aansu chod gaya woh meri ankho main,
Wahi shakas jo aaya tha mujhe aapna bananey ke liye….

Jab se gaya hai mujhe chod ke phir lout ke aaya hi nahi,
Par tanha dekh teri yaadey aa jatti hai bahlaney ke liye…

Tu to do kadam bhi raahey-waffa mai chal na sakka,
Kudha se tujhe manga tha saath nibhaney ke liye…..

Mere hi shahar mai banna liya hai tumne aashiyaa,
Kaya koi kami rah gaye thi mujhe sataney ke liye……

Tamam umr ab esi dard ke saath jeena hai mujhe,
Yehi to ek sahara hai ab zindgi beetaney ke liye…..

Mujhe bhi aapney hi paas bulla le ‘eh mere kudha’
Kyu zinda choda zamaney ki thokrey khaney ke liye….

“Sunita” koi na samaj payega tere be-jubaan dard ko,
na hi koi aayega kabhi tere jakham sahlaney ke liye….

appki dost

sunita appka kalaam bemisaal hai.....appne in thore se dino main itni tarakki ki hai ki bass ye appki sacchi lagan ka kamaal hai....app yu hee likhti rehna yahi hamari duaa hai....appki kalam kabhi khamosh na ho......hum appke saath hai.......raj.....

gar kabhi roshnaiye kam par jaye,
to hamara khoon-e-jigar hazir hai....

gar kabhi dhondhna ho jajbaton ko,
gham na kar hamari nazar hazir hai.......
raj ji bahut bahut shukriya meri post par aane ke liye aur meri housla afjeai karne ke liye. agar aap sab ka saath mujhe yu hi milta raha to yakeenan meri kalam kabhi khamosh nahi hogi.

thanks alot

aapki dost


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Re: Re: “Koi na aayega jakham sahlaney ke liye”
Old
  (#15)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Re: Re: “Koi na aayega jakham sahlaney ke liye” - 13th September 2006, 03:15 PM

Quote:
Originally posted by Diggaj_Dave

Chand yaadey aur aansu chod gaya woh meri ankho main,
Wahi shakas jo aaya tha mujhe aapna bananey ke liye….

Jab se gaya hai mujhe chod ke phir lout ke aaya hi nahi,
Par tanha dekh teri yaadey aa jatti hai bahlaney ke liye…



Nice............



Tu to do kadam bhi raahey-waffa mai chal na sakka,
Kudha se tujhe manga tha saath nibhaney ke liye…..

Mere hi shahar mai banna liya hai tumne aashiyaa,
Kaya koi kami rah gaye thi mujhe sataney ke liye……



Bohat badhiya..........ehsaas ache hai




Mujhe bhi aapney hi paas bulla le ‘eh mere kudha’
Kyu zinda choda zamaney ki thokrey khaney ke liye….

“Sunita” koi na samaj payega tere be-jubaan dard ko,
na hi koi aayega kabhi tere jakham sahlaney ke liye….



Wah..........beautifulllllllllllllllll


Sunita jee

kaisi hai aap? bohat dino baad padha aapko bohat acha laga padhkar...dard se bhare is Qalaam ka har sher bohat khoobsurat hai.. magar last k dono sher sabse jayada pasand aaye.....daad kabool kare

Apna khayal rakhe


Shukriyah
diggaj ji mai thik hu umeed hai aap bhi thik hongey. shukriya aapne bahut dino baad hi sahi padda to hai, shukriya. aur appki daad humey tahe-dil se swikaar hai.

appki dost


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Re: Re: “Koi na aayega jakham sahlaney ke liye”
Old
  (#16)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Re: Re: “Koi na aayega jakham sahlaney ke liye” - 15th September 2006, 03:22 PM

Quote:
Originally posted by pooja4588
hi didi
aapne bahot achha likha hai sach me.
ab aapki shaan me mein aur kya kahu bass yahi kahungi ki hamari dua leti jaiye aur iss mehaffil me roshni failati jaiye. mean aap likhiye hum hai na pasand karne ke liye. bura na maniye meri adat hai mazak karne ki.
aapne bahot achha aur dil ko chhu lene wali gazal likhiye.

aapki chhoti sis
pooja
dear pooja tumhara post par reply karna accha lagta hai, aur upar se tum mera likha pasand bhi karo. kaya baat hai, roshni to tum jaise chahney wallo se hai. hum to bas diya jalla detey hai.

yu hi aatey rahna.

tumhari didi


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Re: Re: “Koi na aayega jakham sahlaney ke liye”
Old
  (#17)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Re: Re: “Koi na aayega jakham sahlaney ke liye” - 15th September 2006, 03:25 PM

Quote:
Originally posted by dilip200
[/COLOR]

didi namste



kaya kahoon main aapse ..... ye aapki ab tak ki sabse behtreen gazal hai.... apne aap main mukkmal .... itna pyara iska har ek share hai ki main kahoo.n mere paas to shwad hi nahi hain.... bus meri uper wale se yahi dua hai ki meri didi hamesha isse bhi kai guna jyada accha likhte rahe.. meri daad dil se kabool kigiye....

" log mutthiyon main namak liye firte hai.n
apne jakham yu.n har kisi ko dikhaya na karo.
'' Bashir badra''
dear dilip, bahut bahut shukriya mujhe padney ke liye. tum to vaise bhi mujhe shuru se hi pad rahey ho. tum se behtar kaun batta sakta hai ki kaisa likha hai. hai na......!

tumhari didi


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#18)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
15th September 2006, 03:26 PM

Quote:
Originally posted by dhavalrami4you
hi sister kaisi ho aap?


abhi abhi ye aap ki peshkas padhui aur aapki ye peshkas k bare me main sirf yehi kahunga ye apki tarha hi ek dam best hai aap jab dilse banaogi to behtarin hi banegi isme koi shak nahi..

bas uhi likhte rehna sister taki main bhi kuch sikh pau aapse


aapka chhotasa bhai aur dost dhaval
dear dhaval, yeh tumhara aapni bahen ke liye pyar hai jo bol raha hai, post par aane ka aur mera housla badaney ke liye shukriya.

thanks alot

tumhari didi


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#19)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
15th September 2006, 03:28 PM

Quote:
Originally posted by Anjana Rahi
Sunita jee,

ab lag raha hai kee likhne maiN kuchh dhaar hai... KoShish keejiye, aur behtar likh sakeNgii.. ess koShish ke liye daad haazir hai...

-Mayank
mayank ji, aap aur meri post par, kaya kahu. sudahma ke ghar krishan ji ke aane jaisa hai. meri housla afjeai ke liye bahut bahut shukriya. aur appki daad dil se kabool hai.

thanks a lot


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#20)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
15th September 2006, 03:31 PM

Quote:
Originally posted by akelijaan
Tu to do kadam bhi raahey-waffa mai chal na sakka,
Kudha se tujhe manga tha saath nibhaney ke liye…..

Mere hi shahar mai banna liya hai tumne aashiyaa,
Kaya koi kami rah gaye thi mujhe sataney ke liye……

bahut khoob sunita ji, bahut acha laga padhkar.aur yeh do ashaar to bas kya kahun,just loved them.likhte rahiye.
dost bahut bahut shukriya, aap regular meri post par aati hai, bahut accha lagta hai, aap jaise dosto ka saath pakar. yu hi aati rahiye aur es mahfil mai char chand lagatey rahiye.

appki dost


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Re: Hi
Old
  (#21)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Re: Hi - 15th September 2006, 04:41 PM

Quote:
Originally posted by someonly1
Hi Sunita ji

Kesi ho aap ? aaj aap ka ye kalaam bhi pedha behot khub surat likha hai aapne mene aap ke saare kalaam tho nehi padhe mager jab se aap ko padhna suru kiya un sabhi kalaamo me sab se aacha kalaam likha hai aapne mager ek baat tho hai ke aapke her kalaam ki ek alag pahechaan rakhi hai aapne ye terica aap ka behot aacha lega aur rehi baat is kalaam ki tho ye kahena koi galat nehi ki ki har bar ki terh is kalaam ne bhi dil ko chu liya bas aap uhi likhte rahe aur hum aap ko uhi padh te rahe yehi duwa karga us khuda se vese aapke lafzo ka khezana tho kabhi khali hoga hi nehi fir bhi kosis keruga ke aap jesha likh paau kam se kam khud ko ye tho kah saku ke ha mene kuch aacha likha hai agla kalaam jerur padhiye ga

Chalta hu uhi likhte raheiye

Aap ka Dost

SOME ONE
dost kaise hai aap...! aapka reply padkar to mujhe ek baar phir aapna likha padna padta hai. kyuki jis tarah aap tareef kartey hai, mujhe lagta hi nahi ki maine etna accha likha hai. vaise aapka reply padkar accha lagta hai.

aapki dost


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#22)
sonia_saah
Registered User
sonia_saah is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 39
Join Date: Jul 2006
Rep Power: 0
15th September 2006, 05:02 PM

sunita ji aapne bahut hi accha likha hai mujhe behad pasand aaya aapka likha hua
meri dil se mubarkbaad kabool kigiye

aap sada ese hi likhte rahiyega

sonia
   
Reply With Quote
Re: Re: “Koi na aayega jakham sahlaney ke liye”
Old
  (#23)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Re: Re: “Koi na aayega jakham sahlaney ke liye” - 16th September 2006, 12:40 PM

Quote:
Originally posted by acharya_mj
sunitaa ji kamaal ka likha hai ap ne sach mai har ek sher mukammal hai apni jagah,aap ka ye kalaam kaafi pukhta hai ,aap ki kihui mehnat saaf nazar aati hai,

behad khoobsurati se aap ne ise labzo mai dhala hai ahssaso ko
aap ke sab kalaamo mai se ye sab se badhiya hai
aise hi likhti rahiyega
regards
manu
mahu ji bahut bahut shukriya es housla afjeai ke liye, aap sab ki suggestions ka result hai yeh. aapka saath yu hi milta raheyga to vadda hai ki main bhi yu hi accha likhney ki koshish karti rahugi.

thanks alot

appki dost


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Re: hi
Old
  (#24)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Re: hi - 16th September 2006, 12:42 PM

Quote:
Originally posted by akant
Sunita ji,

kaisi hain aap?? maine aapki es rachana ko padha sath mahatvpurn dosto dvara diye gaye replyies ko bhi padha. yah meri aapki likhi huyi pahali creation hai jise main padha. padh man ko achchha mahsoos hua, yah khushi mili ki aap achchha likhane lagi hain. ek baat main kahunga ki jab bhi shayri aur kavita jo bhi likhe aap koshis kere ki kam se kam shabdo mein apani puri baat ko aap kah jaay. shayad kavita aur shayri ki sabse khubsurat conditiono mein se ek hai. ummid kerta hoon ki aage chalke phir aapko padhane ko milega..

Anantshubhkamnao sahit

Akant...
akant ji namaskar....!

aap meri post par aaye accha lagga aur aapne jo sujao diye hai unko mai dhayan main rakhugi. aur koshish karugi ki aur accha likha saku.

thanks alot


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Re: Re: “Koi na aayega jakham sahlaney ke liye”
Old
  (#25)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Re: Re: “Koi na aayega jakham sahlaney ke liye” - 16th September 2006, 12:45 PM

Quote:
Originally posted by chaahat123
Di......

yeh kya baat hui???????? main to aapse bahut naraaz hun... main nahi hun kya aapke saath?????? phir aisa kyun likha last me aapne????????

Itna dard kahan se le aate ho likhne ke liye.... kaise zakhmon ko fir kured ke unhe kaagaz pa utaarte ho?? kyun karte ho aisa??


Wo bewafa Tha.. Tu jaanTi hai e-SuniTa,
Phir kyun uski yaadon me ghir jaaTi hai khud ko Tadpaane ke liye?

Kyun use Tu aaj Tak apni zindagi se alag na kar paayi..
Kyun karTi hai Tu use yaad khud ko saTaane ke liye?

Uske gham me Tu is kadar doob gayi...
Nazar na aayi Tujhe "ChaahaT" Tera haaTh Thaamne ke liye..

Na jafa ka mauka aayega kabhi...
Le aaungi sab khushiyan Tumhe hasaane ke liye...

Di kaha hai.. maanTi hun Tumhe...
Kyun karTi ho aisi baaTein mera dil dukhaane ke liye?

Karo vaada mujhse aaj Tum abhi..
Na hoga in aankhon me pani fir inhe rulaane ke liye..


aapki...

~Priii
priya tum jab bhi meri post aati ho na to tumhari didi ki post ko char chand lag jatey hain. kyuki tumhara reply bahut jabardast hota hai. yakeen hai tumhara saath hamesha raheyga.

kush raho aur mujhe etne hi pyar se padti reho.

tumhari di


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#26)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
16th September 2006, 12:46 PM

Quote:
Originally posted by mohdyash
Good.........Nice..........Bahut acchay!!!!!
mohdyash ji mujhe padney aur mera likha pasand karney ke liye appka bahut bahut shukriya.

appki dost


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#27)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
16th September 2006, 12:48 PM

Quote:
Originally posted by sonia_saah
sunita ji aapne bahut hi accha likha hai mujhe behad pasand aaya aapka likha hua
meri dil se mubarkbaad kabool kigiye

aap sada ese hi likhte rahiyega

sonia
sonia ji namaskar...!

app meri post par phele baar aaye hai, u r most welcome.

aapne mujhe padda aur saraha es ke liye main aapki shukargujaar hu.

sonia ji aapki daad mujhe dil se kabool hai. yu hi aate raheyga aur mujhe padkar housla deti raheyga.

thanks alot

appki dost


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Díl k jakham silent-tears Pyaar Bhari SMS Shayri 0 23rd June 2010 04:00 PM
jakham sil gya. habib.monu Shayri-e-Dard 1 10th September 2009 11:06 PM
*Wo Aayega..Wo Aayega~Lo Aa Gayi** Shimul Shayri-e-Dard 3 28th October 2005 06:07 PM
jakham bunty Shayri-e-Ishq 0 2nd May 2002 09:55 PM
jakham RICKY_DIL_SE Shayri-e-Dard 0 11th January 2002 11:00 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com